MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePopular-Last-7-Days
HomePopular-Last-7-Days
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye humko mili hain aaj ye ghadiyaan naseeb se jee bhar ke dekh lijiye humko kareeb se phir aap ke naseeb mein ye baat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye paas aaiye ke hum nahin aayenge baar baar baahen gale mein daal ke hum ro len zaar zaar aankhon se phir ye pyaar ki barsaat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye click here
ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye kya baat hai aaj ki chandni mein ye kya baat hai aaj ki chandni mein ke hum kho gaye pyaar ki raagni mein ye baahon mein baahein ye behki nigahein lo aane laga zindagi ka maza ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa sitaron ki mehfil ne karke ishaara sitaron ki mehfil ne karke ishaara kaha ab to saara jahaan hai tumhara muhabbat jawaan ho khula aasman ho kare koi dil aarzoo aur kya ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe rahe saans jab tak ye bandhan na toote tumhein dil diya hai ye wada kiya hai sanam main tumhari rahoongi sada ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein click here
mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge na jaane mujhe kyun yakeen ho chala hai mere pyaar ko tum mitaa na sakoge mujhe tum nazar se meri yaad hogi jidhar jaaoge tum kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoon kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoon tadapta mujhe har taraf paaoge tum shamma jo jalaayi hai meri wafaa ne bhujha na bhi chaaho bhujhaa na sakoge mujhe tum nazar se kabhi naam baaton mein aaya jo mera to bechain ho ho ke dil tham loge to bechain ho ho ke dil tham loge nighaahon mein chhayega ghum ka andhera kisi ne jo poochha sabab aansuon ka batana bhi chaahon bata na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge mujhe tum nazar se click here
aap ki nazron ne samjha pyaar ke kaabil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha ji humen manzoor hai aap ka ye faisla ji humen manzoor hai aap ka ye faisla keh rahi hai har nazar banda parvar shukriya hans ke apni zindagi mein kar liya shamil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha aap ki manzil hoon main meri manzil aap hain aap ki manzil hoon main meri manzil aap hain kyun main tufaan se darun mera saahil aap hain koi tufaanon se keh de mil gaya saahil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha pad gayee dil par mere aap ki parchhaaiyaan pad gayee dil par mere aap ki parchhaaiyaan har taraf bajne lagi saikadon shahanaiyaan do jahan ki aaj khushiyaan ho gayeen haasil mujhe aap ki nazron ne samjha pyaar ke kaabil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha click here
ho ho ho ho ho ho aa ha ha hmm hmm hmm hmm hmm hmmm aahaa haaa ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal saawan ki ghataa chhaayi ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal aisi to meri takdeer naa thi tum saa jo koi mehboob mille dil aaj khushi se paagal hai dil aaj khushi se paagal hai ae jaan e wafaa tum khoob mille ae jaan e wafaa tum khoob mille dil kyun naa bane paagal kyaa tumne adaa paayee ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal jab tum se nazar takraayi sanam jazbaat kaa ik toofaan uthhaa tinke ki tarah main beh nikli tinke ki tarah main beh nikli sailaab mere roke naa rukaa sailaab mere roke naa rukaa jeewan mein machee hulchul aur bajne lagi shehnaai ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal hai aaj naye armaanon se aabaad mere dil ki nagri barson se khizaan kaa mausam thaa barson se khizaan kaa mausam thaa veeraan badi duniyaa thi meri veeraan badi duniyaa click here
pal pal dil ke paas tum rehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho jeevan meethi pyaas ye kehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho har shaam aankhon par tera anchal lehraaye har raat yaadon ki baaraat le aaye main saans leta hoon teri khushboo aati hai ik mehka mehka sa paigaam laati hai mere dil ki dhadkan bhi tere geet gaati hai pal pal dil ke paas tum rehti ho kal tujhko dekha tha maine apne aangan mein jaise keh rahi thi tum mujhe baandh lo bandhan mein ye kaisa rishta hai ye kaise sapne hain begaane ho kar bhi kyun lagte apne hain main soch mein rehta hoon darr darr ke kehta hoon pal pal dil ke paas tum rehti ho tum sochogi kyun itna main tumse pyaar karoon tum samjhogi deewana main bhi iqraar karoon deewanon ki ye baatein deewaane jaante hain jalne mein kya maza hai parwaane jaante hain tum yun hi jalaate rehna aa aa kar khwabon mein pal pal dil ke paas tum rehti ho jeevan meethi pyaas ye kehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho click here
kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye mere khayaalon ke aangan mein koi sapnon ke deep jalaye deep jalaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kabhi yunhi jab huin bojhal saansen bhar aayeen baithe baithe jab yunhi aankhen kabhi yunhi jab huin bojhal saansen bhar aayeen baithe baithe jab yunhi aankhen kabhi machal ke pyaar se chalke chhuye koi mujhe par nazar na aaye nazar na aaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kahin to ye dil kabhi mil nahin paate kahin pe nikal aayen janmon ke naate kahin to ye dil kabhi mil nahin paate kahin pe nikal aayen janmon ke naate hai meethi uljhan bairee apna man apna hi ho ke sahe dard paraye dard paraye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye dil jaane mere saare bhed ye gehre kho gaye kaise mere sapne click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai la la la la la laaaa la la la la la laaaa kuchh paa kar khona hai kuchh kho kar paana hai jeevan ka matlab to aana aur jaana hai do pal ke jeevan se ik umr churani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai tu dhaar hai nadiyaa ki main tera kinara hoon tu mera sahara hai main tera sahara hoon aankhon mein samandar hai aashaaon ka paani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai click here
ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum ye roshni ke saath kyun dhuwaan utha chiraag se ye roshni ke saath kyun dhuwaan utha chiraag se ye khaab dekhti hoon main ke jag padi hoon khaab se ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum mubaaraqe tumhen ke tum kisi ke noor ho gaye mubaaraqe tumhen ke tum kisi ke noor ho gaye kisi ke itne paas hoo ke sab se door ho gaye ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum kisi kaa pyaar le ke tum naya jahaan basaaoge kisi kaa pyaar le ke tum naya jahaan basaaoge ye shaam jab bhi aayegi tum humko yaad aaoge ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum click here
abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin abhi abhi to aayi ho abhi abhi to abhi abhi to aayi ho bahaar ban ke chhaayi ho hawaa zaraa mehek to le nazar zaraa behek to le ye shaam dhal to le zaraa ye shaam dhal to le zaraa ye dil sanbhal to le zaraa main thodi der jee to loon nashe ke ghoont pee to loon nashe ke ghoont pee to loon abhi to kuchh kahaa nahin abhi to kuchh sunaa nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin sitaare jhilmilaa uthe sitaare jhilmilaa uthe charaag jagmagaa uthe bas ab na mujh ko toknaa bas ab na mujh ko toknaa na badh ke raah roknaa agar main ruk gayi abhi to jaa na paaoongi kabhi yahi kahoge tum sadaa ke dil abhi nahin bharaa jo khatm ho kisi jagah ye aisaa silsilaa nahin abhi nahin abhi nahin nahin nahin nahin nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin adhuri aas adhuri aas chhod ke adhuri pyaas chhod ke jo roz yoon hi jaaogi to kis tarah nibhaaogi ke zindagi ki raah click here
pukaarta chala hoon main gali gali bahaar ki bas ek chhaanv zulf ki bas ik nigaah pyaar ki pukaarta chala hoon main gali gali bahaar ki bas ek chhaanv zulf ki bas ik nigaah pyaar ki pukaarta chala hoon main ye dillagi ye shaukhiyaan salaam ki yahi to baat ho rahi hai kaam ki koi to mud ke dekh legaa is taraf koi nazar to hogi mere naam ki pukaarta chala hoon main gali gali bahaar ki bas ek chhaanv zulf ki bas ik nigaah pyaar ki pukaarta chala hoon main suni meri sadaa to kis yakeen se ghata utar ke aa gayee zameen pe rahi yahi lagan to ae dil e jawaan asar bhi ho rahegaa ik haseen pe pukaarta chala hoon main gali gali bahaar ki bas ek chhaanv zulf ki bas ik nigaah pyaar ki pukaarta chala hoon main click here
hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawaab hoooo chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawaab hoooo chaudhveen ka chaand ho zulfen hain jaise kaandhon pe baadal jhuke huye aankhen hain jaise mai ke pyaale bhare huye masti hai jiss mein pyaar ki tum wo sharaab hoooo chaudhveen ka chaand ho chehraa hai jaise jheel mein hansta hua kanwal yaa zindagi ke saaz pe chhedi huyi ghazal jaane bahaar tum kisi shaayir ka khwaab hoooo chaudhveen ka chaand ho honton pe khelti hain tabassum ki bijliyaan sajde tumhaari raah mein karti hain kehkashaa duniyaa e husn o ishq kaa tum hi shabaab hoooo chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho click here
rahen naa rahen hum mehkaa karenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum mausam koi ho iss chaman mein rang ban ke rahenge hum khiraamaa chaahat ki khushboo yunhi zulfon se udegi khijaa ho yaa bahaaren yunhi jhumte yunhi jhumte aur khilte rahenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum mehkaa karenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein khoye hum aise kya hai milna kya bichhadna nahin hai yaad humko kooche mein dil ke jab se aaye sirf dil ki zameen hai yaad humko issi sarzameen issi sarzameen pe hum to rahenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum jab hum na hoge jab humari khaak pe tum rukoge chalte chalte ashqon se bheegi chaandni mein ik sadaa si sunoge chalte chalte wahin pe kahin wahin pe kahin hum tumse milenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum mehkaa karenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum click here
o mere sona re sona re sona re de dungi jaan juda mat hona re maine tujhe zara der mein jaana hua kusoor khafa mat hona re maine tujhe zara der mein jaana hua kusoor khafa mat hona re o mere sona re sona re sona o meri baahon se nikal ke tu agar mere raste se hat jaayega to lehera ke ho bal khaa ke mera saya tere tan se lipat jaayega tum chhudao laakh daaman chhodte hain kab ye armaan ke main bhi saath rahungi rahoge jahan o mere sona re sona re sona re de dungi jaan juda mat hona re maine tujhe zara der mein jaana hua kusoor khafa mat hona re o mere sona re sona re sona o miyan hum se na chhipaao wo banavat ki saari adaayen liye ke tum iss pe ho itraate ke main peechhe hoon sau iltajaayen liye ji mein khush hoon mere sona jhoot hai kya sach kaho na ke main bhi saath rahungi rahoge jahan o mere sona re sona re sona re de dungi jaan juda mat hona re maine tujhe zara der mein jaana hua kusoor khafa mat hona re o mere sona re sona re sona o phir hum se na ulajhna click here
beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye dekhiye wo kaali kaali badliyaan zulf ki ghata chura na le kahin chori chori aake shokh bijliyaan aap ki ada chura na le kahin yun kadam akele na aage badhaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye dekhiye gulaab ki wo daaliyaan badhke choom le na aapke kadam dekhiye gulaab ki wo daaliyaan badhke choom le na aapke kadam khoye khoye bhanvre bhi hain baag mein koi aap ko bana na le sanam behki behki nazron se khud ko bachaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye zindagi ke raaste ajeeb hain inn mein is tarha chala na kijiye khair hai isi mein aapki huzoor apna koi saathi dhoondh lijiye sun ke dil ki baat yun na muskuraaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke click here
ye samaa samaa hai ye pyaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa ye samaa samaa hai ye pyaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa basne lage aankhon mein kuchh aise sapne basne lage aankhon mein kuchh aise sapne koi bulaaye jaiseeee nainon se apne nainon se apne ye samaa samaa hai deedaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa hmm hmm hmm hmmmmmm hmm hmm hmm hmmmmmm mil ke khayaalon mein hi apne balam se mil ke khayaalon mein hi apne balam se neend ganwaali apni maine kasam seeeeee maine kasam se ye samaa samaa hai khumaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa ye samaa samaa hai ye pyaar kaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
aaaaaa jaaaaa aaaaaa aaaaaa jaaa mera dil ye pukaare aa jaa mere ghum ke sahaare aa jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa mere ghum ke sahaare aa jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa tu nahin to ye rutt ye hawaa kya karun kya karun tu nahin to ye rutt ye hawaa kya karun door tujhse main reh ke bata kya karun kya karun soona soona hai jahaan ab jaaun main kahaan bas itna mujhe samjha jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa aandhiyaan wo chali aashiyaan loot gaya loot gaya aandhiyaan wo chali aashiyaan loot gaya pyaar kaa muskuraata jahaan loot gaya loot gaya ik chhoti si jhalak mere mitne talak o chaand o chaand mere dikhlaa jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm magar lagta hai kuchh aisa hmm hmm hmm hmm hmm mil gaya na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan nazar ban gayee hai dil ki zabaan na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa muhabbat ke mod pe hum mile sab ko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan muhabbat ke mod pe hum mile sab ko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan chale aaj dono jaane kahaan na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa click here
aa chal ke tujhe main le ke chaloon ik aise gagan ke talle jahan ghum bhi na ho aansoo bhi na ho bas pyaar hi pyaar palle aa chal ke tujhe main le ke chaloon ik aise gagan ke talle jahan ghum bhi na ho aansoo bhi na ho bas pyaar hi pyaar palle ik aise gagan ke talle suraj ki pehli kiran se aashaa ka savera jaage suraj ki pehli kiran se aashaa ka savera jaage chandaa ki kiran se dhul kar ghanghor andhera bhaage chandaa ki kiran se dhul kar ghanghor andhera bhaage kabhi dhoop khille kabhi chhaanv mille lambi si dagar na khalle jahan ghum bhi na ho aansoo bhi na ho bas pyaar hi pyaar palle ik aise gagan ke talle jahan door nazar daudaaein aazaad gagan lehraaye jahan door nazar daudaaein aazaad gagan lehraaye jahan rang birange panchhi aashaa ka sandesa laayein jahan rang birange panchhi aashaa ka sandesa laayein sapnon me pali hansati ho kali jahan shaam suhaani dhalle jahan ghum bhi na ho aansoo bhi na ho bas pyaar hi pyaar palle ik aise gagan ke talle sapnon ke aise click here
zara si aahat hoti hai to dil sochta hai kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin zara si aahat hoti hai to dil sochta hai kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin chhupke seene mein aa aa aa aa aa chhupke seene mein koi jaise sadaa deta hai shaam se pehle diya dil ka jala deta hai hai usi ki ye sadaa hai usi ki ye adaa kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin shaql phirti hai haan aa aa aa shaql phirti hai nigaahon mein wahi pyaari si meri nas nas mein machalne lagi chingaari si chhoo gayi jism mera kiske daaman ki hawa kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin zara si aahat hoti hai to dil sochta hai kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Lag Jaa Gale Woh Kaun Thi (1964) 04:28 11973
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:28   Song Number : 11973   

Yeh Raatein Yeh Mausam Dilli Ka Thug (1958) 03:49 21482
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Kishore Kumar
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:49   Song Number : 21482   

Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho Mehdi Hassan 03:42 15981
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 03:42   Song Number : 15981   

Aap Ki Nazron Ne Samjha Anpadh (1962) 04:00 20065
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 04:00   Song Number : 20065   

Deewaanaa Huaa Baadal Kashmir Ki Kali (1964) 05:53 20317
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 05:53   Song Number : 20317   

Pal Pal Dil Ke Paas Black Mail (1973) 05:25 18240
 
Poster of Black Mail (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Rakhi
Duration : 05:25   Song Number : 18240   

Kahin Door Jab Din Anand (1970) 05:49 20720
 
Poster of Anand (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
Duration : 05:49   Song Number : 20720   

Ik Pyaar Ka Nagma Shor (1972) 04:56 20446
 
Poster of Shor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Raag- 
Bilawal
Duration : 04:56   Song Number : 20446   

Ajeeb Dastaan Hai Ye Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 05:37 20125
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 05:37   Song Number : 20125   

Abhi Na Jaao Chhodkar Hum Dono (1961) 04:19 20099
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sadhana, Nanda
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:19   Song Number : 20099   

Pukaarta Chala Hoon Main Mere Sanam (1965) 04:15 21115
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Raag- 
Kirawani
Duration : 04:15   Song Number : 21115   

Chaudhvin Ka Chand Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:29 20281
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 20281   

Rahen Naa Rahen Hum Mamta (1966) 04:29 21147
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suchitra Sen, Dharmendra
Raag- 
Pahadi
Duration : 04:29   Song Number : 21147   

O Mere Sona Re Teesri Manzil (1966) 05:14 21056
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Shammi Kapoor
Duration : 05:14   Song Number : 21056   

Beqarar Karke Humen Yun Na Jaiye Bees Saal Baad (1962) 03:34 20212
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Vishwajeet
Duration : 03:34   Song Number : 20212   

Ye Samaa Samaa Hai Jab Jab Phool Khile (1965) 03:18 21455
 
Poster of Jab Jab Phool Khile (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:18   Song Number : 21455   

Mera Dil Ye Pukaare Nagin (1954) 03:41 20905
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:41   Song Number : 20905   

Na Tum Humen Jaano Baat Ek Raat Ki (1962) 03:52 21013
 
Poster of Baat Ek Raat Ki (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:52   Song Number : 21013   

Aa Chal Ke Tujhe Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964) 04:50 20003
 
Poster of Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kishore Kumar
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 04:50   Song Number : 20003   

Zara Si Aahat Hoti Haqeeqat (1964) 03:37 13317
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:37   Song Number : 13317