aa bhi jaa raat dhalne waali hai kisi gareeb ki maiyyat nikalne waali hai aakhri waqt hai aakhri saans hai aakhri waqt hai aakhri saans hai zindagi ki hai shaam aakhri aakhri aakhri waqt hai aakhri saans hai zindagi ki hai shaam aakhri aakhri sang dil aa bhi jaa ab khuda ke liye sang dil aa bhi jaa ab khuda ke liye lab pe hai tera naam aakhri aakhri aakhri waqt hai aakhri saans hai kuchh to aasaan hoga adam ka safar unse kehna tumhen dhundhti hai nazar kuchh to aasaan hoga adam ka safar unse kehna tumhen dhundhti hai nazar naamabar tu khudara na ab der kar naamabar tu khudara na ab der kar de de unko payaam aakhri aakhri naamabar tu khudara na ab der kar de de unko payaam aakhri aakhri aakhri waqt hai aakhri saans hai tauba karta hoon kal se piyunga nahin maikashi ke sahaare jiyunga nahin tauba karta hoon kal se piyunga nahin maikashi ke sahaare jiyunga nahin meri tauba se pehle magar saaqiya meri tauba se pehle magar saaqiya de de sirf ek jaam aakhri aakhri meri
Aakhri Waqt
Munni Begum