Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jagmagaate shehar ke jagmagaate shehar ke raanaiyon mein kya na tha dhoondhne nikla tha jisko main wohi chehra na tha jagmagaate shehar ke ret par likhe huye naamon ko padhkar dekh lo ret par likhe huye naamon ko padhkar dekh lo aaj tanha reh gaya hoon aaj tanha reh gaya hoon kal magar aisa na tha dhoondhne nikla tha jisko main wohi chehra na tha jagmagaate shehar ke hum wohi tum bhi wohi mausam wohi manzar wohi hum wohi tum bhi wohi mausam wohi manzar wohi faasla badh jaayega faasla badh jaayega itna kabhi socha na tha dhoondhne nikla tha jisko main wohi chehra na tha jagmagaate shehar ke chhod aaya jin safeenon ko talaatum ke kareeb chhod aaya jin safeenon ko talaatum ke kareeb na khuda unmein tera na khuda unmein tera shayad koi apna na tha dhoondhne nikla tha jisko main wohi chehra na tha jagmagaate shehar ke raanaiyon mein kya na tha dhoondhne nikla tha jisko main wohi chehra na tha jagmagaate shehar ke
jahaan bhi dekha unhen sar jhuka diya maine jahaan bhi dekha unhen sar jhuka diya maine ye kya kiya ke khud hi ko mita diya maine jahaan bhi dekha chaman se door bhi reh kar are chaman waalo ho ho kali ko phool ko hansna sikha diya maine kali ko phool ko hansna sikha diya maine kali ko phool ko tadap ke laakh gire bijliyaan to kya ghum hai khud apne haathon khud apne haathon khud apne haathon nasheman jala diya maine khud apne haathon nasheman jala diya maine khud apne haathon gira bhi rehne do ishrat safina toofaan mein heyyy ee har ek mauj ko saahil bana diya maine har ek mauj ko saahil bana diya maine jahaan bhi dekha unhen sar jhuka diya maine jahaan bhi dekha
jahaan jaa ke chain se mar sakoon kabhi laut ke bhi na aa sakun jahaan jaa ke chain se mar sakoon kabhi laut ke bhi na aa sakun mujhe koi aisi jagha bata jahaan tujhko dil se bhula sakun jahaan jaa ke chain se mar sakoon jo tujhe pata ho toh ye bata ghum e ishq ka hai ilaaj kya jo tujhe pata ho toh ye bata ghum e ishq ka hai ilaaj kya mujhe tune dard diya hai wo na bata sakun na chhupa sakun mujhe tune dard diya hai wo na bata sakun na chhupa sakun jahaan jaa ke chain se mar sakoon jo samajh mein kuchh bhi na aa sake toh nateeja waqt pe chhod de jo samajh mein kuchh bhi na aa sake toh nateeja waqt pe chhod de mujhe kuchh na de ye dua hi de tere naqsh dil se mita sakoon jahaan jaa ke chain se mar sakoon koi raazdaar mile kahin koi ghum gusaar mile kahin koi raazdaar mile kahin koi ghum gusaar mile kahin koi sahil aisa raffiq ho jise daag dil ke dikha sakoon koi sahil aisa raffiq ho jise daag dil ke dikha sakoon jahaan jaa ke chain se mar sakoon kabhi laut ke bhi na
jale to jalaao gori preet ka alaao gori jale to jalaao gori preet ka alaao gori abhi na bujhaao gori abhi se bujhaao na abhi se bujhaao na abhi se bujhaao na abhi se bujhaao na jale to jalaao gori preet mein bhi jog bhi hai kaamna ka sog bhi hai preet mein bhi jog bhi hai kaamna ka sog bhi hai preet bura rog bhi hai gale to lagaao na gale to lagaao na gale to lagaao na gale to lagaao na jale to jalaao gori raat ko udaas dekhe chaand ko niraas dekhe raat ko udaas dekhe chaand ko niraas dekhe tumhe jo na paas dekhe aao paas aao na aao paas aao na aao paas aao na aao paas aao na jale to jalaao gori aur bhi hazaar honge joki dawedaar honge aur bhi hazaar honge jo ki dawedaar honge aap pe nisaar honge kabhi aazmaao na kabhi aazmaao na kabhi aazmaao na kabhi aazmaao na jale to jalaao gori sher mein nazeer thehre jog mein kabeer thehre sher mein nazeer thehre jog mein kabeer thehre kavi mein fakeer thehre aur jee lagaao na aur jee lagaao na aur jee lagaao na aur jee
jawaan hai raat saaqiya sharaab la sharaab la jawaan hai raat saaqiya sharaab la sharaab la zara si pyaas to bujha sharaab la sharaab la tere shabaab par sada karam rahe bahaar ka tere shabaab par sada karam rahe bahaar ka tujhe lage meri dua sharaab la sharaab la tujhe lage meri dua sharaab la sharaab la yahaan koi na jee saka na jee sakega hosh mein yahaan koi na jee saka na jee sakega hosh mein mitaa de naam hosh ka sharaab la sharaab la jawaan hai raat saaqiya sharaab la sharaab la tera bada hi shukriya pilaaye ja pilaaye ja tera bada hi shukriya pilaaye ja pilaaye ja na zikr kar hisaab ka sharaab la sharaab la jawaan hai raat saaqiya sharaab la sharaab la zara si pyaas to bujha sharaab la sharaab la sharaab la sharaab la sharaab la sharaab la
jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi ye duniya magar tujh si bholi nahin hai chhupa kar mohabbat ko ruswa karogi jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi badi koshishon se badi khwahishon se tamanna ki sehmi huyi saazishon se badi koshishon se badi khwahishon se tamanna ki sehmi huyi saazishon se milega jo mauka to bechain hokar milega jo mauka to bechain hokar darichon se tum mujhko dekha karogi jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi sataayegi jab chaandni ki udasi dukhayegi dil jab fizaa ki khamoshi sataayegi jab chaandni ki udasi dukhayegi dil jab fizaa ki khamoshi ufaq ki tarah khali nazaren jama kar ufaq ki tarah khali nazaren jama kar kabhi jo na socha wo socha karogi jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi kabhi dil ki dhadkan mehsoos hogi kabhi thandi saanson ke tufaan
aaa aa aa aa aa aa aa jeene ka raaz maine muhabbat mein paa liya jeene ka raaz maine muhabbat mein paa liya jiska bhi ghum hua usse apna banaa liya tum ghum ka bojh roke bhi halka na kar sake tum ghum ka bojh roke bhi halka na kar sake maine hansii ki aadh mein har ghum chhupaa liya aa maine hansii ki aadh mein har ghum chhupaa liya aa sunne ko jab na koi mila daastaan e ghum aaina rakh ke saamne khud ko sunaa liya aaina rakh ke saamne khud ko sunaa liya jeene ka raaz maine muhabbat mein paa liya aa aa aaaa
jeete rehne ki saza de zindagi ae zindagi jeete rehne ki saza de zindagi ae zindagi ab to marne ki dua de zindagi ae zindagi jeete rehne ki saza de zindagi ae zindagi main to ab uqta gaya hoon kya yahi hai qayanaat main to ab uqta gaya hoon kya yahi hai qayanaat bas ye aaina hata de zindagi ae zindagi ab to marne ki dua de zindagi ae zindagi jeete rehne ki saza de zindagi ae zindagi dhoondne nikla tha tujhko aur khud ko kho diya dhoondne nikla tha tujhko aur khud ko kho diya tu hi ab mera pata de zindagi ae zindagi yaa mujhe ehsaas ki iss qaid se kar de riha yaa mujhe ehsaas ki iss qaid se kar de riha warna deewana bana de zindagi ae zindagi ab to marne ki dua de zindagi ae zindagi jeete rehne ki saza de zindagi ae zindagi zindagi ae zindagi zindagi ae zindagi
jeevan ek adhura sapna kuchh dekha kuchh baaki hai jeevan ek adhura sapna kuchh dekha kuchh baaki hai dukh se sukh ka rishta naata dukh se sukh ka rishta naata kuchh dekha kuchh baaki hai jeevan ek adhura sapna ik aasha ka jalta bhujhta deepak le kar saath chala jeevan ki iss ghor andheri raahon mein din raat chala pag pag par pag pag par kaanton ka dera pag pag par kaanton ka dera kuchh dekha kuchh baaki hai jeevan ek adhura sapna kaun hai apna kaun paraaya kaun hai apna kaun paraaya sab ko jaana pechaana daaman aaye koi yahaan par daaman aaye koi yahaan par ye jag bhi hai begaana jo thaaaaaaaaaaaa jo tha so apne bhaag mein likha kuchh dekha kuchh baaki hai jeevan ek adhura sapna kuchh dekha kuchh baaki hai dukh se sukh ka rishta naata dukh se sukh ka rishta naata kuchh dekha kuchh baaki hai jeevan ek adhura sapna
jeevan mein tujhe khoya sapnon mein tujhe paaya main bhoolun bhala kaise tune to bhulaaya jeevan mein tujhe khoya taaron ki sunahri chhanw tale chupke se wo chhupke tera aana un phoolon se naazuk honthon ko sharma ke honthon pe mere rakhna main bhoolun bhala kaise tune to bhulaaya jeevan mein tujhe khoya sapnon mein tujhe paaya main bhoolun bhala kaise tune to bhulaaya jeevan mein tujhe khoya jo baat na tum keh paaye mujhe wo goonj rahi wo goonj rahi kaanon mein reh reh ke pukaare mann ki lagan kaanon mein bas tu hi basi kaanon mein main bhoolun bhala kaise tune to bhulaaya jeevan mein tujhe khoya sapnon mein tujhe paaya main bhoolun bhala kaise tune to bhulaaya jeevan mein tujhe khoya
jheel mein chaand nazar aaye thi hasrat uski jheel mein chaand nazar aaye thi hasrat uski kab se aankhon mein liye baitha hoon soorat uski jheel mein chaand nazar aaye thi hasrat uski ek din mere kinaaron mein simat jaayegi ek din mere kinaaron mein simat jaayegi thehare paani si yeh khaamosh muhabbat uski jheel mein chaand nazar aaye thi hasrat uski band mutthi ki tarah wo kabhi khultaa hi nahin band mutthi ki tarah wo kabhi khultaa hi nahin faasle aur badha deti hai khurbat uski jheel mein chaand nazar aaye thi hasrat uski kisne jaana hai badalte huye mausam ka mizaaz kisne jaana hai badalte huye mausam ka mizaaz usko chaaho to samajh paaoge fitrat uski jheel mein chaand nazar aaye thi hasrat uski jheel mein chaand nazar aaye thi hasrat uski
jhoothi sachchi aas pe jeena kab tak aakhir aakhir kab tak jhoothi sachchi aas pe jeena kab tak aakhir aakhir kab tak may ki jagah khoon e dil peena kab tak aakhir aakhir kab tak jhoothi sachchi aas pe jeena kab tak aakhir aakhir kab tak socha hai ab paar utrenge ya takra kar doob marenge socha hai ab paar utrenge ya takra kar doob marenge toofanon ki zad pe safeena kab tak aakhir aakhir kab tak jhoothi sachchi aas pe jeena kab tak aakhir aakhir kab tak ek mahine ke wade par saal guzara phir bhi na aaye ek mahine ke wade par saal guzara phir bhi na aaye waade kaahe ek mahina kab tak aakhir aakhir kab tak jhoothi sachchi aas pe jeena kab tak aakhir aakhir kab tak samne duniya bhar ke ghum hain aur idhar ik tanha hum hain samne duniya bhar ke ghum hain aur idhar ik tanha hum hain saikadon patthar ik aaina kab tak aakhir aakhir kab tak jhoothi sachchi aas pe jeena kab tak aakhir aakhir kab tak may ki jagah khoon e dil peena kab tak aakhir aakhir kab tak jhoothi
aa aa aa aa aa aa aa jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge haan wohi log haan wohi log haan wohi log tere chahne waale honge jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge mai barasti hai fazaaon pe nashakaari hai mai barasti ee ee ee eeee mai barasti hai fazaaon pe nashakaari hai mere saaqi ne kahin jaam uchhale honge jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge shamma le aaye hain hum jalwa kahe jaana se shamma le aaye hain hum hum mm mm mm mm umm shamma le aaye hain hum jalwa kahe jaana se ab to aalam mein ujaale hi ujaale honge jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge hum bade naaz se aaye the teri mehfil mein ee ee humm mm mm um mummm hum bade naaz se aaye the teri mehfil mein kya khabar thi lab e izhaar pe taale honge kya khabar thi lab e izhaar pe taale honge jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge haan wohi log haan wohi log haan wohi log haan wohi log tere chahne waale honge jinke
jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson us se lipat ke roye us se lipat ke roye deewaana waar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the tum gulsitaan se aaye zikre khizaan hilaaye tum gulsitaan se aaye zikre khizaan hilaaye humne kafas mein dekhi humne kafas mein dekhi fasle bahaar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the hoti rahi hai yun to barsaat aansuon ki hoti rahi hai yun to barsaat aansuon ki uthte rahe hain phir bhi dil se gubaar barson jis mod par kiye the wo sang e dil tha koi begaana e wafa tha wo sang e dil tha koi begaana e wafa tha karte rahe hain jiska karte rahe hain jiska hum intezaar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson us se lipat ke roye us se lipat ke roye deewaana waar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the
aaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaa jiyenge magar muskuraa naa sakenge jiyenge magar muskuraa naa sakenge ke ab zindagi mein muhabbat nahin hai muhabbat nahin hai labon pe taraane ab aa naa sakenge labon pe taraane ab aa naa sakenge ke ab zindagi mein muhabbat nahin hai muhabbat nahin hai bahaaren chaman mein jab aayaa karengi nazaaron ki mehfil sajaayaa karengi bahaaren chaman mein jab aayaa karengi nazaaron ki mehfil sajaayaa karengi nazaare bhi humko hansaa naa sakenge nazaare bhi humko hansaa naa sakenge ke ab zindagi mein muhabbat nahin hai muhabbat nahin hai jawaani jo laayegi saawan ki raaten zamaana karega muhabbat ki baaten jawaani jo laayegi saawan ki raaten zamaana karega muhabbat ki baaten magar hum ye saawan manaa naa sakenge magar hum ye saawan manaa naa sakenge ke ab zindagi mein muhabbat nahin hai muhabbat nahin hai labon pe taraane ab aa naa sakenge ke ab zindagi mein muhabbat nahin hai muhabbat nahin hai
jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya yaad aaya tha bichhadna tera yaad aaya tha bichhadna tera yaad aaya tha bichhadna tera phir nahin yaad ke kya yaad aaya phir nahin yaad ke kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya jab koi zakhm bhara daag bana jab koi zakhm bhara daag bana jab koi zakhm bhara daag bana jab koi bhool gaya yaad aaya jab koi bhool gaya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya aisi majboori ke aalam mein faraaz aisi majboori ke aalam mein faraaz aisi majboori ke aalam mein faraaz yaad aaya to bhi kya yaad aaya yaad aaya to bhi kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya
kaanton se daaman uljhana meri aadat hai kaanton se daaman uljhana meri aadat hai dil mein paraya dard basana dil mein paraya dard basana meri aadat hai kaanton se daaman uljhana meri aadat hai mera gala agar kat jaye to tujh par kya ilzaam mera gala agar kat jaye to tujh par kya ilzaam har kaatil ko gale lagana har kaatil ko gale lagana meri aadat hai kaanton se daaman uljhana meri aadat hai jinko duniya ne thukraya jinse hain sab door jinko duniya ne thukraya jinse hain sab dooor aise logon ko apnana meri aadat hai sabki baatein sun leta hoon main chup chaap magar sabki baatein sun leta hoon main chup chaap magar apni dil ki karte jana apni dil ki karte jana meri aaadat hai meri aadat hai dil mein paraya dard basana dil mein paraya dard basana meri aadat hai kaanton se daaman uljhana meri aadat hai meri aadat hai
kaash aisa koi manzar hota kaash aisa koi manzar hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota jamaa karta jo main aaye huye sang jamaa karta jo main aaye huye sang sar chupane ke liye ghar hota sar chupane ke liye ghar hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota is bulandi pe bahot tanha hoon tanha aaa hoon bohot tanha hoon tanha tanha aa is bulandi pe bahot tanha hoon kaash main sab ke barabar hota kaash main sab ke barabar hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota usne uljha diya duniya mein mujhe usne uljha diya duniya mein mujhe varna ek aur kalander hota varna ek aur kalander hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota kaashhh
qaasid ke aate aate khat ek aur likh rakhun main jaanta hoon jo wo likhenge jawaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein shab haaye hijra ko bhi rakhun gar hisaab mein mujh tak kab unki bazm mein aata tha daur e jaam mujh tak kab unki bazm mein aata tha daur e jaam saaqi ne kuchh mila na diya ho sharaab mein taafir na intezaar mein neend aaye umar bhar taafir na intezaar mein neend aaye umar bhar aane ka ehed kar gaye aaye jo khaab mein gaalib chhooti sharaab par ab bhi kabhi kabhi gaalib chhooti sharaab par ab bhi kabhi kabhi peeta hoon roz abr o shab e maahtaab mein kab se wo kya bataun jahaan e kharaab mein shab haaye hijra ko bhi rakhun gar hisaab mein
kabhi aah lab pe machal gayi kabhi ashq aankh se dhal gaye ye tumhare ghum ke charaag hain kabhi bhujh gaye kabhi jal gaye kabhi aah lab pe machal gayi main khayaal o khaab ki mehfilen naa baqadr e shauk sajaa saka main khayaal o khaab ki mehfilen naa baqadr e shauk sajaa saka teri ik nazar ke saath hi mere sab iraade badal gaye ye tumhare ghum ke charaag hain kabhi bhujh gaye kabhi jal gaye kabhi aah lab pe machal gayi kabhi rang mein kabhi roop mein kabhi chhanv mein kabhi dhoop mein kabhi rang mein kabhi roop mein kabhi chhanv mein kabhi dhoop mein kahin aaftaab e nazar hain wo kabhi maahtaab mein dhal gaye ye tumhare ghum ke charaag hain kabhi bhujh gaye kabhi jal gaye kabhi aah lab pe machal gayi jo fanaah huye ghum e ishq mein unhen zindagi ka naa ghum hua jo fanaah huye ghum e ishq mein unhen zindagi ka naa ghum hua jo naa apni aag mein jal sake wo paraayi aag mein jal gaye ye tumhare ghum ke charaag hain kabhi bhujh gaye kabhi jal gaye kabhi aah lab pe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jagmagate Shehar Ke Chandan Dass 05:43 38749
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Lyricist
Amir Qazalbash
Music Director- 
Chandan Dass
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 05:43   Song Number : 38749   

Jahaan Bhi Dekha Unhen Mukesh 03:39 40951
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:39   Song Number : 40951   

Jahaan Jaa Ke Chain Se Mehdi Hassan 05:24 19170
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 05:24   Song Number : 19170   

Jale To Jalaao Gori Nayyara Noor 05:22 38103
 
Poster of Nayyara Noor
 
Category
Ghazal
Singer- 
Nayyara Noor
Duration : 05:22   Song Number : 38103   

Jawaan Hai Raat Saaqiya Sharaab La Jagjit Singh 04:21 38003
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:21   Song Number : 38003   

Jawaani Ke Heele Haya Ke Bahane Jagjit Singh 06:28 40918
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:28   Song Number : 40918   

Jeene Ka Raaz Mohd Rafi 03:34 33003
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:34   Song Number : 33003   

Jeete Rehne Ki Saza De Jagjit Singh 05:52 37306
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:52   Song Number : 37306   

Jeevan Ek Adhura Sapna C H Atma 03:34 16136
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:34   Song Number : 16136   

Jeevan Mein Tujhe Khoya Talat Mahmood 03:22 16130
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:22   Song Number : 16130   

Jheel Mein Chaand Nazar Aaye Pankaj Udhas 05:08 17997
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 05:08   Song Number : 17997   

Jhoothi Sachchi Aas Pe Jeena Jagjit Singh & Chitra Singh 06:47 35948
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:47   Song Number : 35948   

Jinke Honton Pe Hansi Ghulam Ali 07:41 19745
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Parvaz Jullundheri
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 07:41   Song Number : 19745   

Jis Mod Par Kiye The Chitra Singh 05:56 40518
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Faakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:56   Song Number : 40518   

Jiyenge Magar Muskuraa Naa Sakenge Mukesh 03:23 11422
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Duration : 03:23   Song Number : 11422   

Jo Bhi Dukh Hariharan 04:37 40271
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 04:37   Song Number : 40271   

Kaanton Se Daaman Uljhana Jagjit Singh 05:38 32284
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:38   Song Number : 32284   

Kaash Aisa Koi Manzar Hota Hariharan 06:23 36406
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Duration : 06:23   Song Number : 36406   

Kab Se Hoon Kya Bataun Jagjit Singh 04:02 37031
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:02   Song Number : 37031   

Kabhi Aah Lab Pe Machal Gayi Ghulam Ali 07:04 17872
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 07:04   Song Number : 17872