MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeQawwaliFilm/AlbumYusuf-Azad-Qawwal-&-Talib-Hussain-Warsi-Qawwal
HomeQawwaliFilm/AlbumYusuf-Azad-Qawwal-&-Talib-Hussain-Warsi-Qawwal
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


soch tu pagle sar tere ehsaan hai kitna lakdi ka are chand ko chhune waale insaan dekh tamaasha lakdi ka chand ko chhune waale insaan dekh tamaasha lakdi ka jagat main kokh se jo maa ki tune janam liya to sabse ab isi lakdi ne tera saath diya zaheeb dai ne sansaar ke hayule main sula diya tujhe lakdi ke kuchh jhule main chhoota jo jhula to lakdi ki chaarpai mili bani jo lakdi ke chhilkon se wo chatai mili umer main paanch ki jab aayi madarse ki ghadi to guru ke haath ki lakdi se pehle aankh ladi nasist lakdi ki kursi bhi teri lakdi ki kalam bhi lakdi ka takhti bhi teri lakdi ki hua tu barah baras ka to aur khuli kismat jab aur aai tere haath paun mein taaqat nikal ke ghar se gulistaan main jis ghadi pahuncha uchhalta koodta maidaan mein jis ghadi pahuncha to apni khaatir khud hi banaaya are gilli danda lakdi kaa chand ko chhune waale insaan dekh tamaasha lakdi ka apni khaatir khud hi banaaya gilli danda lakdi kaa chand ko chhune waale insaan dekh tamaasha lakdi ka click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekha Tamasha Lakdi Ka yusuf azad qawwal & talib hussain warsi qawwal 05:51 19873
 
Poster of Yusuf Azad Qawwal & Talib Hussain Warsi Qawwal
 
Category
Qawwali
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Jay Kumar
Duration : 05:51   Song Number : 19873