Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHariharan
HomeHariharan
MeraGana
Close

Karaoke Music Player Aao, Mere Saath Gaana Gao (Come, Sing Along With Me). At MeraGana.com, we believe that Any Body Can Sing (ABCS) and once you experience the pleasure of hearing your own voice in melody, you will want to sing again and again. We've all grown up with that one cousin in the family, the one who's known for their spectacular singing voice. But, at MeraGana.com we believe that singing is not the privilege of the select few.

 

We encourage YOU to sing, because singing is love, singing is therapeutic, singing is confidence, singing is therapy, but most of all, singing is fun! Our minds and bodies are rhythmic, just like the rhythms of our heart beat, so sing along to MeraGana.com either by yourself or with friends and family for a sure-shot sense of happiness, elevation and positivity.


 

MeraGana.com is proud to be the world's largest library of Indian Karaoke music, with a choice of 15015 songs. Our team of musicians recreate soulful karaoke melodies, which can now be performed using the high quality microphones provided by MeraGana.com.

 

Now, YOU can have a theatrical, magical ambience and experience at your fingertips. Re-create your own magic wherever and whenever, with an added feature of adjusting Pitch / Scale and tempo as per your singing needs.

Our Online Karaoke:
tickis as low as $ 4.95/Month or $ 49.95/Year only
tickdoes not require any Software Download
tickis a 100% commercial free Multifeatured Karaoke player with Pitch / Scale and Tempo Control
tickhas original background music and chorus for many Songs ideal for Karaoke
tickhas a large library of Karaoke Songs
tickhas new Karaoke Songs added weekly
tickallows you to build your Favorite Karaoke Playlists
tickpermits unlimited anywhere access 24/7 365 days a year

Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai palkon pe charaagon ko liye raat khadi hai aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai palkon pe charaagon ko liye raat khadi hai aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai wo maathe ka matlaa ho ke hontho ke do misre wo maathe ka matlaa ho ke hontho ke do misre bachpan se ghazal hi meri mehboob rahi hai bachpan se ghazal hi meri mehboob rahi hai palkon pe charaagon ko liye raat khadiiiiii hai aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai ghzalon ne wahi zulfon ke faila diye saaye ghzalon ne wahi zulfon ke faila diye saaye jinn raahon pe dekha ke bahot dhoop kadi hai jinn raahon pe dekha ke bahot dhoop kadi hai palkon pe charaagon ko liye raat khadiiiiii hai aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai hum dilli bhi ho aaye hain laahor bhi ghumen hum dilli bhi ho aaye hain laahor bhi ghumen aye yaar magar teri gali teri gali hai aye yaar magar teri gali teri gali hai palkon pe charaagon ko
aap humaare saath nahin aap humaare saath nahin chaliye koi baat nahin aap kisi ke ho jaayen aap kisi ke ho jaayen aap ke bas ki baat nahin aap humaare saath nahin chaliye koi baat nahin aap kisi ke ho jaayen aap ke bas ki baat nahin aap humaare saath nahin dil ka sheesha toot chuka waqt bhi humse rooth chuka dil ka sheesha toot chuka waqt bhi humse rooth chuka ab humko aawaaz na do ab humko aawaaz na do ab aise haalaat nahin aap kisi ke ho jaayen aap ke bas ki baat nahin aap humaare saath nahin saara zamaana jaanta hai khoob humein pehchaanta hai saara zamaana jaanta hai khoob humein pehchaanta hai humko mitaana mushkil hai humko mitaana mushkil hai sadiyaan hain lamhaat nahin aap kisi ke ho jaayen aap ke bas ki baat nahin aap humaare saath nahin dil bhi tumhaara hai jaanam jaan bhi de sakte hain hum dil bhi tumhaara hai jaanam jaan bhi de sakte hain hum sab hai gawaara humko magar sab hai gawaara humko magar toheen e jazbaat nahin aap kisi ke ho jaayen aap kisi
agar yakin nahin aata to aazmaaye mujhe agar yakin nahin aata to aazmaaye mujhe wo aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe agar yakin ajab charaag hoon din raat jalta rehta hoon ajab charaag hoon din raat jalta rehta hoon main thak gaya hoon hawa se kaho bujhaye mujhe main thak gaya hoon hawa se kaho bujhaye mujhe wo aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe agar yakin bahot dinon se main in pattharon mein patthar hoon bahot dinon se main in pattharon mein patthar hoon koi to aaye zara der to rulaaye mujhe koi to aaye zara der to rulaaye mujhe wo aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe agar yakin main chahta hoon ke tumhi mujhe ijazat do main chahta hoon ke tumhi mujhe ijazat do tumhaari tarah se koi gale lagaaye mujhe tumhaari tarah se koi gale lagaaye mujhe wo aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe agar yakin nahin aata to aazmaaye mujhe agar yakin
aa aa aaaa aa aa aa aa aaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa aaaa dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin ho gayin is saal bhi ho gayin is saal bhi kuchh bastiyaan jal thal kahin dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin ho gayin is saal bhi kuchh bastiyaan jal thal kahin dard ke rishte rishte raat ki berangiyon mein hum bichhad jaayen na dost raat ki berangiyon mein berangiyon mein raat ki berangiyon mein raat ki berangiyon mein berangiyon mein raat ki berangiyon mein berangiyon mein berangiyon mein raat ki berangiyon mein hum bichhad jaayen na dost haath mere haath mein de haath mere haath mein de aur yahaan se chal kahin haath mere haath mein de aur yahaan se chal kahin dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin dard ke rishte aaj sooraj khud hi apni roshni mein jal gaya aaj sooraj khud hi apni roshni mein jal gaya aaj sooraj khud hi apni
krishna nee begane baroo krishna nee begane baroo dark is coming around everybody fighting with the brother everybody wants control wont hesitate to kill one another so come back as jesus come back and save the world bless for the future of every boy and girl come back as raama forgive us what weve done come back as allah come back as anyone krishna nee begane baroo krishna nee begane baroo religion is the reason the world is breaking up into pieces color of the people keeps us locked in hate please release us so come down and help us save all the little ones we need a teacher and you are the only one we can rely on to build a better world a world thats for children a world thats for everyone krishna nee begane baroo krishna nee begane baroo time is the healer time moves on time don't wait for anyone you tell you'll be back but that will take some time i'm waiting i'm waiting i'm waiting yea yea come back as jesus come back and save the world we need a teacher you
muddaton ghum pe ghum uthaye hain tab kahin jaake muskuraaye hain ek nigaah e khuloos ki khaatir zindagi bhar fareb khaaye hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain suna hai humein woh bhulaane lage hain suna hai humein woh bhulaane lage hain to kya hum unhein yaad aane lage hain to kya hum unhein yaad aane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain ye kehna hai unse muhabbat hai mujhko ye kehna hai unse muhabbat hai mujhko ye kehne mein unse zamaane lage hain ye kehne mein unse zamaane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain qayaamat yaqinan kareeb aa gayi hai qayaamat yaqinan kareeb aa gayi hai khumaar ab to masjid mein jaane lage hain khumaar ab to masjid mein jaane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane
raat khamosh thi gungunaate rahe raat khamosh thi gungunaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste ajnabi tha main apna banaate rahe ajnabi tha main apna banaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste raat khamosh thi gungunaate rahe koi saathi koi humsafar na mila shaher anjaan tha uska ghar na mila koi saathi koi humsafar na mila shaher anjaan tha uska ghar na mila paas aate rahe door jaate rahe paas aate rahe door jaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste raat khamosh thi gungunaate rahe sooni aakhon mein kaante khatakte rahe dard seene mein leke bhatakte rahe sooni aakhon mein kaante khatakte rahe dard seene mein leke bhatakte rahe raat bhar teri baaten sunaate rahe raat bhar teri baaten sunaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste raat khamosh thi gungunaate rahe uski saanson ki garmi fazaaon mein thi uski zulfon ki khushboo hawaaon mein thi uski saanson ki garmi fazaaon mein thi uski zulfon ki khushboo hawaaon mein thi hum bhi sheron mein raashid sajaate rahe hum
sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai jin raahon par saath chale the har mausam mein saathi jin raahon par saath chale the har mausam mein saathi unn raahon par tanha chalna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai kadmon ki raftaar se aage waqt yahaan chalta hai kadmon ki raftaar se aage waqt yahaan chalta hai shaher mein ab logon se milna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai raashid kitni raahen badlo paaon behek jaate hain raashid kitni raahen badlo paaon behek jaate hain maiy khaane se bach ke nikalna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai
aa aa aaaa aa aa aa aa aa aa aaa shehar dar shehar liye phirta hoon tanhaai ko shehar dar shehar liye phirta hoon tanhaai ko kaun sa naam doon main teri shanasaayi ko shehar dar shehar liye phirta hoon tanhaai ko koi mehfil ho tera naam to aa jaata hai koi mehfil ho tera naam to aa jaata hai jaan kar saath laga rakha hai ruswaai ko jaan kar saath laga rakha hai ruswaai ko sa dha ma ga dha ni dha ma ga ma ni dha ma ga ma pa ga ma re re ga ma pa ga ma re sa ni ni sa ni dha ma dha ni sa jis taraf jaayiye hai khokhle lafzon ka hujum jis taraf jaayiye hai khokhle lafzon ka hujum kaun samjhe yahaan aawaaz ki gehraai ko kaun samjhe yahaan aawaaz ki gehraai ko shehar dar shehar liye phirta hoon tanhaai ko khoob waaqif hoon main duniya ke chalan se raashid khoob waaqif hoon main duniya ke chalan se raashid maine parvat nahin samjha hai kabhi raai ko maine parvat nahin samjha hai kabhi raai ko shehar dar shehar liye phirta hoon tanhaai ko kaun sa naam doon main teri
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Chandani Bhi Hariharan 06:24 18812
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:24   Song Number : 18812   

Aap Humaare Saath Nahin Hariharan 05:49 40555
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Tahir Faraz
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:49   Song Number : 40555   

Agar Yakin Nahin Aata Hariharan 05:04 39656
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:04   Song Number : 39656   

Dard Ke Rishte Hariharan 09:38 40269
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 09:38   Song Number : 40269   

Krishna Nee Begane Baroo Colonial Cousins 04:48 39789
 
Poster of Colonial Cousins
 
Category
Indipop
Lyricist
Leslie Lewis
Music Director- 
Hariharan, Leslie Lewis
Duration : 04:48   Song Number : 39789   

Mujhe Phir Wohi Hariharan 05:23 38834
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:23   Song Number : 38834   

Raat Khamosh Thi Hariharan 06:18 40557
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:18   Song Number : 40557   

Sab Kuchh Sunna Hariharan 06:20 40556
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:20   Song Number : 40556   

Shahar Dar Shahar Hariharan 05:24 40429
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Zakir Hussain
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:24   Song Number : 40429   
Karaoke Songs of hariharan, Sad Songs of hariharan, Love Songs of hariharan, Dance Songs of hariharan, Hip-hop songs of hariharan, Best songs of hariharan, Super hit songs of hariharan, hit songs of hariharan, duet songs of hariharan, solo songs of hariharan, old songs of hariharan, famous songs of hariharan, Hindi Karaoke Songs of hariharan, Hindi Sad Songs of hariharan, Hindi Love Songs of hariharan, Hindi Dance Songs of hariharan, Hindi Hip-hop songs of hariharan, best Hindi songs of hariharan, super hit Hindi songs of hariharan, hit Hindi songs of hariharan, duet Hindi songs of hariharan, solo Hindi songs of hariharan, old Hindi songs of hariharan, famous Hindi songs of hariharan, Sing Along Songs of hariharan, Sing Along Sad Songs of hariharan, Sing Along Love Songs of hariharan, Sing Along Dance Songs of hariharan, Sing Along Hip-hop songs of hariharan, Sing Along Best songs of hariharan, Sing Along Super hit songs of hariharan, Sing Along hit songs of hariharan, Sing Along duet songs of hariharan, Sing Along solo songs of hariharan, Sing Along old songs of hariharan, Sing Along famous songs of hariharan