Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


phir mere dil pe kisi dard ne karwat li hai phir teri yaad ke mausam ki ghata chhayi hai phir tere naam koi khat mujhe likhna hoga tera khat vaad e shaba leke abhi aayi hai aakhiri khat hai mera jispe hai naam tera aaj ke baad koi khat na likhunga tujhko aakhiri khat hai mera jispe hai naam tera aaj ke baad koi khat na likhunga tujhko aakhiri khat hai mera bhool jaaunga tujhe ye to nahin keh sakta dil pe chalta hai kahan jor muhabbat kar ke phir bhi is baat ki leta hoon kasam e humdum main na tadpaunga tujhko kabhi nafarat se bewafa tu hai kabhi main na kahunga tujhko aaj ke baad koi khat na likhunga tujhko aakhiri khat hai mera yaad bheege huye lamhon ki satayegi agar aap apne se kahin door nikal jaaunga ittefakan hi agar tujhse mulaqaat huyi ajnabee ban ke teri raah se tal jaunga dil to chahega par aawaaz na dunga tujhko aaj ke baad koi khat na likhunga tujhko aakhiri khat hai mera ye tera sehar ye galiyaan dar o deewar ye ghar mere toote huye khaabon ki yahi
aa bhi jaa raat dhalne waali hai kisi gareeb ki maiyyat nikalne waali hai aakhri waqt hai aakhri saans hai aakhri waqt hai aakhri saans hai zindagi ki hai shaam aakhri aakhri aakhri waqt hai aakhri saans hai zindagi ki hai shaam aakhri aakhri sang dil aa bhi jaa ab khuda ke liye sang dil aa bhi jaa ab khuda ke liye lab pe hai tera naam aakhri aakhri aakhri waqt hai aakhri saans hai kuchh to aasaan hoga adam ka safar unse kehna tumhen dhundhti hai nazar kuchh to aasaan hoga adam ka safar unse kehna tumhen dhundhti hai nazar naamabar tu khudara na ab der kar naamabar tu khudara na ab der kar de de unko payaam aakhri aakhri naamabar tu khudara na ab der kar de de unko payaam aakhri aakhri aakhri waqt hai aakhri saans hai tauba karta hoon kal se piyunga nahin maikashi ke sahaare jiyunga nahin tauba karta hoon kal se piyunga nahin maikashi ke sahaare jiyunga nahin meri tauba se pehle magar saaqiya meri tauba se pehle magar saaqiya de de sirf ek jaam aakhri aakhri meri
aankh jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain saamne aap hua karte hain aankh jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain aap jaisa hi mujhe lagta hai lagta hai aap jaisa hi mujhe lagta hai khwaab mein jis se mila karte hain khwaab mein jis se mila karte hain aankh jab band jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain tu agar chhod ke jaata hai to kya tu agar chhod ke jaata hai to kya tu agar chhod ke jaata hai to kya tu agar chhod ke jaata hai to kya haadse roz hua karte hain haadse roz hua karte hain aankh jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain naam unn ka na koi unn ka pata unn ka pata naam unn ka na koi unn ka pata log jo dil mein raha karte hain log jo dil mein raha karte hain aankh jab band jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain hum ne raahi ka chalan seekha hai hum ne raahi ka chalan seekha hai hum ne raahi ka chalan seekha hai hum ne raahi ka chalan seekha hai hum akele hi chala karte
aankh padti hai kahin paanw kahin padta hai sabki hai tumko khabar apni khabar kuchh bhi nahin sabki hai tumko khabar apni khabar kuchh bhi nahin sama hai gul bhi hai bulbul bhi hai parwaana bhi raat ki raat ye sab kuchh hai shahar kuchh bhi nahin raat ki raat ye sab kuchh hai asur ki dhoom hai sab kahte hain yun hai yun hai itna hai ek teri thokar ka magar kuchh bhi nahin nesti ki hai mujhe kooche hasti ne talash sair karta hoon udhar ki ki jidhar kuchh bhi nahin sair karta hoon udhar ki ek aansu bhi asar jab na kare trishna faydaa rone se aye deeda e tar kuchh bhi nahin faydaa rone se aye deeda e tar kuchh bhi nahin aankh padti hai kahin
aankh se aankh mila baat banaata kyun hai aankh se aankh mila baat banaata kyun hai tu agar mujhse khafa hai to chhupaata kyun hai aankh se aankh mila baat banaata kyun hai gair lagta hai na apnon ki tarah milta hai gair lagta hai na apnon ki tarah milta hai gair lagta hai na apnon ki tarah milta hai tu zamaane ki tarah mujh ko sataata kyun hai waqt ke saath khayaalaat badal jaate hain waqt ke saath khayaalaat badal jaate hain waqt ke saath khayaalaat badal jaate hain ye haqikat hai magar mujhko sunaata kyun hai ek muddat se jahaan kaafile ghuzre hi nahin ek muddat se jahaan kaafile ghuzre hi nahin ek muddat se jahaan kaafile ghuzre hi nahin aisi raahon pe charaagon ko jalaata kyun hai tu agar mujhse khafa hai to chhupaata kyun hai aankh se aankh mila baat banaata kyun hai
aaaaaa aaaaa aankh se aankh milata hai koi dil ko khinche liye jata hai koi aankh se aankh milata hai koi dil ko khinche liye jata hai koi aankh se aankh wah yeh hairat ki bhari mehfil mein wah yeh hairat ki bhari mehfil mein mujhko tanha nazar aata hai koi aankh se aankh chahiye khud pe yakeen e ka mil chahiye khud pe chahiye khud pe yakeen e ka mil hausla kis ka badhata hai koi aankh se aankh sab karishma ke tassavur hai shakeel sab karishma ke sab karishma ke tassavur hai shakeel warna aata hai na jata hai koi aankh se aankh milata hai koi dil ko khinche liye jata hai koi aankh se aankh
aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai tum nahin aate ho to yaad bhi kyun aati hai aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai hum khayaalon mein bulaa lete hain aksar tumko hum khayaalon mein bulaa lete hain aksar tumko jab tabeeyat zaraa tanhaayi se ghabraati hai jab tabeeyat zaraa tanhaayi se ghabraati hai aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai har ek aahat pe yun hum chaunk utha karte hain har ek aahat pe yun hum chaunk utha karte hain jis tarah bijli ghataon mein chamak jaati hai tum nahin aate ho to yaad bhi kyun aati hai aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai
aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahin dhunwa aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahin dhunwa uthta to hai ghata sa barasta nahin dhunwa aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahin dhunwa chulhe nahin jalaaye yaa basti hi jal gayi chulhe nahin jalaaye yaa basti hi jal gayi kuchh roz ho gaye hain ab uthta nahin dhunwa kuchh roz ho gaye hain ab uthta nahin dhunwa aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahin dhunwa aankhon ke ponchhne se laga aanch ka pata aankhon ke ponchhne se laga aanch ka pata yun chehra fer lene se chhupta nahin dhunwa aankhon se aansuon ke marasim puraane hain aankhon se aansuon ke marasim puraane hain mehma ye ghar mein aaye to chhubhta nahin dhunwa uthta to hai ghata sa barasta nahin dhunwa aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahin dhunwa
mehfil e husn sajaao to koi baat bane daulat e ishq lutaao to koi baat bane jaam o saagar se gawara nahin peena mujhko apni aankhon se pilaao to koi baat bane aankhon se pee aankhon se pee rut mastaani ho gayi aankhon se pee rut mastaani ho gayi jaam se peena rasm puraani ho gayi aankhon se pee rut mastaani ho gayi jaam se peena rasm puraani ho gayi kuchh unke bhi alhadpan ki hai khata kuchh unke bhi alhadpan ki hai khata kuchh unke bhi alhadpan ki hai khata thodi hamse bhi nadaani ho gayi thodi hamse bhi nadaani ho gayi jaam se peena rasm puraani ho gayi jaam se peena rasm puraani ho gayi waqt e sahar ye kaun chaman mein aa gaya waqt e sahar ye kaun chaman mein aa gaya waqt e sahar ye kaun chaman mein aa gaya sharm se shabnam paani paani ho gayi sharm se shabnam paani paani ho gayi jaam se peena rasm puraani ho gayi jaam se peena rasm puraani ho gayi dil ka aangan khushboo se mehka diya dil ka aangan khushboo se mehka diya dil ka aangan khushboo se mehka diya yaad
aaa aaa ooo oooo aaaa aao aise mohabbat karen aao aise mohabbat karen mar bhi jayen to zinda rahen mar bhi jayen to zinda rahen aao aise mohabbat karen aao aise mohabbat karen mar bhi jayen to zinda rahen mar bhi jayen to zinda rahen phool kahete hain hans kar jeeyo khushbuon ko lutate raho phool kahete hain hans kar jeeyo khushbuon ko lutate raho bulbulon ki tarah ae sanam bulbulon ki tarah ae sanam pyaar ke geet gaate rahen pyaar ke geet gaate rahen zindagi hai wahi zindagi jo mohabbat mein doobi rahi zindagi hai wahi zindagi jo mohabbat mein doobi rahi ho na paye juda ae sanam ho na paye juda ae sanam aao hum aaj aise milen aao hum aaj aise milen aaa aaa ooo oooo aaaa kasht karta rahen asmaan naaz hum par kare do jahan kasht karta rahen asmaan naaz hum par kare do jahan daastanen humari sanam daastanen humari sanam mehfilon mein hamesha rahen mehfilon mein hamesha rahen daastanen humari sanam mehfilon mein hamesha rahen mehfilon mein hamesha rahen aao aise
bhari dupehri mein andhiyara bhari dupehri mein andhiyara suraj parchhayi se hara bhari dupehri mein andhiyara suraj parchhayi se hara antar tam ka neh nichoden antar tam ka neh nichoden bujhi hui baati sulgayen aao phir se diya jalayen aao phir se diya jalayen hum padaav ko samjhe manzil hum padaav ko samjhe manzil lakshey hua aankhon se ojhal vartmaan ke moh jaal mein vartmaan ke moh jaal mein aane wala kal na bhulayen aao phir se diya jalayen aao phir se diya jalayen aahuti baki yagye adhura apno ke vighnon ne ghera aahuti baki yagye adhura apno ke vighnon ne ghera antim jai ka vazra banane antim jai ka vazra banane nav dadhichi haddiyan galaaye aao phir se diya jalayen aao phir se diya jalayen bhari dupehri mein andhiyara suraj parchhayi se haara antar tam ka neh nichoden antar tam ka neh nichoden bujhi hui baati sulgayen diya jalayen diya jalayen diya jalayen diya jalayen
aap agar in dinon yahaan hote aap agar in dinon yahaan hote hum zamin par bhala kahaan hote hum zamin par bhala kahaan hote aap agar in dinon yahaan hote waqt guzra nahin abhi warna waqt guzra nahin abhi warna waqt guzra nahin abhi warna ret par paanv ke nishaan hote ret par paanv ke nishaan hote ret par paanv ke nishaan hote mere aage nahin tha agar koi mere aage nahin tha agar koi mere aage nahin tha agar koi mere peechhe to carvaan hote mere peechhe to carvaan hote mere peechhe to carvaan hote tere saahil pe laut kar aatin tere saahil pe laut kar aatin tere saahil pe laut kar aatin gar umeedon ke baadbaan hote gar umeedon ke baadbaan hote aap agar in dinon yahaan hote hum zamin par bhala kahaan hote aap agar in dinon yahaan hote aap agar in dinon yahaan hote
aap humaare saath nahin aap humaare saath nahin chaliye koi baat nahin aap kisi ke ho jaayen aap kisi ke ho jaayen aap ke bas ki baat nahin aap humaare saath nahin chaliye koi baat nahin aap kisi ke ho jaayen aap ke bas ki baat nahin aap humaare saath nahin dil ka sheesha toot chuka waqt bhi humse rooth chuka dil ka sheesha toot chuka waqt bhi humse rooth chuka ab humko aawaaz na do ab humko aawaaz na do ab aise haalaat nahin aap kisi ke ho jaayen aap ke bas ki baat nahin aap humaare saath nahin saara zamaana jaanta hai khoob humein pehchaanta hai saara zamaana jaanta hai khoob humein pehchaanta hai humko mitaana mushkil hai humko mitaana mushkil hai sadiyaan hain lamhaat nahin aap kisi ke ho jaayen aap ke bas ki baat nahin aap humaare saath nahin dil bhi tumhaara hai jaanam jaan bhi de sakte hain hum dil bhi tumhaara hai jaanam jaan bhi de sakte hain hum sab hai gawaara humko magar sab hai gawaara humko magar toheen e jazbaat nahin aap kisi ke ho jaayen aap kisi
aap jinke kareeb hote hain aap jinke kareeb hote hain wo bade khushnaseeb hote hain aap jinke kareeb hote hain aap jinke kareeb hote hain jab tabiyat kisi pe aati hai jab tabiyat kisi pe aati hai maut ke din kareeb hote hain maut ke din kareeb hote hain wo bade khushnaseeb hote hain aap jinke kareeb hote hain mujhse milna phir aap ka milna mujhse milna phir aap ka milna aap kisko naseeb hote hain aap kisko naseeb hote hain wo bade khushnaseeb hote hain aap jinke kareeb hote hain zulm seh kar jo uff nahin karte zulm seh kar jo uff nahin karte unke dil bhi ajeeb hote hain unke dil bhi ajeeb hote hain wo bade khushnaseeb hote hain aap jinke kareeb hote hain aap jinke kareeb hote hain
aap ko bhool jaayen hum itne to bewafaa nahin aap ko bhool jaayen hum itne to bewafaa nahin aap se kya gila karen aap se kuchh gila nahin aap se kya gila karen sheesha e dil ko todna unka to ek khel hai sheesha e dil ko todna unka to ek khel hai unka to ek khel hai humse hi bhool ho gayi humse hi bhool ho gayi unki koi khata nahin kaash wo apne ghum mujhe kaash wo apne ghum mujhe de de to kuchh sukoon mile kaash wo apne ghum mujhe de de to kuchh sukoon mile wo kitna badnseeb hai wo kitna badnseeb hai ghum bhi jise mila nahin wo kitna badnseeb hai ghum bhi jise mila nahin jurm hai gar wafa to kyaaaa jurm hai gar wafa to kyaa kyun main wafa ko chhod doon jurm hai gar wafa to kyaaaa jurm hai gar wafa to kyaa kyun main wafa ko chhod doon kahte hain iss gunaah ki kahte hain iss gunaah ki hoti koi saza nahin kahte hain iss gunaah ki hoti koi saza nahin aap se kya gila karen aap se kuchh gila nahin aap ko bhool jaayen hum itne to bewafaa nahin aap ko bhool jaayen hum
aapne jab se mujhe jaan kaha hai tabse yun samjhiye ki meri jaan pe ban aayi hai yun samjhiye ki meri jaan pe ban aayi hai yun samjhiye ki meri jaan pe ban aayi hai hey hey hey hey aap hi aap nazar aate hain har sind mujhe kya karun main mere imaan pe ban aayi hai kya karun main mere imaan pe ban aayi hai yun samjhiye ki meri jaan pe ban aayi hai hey hey hey hey jee mein aata hi nahin ab kabhi marne ka khayaal jee mein aata hi nahin ab kabhi marne ka khayaal zindagi ki nayi tasveer nazar aayi hai aapne jab se mujhe jaan kaha hai tabse yun samjhiye ki meri jaan pe ban aayi hai yun samjhiye ki meri jaan pe ban aayi hai hey hey hey hey ab andheron ka koi khauf nahin hai baaki ab andheron ka koi khauf nahin hai baaki chaandni chaand ki baahon mein simat aayi hai aapne jab se mujhe jaan kaha hai tabse yun samjhiye ki meri jaan pe ban aayi hai yun samjhiye ki meri jaan pe ban aayi hai hey hey hey hey aapka haath mere haath mein kya aaya hai aapka haath mere haath mein
aashiyaan jal gaya gulsitaan loot gaya aashiyaan jal gaya gulsitaan loot gaya hum qafas se nikal kar kidhar jaayenge itne manoos saiyaad se ho gaye ab rihaayi milegi to mar jaayenge aashiyaan jal gaya gulsitaan loot gaya aur kuchh din yeh dastoor e mai khana hai tash naqaami ke yeh din guzar jaayenge aur kuchh din yeh dastoor e mai khana hai tash naqaami ke yeh din guzar jaayenge mere saaqi ko nazren uthane to do jitne khaali hai sab jaam bhar jaayenge aashiyaan jal gaya gulsitaan loot gaya aye naseem e sehar tujhko unki kasam unse jaa kar na kehna mera haal e ghum aye naseem e sehar tujhko unki kasam unse jaa kar na kehna mera haal e ghum apne mitne ka ghum to nahin hai magar darr yeh hai unke gesu bikhar jaayenge aashiyaan jal gaya gulsitaan loot gaya ashq e ghum leke aakhir kahaan jaayen hum aansuon ki yahaan koi kimat nahin ashq e ghum leke aakhir kahaan jaayen hum aansuon ki yahaan koi kimat nahin aap hi apna daaman bada dijiye warna moti zamin par bikhar
aawargi barang e tamasha buri nahin aawargi barang e tamasha buri nahin zaunke nazar mile to ye duniyaa buri nahin aawargi barang e tamasha buri nahin aawargi barang e tamasha buri nahin kehte hain teri zulfen parishaan ko zindagi kehte hain teri zulfen parishaan ko zindagi aye dost zindagi ki tamanna buri nahin aawargi barang e tamasha buri nahin aawargi barang e tamasha buri nahin hai naa khuda ka meri tabaahi se waastaa hai naa khuda ka meri tabaahi se waastaa main jaanta hoon niyat e dariyaa buri nahin main jaanta hoon niyat e dariyaa buri nahin aawargi barang e tamasha buri nahin aawargi barang e tamasha buri nahin iss rehzan e hayaat zamaane se door chal iss rehzan e hayaat zamaane se door chal mar bhi gaye to chadar sehra buri nahin aawargi barang e tamasha buri nahin zaunke nazar mile to ye duniyaa buri nahin aawargi barang e tamasha buri nahin aawargi barang e tamasha buri nahin
aaye hain samjhane log aaye hain samjhane log hain kitne deewane log aaye hain samjhane log dairo haram mein chain jo milta dairo haram mein chain jo milta kyun jaate maikhaane log kyun jaate maikhaane log jaan ke sab kuchh kuchh bhi naa jaane jaan ke sab kuchh kuchh bhi naa jaane hain kitne anjaane log hain kitne anjaane log waqt pe kaam nahin aate hain waqt pe kaam nahin aate hain ye jaane pehchaane log ab jab mujhko hosh nahin hai ab jab mujhko hosh nahin hai aaye hain samjhane log aaye hain samjhane log hain kitne deewane log aaye hain samjhane log
aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye us ke baad aaye jo azaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye baam e mina se maahataab utre baam e mina se maahataab utre dast e saaqii mein aftaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye kar raha tha ghum e jahan ka hisaab kar raha tha ghum e jahan ka hisaab aaj tum yaad behisaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye har rag e khoon mein phir charaaga ho har rag e khoon mein phir charaaga ho saamne phir wo benaqaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye faiz thi raah sar basar manzil faiz thi raah sar basar manzil hum jahan pahunche kaam yaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye us ke baad aaye jo azaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aakhiri Khat Chandan Dass 06:33 36980
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 06:33   Song Number : 36980   

Aakhri Waqt Munni Begum 07:22 39938
 
Poster of Munni Begum
 
Category
Ghazal
Lyricist
Munni Begum
Singer- 
Munni Begum
Duration : 07:22   Song Number : 39938   

Aankh Jab Band Kiya Karte Hain Peenaz Masani 06:23 36928
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 06:23   Song Number : 36928   

Aankh Padti Hai Kahin Talat Mahmood 03:24 38325
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Tishna
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:24   Song Number : 38325   

Aankh Se Aankh Mila Chitra Singh 05:29 13927
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Saeed Rahi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:29   Song Number : 13927   

Aankh Se Aankh Milata Hai Koi Lata Mangeshkar 03:45 35889
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:45   Song Number : 35889   

Aankhon Aankhon Mein Har Ik Raat Mubarak Begum 02:58 37553
 
Poster of Mubarak Begum
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mubarak Begam
Duration : 02:58   Song Number : 37553   

Aankhon Mein Jal Raha Hai Kyun Jagjit Singh 05:19 36875
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jagjit Singh
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:19   Song Number : 36875   

Aankhon Se Pee Rut Mastaani Anup Jalota 06:31 37580
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Anup Jalota
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 06:31   Song Number : 37580   

Aao Aise Mohabbat Karen Bhupinder Singh & Mitali 05:54 32810
 
Poster of Bhupinder Singh & Mitali
 
Category
Ghazal
Duration : 05:54   Song Number : 32810   

Aao Phir Se Diya Jalayen Jagjit Singh 06:08 36228
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:08   Song Number : 36228   

Aap Agar In Dinon Yahan Hote Jagjit Singh 05:37 16918
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh, Gulzar
Duration : 05:37   Song Number : 16918   

Aap Humaare Saath Nahin Hariharan 05:49 40555
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Tahir Faraz
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:49   Song Number : 40555   

Aap Jinke Kareeb Hote Hain Pankaj Udhas 04:28 17990
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:28   Song Number : 17990   

Aap Ko Bhool Jaayen Hum Chitra Singh 07:53 15989
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:53   Song Number : 15989   

Aapne Jab Se Mujhe Runa Laila 05:49 16842
 
Poster of Runa Laila
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shoaib Mansoor
Music Director- 
Nisar Bazmi
Singer- 
Runa Laila
Duration : 05:49   Song Number : 16842   

Aashiyaan Jal Gaya Gulsitaan Habib Wali Mohammad 06:40 11370
 
Poster of Habib Wali Mohammad
 
Category
Ghazal
Duration : 06:40   Song Number : 11370   

Aawargi Barang E Tamasha Ghulam Ali 05:28 18823
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 05:28   Song Number : 18823   

Aaye Hain Samjhane Log Jagjit Singh & Chitra Singh 03:19 15755
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 03:19   Song Number : 15755   

Aaye Kuchh Abr Kuchh Sharaab Mehdi Hassan 04:56 35861
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 04:56   Song Number : 35861