Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa meri yadon ne meri yadon ne tera shana hilaya hoga tujhko meri hi sadaon ne jagaya hoga kon uthaega aaaa aaaa tere naaz ye phoolon jaise usne mere hi liye tujhko banaya hoga purkaif hawayen hain mausam bhi suhana hai purkaif hawayen hain mausam bhi suhana hai aise mein chale aao hooo aise mein chale aao aaaa milne ka bahana hai purkaif hawayen hain mausam bhi suhana hai ghar mere na aaoge ghar mere ghar mere na aaoge ghar mere na aaoge main khoob samajhta hoon ghar mere mere mere ghar mere na aaoge main khoob samajhta hoon mahndi ke lagane ka mahndi ke lagane ka bus sirf bahana hai aise mein chale aao ooo aise mein chale aao oo milne ka zamana hai purkaif hawayen hain mausam bhi suhana hai in mast hawaooon mein in mast hawaon mein rangeen fazaaon mein in mast hawaon mein hawaon mein hawaaaaaaaon mein in mast hawaon mein rangeen fazaaon mein aa jaao sanam tumko aa jaao sanam tumko humraaz banana hai aise mein chale aao ooo
pyaar bhare do sharmeele nain jinse milaa mere dil ko chain koi jaane naa kyun mujh se sharmaaye kaise mujhe tadpaaye pyaar bhare do sharmeele nain dil ye kahe geet main tere gaaun tu hi sune aur main gaata jaaun tu jo rahe saath mere duniyaa ko thukraaun tera dil bahlaaun pyaar bhare do sharmeele nain darr hai mujhe tujhse bichhad na jaaun kho ke tujhe milne ki raah na paaun aisa na ho jab bhi tera naam labon par laaun main aansoon ban jaaun jinse milaa mere dil ko chain koi jaane naa kyun mujh se sharmaaye kaise mujhe tadpaaye pyaar bhare do sharmeele nain
pyaar jab tumne kiya hai to nibhana yaaro pyaar jab tumne kiya hai to nibhana yaaro ye kismat ki tarah rooth na jana yaaro pyaar jab tumne kiya hai to nibhana yaaro ab zamane mein muhabbat ka kahin naam nahiii ab zamane mein muhabbat ka kahin naam nahiii main kahan jaun zara tum hi batana yaaro main kahan jaun zara tum hi batana yaaro tum bhi kismat ki tarah rooth na jana yaaro pyaar jab tu ne main tumhare hi khayalon mein kahin khoya hoon main tumhare hi khayalon mein kahin khoya hoon khud hi moujood nahin phir kabhi aana yaaro khud hi moujood nahin phir kabhi aana yaaro tum bhi kismat ki tarah rooth na jana yaaro pyaar jab tumne yaad rakhna use ulfattt ke fasane ki tarah yaad rakhna use ulfattt ke fasane ki tarah apne hasrat ko kahin bhool na jana yaaro apne hasrat ko kahin bhool na jana yaaro tum bhi kismat ki tarah rooth na jana yaaro pyaar jab tumne kiya hai to nibhana yaaro
aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaa aaa aa aaaaaaa aaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa pyar ka jazba naya rang dikha deta hai pyaar ka jazba naya rang dikha deta hai pyar ka jazba naya rang dikha deta hai ajnabi chehre ko mehboob bana deta hai pyar ka jazba naya rang dikha deta hai ajnabi chehre ko mehboob bana deta hai pyar ka jazba naya rang dikha deta hai mausamegul mausamegul hi nahin phoolon ka tohfaa aye dost mausamegul mausamegul gul hi nahin mausamegul hi nahin phoolon ka tohfaa aye dost mausamegul hi nahin phoolon ka tohfaa aye dost mausamegul kabhi kaante bhi bichha deta hai mausamegul kabhi kaante bhi bichha deta hai ajnabi chehre ko mehboob bana deta hai pyar ka jazba naya rang dikha deta hai apne chehre ke apne chehre ke kise daag nazar aate hain apne chehre apne chehre apne chehre apne chehre apne chehre ke kise daag nazar aate hain waqt har shaks ko aaina
pyaar ka pehla khat likhne mein waqt to lagta hai pyaar ka pehla khat likhne mein waqt to lagta hai naye parindon ko udne mein waqt to lagta hai pyaar ka pehla khat likhne mein waqt to lagta hai jism ki baat nahin thi unke dil tak jaana tha jism ki baat nahin thi unke dil tak jaana tha lambi doori tai karane mein waqt to lagta hai lambi doori tai karane mein waqt to lagta hai pyaar ka pehla khat likhne mein waqt to lagta hai gaanth agar lag jaaye to phir rishte hon yaa dori gaanth agar lag jaaye to phir rishte hon yaa dori laakh karein koshish khulne mein waqt to lagta hai laakh karein koshish khulne mein waqt to lagta hai pyaar ka pehla khat likhne mein waqt to lagta hai humne ilaaj e zakhme dil to dhoondh liya lekin humne ilaaj e zakhme dil to dhoondh liya lekin gehre zakhmon ko bharne mein waqt to lagta hai gehre zakhmon ko bharne mein waqt to lagta hai naye parindon ko udne mein waqt to lagta hai pyaar ka pehla khat likhne mein waqt to lagta hai pyaar ka pehla
pyaar tumhara bhool to jaaun pyaar tumhara bhool to jaaun lekin pyaar tumhara hai ye ek meetha zehar sahi ye ek meetha zehar sahi ye zehar bhi aaj ghawaara hai pyaar tumhara haanf gaye patvar sabhi ne chalte chalte choor huye haanf gaye patvar sabhi ne chalte chalte choor huye ye hai bhanwar to ae mallaho ye hai bhanwar to ae mallaho kitni door kinaara hai pyaar tumhara bhool to jaaun lekin pyaar tumhara hai pyaar tumhara hum to ek anokhi zid mein apni jaan se khel gaye hum to ek anokhi zid mein apni jaan se khel gaye tum hi bataao ujdi raato tum hi bataao ujdi raato kya jeeta kya haara hai pyaar tumhara bhool to jaaun lekin pyaar tumhara hai pyaar tumhara o berehem musafir hans kar saahil ki touheen na kar o berehem musafir hans kar saahil ki touheen na kar hum ne apni naav dubo kar hum ne apni naav dubo kar tumko paar utaara hai pyaar tumhara bhool to jaaun lekin pyaar tumhara hai ye ek meetha zehar sahi ye zehar bhi aaj ghawaara hai pyaar tumhara
qasid ke aate aate khat ek aur likh rakhun main jaanta hoon jo wo likhenge jawaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein shab haye hizr ko bhi rakhun gar hisaab mein mujh tak kab unki bazm mein aata tha daur e jaam mujh tak kab unki bazm mein aata tha daur e jaam saaki ne kuchh mila na diya ho sharaab mein kafir na intzaar mein neend aaye umr bhar kafir na intzaar mein neend aaye umr bhar aane ka ahad kar gaye aaye jo khwaab mein ghalib chhuti sharab par ab bhi kabhi kabhi ghalib chhuti sharab par ab bhi kabhi kabhi peeta hoon roz abru e sabi mahtaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein shab haye hizr ko bhi rakhun gar hisaab mein
aaa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aaa aa aa aa re aa aa aa aa aa raaste yaad nahin rahnuma yaad nahin raaste yaad nahin rahnuma yaad nahin ab mujhe kuchh teri galiyon ke siwa yaad nahin raaste yaad nahin rahnuma yaad nahin ek vaada tha jo sheeshe ki tarah toot gaya ek vaadaa vaadaa vadaaa aa vaadaa aa aa ek vaada tha jo sheeshe ki tarah toot gaya haadsa kab ye hua kaise hua yaad nahin haadsa kab ye hua kaise hua yaad nahin ab mujhe kuchh teri galiyon ke siwa yaad nahin raaste yaad nahin rahnuma yaad nahin yaad kya aayen woo oo oo yaad kya aayen wo beete huye saawan mujhko yaad kya aa wo beete huye saawan wo beete huye wo beete huye saawan saawan saaaaawan yaad kya aayen wo wo beete huye saawan saawan beete beete yaad kya aayen wo beete huye saawan mujhko main wo panchhi hoon jise apni sada yaad nahin main wo panchhi hoon jise apni sada yaad nahin ab mujhe kuchh teri galiyon ke siwa yaad nahin raaste yaad nahin rahnuma yaad nahin de sake tu mere jazbaat ko taana jiska
raat andheri door kinara koi nahin hai apna sahara kitni badi duniya hai magar is duniya mein hai kaun humara raat andheri door kinara koi nahin hai apna sahara aansu mile humen badle khushi ke ghum hi mila humko badle mein pyaar ke kya thi khata mere malik bata do kaante bane aaj gul ye bahar ke ujada hai ghar le kaun khabar nahin aata nazar qismat ka sitara raat andheri door kinara koi nahin hai apna sahara dhalne laga din jalne laga dil saathi sabhi chal diye mukhde mod ke pyasi nazar hai pyasa jigar hai koi chala dil ko pyasa hi chhod ke raah ruki hai paonv thake hain aas miti nahin himmat hara raat andheri door kinara koi nahin hai apna sahara
raat bhi neend bhi kahani bhi raat bhi neend bhi kahani bhi haaye kya cheez hai jawaani bhi raat bhi neend bhi kahani bhi dil ko sholon se karte hain sailaab dil ko sholon se karte hain sailaab zindagi aag bhi hai paani bhi zindagi aag bhi hai paani bhi haaye kya cheez hai jawaani bhi khalq kya kya mujhe nahin kehti khalq kya kya mujhe nahin kehti kuchh sunu main teri zubaani bhi paas rehna kisi ka raat ki raat paas rehna kisi ka raat ki raat mehmaani bhi mezbaani bhi mehmaani bhi mezbaani bhi haaye kya cheez hai jawaani bhi raat bhi neend bhi kahani bhi
raat din tere khayaal aane lage haule haule mujhko yun sataane lage raat din tere khayaal aane lage haule haule mujhko yun sataane lage mujhe ye kya hua hai kuchh pata nahin hua hai kuchh magar jo dil yahaan nahin aaha aaha aaha hoo oo aaha aaha aaha raat din tere khayaal aane lage haule haule mujhko yun sataane lage mujhe ye kya hua hai kuchh pata nahin hua hai kuchh magar jo dil yahaan nahin aaha aaha aaha hoo oo aaha aaha aaha ha kabhi kabhi laga wo mere paas hai kabhi wo mujhse door ho gaya ye meri bekhudi mera deewanapan wo meri dhadkanon mein kho gaya mujhe ye kya hua hai kuchh pata nahin hua hai kuchh magar jo dil yahaan nahin aaha aaha aaha hoo oo aaha aaha aaha raat din tere khayaal aane lage haule haule mujhko yun sataane lage mujhe ye kya hua hai kuchh pata nahin hua hai kuchh magar jo dil yahaan nahin aaha aaha aaha hoo oo aaha aaha aaha ha main apne aap mein thi is tarah se gum wo kab mere kareeb aa gaya pata nahin chala mere haathon mein banke wo
raat jo toone deep bujhaaye mere the mere the raat jo toone deep bujhaaye mere the mere the ashq jo taariqui ne chhupaaye mere the mere the raat jo toone deep bujhaaye mere the mere the kaise bahaara mehre nigaara lutf e junoon kaise bahaara mehre nigaara lutf e junoon mausam e gul ke mehke saaye mere the mere the raat jo toone deep bujhaaye mere the mere the mere the wo khaab jo toone chheen liye mere the wo khaab jo toone chheen liye geet jo honton par murjhaaye mere the mere the raat jo toone deep bujhaaye mere the mere the aanchal aanchal gesu gesu chaman chaman aa aa aa aa aaaaaa aanchal aanchal gesu gesu chaman chaman saari khushbu meri saaye mere the mere the saari khushbu meri saaye mere the mere the saahil saahil lehren jinko dhundti hain saahil saahil lehren jinko dhundti hain maajhi ke wo mehke saaye mere the mere the maajhi ke wo mehke saaye mere the mere the ashq jo taariqui ne chhupaaye mere the mere the raat jo toone deep bujhaaye mere the mere the
raat khaamosh hai chaand madhosh hai raat khaamosh hai chaand madhosh hai thaam lena mujhe jaa raha hosh hai raat khaamosh hai chaand madhosh hai thaam lena mujhe jaa raha hosh hai raat khaamosh hai milan ki daastaan dhadkanon ki zubaan gaa rahi hai zameen sun raha aasmaan milan ki daastaan dhadkanon ki zubaan gaa rahi hai zameen sun raha aasmaan gun gunaati hawaa de rahi hai sadaa sard iss raat ki garm aagosh hai raat khaamosh hai chaand madhosh hai thaam lena mujhe jaa raha hosh hai raat khaamosh hai mehkati ye fizaa jaise teri adaa chhaa raha ruh par jaane kaisa nasha mehkati ye fizaa jaise teri adaa chhaa raha ruh par jaane kaisa nasha jhoomata hai jahaan ajab hai ye samaan dil ke gulzaar mein ishq pur josh hai raat khaamosh hai chaand madhosh hai thaam lena mujhe jaa raha hosh hai raat khaamosh hai
raat khamosh thi gungunaate rahe raat khamosh thi gungunaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste ajnabi tha main apna banaate rahe ajnabi tha main apna banaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste raat khamosh thi gungunaate rahe koi saathi koi humsafar na mila shaher anjaan tha uska ghar na mila koi saathi koi humsafar na mila shaher anjaan tha uska ghar na mila paas aate rahe door jaate rahe paas aate rahe door jaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste raat khamosh thi gungunaate rahe sooni aakhon mein kaante khatakte rahe dard seene mein leke bhatakte rahe sooni aakhon mein kaante khatakte rahe dard seene mein leke bhatakte rahe raat bhar teri baaten sunaate rahe raat bhar teri baaten sunaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste raat khamosh thi gungunaate rahe uski saanson ki garmi fazaaon mein thi uski zulfon ki khushboo hawaaon mein thi uski saanson ki garmi fazaaon mein thi uski zulfon ki khushboo hawaaon mein thi hum bhi sheron mein raashid sajaate rahe hum
raatein guzaar di hain taaron ki roshni mein afsaane sun chuka hoon apne hi khamoshi mein afsaane sun chuka hoon larzish si ho rahiiiiiiiiiiii hai aaalam ki kul fizaa meinnnnnnn rota hai koi bekas shayad ke bekasi mein rota hai koi bekas main mehav e bandagi hoonnnnnnn wo mayal e tagafullllllllll kuchh lutf aa raha hai iss tarz e dilbari mein kuchh lutf aa raha hai ukta gaya hai aalammmmmmm afsana sunte sunteeeeeeee ukta gaya hai aalam afsana sunte sunteeeeee aankhen jhapak rahe hain taarein bhi khamoshi meinnn raatein guzaar di hain
aa aa aa aa aa aa aa aa ae tan mera chashma hove ae aee tame murshid vekh na rajja hoon hoo oo oo ooo oo loon loon de mudh lakh lakh chashma tame hikk kholaan hikk khajjan hoon aee ee ee itniya dithiyan mainu sabr na aave oooo itniya dithiyan mainu sabr na aave aaaaaaa tame hoor kitte vall bhajjan hoon murshid da deedaar hai baahoo uuu uuuu uuuu uuuuu mainu lakh karorran hajjaan hoon rabba mere haal da mehram tu rabba mere haal da mehram tu rabba mere haal da mehram tu andar tu hai baahar tu hai andar tu hai baahar tu hai rom rom vich tu rabba mere haal da mehram tu rabba mere haal da mehram tu tu hai tadaa tu hai tadaa tu hai tadaa tu hai tadaa tu hai tadaaa tu hai tana aaa tu hai pana sab kuchh mera tu rabba mere haal da mehram tu maula mere haal da mehram tu kahein hussain kahein hussain kahein hussain fakeer saai daa kahein hussain fakeer sai daa main nahin sab tu rabba mere haal da mehram tu maula mere haal da mehram tu rabba mere haal da mehram tu maula mere
rafta rafta wo meri hasti ka saamaan ho gaye rafta rafta wo meri hasti ka saamaan ho gaye pehle jaan phir jaane jaan phir jaane jaanaa ho gaye rafta rafta wo meri hasti ka saamaan ho gaye din ba din badhati gayin is husn ki raanaaiyaan din ba din badhati gayin is husn ki raanaaiyaan ehle gul phir gulbadan phir gulbadaanaa ho gaye rafta rafta wo meri hasti ka saamaan ho gaye aap to nazdeek se nazdeektar aate gaye aap to nazdeek se nazdeektar aate gaye pehle dil phir dilrubaa phir dil ke mehmaan ho gaye rafta rafta wo meri hasti ka saamaan ho gaye pyaar jab had se badha saare takalluf mit gaye pyaar jab had se badha saare takalluf mit gaye aap se phir tum hue phir tu ka unvaa ho gaye rafta rafta wo meri hasti ka saamaan ho gaye pehle jaan phir jaane jaan phir jaane jaanaa ho gaye rafta rafta wo meri hasti ka saamaan ho gaye
rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gaye rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gaye pehle jaan phir jaane jaan pehle jaan phir jaane jaan phir jaane jaana ho gayi rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gaye pehle jaan phir jaane jaan pehle jaan phir jaane jaan phir jaane jaana ho gayi rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gaye din be din badhti gayin din be din badhti gayin iss husn ki raaniyan din be din badhti gayin iss husn ki raaniyan pehle gul phir gul badan pehle gul phir gul badan phir gul badamaan ho gaye rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gaye aap to nazdeek se nazdeek tar aate gaye aap to nazdeek se nazdeek tar aate gaye pehle dil phir dilruba pehle dil phir dilruba phir dil ki mahima ho gayi rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gaye pehle jaan phir jaane jaan pehle jaan phir jaane jaan phir jaane jaana ho gaye rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gaye pyaar jab had se badha pyaar jab had se badha saare taqaloof mit gaye pyaar
rang laayi ab meri ye aabla paayi to kya rang laayi ab meri ye aabla paayi to kya raah roki mil gaye manzil kareeb aayi to kya raah roki mil gaye manzil kareeb aayi to kya chand murjhayiii huyi kaliyon ka manzar dekh kar chand murjhayii huyi kaliyon ka manzar dekh kar gulsitaan mein aankh shabnam ki jo bhar aayi to kya gulsitaan mein aankh shabnam ki jo bhar aayi to kya baat to jab hai ki ye kauno makaa hansne lage baat to jab hai ki ye kauno makaa hansne lage aasmaan par chaand taaron ko hansi aayi to kya aasmaan par chaand taaron ko hansi aayi to kya hum to maanu se khizaan ab ho chuke ae baagbaan hum to maanu se khizaan ab ho chuke ae baagbaan fasl e gul jashn e bahaaraa ki khabar laayi to kya fasl e gul jashn e bahaaraa ki khabar laayi to kya raat saari daastaan kehne mein ishrat kat gayi raat saari daastaan kehne mein ishrat kat gayi ab sehar hone ko hai aankhon mein neend aayi to kya ab sehar hone ko hai aankhon mein neend aayi to kya rang laayi ab meri ye
ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa ranjish hi sahi aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa ranjish hi sahi pehle se maraasim na sahi phir bhi kabhi to pehle se maraasim na sahi phir bhi kabhi to rasmo rahe duniyaa hi nibhaane ke liye aa ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa ranjish hi sahi kis kis ko batayenge judai ka sabab hum kis kis ko batayenge judai ka sabab hum tu mujhse khafa hai to zamaane ke liye aa ranjish hi sahi aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa ranjish hi sahi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Purkaif Hawayen Hain Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 10:32 32806
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rafiq Husain
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 10:32   Song Number : 32806   

Pyaar Bhare Do Sharmeele Nain Mehdi Hassan 03:40 10684
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 03:40   Song Number : 10684   

Pyaar Jab Tumne Kiya Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 07:18 32813
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 07:18   Song Number : 32813   

Pyaar Ka Jazba Naya Rang Dikha Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 09:01 32021
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 09:01   Song Number : 32021   

Pyaar Ka Pehla Khat Likhne Mein Waqt To Lagta Hai Jagjit Singh 05:54 11341
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:54   Song Number : 11341   

Pyaar Tumhara Bhool To Jaanu Talat Aziz 05:10 36158
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Duration : 05:10   Song Number : 36158   

Qasid Ke Aate Aate Khat Ek Aur Jagjit Singh 04:12 37770
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:12   Song Number : 37770   

Raaste Yaad Nahin Talat Aziz 07:43 40233
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 07:43   Song Number : 40233   

Raat Andheri Door Kinara Talat Mahmood 03:28 16171
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:28   Song Number : 16171   

Raat Bhi Neend Bhi Kahani Bhi Chitra Singh 03:36 32026
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 03:36   Song Number : 32026   

Raat Din Tere Khayal Anuradha Paudwal 05:38 17620
 
Poster of Anuradha Paudwal
 
Category
Ghazal
Lyricist
Nawab Arzoo
Music Director- 
Lalit Sen
Duration : 05:38   Song Number : 17620   

Raat Jo Toone Deep Bujhaye Mere The Asha Bhosle 06:02 40753
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Lyricist
Saleem Gilani
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 06:02   Song Number : 40753   

Raat Khamosh Hai Jagjit Singh 05:52 18264
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:52   Song Number : 18264   

Raat Khamosh Thi Hariharan 06:18 40557
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:18   Song Number : 40557   

Raatein Guzaar Di Hain Talat Mahmood 03:30 16378
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:30   Song Number : 16378   

Rabba Mere Haal Da Mehram Tu Barkat Sidhu 05:37 40330
 
Poster of Barkat Sidhu
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Shah Hussain
Singer- 
Barkat Sidhu
Duration : 05:37   Song Number : 40330   

Rafta Rafta Wo Meri Mehdi Hassan 03:39 11294
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 03:39   Song Number : 11294   

Rafta Rafta Woh Meri Mehdi Hassan 04:40 18577
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 04:40   Song Number : 18577   

Rang Laayi Ab Meri Talat Mahmood 05:51 39741
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 05:51   Song Number : 39741   

Ranjish Hi Sahi Mehdi Hassan 03:50 11760
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Raag- 
Yaman
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:50   Song Number : 11760