Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aayi idhar bahaaren jawaani udhar gayi aayi idhar bahaaren jawaani udhar gayi barbaad karne aayi thi barbaad kar gayi aayi idhar bahaaren jawaani udhar gayi barbaad karne aayi thi barbaad kar gayi aayi idhar bahaaren jawaani udhar gayi jab wo chale to chhodne unko nazar gayi jab wo chale to chhodne unko nazar gayi jab wo chale to chhodne unko nazar gayi palti to dil pe ek qayamat guzar gayi palti to dil pe ek qayamat guzar gayi barbaad karne aayi thi barbaad kar gayi aayi idhar bahaaren jawaani udhar gayi jab tha mera shabaab to mujhko nahin tha hosh jab tha mera shabaab to mujhko nahin tha hosh jab tha mera shabaab to mujhko nahin tha hosh jab hosh aa gaya to jawaani guzar gayi jab hosh aa gaya to jawaani guzar gayi barbaad karne aayi thi barbaad kar gayi aayi idhar bahaaren jawaani udhar gayi bewajah hakham nahin hai kamar meri ae kamar bewajah hakham nahin hai kamar meri ae kamar bewajah hakham nahin hai kamar meri ae kamar jhuk jhuk ke dhoondhta hoon jawaani
ab agar aao to jaane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana sirf ehsaan jataane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana maine palkon pe tamannayen saja rakhi hain maine palkon pe tamannayen saja rakhi hain dil mein ummeed ki sau shamme jala rakhi hain ye hasin shamme bujhane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana sirf ehsaan jataane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana pyaar ki aag mein zanjeeren pighal sakti hain pyaar ki aag mein zanjeeren pighal sakti hain chahne waalon ki taqdeeren badal sakti hain tum ho bebas ye bataane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana sirf ehsaan jataane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana ab tum aana jo tumhen mujhse mohabbat hai koi ab tum aana jo tumhen mujhse mohabbat hai koi mujhse milne ki agar tumko bhi chahat hai koi tum koi rasm nibhane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana sirf ehsaan jataane ke liye mat aana
ab aksar chup chup se rahe hain yunhi kab lab khole hain ab aksar chup chup se rahe hain yunhi kab lab khole hain pehle phir aapko dekha hota ab to bahut kam bole hain din mein humko dekhne waalon apne apne hain aukaat din mein humko dekhne waalon apne apne hain aukaat jao na tum in khushk aankhon par ham raaton ko role hain pehle phir aapko dekha hota ab to bahut kam bole hain ghum ka fasana sunne waalon aakhir e shab aaraam karo ghum ka fasana sunne waalon aakhir e shab aaraam karo kal ye kahaani phir chhedenge hum bhi zara ab sole hain pehle phir aapko dekha hota ab to bahut kam bole hain
aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa tujhsa pehle na kabhi koi bhi humdum dekhaaaaaaa udd gaye hosh jawaani ka wo aalam dekha aaaaa hasraten mitati nahin dekh loon jitna bhi tujhe maine dekha hai bahut phir bhi bahut kam dekha kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad kaise kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad mat poochh intehaa mere deedar e shouk ki mat poochh mat poochh intehaaaaa mat poochh intehaa mere deedar e shouk ki tujhko tujhko na dekh paaun tujhe dekhne ke baad tujhko na dekh paaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad kaabe ka ehtraam bhi hooooo kaabe ka ehtraam bhi meri nazar mein hai kaabe ka kaabe ka ehtraam kaabe ka ehtraam bhi meri nazar meri nazar meri hooooo kaabe ka ehtraam bhi meri
heyyyyyyyy haaaannnnnn aaaaaaa gaaaaaa reeeeeeeee aaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa ab ke hum bichhade bichhade ab ke hum bichhade to shaaaaaaayaddddddd kabhi khaabon mein milen ab ke hum bichhade to shaaaaayad kabhi khaabon mein milen jis tarah sooooookhe huye jis tarah sookhe phool kitaabon mein mile ab ke hum bichhade to dhundhe ujade huye dhuuuuunnnnn dhuuuuunnnnnn dhundhe ujade huye logoooooooooooon dhundhe ujade dhundhe ujade huye logon mein wafaa ke moti wafaaon ke motiiiiiiiiii motiiii wafaaon ke wafaaon ke wafaa ke dhundhe ujade dhuuunnnnnndh dhuuuuuuuunnnndhe dhundhe ujade dhundhe ujade huye logon ujade huye logon mein logon mein logon mein logon mein dhundhe ujade huye logon mein wafaa ke moti ye khazaane tujhe mumkin hai kharaabon milen ye khazaane tujhe mumkin hai kharaabon milen jis tarah sookhe phool kitaabon mein mile ab
ab ke hum bichhde to shayad kabhi khaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad kabhi khaabon mein milen jiss tarah sookhe huye phool kitaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad dhoondh ujade huye logon mein wafaa ke moti dhoondh ujade huye logon mein wafaa ke moti ye khizaan mein tujhe mumkin hain kairaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad tu khuda hai naa mera ishq farishton jaisa tu khuda hai naa mera ishq farishton jaisa donon insaan hain to kyun itne hizaabon mein milen jiss tarah sookhe huye phool kitaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad ghum e duniyaan bhi ghum e yaar mein shaamil kar lo ghum e duniyaan bhi ghum e yaar mein shaamil kar lo nashaa badhtaa hai sharaaben jo sharaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad ab naa main hoon naa tu hai naa wo maazi hai faraaq ab naa main hoon naa tu hai naa wo maazi hai faraaq jaise do saaye tamanna ke saraabon mein milen jiss tarah sookhe huye phool kitaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad
ab khushi hai na koi dard rulaane waala ab khushi hai na koi dard rulaane waala humne apna liya har rang zamaane waala ab khushi hai na koi dard rulaane waalaa us ko ruksat kiya tha mujhe maloom na tha us ko ruksat kiya tha mujhe maloom na tha saara ghar le gaya ghar chhod ke jaane waala saara ghar le gaya ghar chhod ke jaane waalaa ik musafir ke safar jaisi hai sab ki duniya ik musafir ke safar jaisi hai sab ki duniya koi jaldi mein koi der se jaane waala koi jaldi mein koi der se jaane waalaa ek be chehra see ummeed hai chehra chehra ek be chehra see ummeed hai chehra chehra jis taraf dekhiye aane ko hai aane waala humne apna liya har rang zamaane waala ab khushi hai na koi dard rulaane waalaa
kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad aawaaz de rahi hain meri zindagi mujhe aawaaz de rahi hain meri zindagi mujhe jaaun main yaa naa jaaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad kaabe ka ehtaraam bhi meri nazar mein hai kaabe ka ehtaraam bhi meri nazar mein hai sar kiss taraf jhukaaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad teri nighaah e mast ne makhmoor kar diya teri nighaah e mast ne makhmoor kar diya kya maikade ko jaaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad nazron mein taabe deed hi baaki nahin rahe nazron mein taabe deed hi baaki nahin rahe kiss se nazar milaaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun
ab kya soochen kya hona hai jo hoga achchhaa hoga ab kya soochen kya hona hai jo hoga achchhaa hoga pehle socha hota pagal ab rone se kya hoga ab kya soochen kya hona hai jo hoga achchhaa hoga yaar se ghum keh kar to khush ho lekin tum ye kya jaano yaar se ghum keh kar to khush ho lekin tum ye kya jaano tum dil ka rona rote the wo dil mein hanstaa hoga aaaaaaa ab kya soochen kya hona hai jo hoga achchhaa hoga aaj kisi ne dil toda to hum ko jaise dhyaan aaya aaj kisi ne dil toda to hum ko jaise dhyaan aaya jis ka dil hum ne toda tha wo jaane kaisa hoga aaaaaaa ab kya soochen kya hona hai jo hoga achchhaa hoga mere kuchh pal mujhko de do baaki saare din logon mere kuchh pal mujhko de do baaki saare din logon tum jaisa jaisa kehte ho sab waisa waisa hoga ab kya soochen kya hona hai jo hoga achchhaa hoga pehle socha hota pagal ab rone se kya hoga aaaaaaa ab kya soochen kya hona hai jo hoga achchhaa hoga aaaaaaa aaa aaaaaa ab kya soochen kya hona hai jo hoga achchhaa
ab mere paas tum aayi ho to kya aayi ho ab mere paas tum aayi ho to kya aayi ho maine mana ki tum ek paikar e ranaayi ho chaman e deher mein ruh e chamnarayi ho talte mehar ho phir das ki barnai ho bint e mehtaab ho gardu se utar aayi ho mujhse milne mein aabandesha e ruswaai hai mujhse milne mein aabandesha e ruswaai hai maine khud apne kiye ki saja paayi hai ab mere paas tum aayi ho to kya aayi ho un dinon mujhpe qayamat ka junoon tari tha sar pe sarshari o ishrat ka junoon tari tha mahaparon se mohabbat ka junoon tari tha sahar yaaron se rakabat ka junoon tari tha bistar e makhmal o sanzaab thi duniya meri ek rangeen o haseen khwab thi duniya meri kya sunogi meri majrooh jawani ki pukar meri fariyad e jigar doz mera naal e zaar shiddte kard mein doobi hui meri guftar main ke khud apne majaak e tarbaagi ka shikar wo gudaz e dil e marhoom kahan se laun wo gudaz e dil e marhoom kahan se laun ab main wo jazba e masoom kahan se laaun ab mere paas tum aayi ho to kya
ab ke barsaat ki rut aur bhi bhadkeeli hai ab ke barsaat ki rut aur bhi bhadkeeli hai jism se aag nikalti hai qaba geeli hai ab ke barsaat ki rut aur bhi bhadkeeli hai sochta hoon ke ab anjaam e safar kya hoga sochta hoon ke ab anjaam e safar kya hoga log bhi kanch ke hain raah bhi pathreeli hai ab ke barsaat ki rut aur bhi bhadkeeli hai pehle rag rag se meri khoon nichoda usne pehle rag rag se meri khoon nichoda usne ab ye kehta hai ke rangat hi meri peeli hai ab ke barsaat ki rut aur bhi bhadkeeli hai mujhko be rang hi kar dein na kahin rang itne mujhko be rang hi kar dein na kahin rang itne sabz mausam hai hawa surkh fiza neeli hai ab ke barsaat ki rut aur bhi bhadkeeli hai jism se aag nikalti hai qaba geeli hai ab ke barsaat ki rut aur bhi bhadkeeli hai
abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana ye bikhri si zulfein ye faila sa kajal ye bheega sa gajra ye simta sa aanchal tere haal se log pehchan lenge tujhe dekh kar sab mujhe jaan lenge mujhe jaan lenge abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana ye behke kadam ladkhadaati jawani hai betaab dil aur mohabbat diwani ye behke kadam ladkhadaati jawani hai betaab dil aur mohabbat diwani safak jaise gaalon pe ubhari huyi hai mere honth ki ek mehakti nishani tere jism se udti meri ye khushboo suna degi har ek ko sari kahaani na ban jaye apna milan ek fasana milan ek fasana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana jo puchhega koi toh tum kya kahogi sawalon ki bouchhar mein chup rahogi jo puchhega koi toh tum kya kahogi sawalon ki bouchhar mein chup rahogi pareshaan ghabrayi si khamoshi mein jawaabon ki manzil bahut dur hogi buzurgon ki annkhen uda degi rangat saheli ke
hmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmmmm abhi na parda giraao thehro ke daastaan aage aur bhi hai abhi na parda giraao thehro ke daastaan aage aur bhi hai ye ishq guzra hai ek jahaan se ek jahaan aage aur bhi hai abhi na parda giraao thehro abhi to tooti hai kachchi mitti abhi to bas jism hi gire hain abhi to tooti hai kachchi mitti abhi to bas jism hi gire hain abhi kayi baar marna hoga abhi to ehsaas jee rahe hain abhi na parda giraao thehro ke daastaan aage aur bhi hai abhi na parda giraao thehro dilon ke bhatke huye musafir abhi bahut door tak chalenge dilon ke bhatke huye musafir abhi bahut door tak chalenge kahni to anjaam ke siron se ye justjoo ke sire milenge abhi na parda giraao thehro ke daastaan aage aur bhi hai ye ishq guzra hai ek jahaan se ek jahaan aage aur bhi hai abhi na parda giraao thehro
abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon hawaa bhi khushgawaar hai gulon peh bhi nikhaar hai tarannumen hazaar hai bahaar e pur bahaar hai kahaan chalaa hai saaqiyaa idhar to laut idhar to aa idhar to laut idhar to aa idhar to laut idhar to aa are ye dekhta hai kyaa uthaa subuu subuu uthaa subuu uthaa ke pyalaa bhar pyalaa bhar ke de idhar chaman ki simt kar nazar samaan to dekh bekhabar woh kaali kaali badliyaan woh kaali kaali badliyaan ufaq pe ho gayi ayaan woh ik hajum e maikashaan hai su e maikadaah ravaan ye kyaa gumaan hai badgumaan samajh naa mujh ko naatavaan khayaal e zuhad abhi kahaan abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon ibaadaton kaa zikr hai nijaat ki bhi fikr hai junoon hai sawaab kaa khayaal hai azaab kaa magar suno to shekh ji ajeeb shai hain aap bhi bhalaa shabaab o aashiqui alag huye bhi hain kabhi haseen jalwaah raiz hon adaaen fitanaah khaiz hon havaaen itr baiz hon to shauq
shahar ki raat aur main nashad o nakara phirun jagmagaati jaagati sadkon pe aavaara phirun gair ki basti hai kab tak darbadar maara phirun ae ghum e dil kya karun ae vahashat e dil kya karun ye rupahali chhanv ye aakash par taaron ka jaal jaise sufi ka tasavvur jaise aashiq ka khayaal aah lekin kaun samjhe kaun jaane dil ka haal raat hans hans kar ye kehti hai ke maikhane mein chal phir kisi shehna zilala rukh ke kaasane mein chal ye nahin mumkin to phir ae dost viraane mein chal jee mein aata hai ye murda chaand taare noch lun iss kinaare noch lun aur us kinaare noch lun ek do ka jikra kya saare ke saare noch lun raaste mein ruk ke dam le loon meri aadat nahin laut kar waapas chala jaaun meri fitrat nahin aur koi hamnava mil jaaye ye qismat nahin
aye watan pyaare watan aye watan pyaare watan paak watan paak watan aye mere pyaare watan aye watan paak watan paak watan paak watan aye mere pyaare watan aye watan pyaare watan tujhse meri hai tamannaon ki duniyaa pur noor tujhse meri hai tamannaon ki duniyaa pur noor azm mera kabhi mere iraade hain ghayoor meri hasti mein aana hai meri masti mein shaoor jaan fizaa mera takhayal hai to shirin hai sukhan aye watan pyaare watan aye watan pyaare watan paak watan paak watan aye mere pyaare watan aye watan pyaare watan tu dil afroz bahaaron kaa taro taaza chaman tu dil afroz bahaaron kaa taro taaza chaman tu mehakte huye phoolon ka suhaana gulshan tu nawaarej anadil ka bahaari maskan rang o ahang se maa moor tere koh o daman aye watan pyaare watan aye watan pyaare watan paak watan paak watan aye mere pyaare watan aye watan pyaare watan mera dil teri muhabbat ka hai jaan bakhsh dayaar mera dil teri muhabbat ka hai jaan bakhsh dayaar mera seena teri hurmat ka hai sangeen
agar hum kahen aur woh muskura den agar hum kahen aur woh muskura den hum unke liye zindgaani loota den har ik mod par hum ghumon ko sazaa den har ik mod par hum ghumon ko sazaa den chalo zindagi ko muhabbat bana den har ik mod par hum ghumon ko sazaa den agar khud ko bhoole to kuchh bhi naa bhoole agar khud ko bhoole to kuchh bhi naa bhoole ke chaahat mein unki khuda ko bhoola den agar hum kahen aur woh muskura den kabhi ghum ki aandhi jinhen chhoo naa paaye kabhi ghum ki aandhi jinhen chhoo naa paaye wafaaon ke hum wo nashe mann banaa den har ik mod par hum ghumon ko sazaa den qayaamat ke deewane kehte hain hum se qayaamat ke deewane kehte hain hum se chalo unke chehre se parda hata den agar hum kahen aur woh muskura den sazaa den silaa den banaa den mitaa den sazaa den silaa den banaa den mitaa den magar wo koi faislaa to suna den har ik mod par hum ghumon ko sazaa den chalo zindagi ko muhabbat bana den agar hum kahen aur woh muskura den hum unke liye zindgaani
agar yakin nahin aata to aazmaaye mujhe agar yakin nahin aata to aazmaaye mujhe wo aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe agar yakin ajab charaag hoon din raat jalta rehta hoon ajab charaag hoon din raat jalta rehta hoon main thak gaya hoon hawa se kaho bujhaye mujhe main thak gaya hoon hawa se kaho bujhaye mujhe wo aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe agar yakin bahot dinon se main in pattharon mein patthar hoon bahot dinon se main in pattharon mein patthar hoon koi to aaye zara der to rulaaye mujhe koi to aaye zara der to rulaaye mujhe wo aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe agar yakin main chahta hoon ke tumhi mujhe ijazat do main chahta hoon ke tumhi mujhe ijazat do tumhaari tarah se koi gale lagaaye mujhe tumhaari tarah se koi gale lagaaye mujhe wo aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe agar yakin nahin aata to aazmaaye mujhe agar yakin
aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaa ahd e ghum mein ahd e ghum mein bhi muskuraate hain ahd e ghum mein bhi muskuraate hain aansuon ke diye jalaate hain ahd e ghum mein apne daaman se kis liye ae dost apne daaman se kis liye ae dost shamme hasti meri bhujhaate hain ahd e ghum mein bhi muskuraate hain ahd e ghum mein un ke darr se jabeen ko takraa kar un ke darr se jabeen ko takraa kar apni taqdeer ko banate hain ahd e ghum mein bhi muskuraate hain aansuon ke diye jalaate hain ahd e ghum mein
aisa lagta hai zindagi tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho ajnabii kaise ajnabiiiiii tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho ab koi aarzoo nahi baaki ab koi aarzoo nahi baaki ab koi aarzoo nahi baaki justzoo meri aakhriiiii tum ho justzoo meri aakhriiii tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho na zameen par ghana andhera ho na zameen par ghana andhera ho na zameen par ghana andhera ho aasmano ki chandni tum ho aasmano ki chandni tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho doston se wafa ki ummiden doston se wafa ki ummiden doston se wafa ki ummiden kis zamana ke aadami tum ho kis zamana ke aadami tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho ajnabii kaise ajnabiiiii tum ho ajnabii kaise ajnabiiiiii tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aayi Idhar Bahaaren Hariharan 06:26 38354
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:26   Song Number : 38354   

Ab Agar Aao To Jagjit Singh 06:40 19747
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:40   Song Number : 19747   

Ab Aksar Chup Chup Se Rahe Hain Jagjit Singh 03:30 38892
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Firaq Gorakhpuri
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:30   Song Number : 38892   

Ab Kaise Sukoon Paoon (Talat Aziz) Talat Aziz 11:16 18815
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Duration : 11:16   Song Number : 18815   

Ab Ke Hum Bichhade Mehdi Hassan 14:44 18428
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 14:44   Song Number : 18428   

Ab Ke Hum Bichhde (Mehdi Hasan) Jagjit Singh 04:49 11428
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:49   Song Number : 11428   

Ab Khushi Hai Na Koi Dard Rulaane Waala Jagjit Singh 05:46 15996
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:46   Song Number : 15996   

Ab Kya Ghazal Sunaun Talat Aziz 05:54 18387
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:54   Song Number : 18387   

Ab Kya Soochen Nusrat Fateh Ali Khan 07:08 15701
 
Poster of Nusrat Fateh Ali Khan
 
Category
Ghazal
Duration : 07:08   Song Number : 15701   

Ab Mere Paas Tum Aaye Jagjit Singh 04:43 37291
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:43   Song Number : 37291   

Ab Se Barsaat Ki Rut Chitra Singh 06:12 38520
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Muzaffar Warsi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 06:12   Song Number : 38520   

Abhi Ghar Na Jana Pankaj Udhas 10:28 19207
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 10:28   Song Number : 19207   

Abhi Na Parda Giraao Hemant Kumar 03:20 19746
 
Poster of Hemant Kumar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 19746   

Abhi To Main Jawaan Hoon Malika Pukhraj 07:23 15963
 
Poster of Malika Pukhraj
 
Category
Ghazal
Singer- 
Malika Pukhraj
Duration : 07:23   Song Number : 15963   

Ae Ghum E Dil Kya Karun Jagjit Singh 06:02 37292
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:02   Song Number : 37292   

Ae Watan Pyaare Watan Ustad Amanat Ali 04:14 11429
 
Poster of Ustad Amanat Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 04:14   Song Number : 11429   

Agar Hum Kahen Aur Woh Muskura Den Jagjit Singh & Chitra Singh 06:27 15993
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:27   Song Number : 15993   

Agar Yakin Nahin Aata Hariharan 05:04 39656
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:04   Song Number : 39656   

Ahd E Ghum Mein Bhi Muskuraate Hain Lata Mangeshkar 02:38 16002
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:38   Song Number : 16002   

Aisa Lagta Hai Chitra Singh 07:40 15961
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Raag- 
Carukesi
Duration : 07:40   Song Number : 15961