ab ke hum bichhde to shayad kabhi khaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad kabhi khaabon mein milen jiss tarah sookhe huye phool kitaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad dhoondh ujade huye logon mein wafaa ke moti dhoondh ujade huye logon mein wafaa ke moti ye khizaan mein tujhe mumkin hain kairaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad tu khuda hai naa mera ishq farishton jaisa tu khuda hai naa mera ishq farishton jaisa donon insaan hain to kyun itne hizaabon mein milen jiss tarah sookhe huye phool kitaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad ghum e duniyaan bhi ghum e yaar mein shaamil kar lo ghum e duniyaan bhi ghum e yaar mein shaamil kar lo nashaa badhtaa hai sharaaben jo sharaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad ab naa main hoon naa tu hai naa wo maazi hai faraaq ab naa main hoon naa tu hai naa wo maazi hai faraaq jaise do saaye tamanna ke saraabon mein milen jiss tarah sookhe huye phool kitaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad
Ab Ke Hum Bichhde (Mehdi Hasan)
Jagjit Singh