bhari dupehri mein andhiyara bhari dupehri mein andhiyara suraj parchhayi se hara bhari dupehri mein andhiyara suraj parchhayi se hara antar tam ka neh nichoden antar tam ka neh nichoden bujhi hui baati sulgayen aao phir se diya jalayen aao phir se diya jalayen hum padaav ko samjhe manzil hum padaav ko samjhe manzil lakshey hua aankhon se ojhal vartmaan ke moh jaal mein vartmaan ke moh jaal mein aane wala kal na bhulayen aao phir se diya jalayen aao phir se diya jalayen aahuti baki yagye adhura apno ke vighnon ne ghera aahuti baki yagye adhura apno ke vighnon ne ghera antim jai ka vazra banane antim jai ka vazra banane nav dadhichi haddiyan galaaye aao phir se diya jalayen aao phir se diya jalayen bhari dupehri mein andhiyara suraj parchhayi se haara antar tam ka neh nichoden antar tam ka neh nichoden bujhi hui baati sulgayen diya jalayen diya jalayen diya jalayen diya jalayen
Aao Phir Se Diya Jalayen
Jagjit Singh