Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Main Yunhi Guzar Deta
mana ke log karte hain nafrat sharaab se mana ke log karte hain nafrat sharaab se hum ko mili hai jeene mein raahat sharaab se mana ke log karte hain nafrat sharaab se hum ko mili hai jeene mein raahat sharaab se hai lat buri sharaab ki ye kaise maan loon ye kaise maan loon hai lat buri sharaab ki ye kaise maan loon ye kaise maan loon seekhi hai ghum bhulaane ki aadat sharaab se seekhi hai ghum bhulaane ki aadat sharaab se hum ko mili hai jeene mein raahat sharaab se mana ke log karte hain nafrat sharaab se hum ko mili hai jeene mein raahat sharaab se yaadein teri jab aake gala ghontne lagi yaadein teri jab aake gala ghontne lagi yaadein teri jab aake gala ghontne lagi ki humne zindagi ki hifazat sharaab se ki humne zindagi ki hifazat sharaab se hum ko mili hai jeene mein raahat sharaab se mana ke log karte hain nafrat sharaab se hum ko mili hai jeene mein raahat sharaab se tauba main kar to loon tere kehne se na se haan kehne se na se haan tauba main kar to loon
manzil na de charaag na de haunsla to de manzil na de charaag na de haunsla to de tinke ka hi sahi tu magar aasraa to de manzil na de charaag na de haunsla to de maine ye kab kaha ke mere haq mein ho jawaab maine ye kab kaha ke mere haq mein ho jawaab lekin khaamosh kyun hai tuuuu uuuu uuu uuuu lekin khaamosh kyun hai tu koi faisla to de manzil na de charaag na de haunsla to de barson main tere naam pe khaata raha fareb barson main tere naam pe khaata raha fareb mere khuda kahan hai tuuu uuuu uuu uuuu mere khuda kahan hai tu apna pata to de manzil na de charaag na de haunsla to de beshaq mere naseeb pe rakh apna ikhtiyaar beshaq mere naseeb pe rakh apna ikhtiyaar lekin mere naseeb meinnnn nnn nnn nnnn lekin mere naseeb mein kya hai pata to de manzil na de charaag na de haunsla to de tinke ka hi sahi tu magar aasraa to de manzil na de charaag na de haunsla to de
mar ke hum khak e raahe yaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye surma e chashm e aitbaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye surma e chashm e aitbaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye meri mehrumiyon ki had na rahi meri mehrumiyon ki had na rahi tere ehsaan beshumaar huye tere ehsaan beshumaar huye surma e chashm e aitbaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye zabt e ghum tak hai zindagi apni zabt e ghum tak hai zindagi apni mar mitaenge jo bekraar huye mar mitaenge jo bekraar huye surma e chashm e aitbaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye ab na woh shauk hai na josh o khurosh ab na woh shauk hai na josh o khurosh sab teri yaad par nisaar huye sab teri yaad par nisaar huye surma e chashm e aitbaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye
mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiya hai ek saans ka jhagda liya liya na liya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiya hai ek saans ka jhagda liya liya na liya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiyaa badan hi aaj agar taar taar hai mera badan hi aaj agar taar taar hai mera to ek chaak e garibaan siya siya na siya to ek chaak e garibaan siya siya na siya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiyaa yeh aur baat ki tu har rah e khayaal mein hai yeh aur baat ki tu har rah e khayaal mein hai yeh aur baat ki tu har rah e khayaal mein hai ki tera naam zabaan se liya liya na liya ki tera naam zabaan se liya liya na liya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiyaa mere hi naam pe aaya hai jaam mehfil mein mere hi naam pe aaya hai jaam mehfil mein yeh aur baat ki maine piya piya na piya yeh aur baat ki maine piya piya na piya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiyaa yeh haal e dil hai safi main to sochta hi nahin yeh
mastaana piye ja yun hi mastaana piye ja mastaana piye ja yun hi mastaana piye ja paimaana to kya cheez hai maikhaana piye ja mastaana piye ja yun hi mastaana piye jaa kar garq e mao jaam ghum e gardish e ayyaam aaaa re na aaaaa kar garq e mao jaam ghum e gardish e ayyaam haan haan haan aye dil e naakaam hakeemaana piye ja mastaana piye ja yun hi mastaana piye ja mai noshee ke aadaab se aagah nahin tu tuuuu tuuuu tuuuuuu mai noshee ke aadaab se aagah nahin tu jis tarah kahe saaqi e maikhaana piye ja mastaana piye ja yun hi mastaana piye jaa is makr ki basti mein hai masti hi se hasti haaan aaaa aaaa is makr ki basti mein hai masti hi se hasti deewana ban aur baa dil e deewana piye ja mastaana piye ja yun hi mastaana piye jaa maikhaane ke hungaame hain kuchh der ke mehmaan kuchh der ke mehmaan maikhaane ke hungaame hain kuchh der ke mehmaan hai subho qaareeb akhtar e deewana piye ja hai subho qaareeb akhtar e deewana piye ja mastaana piye ja yun hi mastaana piye ja
mausam aayenge jaayenge mausam aayenge jaayenge hum tumko bhool na paayenge mausam aayenge jaayenge hum tumko bhool na paayenge mausam aayenge jaayenge jaadon ki bahaar jab aayegi dhoop aangan mein lehraayegi gul dopahari muskaayegi shaam aa ke charaag jalaayegi jaadon ki bahaar jab aayegi dhoop aangan mein lehraayegi gul dopahari muskaayegi shaam aa ke charaag jalaayegi jab raat badi ho jaayegi aur din chhote ho jaayenge hum tumko bhool na paayenge mausam aayenge jaayenge mausam aayenge jaayenge jab garmi ke din aayenge tapti dopaharen laayenge sannate shor machayenge galiyon mein dhool uddayenge jab garmi ke din aayenge tapti dopaharen laayenge sannate shor machayenge galiyon mein dhool uddayenge patte peele ho jaayenge jab phool sabhi murjhaayenge hum tumko bhool na paayenge mausam aayenge jaayenge mausam aayenge jaayenge jab barkha ki rutt aayegi hariyaali saath mein laayegi jab kaali badli chhaayegi koyal malhaaren gaayegi jab barkha ki rutt aaaaaaaayegiiiiiii
mausam ko isharon se bula kyun nahin lete mausam ko isharon se bula kyun nahin lete roothaa hai agar wo to manaa kyun nahin lete mausam ko isharon se bula kyun nahin lete dewana tumhara koi gair nahin dewana tumhara koi gair nahin machala bhi to seene se lagaa kyun nahin lete roothaa hai agar wo to manaa kyun nahin lete mausam ko isharon se bula kyun nahin lete khat likh ke kabhi aur kabhi khat ko jalaa kar khat likh ke kabhi aur kabhi khat ko jalaa kar tanhayi ko rangeen bana kyun nahin lete tum jaag rahe ho mujhe achha nahin lagtaa tum jaag rahe ho mujhe achha nahin lagtaa chupke se meri neend churaa kyun nahin lete roothaa hai agar wo to manaa kyun nahin lete mausam ko isharon se bula kyun nahin lete
mausam ne jab li angdaayi mausam ne jab li angdaayi daur chala paimaanon ka mehfil mehfil raks hua hai hum jaise deewaanon ka hum jaise deewaanon ka mausam ne jab li angdaayi daur chala paimaanon ka mehfil mehfil raks hua hai hum jaise deewaanon ka hum jaise deewaanon ka mausam ne jab li angdaayi dil ke rishton ne todi hain duniya ki sab deewaaren dil ke rishton ne todi hain duniya ki sab deewaaren duniya ki sab deewaaren dil jo mile to fark nahin hai apnon ka begaanon ka mehfil mehfil raks hua hai hum jaise deewaanon ka hum jaise deewaanon ka mausam ne jab li angdaayi unke ghum bhi hans kar jhele aur sitam se pyaar kiya pyaar pyaaar pyaaar pyaaaar unke ghum bhi hans kar jhele aur sitam se pyaar kiya aur sitam se pyaar kiya humne kitna naaz uthaya ghar aaye mehmaanon ka mehfil mehfil raks hua hai hum jaise deewaanon ka hum jaise deewaanon ka mausam ne jab li angdaayi aaj ke lamhe feeke hain to kal ke dukh ko kyun dohraayen aaj ke lamhe feeke hain to kal ke dukh ko
mazaa lena hai peene ka to kam kam dheere dheere pee eeee mazaa lena hai peene ka to kam kam dheere dheere pee eeee chalega umr bhar peene ka mausam dheere dheere pee mazaa lena hai peene kaaaaa nasha kar halka halka sa lahoo mein ho tahalka sa nasha kar halka halka sa lahoo mein ho tahalka sa nasha kar halka halka sa lahoo mein ho tahalka sa mitega haule haule ye tera ghum dheere dheere pee eeee mazaa lena hai peene kaaaaa nahin ye aakhiri hain aur bhi maikhaane raahon mein nahin ye aakhiri hain aur bhi maikhaane raahon mein nahin ye aakhiri hain aur bhi maikhaane raahon mein zara aaraam se kuchh baith humdam dheere dheere pee eeee mazaa lena hai peene kaaaaa judaa ho ke dukhi hona tadapna jaagna rona judaa ho ke dukhi hona tadapna jaagna rona judaa ho ke dukhi hona tadapna jaagna rona jawaani mein to honge saikdon ghum dheere dheere pee eeee mazaa lena hai peene ka to kam kam dheere dheere pee eeee chalega umr bhar peene ka mausam dheere dheere pee mazaa lena hai
mehfil mehfil mein baar baar kisi par nazar gayi mehfil mein baar baar kisi par nazar gayi humne bachaayi laakh magar humne bachaayi laakh magar phir udhar gayi mehfil mein baar baar kisi par nazar gayi unki nazar mein koi to jaadu zuroor hai unki nazar mein koi to jaadu zuroor hai jis par padi usi ke jigar tak utar gayi jis par padi usi ke jigar tak utar gayi mehfil mein baar baar kisi par nazar gayi us bewafa ki aankh se aansu chhalak pade us bewafa ki aankh se aansu chhalak pade hasrat bhari nigaah bada kaam kar gayi hasrat bhari nigaah bada kaam kar gayi mehfil mein baar baar kisi par nazar gayi unke jamaal e rukh pe unhin ka jamaal tha unke jamaal e rukh pe unhin ka jamaal tha wo chal diye to raunak e shaam o sahar gayi wo chal diye to raunak e shaam o sahar gayi mehfil mein baar baar kisi par nazar gayi unko khabar karo ke hai bismil qarib e marg unko khabar karo ke hai bismil qarib e marg wo aayenge zuroor jo un tak khabar gayi wo aayenge zuroor jo un tak
mera dil bhi shauq se todo mera dil bhi shauq se todo ek tajurba aur sahi laakh khilone tod chuke ho laakh khilone tod chuke ho ek khilona aur sahi mera dil bhi raat hai ghum ki aaj bhujha do jalta hua har ek charaag raat hai ghum ki aaj bhujha do jalta hua har ek charaag dil mein andhera ho hi chuka hai dil mein andhera ho hi chuka hai ghar mein andhera aur sahi mera dil bhi dam hai nikalta ik aashiq ka bheed hai aa kar dekh to lo dam hai nikalta ik aashiq ka bheed hai aa kar dekh to lo laakh tamaashe dekhe honge laakh tamaashe dekhe honge ek nazaara aur sahi mera dil bhi khanjar le kar sochte kya ho qatl muraad bhi kar daalo khanjar le kar sochte kya ho qatl muraad bhi kar daalo daag hain sau daaman pe tumhaare daag hain sau daaman pe tumhaare ek izaafa aur sahi mera dil bhi shauq se todo ek tajurba aur sahi laakh khilone tod chuke ho ek khilona aur sahi mera dil bhi
mera pyaar mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do main jeevan mein ulajh gaya hoon main jeevan mein ulajh gaya hoon tum jeena sikhla do mera pyaar mujhe lauta do thukraane se pehle mujhko lauta do woh preet ki baaten meri hansi mastiyaan meri lauta do woh chaandni raatein mere sapnon ko lauta do mera toota dil lauta do mera pyaar mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do maine jisko jeevan samjha tumne uss ki hansi udaayi dikha dikha phoolon ke sapne mujhko kaanton ki raah bataayi mera apnapan lauta do mere geet mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do main jeevan mein ulajh gaya hoon main jeevan mein ulajh gaya hoon tum jeena sikhla do mera pyaar mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do
mere darwaze se ab chaand ko rukhsat kar do saath aaya hai tumhaare jo tumhaare ghar se apne maathe se hata do ye chamakta hua taaj fenk do jism se kirnon ka sunahri zewar tumhi tanha mere ghum khaane mein aa sakti ho ek muddat se tumhare hi liye rakha hai mere jalte huye seene ka dahakta hua chaand jab nahin aaye the tum tab bhi to tum aaye the jab nahin aaye the tum tab bhi to tum aaye the aankh mein noor ki aur dil mein lahoo ki soorat yaad ki tarhaa dhadakte huye dil ki soorat tum nahin aaye abhi phir bhi to tum aaye ho raat ke seene mein mehtaab ke khanjar ki tarah subah ke haath mein khursheed ke sagar ki tarah tum nahin aaoge jab phir bhi to tum aaoge zulf tar zulf bikhar jayega phir raat ka dam shab e tanhaai mein bhi luqsh e mulaqaat ka rang aao aane ki karen baat ke tum aaye ho aao aane ki karen baat ke tum aaye ho ab tum aaye ho to main kaun si sheh nazar karun ke mere pass siwa mehrooh waffa kuchh bhi nahin ek dil ek tamanna ke siwa kuchh bhi nahin ek
maine dil se kahaa maine dil se kahaa aye deewaane bataa maine dil se kahaa aye deewaane bataa jab se koyi mila tu hai khoya huwa ye kahaani hai kya hai ye kya silsila aye deewaane bataa maine dil se kahaa aye deewaane bataa dhadkanon mein chhupi kaisi aawaaz hai kaisa ye geet hai kaisa ye saaz hai kaisi ye baat hai kaisa ye raaz hai aye deewaane bataa mere dil ne kaha mere dil ne kaha jab se koi mila chaand taare fizaan phool bhanware hawaa ye hansi waadiyon neela ye aasmaan sab hai jaise naya mere dil ne kahaa maine dil se kaha mujhko ye to bata jo hai tujhko mila usmein kya baat hai kya hai jaadoogari kaun hai wo pari aye deewaane bataa mere dil ne kaha na wo koyi pari na koyi mehzabin na wo duniya mein sabse hai zyaada haseen seedhi saadhi si hai bholi bhaali si hai lekin usmein adaa ek niraali si hai uske bin mera jeena hi bekaar hai maine dil se kaha baat itni si hai ke tujhe pyaar hai mere dil ne kaha mujhko ikraar hai haan mujhe pyaar hai haan mujhe pyaar
mere dukh ki koi dawa na karo mere dukh ki koi dawa na karo mujhko mujhse abhi juda na karo mere dukh ki koi dawa na karo naa khuda ko khuda ka gumaan hai to phir naa khuda ko khuda ka gumaan hai to phir doob jaao khuda khuda na karo doob jaao khuda khuda na karo mere dukh ki koi dawa na karo ye sikhaya hai dosti ne humen ye sikhaya hai dosti ne humen ye sikhaya hai dosti ne humen dost ban kar kabhi wafaa na karo dost ban kar kabhi wafaa na karo mere dukh ki koi dawa na karo ishq hai ishq ye mazaak nahin ishq hai ishq ye mazaak nahin chand lamhon mein faislaa na karo chand lamhon mein faislaa na karo mere dukh ki koi dawa na karo aashiqui ho ke bandagi faaqir aashiqui ho ke bandagi faaqir aashiqui ho ke bandagi faaqir bedili se to ipteda na karo bedili se to ipteda na karo mere dukh ki koi dawa na karo mujhko mujhse abhi juda na karo mere dukh ki koi dawa na karo
mere humnashi mere humnawa mere humnashi mere humnawa mujhe tujhse koi gila nahin tu nazar se door sahi magar tera gham to dil se juda nahin mere humnashi mere humnawa tera tazkra teri guftgoo teri justzoo teri aarzoo teri justzoo teri aarzoo mujhe zindagi mein hai kya kami mere paas jeene ko kya nahin mere humnashi mere humnawa teri anjuman se utha hoon yun dil e ghamzada ko liye huye dil e ghamzada ko liye huye ke phir uske baad se aaj tak kisi anjuman mein gaya nahin mere humnashi mere humnawa karoon tujhse koi gila to kya main khuda se maangun dua to kya main khuda se maangun dua to kya tujhe kuchh dinon se gumaan hai ye mera jaise koi khuda nahin mere humnashi mere humnawa mere humnawa
aa aa aa aaa mere humnafas mere humnavaa mujhe dost ban ke daga na de mere humnafas mere humnavaa mujhe dost ban ke daga na de main hoon dard e ishq se jaanvalab mujhe zindagi ki dua na de main hoon dard e ishq se jaanvalab mujhe zindagi ki dua na de mere humnafas mere daag e dil se hai roshni isi roshni se hai zindagiiieee mujhe darr hai aye mere chaaragar yeh chiraag tu hi bujha na de mujhe darr hai aye mere chaaragar yeh chiraag tu hi bujha na de mere humnafas mujhe chhod de mere haal par tera kya bharosa hai chaaragareeee yeh teri nawazish e mukhtasar mera dard aur badha na de mere humnafas mere humnawaa mujhe dost ban ke daga na de mere humnafas mera azam itna buland hai ke paraaye sholon ka darr nahin mera azam itna buland hai ke paraaye sholon ka darr nahin mujhe khauf aatish e gul se hai yeh kahin chaman ko jala na de mere humnafas mere humnawaa mere humnafas woh uthein hain leke hum o subu arre o shakeel kahaan hai tu uu uu tera jaam lene ko bazm mein koi
mere jaise ban jaaoge mere jaise ban jaaoge jab ishq tumhen ho jaayega mere jaise ban jaaoge jab ishq tumhen ho jaayega deewaron se takraaoge deewaron se takraaoge jab ishq tumhen ho jaayega mere jaise ban jaaoge jab ishq tumhen ho jaayega har baat ganwaara kar loge mannat bhi utaara kar loge har baat ganwaara kar loge mannat bhi utaara kar loge taabeze bhi bandhwaaoge jab ishq tumhen ho jaayega taabeze bhi bandhwaaoge jab ishq tumhen ho jaayega tanhaayi ke jhule jhuloge har baat purani bhuloge tanhaayi ke jhule jhuloge har baat purani bhuloge aaine se ghabraaoge jab ishq tumhen ho jaayega mere jaise ban jaaoge jab ishq tumhen ho jaayega jab suraj bhi kho jaayega aur chaand kahin so jaayega jab suraj bhi kho jaayega aur chaand kahin so jaayega tum bhi ghar der se aaoge jab ishq tumhen ho jaayega tum bhi ghar der se aaoge jab ishq tumhen ho jaayega bechaini jab badh jaayegi aur yaad kisi ki aayegi bechaini jab badh jaayegi aur yaad kisi ki aayegi tum meri ghazalen
haan main deewaana hoon chaahun to machal sakta hoon silvate husn ke kaanoon badal sakta hoon khaar to khaar hai angaaron pe chal sakta hoon mere mehboob mere dost nahin ye bhi nahin meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur isi raftaar se duniya ko guzar jaane do dil mein ghut ghut ke tamannaaon ko mar jaane do teri zulfon ko sare dosh bikhar jaane do mere mehboob mere dost nahin ye bhi nahin mere mehboob mere dost nahin ye bhi nahin meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur ek din chheen loon main ajmat e baatil ka junoon tod dun tod dun main saukat e duniya ka fuzon aur beh jaaye yahin nabj e zaro seem ka khoon gairat e ishq ko manzoor tamaasha hai yahi gairat e ishq ko manzoor tamaasha hai yahi meri fitrat kaa mere dost takaaza hai yahi meri fitrat kaa mere dost takaaza hai yahi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Yunhi Guzaar Deta Anup Jalota 05:03 38978
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 05:03   Song Number : 38978   

Mana Ke Log Karte Hain Pankaj Udhas 06:27 32291
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 06:27   Song Number : 32291   

Manzil Na De Charaag Na De Jagjit Singh & Chitra Singh 06:03 15753
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:03   Song Number : 15753   

Mar Ke Hum Khak E Raahe Heye Hariharan 05:37 38411
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:37   Song Number : 38411   

Mareez e Ishq Ka Kya Hai Hariharan 07:20 40270
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 07:20   Song Number : 40270   

Mastaana Piye Ja Ghulam ali 05:57 32816
 
Poster of Ghulam ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 05:57   Song Number : 32816   

Mausam Aayenge Jaayenge (Naghma) Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:35 19389
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 06:35   Song Number : 19389   

Mausam Ko Isharon Se Bula Kyun Nahin Lete Jagjit Singh 05:32 32452
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:32   Song Number : 32452   

Mausam Ne Jab Lee Angdai Talat Aziz 07:14 40231
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Asad Ali
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 07:14   Song Number : 40231   

Mazaa Lena Hai Peene Ka Pankaj Udhas 04:39 18001
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:39   Song Number : 18001   

Mehfil Mein Baar Baar Ghulam Ali 05:59 38062
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 05:59   Song Number : 38062   

Mera Dil Bhi Shauq Se Todo Chitra Singh 06:32 40963
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Murad Lucknowi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 06:32   Song Number : 40963   

Mera Pyaar Mujhe Lauta Do Talat Mahmood 03:24 36360
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:24   Song Number : 36360   

Mere Darwaze Se Ab Chaand Jagjit Singh 05:48 36741
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:48   Song Number : 36741   

Mere Dil Ne Kaha Jagjit Singh 04:47 39340
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:47   Song Number : 39340   

Mere Dukh Ki Koi Dawa Na Karo Chitra Singh 07:04 14699
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 07:04   Song Number : 14699   

Mere Hum Nasheen Mere Hum Nava Talat Mahmood 03:34 19755
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shamim Jaipuri
Music Director- 
Yunus Mallik
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:34   Song Number : 19755   

Mere Humnafas Mere Humnava Begum Akhtar 06:57 40869
 
Poster of Begum Akhtar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Mohammed Zahur Khayyam
Singer- 
Begum Akhtar
Duration : 06:57   Song Number : 40869   

Mere Jaise Ban Jaoge Jagjit Singh & Chitra Singh 06:17 15956
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:17   Song Number : 15956   

Mere Mehboob Mere Dost Nahin Mukesh 04:09 19111
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shaukat Pardesi
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:09   Song Number : 19111