Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insaan paaye hain pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insaan paaye hain tum shehar e muhabbat kehte ho tum shehar e muhabbat kehte ho hum jaan bachaa kar aaye hain pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insaan paaye hain bhutt khana samjhte ho jisko poochho naa wahaan kya haalat hai bhutt khana samjhte ho jisko poochho naa wahaan kya haalat hai hum log wahin se laute hain bas shukr karo laut aaye hain tum shehar e muhabbat kehte ho tum shehar e muhabbat kehte ho hum jaan bachaa kar aaye hain pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insaan paaye hain hum soch rahe hain muddat se ab umr guzaaren bhi to kahaan hum soch rahe hain muddat se ab umr guzaaren bhi to kahaan sehra mein khushi ke phool nahin shehro mein ghumon ke saaye hain honthon pe tabasum halka sa aankhon mein nami si aye faaqir honthon pe tabasum halka sa aankhon mein nami si aye faaqir hum aehle mohabbat par aksar aise bhi zamaane aaye hain
pathar sulag rahe the koi lakshya paana tha pathar sulag rahe the koi lakshya paana tha hum jis taraf chale the udhar raasta naa tha pathar sulag rahe the parchhaaiyon ke shaher ki tanhaaiyaan naa poochho parchhaaiyon ke shaher ki tanhaaiyaan naa poochho apna shareeq e ghum koi apne siwa naa tha apna shareeq e ghum koi apne siwa naa tha hum jis taraf chale the udhar raasta naa tha pathar sulag rahe the patton ke tootne ki sadaa ghut ke reh gayi patton ke tootne ki sadaa ghut ke reh gayi jungle mein door door hawaa ka pata naa tha jungle mein door door hawaa ka pata naa tha hum jis taraf chale the udhar raasta naa tha pathar sulag rahe the raashid kise sunaate gali mein teri ghazal raashid kise sunaate gali mein teri ghazal uss ke makaan ka koi darichaa khula naa tha uss ke makaan ka koi darichaa khula naa tha hum jis taraf chale the udhar raasta naa tha pathar sulag rahe the koi lakshya paana tha pathar sulag rahe the
patta patta buta buta haal hamara jane hai jane na jaane gul bhi na jane bagh to sara jana hai patta patta buta buta haal hamara jane hai patta patta jane hai chaaraagari bimaarie dil ki rasme shahare husn nahin chaaraagari bimaarie dil ki rasme shahare husn nahin rasme shahare husn nahin varna dilbar naadaan bhi is dard ka chaara jaane hai jane na jaane gul bhi na jane bagh to sara jana hai patta patta jane hai mehero wafaao lutfo inaayat ek se waaqif in mein nahin mehero wafaao lutfo inaayat ek se waaqif in mein nahin ek se waaqif in mein nahin aur to sab kuchh tanzo kinaaya ramzo ishaara jaane hai jane na jaane gul bhi na jane bagh to sara jana hai patta patta jane hai kya kya fitne sar par uske laata hai maashooq apna kya kya fitne sar par uske laata hai maashooq apna laata hai maashooq apna jis bedil pe taabo tama ko ishq ka maara jaane hai jane na jaane gul bhi na jane bagh to sara jana hai patta patta buta buta haal hamara jane hai patta patta jane hai
uski mehfil mein ja ke dekh liya apna sab kuchh lutaa ke dekh liya laakh samajhaaya par na samajhega dil ko phir aazma ke dekh liya patthar kaha gaya kabhi sheesha kaha gaya patthar kaha gaya kabhi sheesha kaha gaya dil jaisi ek cheez ko kya kya kaha gaya patthar kaha gaya kabhi sheesha kaha gayaa sheron mein uske husn ko kya kya kaha gaya sheron mein uske husn ko kya kya kaha gaya baadal ko zulf phool ko chehra kaha gaya baadal ko zulf phool ko chehra kaha gaya dil jaisi ek cheez ko kya kya kaha gaya patthar kaha gaya kabhi sheesha kaha gayaa socho to ye bhi ek kafas hi to hai jise socho to ye bhi ek kafas hi to hai jise tehzeeb ki jubaan mein kamara kaha gaya tehzeeb ki jubaan mein kamara kaha gaya dil jaisi ek cheez ko kya kya kaha gaya patthar kaha gaya kabhi sheesha kaha gayaa ik baat akhtiyaar se baahar jo thi use ik baat akhtiyaar se baahar jo thi use kis khoobsoorati se tamanna kaha gaya kis khoobsoorati se tamanna kaha gaya dil jaisi ek cheez ko kya kya
tishnagi aab aab hoo jaye tishnagi aaab aab hoo jaye badanoshi sawab hoo jaye tum agar muskura ke jaam bharo saada paani sharab ho jaye saaki se badh ke jaam liya aur pee gaye jab humne ye suna ke ye peena haram hai allah miya ka naam liya aur pee gaye patthar ke jigar walon ghum mein wo rawani hai patthar ke jigar walon gham mein wo rawani hai khud raah bana legaa bahta hua paani hai khud raah bana legaa bahta hua paani hai paaani paani hai sa ga ma pa ga pa ma ga ma pa ma pa ga sa ma pa dha ni ga ma pa ga ma ga sa ga ma pa dha bahta hua paani hai bahta hua paani hai maikhane ki aaye saaki rut aisi suhaani hai maikhane ki aaye saaki rut aisi suhaani hai maikhane ki aaye saaki rut aisi suhaani hai har ek ke saagar mein angoor ka paani hai hooo har ek ke saagar mein angoor ka paani hai paaaaani paaani hai angoor ka paani hai kyon chandni raaton mein darya mein nahate ho kyun chandni raaton mein darya mein nahate ho kyun chandni raaton mein darya mein nahate ho soye huye paani mein kya
patthar ki tarah ho dil jiska usse dil mein basa kar kya karen usse dil mein basa kar kya karen patthar ki tarah ho dil jiska usse dil mein basa kar kya karen usse dil mein basa kar kya karen patthar ki tarah jiske dil mein ulfat hi na ho apnon ki jise chahat hi na ho jiske dil mein ulfat hi na ho apnon ki jise chahat hi na ho jo kabhi hamara ho na sake jo kabhi hamara ho na sake usse apna bana kar kya karen usse dil mein basa kar kya karen patthar ki tarah wo wafaa ke badle jafaa karen jo pyaar jata kar dagaa karen wo wafaa ke badle jafaa karen jo pyaar jata kar dagaa karen phir uske liye apne dil ka phir uske liye apne dil ka sukh chain luta kar kya karen usse dil mein basa kar kya karen patthar ki tarah ho dil jiska usse dil mein basa kar kya karen usse dil mein basa kar kya karen patthar ki tarah
pehle to apne dil ki raza jaan jaiye pehle to apne dil ki raza jaan jaiye phir jo nigah e yaar kahe maan jaiye pehle to apne dil ki raza jaan jaiye pehle mijaz e rahguzar jaan jaiye phir gard e raah jo bhi kahe maan jaiye pehle mijaz e rahguzar jaan jaiye kuchh keh rahi hain aap ke seene ki dhadkane kuchh keh rahi hain aap ke seene ki dhadkane kuchh keh rahi hain aap ke seene ki dhadkane mera nahin to dil ka kaha maan jaiye mera nahin to dil ka kaha maan jaiye mera nahin to dil ka kaha maan jaiye pehle mijaz e rahguzar jaan jaiye ik dhoop si jami hai nigahon ke aas paas ik dhoop si jami hai nigahon ke aas paas ik dhoop si jami hai nigahon ke aas paas ye aap hain to aap pe qurbaan jaiye ye aap hain to aap pe qurbaan jaiye ye aap hain to aap pe qurbaan jaiye pehle to apne dil ki raza jaan jaiye shayad huzoor se koi nisbat hamein bhi ho shayad huzoor se koi nisbat hamein bhi ho shayad huzoor se koi nisbat hamein bhi ho ankhon mein jhank kar hamein pehchaan jaiye
Phir Haath Mein Sharab Hai
phir hatheli pe lakeeron ka samandar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon phir hatheli pe lakeeron ka samandar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon dhoondta rehta hoon chehron ke ghane jungal mein dhoondta rehta hoon chehron ke ghane jungal mein shayad ek roz tera roop kahin par dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon mujhko maaloom hai saajish to karegi duniya mujhko maaloom hai saajish to karegi duniya khwaab chun loon to kahin waqt se chhup kar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon phir hatheli pe lakeeron ka samandar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon
phir kuchh is dil ko beqaraari hai phir kuchh is dil ko beqaraari hai seena zoya e zakhm e kaari hai phir kuchh is dil ko phir jigar khodne laga naakhun aamad e fasle lalaqaari hai phir kuchh is dil ko phir usi bewafaa pe marte hain phir usi bewafaa pe marte hain phir wohi zindagi hamaari hai phir kuchh is dil ko bekhudi besabab nahin gaalib kuchh to hai jiski pardadaari hai phir kuchh is dil ko beqaraari hai
phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye hosh mere uda dijiye hosh mere uda dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye chhodiye dushmani ki ravish chhodiye dushmani ki ravish ab zara muskuraa dijiye ab zara muskuraa dijiye ab zara muskuraa dijiye ab zara muskuraa dijiye hosh mere uda dijiye hosh mere uda dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye baat afsaana ban jayegi baat afsaana ban jayegi is kadar mat hawa dijiye is kadar mat hawa dijiye is kadar mat hawa dijiye is kadar mat hawa dijiye hosh mere uda dijiye hosh mere uda dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye aayiye khul ke miliye gale aayiye khul ke miliye gale sab takaluf hata dijiye sab takaluf hata dijiye sab takaluf hata dijiye sab takaluf hata dijiye hosh mere uda dijiye hosh mere uda dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye kab se mushtaak didaar hoon kab se mushtaak
phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya kya takdeeren kaam karen jab apna naseeba soya phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya ghaav puraana abhi haraa hai chhalni sa dil dard bhara hai ghaav puraana abhi haraa hai chhalni sa dil dard bhara hai phir kar baitha mehenga sauda phir kar baitha mehenga sauda jis mein sab kuchh khoya phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya zaft ka daawaa chhoot gaya hai sapnon ka ghar toot gaya hai zaft ka daawaa chhoot gaya hai sapnon ka ghar toot gaya hai armaanon ka ret mahel phir armaanon ka ret mahel phir tufaanon ne dhoya phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya kya takdeeren kaam karen jab apna naseeba soya phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya
phir saawan rut ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye phir saawan rut ki pawan chali phir saawan rut ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye phir patton ki paazeb baji phir patton ki paazeb baji tum yaad aaye tum yaad aaye phir goonjen bolee ghaas ke hare samundar mein phir goonjen bolee ghaas ke hare samundar mein rut aayee peele phoolon ki rut aayee peele phoolon ki rut aayee peele phoolon ki rut aayee peele phoolon ki tum yaad aaye tum yaad aaye phir saawan rut ki pawan chali phir saawan rut ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye phir kaaga bola ghar ke soone aangan mein phir kaaga bola ghar ke soone aangan mein phir amrit rass ki boond padi phir amrit rass ki boond padi phir amrit rass ki boond padi phir amrit rass ki boond padi tum yaad aaye tum yaad aaye phir saawan rut ki pawan chali phir saawan rut ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye phir patton ki paazeb baji phir patton ki paazeb baji tum yaad aaye tum yaad aaye phir saawan rut ki pawan
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa phir saawan rutt ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye phir saawan rutt ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye phir patton ki paajeb baji tum yaad aaye tum yaad aaye phir saawan rutt ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye phir goonjen boli ghaas ke hare samundar mein phir goonjen boli ghaas ke hare samundar mein rutt aayi peele phoolon ki tum yaad aaye tum yaad aaye phir saawan rutt ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye pehle to main cheekh ke roya aur phir hansne laga pehle to main cheekh ke roya aur phir hansne laga baadal garja bijli chamki tum yaad aaye tum yaad aaye phir saawan rutt ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa phir kaaga bola ghar ke soone aangan mein phir kaaga bola ghar ke
aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa phool hi phool khil uthe mere paimaane mein aap kya aaye bahaar aa gayi maikhane mein phool hi phool khil uthe mere paimaane mein aap kuchh yun mere aaina e dil mein aaye aap kuchh yun mere aaina e dil mein aaye jiss tarah chaand utar aaya ho paimaane mein aap kya aaye bahaar aa gayi maikhane mein phool hi phool khil uthe mere paimaane mein aap ke naam se taabir da hai unvaan e hayaat aap ke naam se taabir da hai unvaan e hayaat warna kuchh baat nahin thi mere afsaane mein aap kya aaye bahaar aa gayi maikhane mein phool hi phool khil uthe mere paimaane mein
Phool Ki Ankh Mein Ansoo Hai
phoolon ki tarah lab khol kabhi phoolon ki tarah lab khol kabhi phoolon ki tarah lab khol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi alfaaz parakhtaa rehtaa hai alfaaz parakhtaa rehtaa hai alfaaz parakhtaa rehtaa hai aawaaz humari tol kabhi aawaaz humari tol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi khidki mein kati hain sab raateeeeen khidki mein kati hain sab raaten khidki mein kati hain sab raaten khuchh choras aur kuchh gol kabhi khuchh choras aur kuchh gol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi ye dil bhi dost zameen ki taraaaahh ye dil bhi dost zameen ki tarah ye dil bhi dost zameen ki tarah ho jaata hai daamadol kabhi ho jaata hai daamadol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi phoolon ki tarah lab khol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi
baadal barsa gali gali hai jhulon ke tyohaar bin saajan main kise sunaaun paayal ki jhankaar main kya jaanun kisne ismein baandha hai taabeej aate jaate chhede mujhko budha haar singaar piya nahin jab gaaon mein piya nahin jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein piya nahin jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein piya nahin jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein kitni meethi thi imlee kitni meethi thi imlee kitni meethi thi imlee kitni meethi thi imlee oo oo saajan the jab gaaon mein saajan the jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein piya nahin jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein piya nahin jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein unke jaane ki tareekh unke jaane ki tareekh unke jaane ki tareekh unke jaane ki tareekh oo oo dangal tha jab gaaon mein dangal tha jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein piya nahin jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein piya nahin jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein likhne waale aage likh likhne waale aage likh likhne waale aage likh
rindho ki nazar mein maikhana kaabe se bhi badhkar hota hai saaqi ki gali ka ek fera sau haj ke barabar hota hai piyaa karte hain chhupkar sekh ji rozana rozana piyaa karte hain chhupkar sekh ji rozana rozana chale aate hain aadhi raat ko maikhana rozana piyaa karte hain chhupkar sekh ji rozana rozana piyaa karte hain chhupkar sekh ji rozana rozana muhabbat jaan bhi deti hai tarsaati bhi hai yaron muhabbat jaan bhi deti hai tarsaati bhi hai yaron kabhi paimana barson mein kabhi paimana rozana piyaa karte hain chhupkar sekh ji rozana rozana piyaa karte hain chhupkar sekh ji rozana rozana pareshan hoon kamal jaisi ye aankhein choom lene do pareshan hoon kamal jaisi ye aankhein choom lene do ke in phoolon pe mandraayega ye bhawra na rozana piyaa karte hain chhupkar sekh ji rozana rozana piyaa karte hain chhupkar sekh ji rozana rozana sharaabo ko na jane log kyun badnaam karte hain sharaabo ko na jane log kyun badnaam karte hain ke main to mar gaya hota agar peeta na
poochh na mujh se dil ke fasaane ishq ki baatein ishq hi jaane poochh na mujh se dil ke fasaane woh din jab hum unse mile the dil ke naazuk phool khile the masti aankhein choom rahi thi saari duniya jhoom rahi thi do dil the woh bhi deewane ishq ki baatein ishq hi jaane poochh na mujh se dil ke fasaane woh din jab hum door huye the dil ke sheeshe choor huye the aayi khizaan rangeen chaman mein aag lagi jab dil ke ban mein aaya na koi aag bujhane ishq ki baatein ishq hi jaane poochh na mujh se dil ke fasaane
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pathar Ke Khuda Pathar Ke Sanam Jagjit Singh 05:30 15121
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:30   Song Number : 15121   

Pathar Sulag Rahe Pankaj Udhas 05:29 18270
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 05:29   Song Number : 18270   

Patta Patta Buta Buta Ghulam Ali 05:36 11296
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 05:36   Song Number : 11296   

Patthar Kaha Gaya Pankaj Udhas 07:20 19175
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 07:20   Song Number : 19175   

Patthar Ke Jigarwalo (Mujra) Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 14:41 32815
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 14:41   Song Number : 32815   

Patthar Ki Tarha Ho Dil Jiska Hemanta Mukherjee 03:19 32090
 
Poster of Hemanta Mukherjee
 
Category
Ghazal
Duration : 03:19   Song Number : 32090   

Pehle To Apne Dil Ki Raza Jaan Jaiye Jagjit Singh & Chitra Singh 04:54 36723
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 04:54   Song Number : 36723   

Phir Haath Mein Sharab Hai Pankaj Udhas 04:27 40504
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:27   Song Number : 40504   

Phir Hatheli Pe Lakiro Ka Samunder Dekhon Pankaj Udhas 03:22 40490
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mukhtar
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 03:22   Song Number : 40490   

Phir Kuchh Is Dil Ko Beqaraari Hai Jagjit Singh 03:00 40140
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:00   Song Number : 40140   

Phir Nazar Se Pila Dijiye Jagjit Singh 07:56 35958
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Jagjit Singh
Duration : 07:56   Song Number : 35958   

Phir Pyaar Kiya Hai Talat Mahmood 03:32 40327
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sajjan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:32   Song Number : 40327   

Phir Saawan Rut Ki Pawan Chali Nayyara Noor 05:44 10346
 
Poster of Nayyara Noor
 
Category
Ghazal
Singer- 
Nayyara Noor
Duration : 05:44   Song Number : 10346   

Phir Saawan Rutt Ki Pawan Chali Tum Yaad Aaye Asha Bhosle & Ghulam Ali 06:42 15974
 
Poster of Asha Bhosle & Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 06:42   Song Number : 15974   

Phool Hi Phool Khil Uthe Mehdi Hassan 04:40 15982
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 04:40   Song Number : 15982   

Phool Ki Aankh Mein Aansoo Hain Talat Mahmood 03:32 38937
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Shyam Sharma
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:32   Song Number : 38937   

Phoolon Ki Tarah Jagjit Singh 04:50 16920
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh, Gulzar
Duration : 04:50   Song Number : 16920   

Piya Nahin Jab Gaaon Mein Chandan Dass 07:13 38906
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 07:13   Song Number : 38906   

Piyaa Karte Hain Chhupkar Anup Jalota 07:57 32743
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qaiser Ul Jafri
Music Director- 
Anup Jalota
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 07:57   Song Number : 32743   

Poochh Na Mujhse Dil Ke Fasaane Mohd Rafi 03:40 38315
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:40   Song Number : 38315