wo firaaq aur wo visaal kahaan wo firaaq aur wo visaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan thi wo ik shakhs ke tasavvur se thi wo ik shakhs ke tasavvur se ab vo raanaai e khayaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan aisaa aasaan nahin lahu ronaa aisaa aasaan nahin lahu ronaa dil mein taaqat jigar mein haal kahaan dil mein taaqat jigar mein haal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan fikr e duniyaa mein sar khapaata hoon main kahaan aur ye babaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan wo firaaq aur wo visaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan
Wo Firaaq Aur Wo Visaal Kahan
Jagjit Singh