Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai palkon pe charaagon ko liye raat khadi hai aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai palkon pe charaagon ko liye raat khadi hai aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai wo maathe ka matlaa ho ke hontho ke do misre wo maathe ka matlaa ho ke hontho ke do misre bachpan se ghazal hi meri mehboob rahi hai bachpan se ghazal hi meri mehboob rahi hai palkon pe charaagon ko liye raat khadiiiiii hai aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai ghzalon ne wahi zulfon ke faila diye saaye ghzalon ne wahi zulfon ke faila diye saaye jinn raahon pe dekha ke bahot dhoop kadi hai jinn raahon pe dekha ke bahot dhoop kadi hai palkon pe charaagon ko liye raat khadiiiiii hai aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai hum dilli bhi ho aaye hain laahor bhi ghumen hum dilli bhi ho aaye hain laahor bhi ghumen aye yaar magar teri gali teri gali hai aye yaar magar teri gali teri gali hai palkon pe charaagon ko
aa jaa mere qareeb ke soyi huyi hai raat aa jaa mere qareeb ke soyi huyi hai raat rangeeni e bahaar mein khoyi huyi hai raat aa jaa mere qareeb ke soyi huyi hai raat tu jaan e qaaynaat hai tu jaan e zindagi apna bana ke mujhse na kar itni berukhi tere liye nahin mera aagosh ajnabee aa jaa mere qareeb ke soyi huyi hai raat dil le ke is tarah se na dil ka qaraar le ye aansu ponchh daal ye zulfen sanwaar le thodi si raat hai ise hans kar guzaar de aa jaa mere qareeb ke soyi huyi hai raat rangeeni e bahaar mein khoyi huyi hai raat aa jaa mere qareeb ke soyi huyi hai raat
aabaad raho o o o aabaad raho o o o mere dil ko jalaane waale ae dil ko jalaane waale tum shaad raho o o o tum shaad raho o o o meri hasti mitaane waale hasti mitaane waale aana kabhi turbat pe do aansu bahaane ko o o o o o aana kabhi turbat pe do aansu bahaane ko o o o o o teer e nazar se khoon ke teer e nazar se khoon ke o dariya bahaane waale ee dariya bahaane waale shamma bhi jala dena mere mazaar pe tum shamma bhi jala dena mere mazaar pe tum har dam hi aashiqon ke har dam hi aashiqon ke o dil ko jalaane waale dil ko jalaane waale aabaad raho o o o aabaad raho o o o mere dil ko jalaane waale ae dil ko jalaane waale
aadatan tumne kar diye vaade aadatan tumne kar diye vaade aadatan humne aitbaar kiyaa aadatan tumne kar diye vaade aadatan humne aitbaar kiyaa aadatan tumne teri raahon mein baarahaa ruk kar teri raahon mein baarahaa ruk kar humne apna hi intezaar kiya aadatan tumne kar diye vaade aadatan humne aitbaar kiyaa aadatan tumne ab naa mangenge zindagi ya rab ab naa mangenge zindagi ya rab ye gunaah humne ek baar kiyaa aadatan tumne kar diye vaade aadatan tumne kar diye vaade aadatan humne aitbaar kiyaa aadatan tumne
aadmi aadmi ko kya dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi degaa wahi khuda dega mera qaatil hee mera munsib hai mera qaatil hee mera munsib hai mera qaatil qaatil qaatil qaatil qaatil qaatil qaatil mera qaatil hee mera munsib hai mera qaatil hee mera munsib hai mera qaatil hee mera munsib hai kya mere haq mein faisla dega kya mere haq mein faisla dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wahi khuda dega zindagi ko kareeb se dekho zindagi ko zindagi ko kareeb se dekho zindagi ko kareeb se dekho zindagi ko kareeb se dekho iska chehra tumhein rula dega iska chehra tumhein rula dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wahi khuda dega humse puchho na dosti ka sila humse puchho na dosti ka sila humse puchho na dosti ka sila humse puchho na dosti ka sila dushmanon kaa bhi dil hila dega dushmanon kaa bhi dil hila dega aadmi aadmi ko kya dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wahi khuda dega
aadmi aadmi ko kya dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wohi khuda dega mera qaatil hi mera munsib hai mera qaatil hi mera munsib hai mera qaatil hi mera munsib hai kya mere haq mein faisla dega kya mere haq mein faisla dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wohi khuda dega zindagi ko kareeb se dekho zindagi ko kareeb se dekho zindagi ko kareeb se dekho iska chehra tumhe rulaa dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wohi khuda dega hamse puchho dosti ka silaa hamse puchho dosti ka silaa hamse puchho dosti ka silaa dushmanon ka bhi dil hilaa dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wohi khuda dega ishq ka zehar pee liya faakir ishq ka zehar pee liya faakir ishq ka zehar pee liya faakir ab maseeha bhi kya dawa dega ab maseeha bhi kya dawa dega jo bhi dega wohi khuda dega aadmi aadmi ko kya dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wohi khuda dega
aah ko chahiye ik umr asar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak kaun jeeta hai teri zulf ke sar hone tak aah ko chahiye aashiqui sabr talab aashiqui sabr talab aur tamnna betaab aashiqui sabr talab aur tamnna betaab dil ka kya rang karoon khoon e jigar hone tak dil ka kya rang karoon khoon e jigar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak aah ko chahiye humne maana humne maana ke tagaful na karoge lekin humne maana ke tagaful na karoge lekin khaakh ho jaayenge hum tum ko khabar hone tak khaakh ho jaayenge hum tum ko khabar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak aah ko chahiye partave khur se hai partave khur se hai shabnam ko fanaah ki taalim partave khur se hai shabnam ko fanaah ki taalim main bhi hoon ek inaayat ki nazar hone tak main bhi hoon ek inaayat ki nazar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak aah ko chahiye ghum e hasti ka asad ghum e hasti ka asad kiss se ho juzz marg ilaaj ghum e hasti ka asad kiss se ho juzz marg ilaaj shamma
aah ko chahiye ek umr asar hone tak aah ko chahiye ek umr asar hone tak kaun jitaa hai teri zulf ke sar hone tak kaun jitaa hai teri zulf ke sar hone tak aashiqi sabr talab aur tamanna betaab aashiqi sabr talab aur tamanna betaab dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak hum ne maana ke tagaful na karoge lekin hum ne maana ke tagaful na karoge lekin khaak ho jaayenge hum tumko khabar hone tak aah ko chahiye ek umr asar hone tak ghum e hasti ka asad kisse ho juz marg e ilaaj ghum e hasti ka asad kisse ho juz marg e ilaaj shamaa har rang jalti hai sahar hone tak aah ko chahiye ek umr asar hone tak kaun jitaa hai tere zulf ke sar hone tak
hmm hmmm hmmm hmmmm hmm hmmm hmmm hmmmm aur aahista kijiye baatein dhadkane koi sun raha hoga aur aahista kijiye baatein dhadkane koi sun raha hoga labz girne na paaye honthon se waqt ke haath inko chun lenge kaan rakhte hain ye dar o deewar raaz ki saari baat sun lenge aur aahista kijiye baatein aise bolo ke dil ka afsaana dil sune aur nigaah dohraaye aise bolo ke dil ka afsaana dil sune aur nigaah dohraaye apne chaaron taraf ki ye duniyan saans ka shor bhi na sun paaye na sun paaye aur aahista kijiye baatein hmm hmmm hmmm dhadkane koi sun raha hoga labz girne na paaye honthon se waqt ke haath inko chun lenge kaan rakhte hain ye dar o deewar raaz ki saari baat sun lenge aur aahista kijiye baatein aa aaaa aaa aaa aa aaaa aaa aaa aaiye band kar lein darwaaze aaa aaaa aaaa raat sapne churaa na le jaaye aaa aaaa aaaa aaiye band kar lein darwaaze raat sapne churaa na le jaaye koi jhonka hawa ka awaara dil ki baaton ko udda na le jaaye na le jaaye aur aahista kijiye
Aaiye Barishon Ka Mausam Hai
aaaaaaaaaaaaa aaj bhi unki mohabbat ka tassavur hai wohiiiiii aaj bhi koi mujhe daad e wafa deta hai aaj bhi unki mohabbat ka tassavur hai wohiiiiii aaj bhi koi mujhe daad e wafa deta hai dum sa ghutta hai agar ghum ki siyaah raaton mein dum sa ghutta hai agar ghum ki siyaah raaton mein shamma ki lau koi chupke se badha deta hai aaj bhi koi mujhe daad e wafa deta hai main to ab ahed e wafa aur use kar lun lekin main to ab ahed e wafa aur use kar lun lekin koi dheere se mera haath daba deta hai koi dheere se mera haath daba deta hai aaj bhi koi mujhe daad e wafa deta hai
aaj hum bichhade hain to kitne rangeele ho gaye aaj hum bichhade hain to kitne rangeele ho gaye meri aankhen sookhte hi haath peele ho gaye aaj hum bichhade hain to kitne rangeele ho gaye kab ki patthar ho chuki thi muntazir aankhen magar kab ki patthar ho chuki thi muntazir aankhen magar chhoo ke jab dekha to mere haath geele ho gaye chhoo ke jab dekha to mere haath geele ho gaye aaj hum bichhade hain to kitne rangeele ho gaye jaane kya ehsaas saaz e husn ke taaron mein hai jaane kya ehsaas saaz e husn ke taaron mein hai jinko chhoote hi mere nagmein raseele ho gaye jinko chhoote hi mere nagmein raseele ho gaye aaj hum bichhade hain to kitne rangeele ho gaye ab koi ummeed hai shahid na koi aarzoo ab koi ummeed hai shahid na koi aarzoo aasre toote to jeene ke waseele ho gaye aasre toote to jeene ke waseele ho gaye aaj hum bichhade hain to kitne rangeele ho gaye meri aankhen sookhte hi haath peele ho gaye aaj hum bichhade hain to kitne rangeele ho gaye hmmm hmmm
aaj is khat mein nayi baat tumhein likhta hoon aaj is khat mein nayi baat tumhein likhta hoon ek shaayer ke khayalat tumhein likhta hoon aaj is khat mein nayi baat tumhein likhta hoon mujh ko maloom ye hai gair ka armaan ho tum chand lamhein ko jo aaye ho wo mehmaan ho tum uljhe uljhe se swaalat tumhein likhta hoon aaj is khat mein nayi baat tumhein likhta hoon ek shaayer ke khayalat tumhein likhta hoon aaj is khat mein nayi baat tumhein likhta hoon apni veeran mohabbat ko sajaane ke liye kitni maangi thi duwaayen tumhen paane ke liye kaisi pur kaif thi wo raat tumhein likhta hoon aaj is khat mein nayi baat tumhein likhta hoon mere humdum mere saathi mere ghum khaar kaho kya isi tarha miloge mujhe har baar kaho jo na likhni thi wo hi baat tumhein likhta hoon aaj is khat mein nayi baat tumhein likhta hoon ek shaayer ke khayalat tumhein likhta hoon aaj is khat mein nayi baat tumhein likhta hoon
aaj jaane ki zid naa karo aaj jaane ki zid naa karo aaj jaane ki zid naa karo yun hi pehlu mein baithe raho yun hi pehlu mein baithe raho aaj jaane ki zid naa karo haaye mar jaayenge hum to lut jaayenge aisi baaten kiya naa karo aaj jaane ki zid naa karo aaj jaane ki zid naa karo haaye mar jaayenge hum to lut jaayenge aisi baaten kiya naa karo aaj jaane ki zid naa karo tum hi socho zara kyun naa roke tumhen jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum tum ko apni kasam jaane jaan baat itni meri maan lo aaj jaane ki zid naa karo yun hi pehlu mein baithe raho yun hi pehlu mein baithe raho aaj jaane ki zid naa karo haaye mar jaayenge hum to lut jaayenge aisi baaten kiya naa karo aaj jaane ki zid naa karo waqt ki qaid mein zindagi hai magar waqt ki qaid mein zindagi hai magar chand ghadiyaan yahi hai jo aazaad hai chand ghadiyaan yahi hai jo aazaad hai inko kho kar meri jaane jaan umr bhar naa taraste raho aaj jaane ki zid naa karo
aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai jab haqeeqat hai ke har zarre mein tu rehta hai jab haqeeqat hai ke har zarre mein tu rehta hai phir zamin par kahin masjid kahin mandir kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai apna anjaam to maaloom hai sabko phir bhi apna anjaam to maaloom hai sabko phir bhi apni nazron mein har insaan sikandar kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai zindagi jeene ke qaabil hi nahin ab faakir zindagi jeene ke qaabil hi nahin ab faakir warna har aankh mein ashkon ka samandar kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai
aaj ki raat aaj ki raat na ja na ja na ja re aaj ki raat na ja na ja na ja re aaj ki raat bin tere chandani hai nadi aag ki taare dhundhale hain pheeka hai ye chaand bhi bin tere chandani hai nadi aag ki taare dhundhale hain pheeka hai ye chaand bhi hai ghuti ye fiza na jaa re aaj ki raat na ja na ja na ja re aaj ki raat ye gagan mere kadmon pe jhuk jaayega raat tham jaayegi tu jo ruk jaayega ye gagan mere kadmon pe jhuk jaayega raat tham jaayegi tu jo ruk jaayega na sata ho na rulaa na jaa re aaj ki raat na ja na ja na ja re aaj ki raat
aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to choomunga uss khuda ke haathon ko jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai aapko banaya hai aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to choomunga uss khuda ke haathon ko jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai aapko banaya hai rakh diya sitaaron ka husn tere aanchal mein bhar diya ghataaon ka rang tere kaajal mein mauj teri chudi hai lehar teri jhaanjhar hai chaand tere maathe ka jagmagaata jhumar hai chaandani jameen par hai yaa tumhara saya ha aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to choomunga uss khuda ke haathon ko jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai aapko banaya hai shaakh se lachak le kar di tumhari baahon ko ras gulaab se le kar di mithas honthon ko baadlon ko gutha hai kaale kaale baalon mein iss zameen ka sab sona rakh diya hai gaalon mein rab ne kiss muhabbat se aapko banaya hai aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to choomunga uss khuda ke haathon ko jis
aaj maine apna phir sauda kiya aaj maine apna phir sauda kiya aur phir main door se dekha kiya aaj maine apna phir sauda kiyaa zindagi bhar mere kaam aaye usool zindagi bhar mere kaam aaye usool ek ek karke unhe becha kiya ek ek karke unhe becha kiya aur phir main door se dekha kiya aaj maine apna phir sauda kiyaa kuchh kami apni wafaaon mein bhi thi kuchh kami apni wafaaon mein bhi thi tumse kya kehte ke tumne kya kiya tumse kya kehte ke tumne kya kiya aur phir main door se dekha kiya aaj maine apna phir sauda kiyaa ho gayi thi dil ko kuchh umeed si ho gayi thi dil ko kuchh umeed si khair tumne jo kiya achchha kiya khair tumne jo kiya achchha kiya aur phir main door se dekha kiya aaj maine apna phir sauda kiyaa
aaj phir unka saamna hoga aaj phir unka saamna hoga kya pata uske baad kyaa hoga aaj phir unka saamna hoga aasmaan ro raha hai do din se aasmaan ro raha hai do din se aasmaan ro raha hai do din se aap ne kuchh kaha suna hoga aap ne kuchh kaha suna hoga aaj phir unka saamna hoga do kadam par sahi tera koocha do kadam par sahi tera koocha do kadam par sahi tera koocha ye bhi sadiyon ka faasla hoga ye bhi sadiyon ka faasla hoga aaj phir unka saamna hoga ghar jalaata hai roshni ke liye ghar jalaata hai roshni ke liye ghar jalaata hai roshni ke liye koi mujhsa hi dil jala hoga aaj phir unka saamna hoga kya pata uske baad kyaa hoga aaj phir unka saamna hoga
mujh badh kar jo jaanta hai mujhe hai kareeb aur ajnabee hai wo jo mere sher padh nahin sakta kya kahoon meri shaayari hai woh aaj wohi geeton ki raani aaj wohi hai jaane ghazal aaj wohi geeton ki raani aaj wohi hai jaane ghazal chalte chalte raah mein jiska saath hua tha pal do pal aaj wohi geeton ki raani aaj wohi hai jaane ghazal ik ik lamhaa badhati jaaye phir bhi dil bechain nahin ik ik lamhaa badhati jaaye phir bhi dil bechain nahin ik ik lamhaa badhati jaaye phir bhi dil bechain nahin phir bhi dil bechain nahin ghum ki raat hai yaa phela hai teri aankhon ka kaajal chalte chalte raah mein jiska saath hua tha pal do pal aaj wohi geeton ki raani aaj wohi hai jaane ghazal manzil ke badle paaonga kuchh yaadein aur kuchh aansoon manzil ke badle paaonga kuchh yaadein aur kuchh aansoon manzil ke badle paaonga kuchh yaadein aur kuchh aansoon kuchh yaadein aur kuchh aansoon mujhko ye maaloom hai lekin saath mere kuchh door to chal chalte chalte raah mein jiska saath
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Chandani Bhi Hariharan 06:24 18812
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:24   Song Number : 18812   

Aa Jaa Mere Qareeb Mohd Rafi 03:03 40487
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Rajeshwar Pal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:03   Song Number : 40487   

Aabaad Rahe Mere Dil Ko Mukesh 03:02 19106
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
V Balsara
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:02   Song Number : 19106   

Aadatan Tumne Kar Diye Vaade Bhupinder Singh 04:54 32536
 
Poster of Bhupinder Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Bhupinder
Duration : 04:54   Song Number : 32536   

Aadmi Aadmi Ko Kya Dega Jagjit Singh 05:45 14686
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:45   Song Number : 14686   

Aadmi Aadmi Ko Kya Dega Jagjit Singh & Chitra Singh 05:57 32417
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:57   Song Number : 32417   

Aah Ko Chahiye Ghulam Ali 06:57 18811
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 06:57   Song Number : 18811   

Aah Ko Chahiye Jagjit Singh 04:21 19385
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Duration : 04:21   Song Number : 19385   

Aahista Pankaj Udhas 07:15 17992
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 07:15   Song Number : 17992   

Aaiye Barishon Ka Mausam Hai Pankaj Udhas 04:47 13630
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Naseem Ajmeri
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:47   Song Number : 13630   

Aaj Bhi Unki Mohabbat Mukesh 03:18 32037
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:18   Song Number : 32037   

Aaj Hum Bichhade Hain Jagjit Singh 05:26 18818
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:26   Song Number : 18818   

Aaj Is Khat Mein Nayi Baat Mohd Rafi 02:56 32034
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:56   Song Number : 32034   

Aaj Jaane Ki Zid Naa Karo Farida Khanum 07:26 11758
 
Poster of Farida Khanum
 
Category
Ghazal
Singer- 
Noor Jahan
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 07:26   Song Number : 11758   

Aaj Ke Daur Mein Ae Dost Jagjit Singh 06:25 19355
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:25   Song Number : 19355   

Aaj Ki Raat Na Ja Lata Mangeshkar 02:56 40994
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Abhilash
Music Director- 
K Mahavir
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:56   Song Number : 40994   

Aaj Maine Pankaj Udhas 06:10 18089
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:10   Song Number : 18089   

Aaj Maine Apna Jagjit Singh 05:34 32027
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:34   Song Number : 32027   

Aaj Phir Unka Saamna Jagjit Singh 05:27 40942
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Saba Sikri
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:27   Song Number : 40942   

Aaj Wohi Geeton Ki Raani Pankaj Udhas 07:00 18013
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:00   Song Number : 18013