MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNew-Tracks-For-Male__Female-Singers
HomeNew-Tracks-For-Male__Female-Singers
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi kal nahin aana mujhe na bulana ke maarega taana zamaana kal nahin aana mujhe na bulana ke maarega taana zamaana tere honton pe raat ye bahana tha gori tujhko to aaj nahin aana tha tu chali aayi duhayi oye kya baat ho gayi tu chali aayi duhayi oye kya baat ho gayi maine chhoda zamana tere saath ho gayi maine chhoda zamana tere saath ho gayi ho tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi ambua ki daali pe gaaye matwali koyaliya kaali nirali ambua ki daali pe gaaye matwali koyaliya kaali nirali saawan aane ka kuch matlab hoga baadal chhaane ka koi sabab hoga rimjhim chhaye gatayein oye kya baat ho gayi rimjhim chhaye gatayein oye kya click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai la la la la la laaaa la la la la la laaaa kuchh paa kar khona hai kuchh kho kar paana hai jeevan ka matlab to aana aur jaana hai do pal ke jeevan se ik umr churani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai tu dhaar hai nadiyaa ki main tera kinara hoon tu mera sahara hai main tera sahara hoon aankhon mein samandar hai aashaaon ka paani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai toofaan ko aana hai aa kar chale jana hai badal hai ye kuchh pal ka chha kar dhal jana hai parchhaiyan reh jaati reh jaati nishaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik click here
kya hua tera waada wo kasam wo iraada kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada yaad hai mujhko tune kahaa tha tumse nahin roothenge kabhi dil ki taraah se haath mile hain kaise bhala chhutenge kabhi teri baahon mein beeti har shaam bewafa ye bhi kyaa yaad nahin kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada wo kasam wo iraada o kehne waale mujh ko farebi kaun farebi hai ye bata wo jisne ghum liya pyaar ki khaatir ya jisne pyaar ko bech diya nasha daulat ka aisa bhi kya ke tujhe kuchh bhi yaad nahin kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada wo kasam wo iraada click here
madhuban khushboo detaa hai saagar saawan detaa hai jeenaa uskaa jeenaa hai jo auron ko jeevan detaa hai madhuban khushboo detaa hai suraj na ban paaye to banke deepak jaltaa chal suraj na ban paaye to banke deepak jaltaa chal phool milen yaa angaarey sach ki raahon pe chaltaa chal sach ki raahon pe chaltaa chal pyaar dilon ko detaa hai ashkon ko daaman detaa hai jeenaa uskaa jeenaa hai jo auron ko jeevan detaa hai madhuban khushboo detaa hai saagar saawan detaa hai madhuban khushboo detaa hai chalti hai lehraake pawan ke saans sabhi ki chalti rahe chalti hai lehraake pawan ke saans sabhi ki chalti rahe logon ne tyaag diye jeevan ke preet dilon mein palti rahe ki preet dilon mein palti rahe dil wo dil hai jo auron ko apni dhadkan detaa hai jeenaa uskaa jeenaa hai jo auron ko jeevan detaa hai madhuban khushboo detaa hai saagar saawan detaa hai madhuban khushboo detaa hai click here
hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye soya hua sansaar hai soya hua sansaar soya hua sansaar hai soya hua sansaar main jaagu yahaan tu jaage wahaan ik dil mein dard dabaaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye ik beech mein deewaar hai ik beech mein deewaar ik beech mein deewaar hai ik beech mein deewaar main tadpun yahaan tu tadpe wahaan haaye chain jeeya nahin paaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye click here
tujhe jeewan ki dor se baandh liya hai baandh liya hai tere zulmo sitam sar ankhon par maine badle mein pyaar ke pyaar diya hai pyaar diya hai teri kushiyaan aur gham sar ankhon par tujhe jeewan ki dor se baandh liya hai baandh liya hai tere zulmo sitam sar ankhon par apsara koi aaye to dekhoon nahin koi behkaaye haske to behkoon nahin apsara koi aaye to dekhoon nahin koi behkaaye haske to behkoon nahin tore matwaare nainon ne jaadu kiya tore matwaare nainon ne jaadu kiya teri ulfat sanam sar ankhon par maine badle mein pyaar ke pyaar diya hai pyaar diya hai teri kushiyaan aur gham sar ankhon par mere jeewan ki anmit kahaani hai tu meri taqdeer aur zindgaani hai tu mere jeewan ki anmit kahaani hai tu meri taqdeer aur zindgaani hai tu mile phirte hain sabse chhupaaye hue mile phirte hain sabse chhupaaye hue teri tasveer hum sar ankhon par tujhe jeewan ki dor se baandh liya hai baandh liya hai tere zulmo sitam sar ankhon par tujhe jeewan ki dor se baandh liya hai click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhup Gaye Saare Nazaare Do Raaste (1969) 05:26 20291
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Raag- 
Tilang
Duration : 05:26   Song Number : 20291   

Ik Pyaar Ka Nagma (Long Version) Shor (1972) 05:59 14255
 
Poster of Shor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Raag- 
Bilawal
Duration : 05:59   Song Number : 14255   

Kya Hua Tera Waada Hum Kisise Kum Naheen (1977) 04:32 20808
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Tariq, Baby Rani
Duration : 04:32   Song Number : 20808   

Madhuban Khushboo Saajan Bina Suhagan (1978) 04:11 14120
 
Poster of Saajan Bina Suhagan (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Nutan, Padmini Kolhapure
Duration : 04:11   Song Number : 14120   

Neend Na Mujhko Aaye Post Box 999 (1958) 03:57 21039
 
Poster of Post Box 999 (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Shakeela
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:57   Song Number : 21039   

Tujhe Jeevan Ki Dor Se Asli-Naqli (1962) 03:40 21350
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sadhana
Raag- 
Bihag
Duration : 03:40   Song Number : 21350