Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


daastan e ghum e dil unko sunaayi naa gayi baat bigdi kuchh aisi ke banaayi naa gayi daastan eeeee sabko hum bhool gaye josh e junoon mein lekin sabko hum bhool gaye josh e junoon mein lekin ik teri yaad thi aisi ke bhoolaayi naa gayi baat bigdi kuchh aisi ke banaayi naa gayi daastan eeeee ishq par kuchh naa chala deeda e tar ka kaaboo ishq par kuchh naa chala deeda e tar ka kaaboo usne jo aag lagaa di wo bhujaayi naa gayi daastan e ghum e dil unko sunaayi naa gayi
daher mein naqsh e wafa daher mein naqsh e wafa wajah e tasalli na hua hai ye wo lafz jo hai ye wo lafz jo sharminda e maani na hua daher mein naqsh e wafa maine chaaha tha ke andoh e wafa se chhootun maine chaaha tha ke andoh e wafa se chhootun wo sitamgar mere wo sitamgar mere marne pe bhi raazi na hua daher mein naqsh e wafa hoon tere waada na karne pe bhi raazi the kabhi hoon tere waada na karne pe bhi raazi the kabhi gosh minnat kash e gosh minnat kash e gulbang e tasalli na hua daher mein naqsh e wafa kisse mahrumiye kismat ki shikaayat keeje kisse mahrumiye kismat ki shikaayat keeje humne chahaa tha ke humne chahaa tha ke mar jaayen so wo bhi na hua daher mein naqsh e wafa
dairo haram mein basne waalon dairo haram mein basne waalon maikhanon mein phooth na daalon maikhanon mein phooth na daalon dairo haram mein basne waalon toofan se hum takraayenge toofan se hum takraayenge tum apni kashti ko sambhalon tum apni kashti ko sambhalon dairo haram mein basne waalon maikhanon mein phooth na daalon maikhanon mein phooth na daalon dairo haram mein basne waalon maikhaane mein aaye waaiz maikhaane mein aaye waaiz inko bhi insaan bana do inko bhi insaan bana do dairo haram mein basne waalon maikhanon mein phooth na daalon maikhanon mein phooth na daalon dairo haram mein basne waalon aaj to lab saada rehne do aaj to lab saada rehne do taj mehal pe rang naa daalo taj mehal pe rang naa daalo dairo haram mein basne waalon maikhanon mein phooth na daalon maikhanon mein phooth na daalon dairo haram mein basne waalon dairo haram mein basne waalon
dar o deewaar pe shakl aisi banaane aayi dar o deewaar pe shakl aisi banaane aayi phir ye baarish meri tanhaayi churaane aayi dar o deewaar pe shakl aisi banaane aayi phir ye baarish meri tanhaayi churaane aayi dar o deewaar pe shakl aisi banaane aayi maine jab pehle pahal apna watan chhoda tha maine jab pehle pahal apna watan chhoda tha door tak mujhko ek aawaaz bulaane aayi door tak mujhko ek aawaaz bulaane aayi phir ye baarish meri tanhaayi churaane aayi dar o deewaar pe shakl aisi banaane aayi aajkal phir dil e barbaad ki baatein hain wohiiii aajkal phir dil e barbaad ki baatein hain wohi hum to samjhe the ke kuchh akl thikaane aayi hum to samjhe the ke kuchh akl thikaane aayi phir ye baarish meri tanhaayi churaane aayi dar o deewaar pe shakl aisi banaane aayi dil mein aahat si huyi rooh mein dastak goonji dil mein aahat si huyi rooh mein dastak goonji kiski khushboo ye mujhe mere sirhaane aayi kiski khushboo ye mujhe mere sirhaane aayi phir ye baarish meri
dard apnata hai paraaye kaun dard apnata hai paraaye kaun kaun sunta hai aur sunaye kaun dard apnata hai paraaye kaun kaun dohraaye puraani baaten kaun dohraaye puraani baaten ghum abhi soya hai jagaaye kaun ghum abhi soya hai jagaaye kaun ghum abhi soya hai jagaaye kaun wo jo apne hain kya wo apne hain wo jo apne hain kya wo apne hain kaun dukh jhele aazmaaye kaun kaun dukh jhele aazmaaye kaun kaun dukh jhele aazmaaye kaun ab sukun hai to bhulne mein hai ab sukun hai to bhulne mein hai lekin uss shaks ko bhulaaye kaun lekin uss shaks ko bhulaaye kaun dard apnata hai paraaye kaun aaj phir dil hai kuchh udaas udaas aaj phir dil hai kuchh udaas udaas dekhiye aaj yaad aaye kaun dekhiye aaj yaad aaye kaun dard apnata hai paraaye kaun kaun sunta hai aur sunaye kaun
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa dard badh kar funhaa naa ho jaayeeee dard badh kar funhaa naa ho jaayeeee ye zameen aaaasmaa naa ho jaayeee dil mein doobaa huaa jo nashtar hai mere dil ki zubaan naa ho jaaye ye zameen aaaasmaa naa ho jaayeee dil ko le liiii jiiye jo lena haiiii dil ko leeee liiii jiiye jo leeeena haiiii phir ye saudaaa garaan naa ho jaaye aah kijeeee magar latif tari aah kijeeee magar latif tari lab tak aa kar dhuwaan naa ho jaaye ye zameen aaaasmaa naa ho jaayeee dard badh kar funhaa naa ho jaayeeee dard badh kar
dard jab teri ata hai to gila kisse karein dard jab teri ata hai to gila kisse karein hijr jab tune diya hai to mila kisse karein dard jab teri ata hai to gila kisse karein aks bikhara hai tera toot ke aayine ke saath aks bikhara hai tera toot ke aayine ke saath ho gayi zakhm nazar aks chuna kisse karein dard jab teri ata hai to gila kisse karein main safar mein hoon mere saath judaayi teri main safar mein hoon mere saath judaayi teri humsafar ghum hain to phir kisko juda kisse karein dard jab teri ata hai to gila kisse karein khil uthe gul ya khule dast e hinaayi tere khil uthe gul ya khule dast e hinaayi tere har taraf tu hai to phir tera pata kisse karein dard jab teri ata hai to gila kisse karein tere lab teri nigahein tera aariz teri zulf tere lab teri nigahein tera aariz teri zulf itne zinda hain to is dil ko riha kisse karein dard jab teri ata hai to gila kisse karein hijr jab tune diya hai to mila kisse karein dard jab teri ata hai to gila kisse karein
dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain zakhm kaise bhi hon kuchh roz mein bhar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain us dariche mein bhi ab koi nahin aur hum bhi us dariche mein bhi ab koi nahin aur hum bhi sar jhukaaye huye chupchaap guzar jaate hain raastaa roke khadi hai yahi uljhan kabse raastaa roke khadi hai yahi uljhan kabse koi poochhe to kahen kyaa ki kidhar jaate hain zakhm kaise bhi hon kuchh roz mein bhar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain narm aawaaz bhali baaten muhazzab lahje narm aawaaz bhali baaten muhazzab lahje pahli baarish mein hi ye rang utar jaate hain pahli baarish mein hi ye rang utar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain zakhm kaise bhi hon kuchh roz mein bhar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain
aa aa aaaa aa aa aa aa aaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa aaaa dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin ho gayin is saal bhi ho gayin is saal bhi kuchh bastiyaan jal thal kahin dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin ho gayin is saal bhi kuchh bastiyaan jal thal kahin dard ke rishte rishte raat ki berangiyon mein hum bichhad jaayen na dost raat ki berangiyon mein berangiyon mein raat ki berangiyon mein raat ki berangiyon mein berangiyon mein raat ki berangiyon mein berangiyon mein berangiyon mein raat ki berangiyon mein hum bichhad jaayen na dost haath mere haath mein de haath mere haath mein de aur yahaan se chal kahin haath mere haath mein de aur yahaan se chal kahin dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin dard ke rishte aaj sooraj khud hi apni roshni mein jal gaya aaj sooraj khud hi apni roshni mein jal gaya aaj sooraj khud hi apni
aaa aa aa aa aa aa aa dard minnat kash e dawa na huaa main na achchaa huaa bura na huaa dard minnat aa aa aa aa kitne sheereen hain tere lab ki raqeeb gaaliyaan khaa ke bemaza na huaa gaaliyaan khaa ke bemaza na huaa dard minnat kya woh namrood kee khudayee thi bandagi mein mera bhala na huaa bandagi mein mera bhala na huaa dard minnat kuchh to padhiye ke log kehte hain aa aa aa aa aa aa aaaa kuchh to padhiye ke log kehte hain aaj ghalib ghazal sara na huaa aaj ghalib ghazal sara na huaa dard minnat
aaeaaaaaaa o dard se mera dard se mera daaman bhar de ya allah o dard se mera daaman bhar de ya allah allah allah allah allah o dard se mera daaman bhar de ya allah phir chaahe deewaana kar de phir chaahe deewaana kar de ya allah o dard se mera daaman bhar de ya allah maine tujhse chand sitaare kab mange maine tujhse chand sitaare kab mange maine tujhse chand sitaare kab mange raushan dil raushan dil bedar nazar de ya allah ho raushan dil bedar nazar de ya allah phir chaahe deewaana kar de phir chaahe deewaana kar de ya allah o dard se mera daaman bhar de ya allah suraj si sooraj si ik cheez to hum sab dekh chuke sooraj si ik cheez to hum sab dekh chuke sooraj si ik cheez to hum sab dekh chuke sach much ki sach much ki ab koi sahar de ya allah o sach much ki ab koi sahar de ya allah phir chaahe deewaana kar de phir chaahe deewaana kar de ya allah o dard se mera daaman bhar de ya allah ya dharti ke zhakhmon par marham rakh de ya dharti ke zhakhmon par marham rakh de
allah allah hooo dard se mera daaman bhar de yaa allah hooo ooo dard se mera daaman bhar de yaa allah phir chaahe deewana kar de yaa allah hooo ooo dard se mera daaman bhar de yaa allah maine tujhse chaand sitaaren kab maange maine tujhse chaand sitaaren kab maange roshan dil bedaar nazar de yaa allah phir chaahe deewana kar de yaa allah dard se mera daaman bhar de yaa allah suraj si ik cheez to hum sab dekh chuke suraj si ik cheez to hum sab dekh chuke sachmuch ki ab koi sahar de yaa allah phir chaahe deewana kar de yaa allah dard se mera daaman bhar de yaa allah yaa dharti ke zakhmon par marham rakh de yaa dharti ke zakhmon par marham rakh de yaa mera dil pathar kar de yaa allah phir chaahe deewana kar de yaa allah dard se mera daaman bhar de yaa allah
aaa aaaaa kal tak to aashna the magar aaj gair ho kal tak to aashna the magar aaj gair ho do din mein ye mizaaj hai aage ki khair ho hmmmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmm aa hmm hmmm aaaa aaa aaaa aaaa dareecha besada koi nahin hai dareecha besada koi nahin hai agar che bolta koi nahin hai dareecha besada koi nahin hai dareecha besada koi nahin hai dareecha besada koi nahin hai agar che bolta koi nahin hai dareecha besada koi nahin hai hmmmmm hmm hmm hmmm hmm aa hmm hmmm aaaa aaa aaaa aaaa rukun to manzilen hi manzilen hain rukun to manzilen hi manzilen hain rukun to manzilen hi manzilen hain chalun toh raasta koi nahin hai dareecha besada koi nahin hai rukuuun to manzilen hi manzilen hain rukun to manzilen hi manzilen hain rukun rukun rukun rukun rukun rukun rukun to manzilen hi manzilen hain rukun to manzilen hi manzilen hain chalun toh raasta koi nahin hai dareecha besada koi nahin hai agar che bolta koi nahin hai dareecha besada koi nahin hai khuli hain
ohooo oh hoooo oh hoo oooo hoo oooo oh hoo oooo hoo oooo raahon pe nazar rakhna honton pe duwaa rakhna raahon pe nazar rakhna honton pe duwaa rakhna aa jaaye koi shayad darwaaza khulaa rakhna aa jaaye koi shayad darwaaza khulaa rakhna ehsaas ki shamma ko iss tarha jalaa rakhna ehsaas ki shamma ko iss tarha jalaa rakhna apni bhi khabar rakhna uss ka bhi pata rakhna apni bhi khabar rakhna uss ka bhi pata rakhna tanhaayi ke mausam mein saayon ki huqoomat hai tanhaayi ke mausam mein saayon ki huqoomat hai yaadon ke ujaalon ko seene se laga rakhna yaadon ke ujaalon ko seene se laga rakhna raaton ko bhatakne ki deta hai sazaa mujh ko raaton ko bhatakne ki deta hai sazaa mujh ko dushwaar hai pehlu mein dil tere bina rakhna dushwaar hai pehlu mein dil tere bina rakhna logon ki nigaahon ko padh lene ki aadat hai logon ki nigaahon ko padh lene ki aadat hai haalaat ki tehreeren chehre se bachaa rakhna haalaat ki tehreeren chehre se bachaa rakhna bhoolun main agar aye dil tu
dasht e tanhaai mein aye jaan e jahaan larzaan hai dasht e tanhaai mein aye jaan e jahaan larzaan hai teri aawaaz ke saaye tere honton ke saraab dasht e tanhaai mein doori ke khas o khaak tale khil rahe hain tere pehlu ke saman aur gulaab dasht e tanhaai mein aye jaan e jahaan larzaan hai dasht e tanhaai mein aye jaan e jahaan larzaan hai teri aawaaz ke saaye tere honton ke saraab dasht e tanhaai mein doori ke khaso khaak tale khil rahe hain tere pehlu ke saman aur gulaab dasht e tanhaai mein uth rahi hai kahin qurbat se teri saans ki aanch uth rahi hai kahin qurbat se teri saans ki aanch apni khushboo mein sulagti huyi maddham maddham door ufaq paar chamakti huyi qatra qatra gir rahi hai teri dildaar nazar ki shabnam dasht e tanhaai mein aye jaan e jahaan larzaan hai teri aawaaz ke saaye tere honton ke saraab uth rahi hai kahin qurbat se teri saans ki aanch uth rahi hai kahin qurbat se teri saans ki aanch apni khushboo mein sulagti huyi maddham maddham door ufaq
aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa dayar e dil ki raat mein charaag sa jala gaya dayar e dil ki raat mein charaag sa jala gaya mila nahin to kya hua wo shaqal to dikha gaya dayar e dil ki raat mein charaag sa jala gaya judaaiyon ke zakhm dard e zindagi ne bhar diye judaaiyon ke zakhm dard e zindagi ne bhar diye tujhe bhi neend aa gayi mujhe bhi sabr aa gaya tujhe bhi neend aa gayi mujhe bhi sabr aa gaya mila nahin to kya hua wo shaqal to dikha gaya dayar e dil ki raat mein charaag sa jala gaya aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa ye suboh ki safediyan ye dophar ki zardiyan ye suboh ki safediyan ye dophar ki zardiyan ab aaine mein dekhta hoon main kahan chala gaya ab aaine mein dekhta hoon main
Deewaron Se Mil Kar Rona, Acchha Lagta Hai
aa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa dekh kar door se ek trishna e deedaar mujhe dekh kar door se ek trishna e deedaar mujhe hashr mein karne lagi uski nazar pyaar mujhe hashr mein karne lagi uski nazar pyaar mujhe dekh kar door se mere dil par jo guzarti hai diya karte hain mere dil par jo guzarti hai mere dil par jo guzarti hai diya karte hain taar ashkon ke khabar uski lagataar mujhe taar ashkon ke khabar uski lagataar mujhe hashr mein karne lagi uski nazar pyaar mujhe dekh kar door se karne lagta hai mujhe dekhte hi mujhse gurez karne lagta aa aaa karne lagta hai mujhe dekhte hi mujhse gurez kya samajhta hai tera saaya e deewaar mujhe kya samajhta hai tera saaya e deewaar mujhe hashr mein karne lagi uski nazar pyaar mujhe dekh kar door se saath hichki ke mere baad ye kehna unka saath hichaki hichakieeee saath hichki ke mere baad ye kehna unka aa gaya yaad jabi hi jigar afgaar mujhe aa gaya yaad jabi hi jigar afgaar mujhe hashr mein karne lagi uski
aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa daa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa basti basti khaak udi hai jungle jungle aag yeh dhunwaa balkhata uthe jaise kaale naag dekh to dil ke jaan se uthta hai dekh to dil ke jaan se uthta hai yeh dhuan sa kahaan se uthta hai dekh to dil ke jaan se uthta hai yeh dhuan sa kahaan se uthta hai dekh to dil gor kis dill jale ki hai yeh falak gor kis gor kis dil jale ki hai yeh falak aa aa aa aa aa aa aaaaaa aa aa aa gor kis dil dillllll dilll jale jale ki gor kis dilll jale ki hai yeh falak shola ik subha yaan se uthta hai shola ik subha yaan se uthta hai yeh dhuan sa kahaan se uthta hai dekh to dil ke jaan se uthta hai yeh dhuan sa kahaan se uthta hai dekh to dil yun uthe aah us gali se hum yunnn uthe yunnn yunnn yun uthe yun uthe aah yunn nn nn nn yunn yunnn yunn yun uthe aah us gali se hum jaise koi jahaan se uthta hai jaise koi jahaan se uthta hai yeh dhuan sa kahaan se uthta hai dekh to dil ke jaan se uthta hai
dekha jo aainaa to mujhe sochna pada dekha jo aainaa to mujhe sochna pada khud se na mil saka to mujhe sochna pada uska jo khat mila to mujhe sochna pada apna sa wo laga to mujhe sochna pada uska jo khat mila to mujhe sochna pada mujhko tha ye gumaan ke mujhi mein hai ek anaa mujhko tha ye gumaan ke mujhi mein hai ek anaa dekhi teri anaa to mujhe sochna pada dekhi teri anaa to mujhe sochna pada duniya samajh rahi thi ke naraaz mujhse hai duniya samajh rahi thi ke naraaz mujhse hai lekin wo jab mila to mujhe sochna pada lekin wo jab mila to mujhe sochna pada ik din wo mere aib ginaane laga faraaq ik din wo mere aib ginaane laga faraaq jab khud hi thak gaya to mujhe sochna pada jab khud hi thak gaya to mujhe sochna pada dekha jo aainaa to mujhe sochna pada khud se na mil saka to mujhe sochna pada uska jo khat mila to mujhe sochna pada apna sa wo laga to mujhe sochna pada uska jo khat mila to mujhe sochna pada
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Daastan E Ghum E Dil Unko Sunaayi Na Gayi Jagjit Singh 03:20 15954
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:20   Song Number : 15954   

Daher Mein Naqsh e Wafa Lata Mangeshkar 03:32 19096
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Faiyyaz Shoukat
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:32   Song Number : 19096   

Dairo Haram Mein Basne Waalon Jagjit Singh 04:27 11416
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Raag- 
Gowda-Sarang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:27   Song Number : 11416   

Dar o Deewar Pe Hariharan 06:51 38667
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:51   Song Number : 38667   

Dard Apnata Hai Jagjit Singh 06:16 16010
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:16   Song Number : 16010   

Dard Badh kar Fughan Naa Ho Jaaye Chitra Singh 04:35 16019
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:35   Song Number : 16019   

Dard Jab Teri Ata Hai Asha Bhosle 04:53 32558
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:53   Song Number : 32558   

Dard Ke Phool Bhi Jagjit Singh 05:46 37938
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:46   Song Number : 37938   

Dard Ke Rishte Hariharan 09:38 40269
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 09:38   Song Number : 40269   

Dard Minnat Kash E Dawa Na Hua Mohd Rafi 03:25 37675
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:25   Song Number : 37675   

Dard Se Mera Daaman Jagjit Singh 09:49 37789
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 09:49   Song Number : 37789   

Dard Se Mera Daaman Bhar De Ya Allah Lata Mangeshkar 05:46 15004
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Singer- 
Lata Mangeshkar
Raag- 
Bhairav
Duration : 05:46   Song Number : 15004   

Dareecha Besada Koi Nahin Hai Ghulam Ali 08:35 36012
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 08:35   Song Number : 36012   

Darwaza Khula Rakhna Raahon Pe Mitali & Bhupinder Singh 10:37 39700
 
Poster of Mitali & Bhupinder Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Bhupender Singh
Duration : 10:37   Song Number : 39700   

Dasht E Tanhaai Mein Iqbal Bano 09:24 36263
 
Poster of Iqbal Bano
 
Category
Ghazal
Singer- 
Iqbal Bano
Duration : 09:24   Song Number : 36263   

Dayar E Dil Ki Raat Mein Charaag Sa Jala Gaya Asha Bhosle & Ghulam Ali 08:10 15970
 
Poster of Asha Bhosle & Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Nasir Kazmi
Duration : 08:10   Song Number : 15970   

Deewaron Se Mil Kar Rona Pankaj Udhas 05:52 17995
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Pankaj Udhas
Duration : 05:52   Song Number : 17995   

Dekh Kar Door Se Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 07:03 32848
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 07:03   Song Number : 32848   

Dekh To Dil Ke Jaan Se Uthta Hai Mehdi Hassan 13:51 32470
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 13:51   Song Number : 32470   

Dekha Jo Aaina To Mujhe Sochna Pada Jagjit Singh & Chitra Singh 05:33 12783
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Faragh Roohvi
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 05:33   Song Number : 12783