Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tumne ye kya sitam kiya zabt se kaam le liya tark e wafa ke baad bhi tark e wafa ke baad bhi mera salaam le liya tumne ye kya sitam kiya rind e kharab e naush kiiiiiiii rind e kharab e naush ki beadabi to dekhiye beadabi to dekhiye niyaat e maikashi na ki haath mein jaam le liya tumne ye kya sitam kiyaa sehan e chaman mein daffatan aa ke palat gayi bahaar aa ke palat gayi bahaar ahal e junoone gaaliban ahal e junoone gaaliban aqal se kaam le liya tumne ye kya sitam kiya naama e shauq padh ke wo naama e shauq padh ke wo kho gaye yak ba yak shakeel kho gaye yak ba yak shakeel munh se to kuchh na kah sake dil se payaam le liya tumne ye kya sitam kiya zabt se kaam le liya tumne ye kya sitam kiya
maulaaaaa oo maulaaa aaaaa aaaaa ye achchhi pardadaari hai ye achchhhi pardadaari hai ye achchhi raazdaari hai jo aaye tumhaari bazm mein deewaana ho jaaye tune deewaana banaaya to main deewana bana tune deewaana banaaya to main deewana bana ab mujhe hosh ki duniya mein tamasha na bana ab mujhe hosh ki ab mujhe hosh ki duniya mein tamasha na bana tune deewaana banaaya to main deewana bana tune deewaana banaaya to main deewana bana ab mujhe hosh ki duniya mein tamasha na bana ab mujhe hosh ki ab mujhe hosh ki duniya mein tamasha na bana tune deewaana banaaya to main deewana bana tune deewaana banaaya to main deewana bana main apni aah ke sadke main apni aah ke sadke main apni aah ke sadke ke meri aah mein bhi teri nigaah ke andaaz paaye jaate hain tune deewaana banaaya to main deewana bana yusuf e misri tamanna tere jalwon ke nisaar yusuf e misri yusuf e misri tamanna tere jalwon ke nisaar meri bedaariyon ko khawab e zulekha na bana meri bedaariyon ko meri
aa aa aa aa aa aa aa aa tune ye phool jo zulfon mein saja rakha hai tune ye phool jo zulfon mein saja rakha hai ek diya hai jo andheron mein jala rakha hai tune ye phool jeet le jaaye koi mujhko naseebon waala jeet le jaaye koi mujhko naseebon waala zindagi ne mujhe daanw pe laga rakha hai zindagi ne mujhe daanw pe laga rakha hai tune ye phool jo zulfon mein saja rakha hai tune ye phool jaane kab aaye koi dil mein jhaankne waala jaane kab aaye koi dil mein jhaankne waala isliye maine girebaan mein khula rakha hai isliye maine girebaan mein khula rakha hai tune ye phool imtihaan aur mere jabt ke tum kya loge imtihaan aur imtihaan imtihaan imtihaan aur mere jabt ke tum kya loge maine dhadkan ko bhi seene mein chhipa rakha hai ek diya hai jo andheron mein jala rakha hai tune ye phool jo zulfon mein saja rakha hai tune ye phool
udaas shaam udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai yahi bahut hai ke taaza hawa chali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai jo apni shaakh se baahar abhi nahin aayi jo apni shaakh se baahar abhi nahin aayi nayi bahaar ki jaamin wahi kali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai dhuan to jhooth nahin bolta kabhi yaaro dhuan to jhooth nahin bolta kabhi yaaro humaare shaher mein basti koi jali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai kisi ke ishq mein hum jaan se gaye lekin kisi ke ishq mein hum jaan se gaye lekin humaare naam se rasm e wafa chali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai hazaar band hon dair o haram ke darwaaje hazaar band hon dair o haram ke darwaaje mere liye mere mehboob ki gali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai yahi bahut hai ke taaza hawa chali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai
aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa ayeeeeee aaaaaaaaaa aaaaaaaa umr jalwon mein basar ho umr jalwon mein jalwon mein jalwon mein jalwon mein umr jalwon mein basar ho ye zuroori to nahin umr jalwon mein basar ho ye zuroori to nahin umr jalwon mein umr jalwoooooooooooon mein basar ho basar hoooo umr jalwon mein basar ho ye zuroori to nahin umr jalwon mein umr jalwoooooon mein basar ho ye zuroori to nahin har shab e ghum ki sehar ho ye zuroori to nahin har shab e ghum ki sehar ho ye zuroori to nahin umr jalwon mein chashm e saaki se piyo chashm e saaki se piyo yaa lab e saagar se piyo chashm e saaki se piyo yaa lab e saagar se piyo piyoo piyooo piyooo piyooooo piyo piyo piyo piyoooooooo piyo chashm e saaki se piyo yaa lab e saagar se piyo chashm e saakiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii chashm e saaki se piyo yaa lab e saagar se piyo bekhudi aathon pahar ho ye zuroori to nahin bekhudi aathon pahar ho ye zuroori to nahin umr jalwon mein neend neend to dard ke
unke dekhe se jo aa jaati hai muh par raunak wo samajhte hain ke beemar ka haal achha hai dekhiye paate hain ushaaq buton se kya faiz dekhiye paate hain ushaaq buton se kya faiz ek barahman ne kaha hai ke ye saal achha hai ek barahman ne kaha hai ke ye saal achha hai humko malum hai jannat ki haqeeqat lekin humko malum hai jannat ki haqeeqat lekin dil ke khush rakhne ko ghalib ye khayaal achha hai dil ke khush rakhne ko ghalib ye khayaal achha hai
us bazm mein mujhe nahin banati hayaa kiye baithaa rahaa agarache ishaare huaa kiye baithaa rahaa agarache ishaare huaa kiye kis roz tohmaten na taraashaa kiye udu kis roz tohmaten na taraashaa kiye udu kis din humaare sar pe na aare chalaa kiye kis din humaare sar pe na aare chalaa kiye zid ki hai aur baat magar khoobari nahin bhoole se usne sainkadon waad e wafaa kiye bhoole se usne sainkadon waad e wafaa kiye ghalib tumhi kaho ke milegaa jawaab kyaa ghalib tumhi kaho ke milegaa jawaab kyaa maanaa ke tum kaha kiye aur wo sunaa kiye maanaa ke tum kaha kiye aur wo sunaa kiye us bazm mein mujhe nahin banati hayaa kiye
us mod se shuru karen phir ye zindagi us mod se shuru karen phir ye zindagi har shay jahaan haseen thi hum tum the ajnabi us mod se shuru karen phir ye zindagi lekar chale the hum jinhen jannat ke khaab the phoolon ke khaab the wo muhabbat ke khaab the lekin kahaan hai in mein wo pehli see dilkashi us mod se shuru karen phir ye zindagi rehte the hum haseen khayaalon ki bheed mein uljhe hue hain aaj sawaalon ki bheed mein aane lagi hai yaad wo fursat ki har ghadi us mod se shuru karen phir ye zindagi har shay jahaan haseen thi hum tum the ajnabi us mod se shuru karen phir ye zindagi shaayad ye waqt humse koi chaal chal gaya rishta wafa ka aur hee rangon mein dhal gaya ashkon ki chaandani se thi behtar wo dhoop hee us mod se shuru karen phir ye zindagi har shay jahaan haseen thi hum tum the ajnabi us mod se shuru karen phir ye zindagi
uski baaten to phool hon jaise uski baaten to phool hon jaise baaki baaten babool hon jaise baaki baaten babool hon jaise uski baaten to phool hon jaise chhoti chhoti si uski wo aankhen chhoti chhoti si uski wo aankhen do chameli ke phool hon jaise do chameli ke phool hon jaise do chameli ke phool hon jaise uska hans kar nazar jhuka lena uska hans kar nazar jhuka lena saari sharte qubool hon jaise saari sharte qubool hon jaise saari sharte qubool hon jaise kitni dilkash hai uski khaamoshi kitni dilkash hai uski khaamoshi saari baaten fizool hon jaise saari baaten fizool hon jaise saari baaten fizool hon jaise uski baaten to phool hon jaise uski baaten to phool hon jaiseee
majboor kar ke phir mujhe mere yaar le chalo uski gali mein phir mujhe ik baar le chalo uski gali mein phir mujhe ik baar le chalo majboor kar ke phir mujhe mere yaar le chalo uski gali mein phir mujhe ik baar le chalo uski gali mein phir mujhe ik baar le chalo shaayad ye mera waham ho mera khayaal ho shaayad ye mera waham ho mera khayaal ho mumkin hai mere baad phir mera malaal ho mumkin hai mere baad phir mera malaal ho pachhtaa rahaa hoon phir mujhe dar se utha ke wo baitha hoo meri raah mein aankhen bichhaa ke wo usne bhi to kiya tha mujhe pyaar le chalo uski gali mein phir mujhe ik baar le chalo uski gali mein phir mujhe ik baar le chalo uski gali ko jaanta pehchaantaa hoon main uski gali ko jaanta pehchaantaa hoon main wo meri qatl gaah hai ye maantaa hoon main wo meri qatl gaah hai ye maantaa hoon main uski gali mein maut muqaddar ki baat hai shaayad ye maut ehle wafaa ki hayaat hai main khud hi maangtaa hoon talabgaar le chalo uski gali mein phir mujhe ik
aaaa aaaa aaaa aaaa aaa aaa aaa aaaaa aaa aaa aaa aaaaaaaa aaaa aaa aaa aa aaaaaa aaa aaaaaaaa aaa aaa aaaaa uski hasrat hai jise dil se mita bhi na sakoon uski hasrat hai jise dil se mita bhi na sakoon dhoondhne usko chala hoon jisse paa bhi na sakoon uski hasrat hai jise dil se mita bhi na sakoon meherbaan ho ke bula lo mujhe chaaho jis waqt meherbaan ho ke bula lo mujhe chaaho jis waqt main gaya waqt nahin hoon ke phir aa bhi na sakoon meherbaan ho ke bula lo mujhe chaaho jis waqt daal kar khaak mere khoon pe qaatil ne kaha kuchh ye mehndi nahin meri ke chhupa bhi na sakoon uski hasrat hai jise dil se mita bhi na sakoon zauf mein tana e agyar ka shikwa kya hai zauf mein tana e agyar ka shikwa kya hai baat kuchh sar to nahin hai ke uthha bhi na sakoon main gaya waqt nahi hoon ke phir aa bhi na sakoon meherbaan ho ke bula lo mujhe chaaho jis waqt zabt kambakht ne aur aa ke gala ghonta hai ke use haal sunaaun to sunaa bhi na sakoon uski hasrat hai jise dil se mita
usne jab meri taraf pyaar se dekha hoga usne jab meri taraf pyaar se dekha hoga mere baare mein bade gaur se socha hoga usne jab meri taraf subho ko jisne sajayi hai hansi honthon par subho ko jisne sajayi hai hansi honthon par raat bhar usko kisi ranj ne sataya hoga raat bhar usko kisi ranj ne sataya hoga usne jab meri taraf kar ke wada bhi agar aap nahin aayenge kar ke wada bhi agar aap nahin aayenge naam badnaam zamaane mein wafa ka hoga naam badnaam zamaane mein wafa ka hoga usne jab meri taraf hans ke hum baat jo kar lete hain unse khursheed hans ke hum baat jo kar lete hain unse khursheed haal apna wo samjh lete hain achcha hoga haal apna wo samjh lete hain achcha hoga usne jab meri taraf pyaar se dekha hoga usne jab meri taraf pyaar se dekha hoga mere baare mein bade gaur se socha hoga usne jab meri taraf pyaar se dekha hoga usne jab meri taraf
uthe wo nazar to qayamat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai pareshan mere dil ki haalat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai bada sangdil hai hamaara sitamgar bada sangdil hai hamaara sitamgar zara si na hum se murawwat kare hai zara si na hum se murawwat kare hai pareshan mere dil ki haalat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai mere rubaru jab bhi aa jaaye hai wo mere rubaru jab bhi aa jaaye hai wo mere rubaruuuuuu mere rubaru rubaruu mere rubaru jab bhi aa jaaye hai wo koi khaab jaise hakeeqat kare hai koi khaab jaise hakeeqat kare hai pareshan mere dil ki haalat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai har ek baat karta hai khamoshiyon se har ek baat karta hai khamoshiyon khamoshiyon khamoshiyon khamoshiyon har ek baat karta hai khamoshiyon se zubaan se kahaan wo shikayat kare hai zubaan se kahaan wo shikayat kare hai pareshan mere dil ki
hmmm hmm hmmmmmmm aaaaa haaaa haaaa haaaaaa hmmm hmm hmmmmmmm hmmmmm aaaaa haaaa haaaaaaa waadiyaan waadiyaan raasten raasten maare maare phire hum tere waaste waadiyaan waadiyaan raasten raasten maare maare phire hum tere waaste waadiyaan waadiyaan raasten raasten aabshaaron se poochha kahaan hai sanam aur nazaaron ke jaa jaa ke pakde kadam aabshaaron se poochha kahaan hai sanam aur nazaaron ke jaa jaa ke pakde kadam inn bahaaron ne farmaaya kya jaane hum khaa raha hai humen ab judaayi kaa ghum chhaale padte gaye bhaagte baagte maare maare phire hum tere waaste waadiyaan waadiyaan raasten raasten machli jaayen latten lipti jaaye hawaa jalta jaaye badan roti jaaye wafaa machli jaayen latten lipti jaaye hawaa jalta jaaye badan roti jaaye wafaa bewafaa mat sataa mil bhi jaa aa bhi jaa ki khata kya bata kyun ye de di sazaa aankhen pathraa gayin jaagte jaagte maare maare phire hum tere waaste waadiyaan waadiyaan raasten raasten maare maare phire hum tere waaste maare
aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaa wafa ke deep main kab se jalaye baitha hoon wafa ke deep main kab se jalaye baitha hoon chale bhi aao ke raahein sajaye baitha hoon wafa ke deep main kab se jalaye baitha hoon tumhari raah me har kaam roshni ke liye roshniiiiiiiii ke liye roshniiiii roshniii ke liye tumhari raah me har kaam roshni ke liye chirag aankho ke kab se jalaye baitha hoon chirag aankho ke kab se jalaye baitha hoon chale bhi aao ke raahein sajaye baitha hoon wafa ke deep main kab se jalaye baitha hoon jo zakhm tumne diye hain wo nakhs hain dil par naksh hainnnnnn dil par aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa jo zakhm tumne diye hain wo nakhs hain dil par sahara jeene ka unko banaye baitha hoon sahara jeene ka unko banaye baitha hoon chale bhi aao ke raahein sajaye baitha hoon wafa ke deep main kab se jalaye baitha hoon meri wafa ka silla
waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai usne dekha mujhe usne chaha mujhe usne thukra diya waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai koi mushkil padi koi kaam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya koi mushkil padi koi kaam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya baad muddat ke woh doston ki tarah humse hans kar mila waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi koi chahat na thi bas murravat thi woh khud ko samjha liya waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai apna
Waqt Ne Kiya Kaya Hasin Sitam
jab kabhi bolna waqt par bolna jab kabhi bolna waqt par bolna muddaton sochna mukhtasar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna muddaton sochna mukhtasar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna pehle kuchh door tak saath chal ke parakh pehle kuchh door tak saath chal ke parakh phir mujhe humsafar humsafar bolna phir mujhe humsafar humsafar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna la lala la lala la lala la lala umr bhar ko mujhe besadaa kar gaya umr bhar ko mujhe besadaa kar gaya tera ik baar munh pher kar bolna tera ik baar munh pher kar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna la lala la lala la lala la lala meri khanabadoshi se poochhe koi meri khanabadoshi se poochhe koi kitna mushkil hai raste ko ghar bolna kitna mushkil hai raste ko ghar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna muddaton sochna mukhtasar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna la lala la lala la lala la lala muddaton sochna
wo firaaq aur wo visaal kahaan wo firaaq aur wo visaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan thi wo ik shakhs ke tasavvur se thi wo ik shakhs ke tasavvur se ab vo raanaai e khayaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan aisaa aasaan nahin lahu ronaa aisaa aasaan nahin lahu ronaa dil mein taaqat jigar mein haal kahaan dil mein taaqat jigar mein haal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan fikr e duniyaa mein sar khapaata hoon main kahaan aur ye babaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan wo firaaq aur wo visaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan
de nu deee nu deee nuuuuuuuuuuu de re nuuuu wo humsafar tha wo humsafar tha magar us se hum nawaayii na thi wo humsafar tha aaaa aa wo humsafar tha magar us se hum nawaayii na thi wo humsafar tha haa aaaaaa wo humsafar tha magar us se hum nawaayii na thi ke dhoop chhaon ka aalam raha judaayi na thi wo humsafar tha magar us se hum nawaayii na thi ke dhoop chhaon ka aalam raha judaayi na thi wo humsafar tha magar us se hum nawaayii na thi aaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa nadi kinaare dhuaan uthe aeee nadi kinaare dhuaan uthe main jaanun kuchh hoye jis kaaran main jogan bani jis kaaran main jogan bani kahin tu hi na jalta hoye adaavatein thi taghaaful thaa ranjishein thi magar adaavatein aeeeeeeee adaavatein thi taghaaful thaa ranjishein thi magar bichhadne waale mein sab kuchh tha bewafai na thi eeee wo humsafar tha magar us se hum nawaayii na thi ke dhoop chhaon ka aalam raha judaayi na thi wo humsafar tha magar us se hum nawaayii na thi aaaaaaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tumne Ye Kya Sitam Kiya Talat Mahmood 03:30 15117
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:30   Song Number : 15117   

Tune Deewana Banaya To Abida Parveen 10:24 16844
 
Poster of Abida Parveen
 
Category
Ghazal
Lyricist
Abida Parveen
Music Director- 
Abida Parveen
Singer- 
Abida Parveen
Duration : 10:24   Song Number : 16844   

Tune Ye Phool Jo Zulfon Mein Rajkumar Rizvi 05:40 11969
 
Poster of Rajkumar Rizvi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Pandit Ghulam Qadir
Singer- 
Rajkumar Rizvi
Duration : 05:40   Song Number : 11969   

Udas Sham Kisi Khwab Mein Ghulam Ali 06:07 40456
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 06:07   Song Number : 40456   

Umr Jalwon Mein Basar Ho (Live) Jagjit Singh 12:42 16008
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 12:42   Song Number : 16008   

Unke Dekhe Se Jagjit Singh 03:47 32030
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 03:47   Song Number : 32030   

Us Bazm Mein Mujhe Nahin Talat Mahmood 03:23 19356
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:23   Song Number : 19356   

Us Mod Se Shuru Karen Jagjit Singh & Chitra Singh 04:38 11291
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:38   Song Number : 11291   

Uski Baaten To Phool Hon Jaise Jagjit Singh 05:37 17858
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:37   Song Number : 17858   

Uski Gali Mein Phir Mujhe Munni Begum 07:39 11796
 
Poster of Munni Begum
 
Category
Ghazal
Singer- 
Munni Begum
Duration : 07:39   Song Number : 11796   

Uski Hasrat Hai Jise Dil Se Mita Jagjit Singh & Chitra Singh 08:59 32032
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 08:59   Song Number : 32032   

Usne Jab Meri Taraf Pyaar Se Dekha Hoga Mehdi Hassan 07:01 18822
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 07:01   Song Number : 18822   

Uthe Wo Nazar To Talat Aziz 05:53 40234
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:53   Song Number : 40234   

Wadiyan Wadiyan Runa Laila 04:12 16723
 
Poster of Runa Laila
 
Category
Ghazal
Duration : 04:12   Song Number : 16723   

Wafa Ke Deep Main Kab Se Jalaye Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 08:33 32023
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 08:33   Song Number : 32023   

Waqt Ki Baat Hai Pankaj Udhas 06:31 38966
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:31   Song Number : 38966   

Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam Jagjit Singh 05:10 37009
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:10   Song Number : 37009   

Waqt Par Bolna Hariharan 03:51 16945
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 03:51   Song Number : 16945   

Wo Firaaq Aur Wo Visaal Kahan Jagjit Singh 04:26 40803
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:26   Song Number : 40803   

Wo Humsafar Tha Abida Parveen 08:46 38874
 
Poster of Abida Parveen
 
Category
Ghazal
Lyricist
Naseer Turabi
Music Director- 
Abida Parveen
Singer- 
Abida Parveen
Duration : 08:46   Song Number : 38874