Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ghum saath reh gaye mera saathi bichhad gaya barbaad ho gayi meri duniyaa main chup rahaa apno apno ne apno ne ghum diye to mujhe yaad aa gaya apno ne ghum diye to mujhe yaad aa gaya ik ajnabi jo gair tha aur ghumghusaar tha apno ne ghum diye to mujhe yaad aa gaya ik ajnabi jo gair tha aur ghumghusaar tha apno ne ghum diye wo saath wo saath tha to duniyaa ke ghum dil se door the wo saath tha to duniyaa ke ghum dil se door the ghum dil se door the khushiyon ko khushiyon ko saath le ke naa jaane kahaan gaya ik ajnabi jo gair tha aur ghumghusaar tha apno ne ghum diye ab zindagi ab zindagi ki koi tamnna nahin mujhe ab zindagi ki koi tamnna nahin mujhe ab zindagi ki koi tamnna nahin mujhe tamnna nahin mujhe roshan usi ke dam se tha bhujhata hua diya roshan usi ke dam se tha bhujhata hua diya ik ajnabi jo gair tha aur ghumghusaar tha apno ne ghum diye duniyaaaaa duniyaaa duniyaa samjh rahi hai duniyaa duniyaa duniyaa samjh rahi hai juda mujhse ho gaya duniyaa samjh rahi
aaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa ashaar mere yoon to zamane ke liye hain ashaar mere yoon to zamane ke liye hain ashaar mere yoon to zamane ke liye hain kuchh sher fakat unko sunaane ke liye hain ashaar mere yoon to zamane ke liye hain ashaar mere yoon to zamane ke liye hain kuchh sher fakat unko sunaane ke liye hain ashaar mere yoon to zamane ke liye hain aankhon mein jo bhar loge to kaaton se chubhenge aankhon mein jo bhar loge to kaaton se chubhenge aankhon mein jo bhar loge to kaaton se chubhenge ye khawab to palkon pe sajane ke liye hai ye khawab to palkon pe sajane ke liye hai kuchh sher fakat unko sunaane ke liye hain ashaar mere yoon to zamane ke liye hain aankhon mein jo bhar loge to kaaton se chubhenge aankhon mein jo bhar loge to kaaton se chubhenge ye khawab to palkon pe sajane ke liye hain ye khawab to palkon pe sajane ke liye hain kuchh sher fakat unko sunaane ke liye hain ashaar mere yoon to zamane ke liye hain ab ye bhi nahin theek ke ab ye bhi
ashaar mere yun to zamaane ke liye hain ashaar mere yun to zamaane ke liye hain kuchh sher fakat unko sunaane ke liye hain kuchh sher fakat unko sunaane ke liye hain ab ye bhi nahin theek ki har dard mitaa de ab ye bhi nahin theek ki har dard mitaa de ek dard kaleje se lagaane ke liye hain ek dard kaleje se lagaane ke liye hain ashaar mere yun to zamaane ke liye hain aankhon mein jo bhar loge to kaanton se chubhenge aankhon mein jo bhar loge to kaanton se chubhenge ye khwaab to palkon pe sajaane ke liye hain ye khwaab to palkon pe sajaane ke liye hain ashaar mere yun to zamaane ke liye hain dekhun tere haathon ko to lagtaa hai tere haath dekhun tere haathon ko to lagtaa hai tere haath mandir mein fakat deep jalaane ke liye hain mandir mein fakat deep jalaane ke liye hain ashaar mere yun to zamaane ke liye hain socho to badi cheez hai tehzeeb badan kiii socho to badi cheez hai tehzeeb badan kiii warnaa to badan aag bujhaane ke liye hain warnaa to badan aag bujhaane
aye ishq humen barbaad na kar barbaad na kar aye ishq humen barbaad na kar barbaad na kar aye ishq humen barbaad na kar barbaad na kar aye ishq na chhed aa aa ke humen hum bhule huon ko yaad na kar pehle hi bahot naashad hain hum tu aur humen naashad na kar kismat ka sitam hi kam nahin kuchh ye taaza sitam izaad na kar yun zulm na kar bezaar na kar aye ishq humen barbaad na kar barbaad na kar raaton ko uth uth kar rote hain ro ro ke duwaen karte hain aankhon mein tasavvur dil mein khalish sur ghoomte hain aahen bharte hain aye ishq ye kaisa rog laga jeete hain na zaalim marte hain inn khaabon se yun aazaad na kar aye ishq humen barbaad na kar barbaad na kar jiss din se bandha hai dhyan tera ghabraaye huye se rehte hain har waqt tasavvur kar kar ke sharmaye huye se rehte hain kumhlaaye huye phoolon ki tarah kumhlaaye huye se rehte hain raunal na kar bedaad na kar aye ishq humen barbaad na kar barbaad na kar aye ishq humen barbaad na kar barbaad na kar
aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de yaa chhalakti huyi aankhon ko bhi patthar kar de aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de tujhko dekha nahin mehsoos kiya hai maine tujhko dekha nahin mehsoos kiya hai maine aa kisi din mere ehsaas ko paikar kar de yaa chhalakti huyi aankhon ko bhi patthar kar de aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de aur kuchh bhi mujhe darkaar nahin hai lekin aur kuchh bhi mujhe darkaar nahin hai lekin meri chaadar mere pairon ke barabar kar de yaa chhalakti huyi aankhon ko bhi patthar kar de aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de
aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aye muhabbat tere anjaam pe rona aaya aye muhabbat tere anjaam pe rona aaya aye muhabbat tere jaane kyun aaj tere naaaam pe rona aaya jaane kyun aaj tere naam yun to harrrrrrrrrrr yun to har shaam ummeedon mein guzar jaati thiiiiiiiiii aaj kuchh baat hai jo shaam pe rona aaya aaj kuchh baat hai jo shaam pe kabhiiiiiiiiiiiiiii kabhi taqdeer ka maatam kabhi duniyaa ka gilaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa manzilen ishq mein har ghaanv pe rona aaya manzilen ishq mein jab huaaaaaaaa zikr zamaane mein muhabbat ka shakiiiiiiiirrrrrrr mujhko apne dil e naaqaam pe rona aaya aye muhabbat tere anjaam pe rona aaya aye muhabbat
aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga yaad rakhna ke tujhe yaad bahot aaunga aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga yaad rakhna ke tujhe yaad bahot aaunga aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga ye milan aur ye haseen raat naa jaaneeee kab ho aaj ke baad mulaaqat naa jaaneee kab ho ab tere shehar musafir ki tarah aaunga aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga yaad rakhna ke tujhe yaad bahot aaunga aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga chaand ke aks mein sooraj ki haseen kirnon mein jheel ke aaine mein behte huye jharnonn mein inn nazaaron mein tujhe main hi nazar aaungaa aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga yaad rakhna ke tujhe yaad bahot aaunga aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga yaad jab aayegi wo pehli mulaaqat tujhe aur muhabbat ke fasaane ki har ik baat tujhe tere khaabon mein khayalon mein chala aaunga aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga yaad rakhna ke tujhe
aye taza waridan e bisat e hawa e dil zinhaar agar tumhen hawas e naunhosh hai zinhaar agar tumhen hawas e naunhosh hai dekho mujhe jo didaa ae ibrat nighah ho meri suno jo gosh e naseehat mein osh hai meri suno jo gosh e naseehat mein osh hai yaa shab ko dekhte the ki har goshaay e bisaat daamaan e baag baan o kafe gulfrosh hai daamaan e baag baan o kafe gulfrosh hai yaa subaho dum jo dekhiyo aa kar to bazm mein main wo suroor o shor na josho kharosh hai main wo suroor o shor na josho kharosh hai daawe firaaq sohbte shab ki jali huyi ik shamma reh gayi hai subaho bhi khamosh hai ik shamma reh gayi hai subaho bhi khamosh hai
baad muddat unhen dekh kar yun lagaa jaise betaab dil ko qaraar aa gayaa baad muddat unhen dekh kar yun lagaa jaise betaab dil ko qaraar aa gayaa aarzuon ke gul muskuraane lage jaise gulshan mein jaan e bahaar aa gaya tishna nazren mili shokh nazron se jab mai barasne lagi jaam bharne lage tishna nazren mili shokh nazron se jab mai barasne lagi jaam bharne lage saaqiyaa aaj teri zaroorat nahin bin piye bin pilaaye khumaar aa gaya baad muddat unhen dekh kar yun lagaa jaise betaab dil ko qaraar aa gayaa raat sone lage subah hone lage shamma bhujhne lage dil machalne lage raat sone lage subah hone lage shamma bhujhne lage dil machalne lage waqt ki roshani mein nahaayi huyi zindagi pe ajab sa nikhaar aa gaya baad muddat unhen dekh kar yun lagaa jaise betaab dil ko qaraar aa gayaa har taraf mastiyaan har taraf dilkashi muskuraate dilon mein khushi hi khushi har taraf mastiyaan har taraf dilkashi muskuraate dilon mein khushi hi khushi kitna chaaha magar phir bhi uth naa
baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge un madbhari aankhon ko bhi sharma ke peeyenge un madbhari aankhon ko bhi sharma ke peeyenge paimaane ko paimaane se takraa ke peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge baadal bhi hai waada bhi hai meena bhi hai tum bhi baadal bhi hai waada bhi hai meena bhi hai tum bhi baadal bhi hai waada bhi hai meena bhi hai tum bhi itraane ka mousam hai itraa ke peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge dekhenge ke aata hai kidhar se ghum e duniya dekhenge ke aata hai kidhar se ghum e duniya dekhenge ke aata hai kidhar se ghum e duniya saaqi tujhe hum saamne bithlaa ke peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge
baat adhuri reh gayi uss din aaj mujhe keh lene do baat adhuri reh gayi uss din aaj mujhe keh lene do baat adhuri gagan mehal mein deepak gaate jal gayi ratiyaan deep jala ke gagan mehal mein deepak gaate jal gayi ratiyaan deep jala ke preet agan kab kam deepak se pal pal jalna hoga tujh bin baat adhuri reh gayi uss din aaj mujhe keh lene do baat adhuri door bahut hai mann ka basera chhod chale tum saath kyun mera door bahut hai mann ka basera chhod chale tum saath kyun mera kaise pahunchunga manzil par jeena hoga ghadiyaan gin gin baat adhuri reh gayi uss din aaj mujhe keh lene do baat adhuri
baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi jaisi ab hai teri mehfil kabhi aisi to na thi baat karni paa e qooba koi zinda mein naya hai majnoo paa e qooba koi zinda mein naya hai majnoo aati aawaaze salasil kabhi aisi to na thi baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi baat karni le gaya loot ke kaun aaj tera sabaroqaraar le gaya loot ke kaun aaj tera sabaroqaraar bekrari tujhe ae dil kabhi aisi to na thi baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi
baat niklegi to phir door talak jaayegi baat niklegi to phir door talak jaayegi log bewajah udaasi kaa sabaab poonchhenge log bewajah udaasi kaa sabaab poonchhenge ye bhi poonchhenge ke tum itni pareshaan kyun ho ungliyaan uthengi sookhe huye baalon ki taraf ik nazar dekhenge guzre huye saalon ki taraf chudiyon par bhi kayi tanz kiye jaayenge kaanpate haathon pe bhi fikre kase jaayenge log zaalim hai har ik baat ka taana denge log zaalim hai har ik baat ka taana denge baaton baaton mein mera zikr bhi le aayenge unki baaton ka zara sa bhi asar mat lena warna chehre ke taasur se samjh jaayenge chaahe kuchh bhi ho sawaalaat naa karna unse chaahe kuchh bhi ho sawaalaat naa karna unse mere baare mein koi baat naa karna unse baat niklegi to phir door talak jaayegi
Baat Takat Hu Tori Piya
charaag o aaftaab gum badi haseen raat thi charaag o aaftaab gum badi haseen raat thi shabaab ki naqaab gum badi haseen raat thi charaag o aaftaab gum badi haseen raat thi mujhe pila rahe the wo ke khud hi shamma bhujh gayi mujhe pila rahe the wo ke khud hi shamma bhujh gayi gilas gum sharaab gum badi haseen raat thi charaag o aaftaab gum badi haseen raat thi likha tha jiss kitaab mein ke ishq to haraam hai likha tha jiss kitaab mein ke ishq to haraam hai huyi wahi kitaab gum badi haseen raat thi charaag o aaftaab gum badi haseen raat thi labon se lab jo mil gaye labon se lab hi sil gaye labon se lab jo mil gaye labon se lab hi sil gaye sawaal gum jawaab gum badi haseen raat thi charaag o aaftaab gum badi haseen raat thi shabaab ki naqaab gum badi haseen raat thi charaag o aaftaab gum badi haseen raat thi
badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai dhadak aahista se aye dil dhadak aahista se aye dil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai koi sun le na ye kissa bahut dar lagta hai koi sun le na ye kissa bahut dar lagta hai magar darne se kya haasil magar darne se kya haasil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai batana bhi nahin aasaan chhupana bhi kathin hai batana bhi nahin aasaan chhupana bhi kathin hai khudaya kis kadar mushkil khudaya kis kadar mushkil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai hooo ooo oooo ujaale dil ke phaile hain chale aao na jaanam chale aao na jaanam bahut hi pyaar ke kaabil bahut hi pyaar ke kaabil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai dhadak aahista se aye dil aye dil aye dil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye
badnaam mere pyaar kaa afsaana hua hai badnaam mere pyaar kaa afsaana hua hai deewane bhi kehte hain ke deewana hua hai badnaam mere pyaar kaa afsaana hua hai deewane bhi kehte hain ke deewana hua hai rishta tha tabhi to kisi bedard ne toda rishta tha tabhi to kisi bedard ne toda apna tha tabhi to koi begaana hua hai deewane bhi kehte hain ke deewana hua hai badnaam mere pyaar kaa afsaana hua hai deewane bhi kehte hain ke deewana hua hai baadal ki tarah aa ke baras jaayie ek din baadal ki tarah aa ke baras jaayie ek din dil aapke hote huye veerana hua hai deewane bhi kehte hain ke deewana hua hai badnaam mere pyaar kaa afsaana hua hai deewane bhi kehte hain ke deewana hua hai bajte hain khayalon mein teri yaad ke ghunghru bajte hain khayalon mein teri yaad ke ghunghru kuchh din se mera ghar bhi parikhana hua hai deewane bhi kehte hain ke deewana hua hai badnaam mere pyaar kaa afsaana hua hai deewane bhi kehte hain ke deewana hua hai mausam ne banaaya hai nighahon
bawasta ka bhi jaamo sughse na hua kuchh fayeda koyal ki bhi koo se na hua aa kabar pe meri ke mera zimma hai tu mast agar mitti ki boo se na hua paigam e ajar laayi thi laayi hogi tab ghum ki ghata chhayi thi chhayi hogi ye jaam ye khushboo ye bahara ye sharaab gulshan mein fiza aayi thi aayi hogi bahaaren agar tumse daaman bachaye mere zakhm se taazgi maang lena bahaaren agar tumse daaman bachaye mere zakhm se taazgi maang lena agar tum se sooraj kabhi rooth jaaye mere jaam se roshni maang lena bahaaren agar tumse daaman bachaye mere zakhm se taazgi maang lena gaya aa ke aangan se khushboo ka mausam ke mausam ko ek roz jana tha yun bhi gaya aa ke aangan se khushboo ka mausam ke mausam ko ek roz jana tha yun bhi abhi daaliyon par bahut phool honge kisi phool se dilkashi maang lena bahaarein agar tumse daaman bachaye mere zakhm se taazgi maang lena kabhi bojh ghum ka jo badh jaye dil par to ro lena tanhaayion se lipat kar kabhi bojh ghum ka jo badh jaye dil par to
bahaaron ko chaman yaad aa gaya hai bahaaron ko chaman yaad aa gaya hai mujhe wo gulbadan yaad aa gaya hai bahaaron ko chaman yaad aa gaya hai lachakti shaakh ne jab sir uthaaya lachakti shaakh ne jab sir uthaaya kisi ka baankpan yaad aa gaya hai kisi ka baankpan yaad aa gaya hai mujhe wo gulbadan yaad aa gaya hai bahaaron ko chaman yaad aa gaya hai teri soorat ko jab dekha hai maine teri soorat ko jab dekha hai maine teri soorat ko jab dekha hai maine ooruz e fikr o fan yaad aa gaya hai ooruz e fikr o fan yaad aa gaya hai mujhe wo gulbadan yaad aa gaya hai bahaaron ko chaman yaad aa gaya hai mile wo ajnabi ban kar to rafatt mile wo ajnabi ban kar to rafatt mile wo ajnabi ban kar to rafatt zamaane ka chalan yaad aa gaya hai zamaane ka chalan yaad aa gaya hai mujhe wo gulbadan yaad aa gaya hai bahaaron ko chaman yaad aa gaya hai bahaaron ko chaman yaad aa gaya hai
bahaaron se keh do mere ghar naa aayen zamaana hai unka unhin ko hansaayen bahaaron se keh do mere ghar naa aayen lagi aag dil mein barastaa hai paani lagi aag dil mein barastaa hai paani dil e ghum zada ki ajab hai kahaani wohi jab nahin hai to kis ko sunaaye wohi jab nahin hai to kis ko sunaaye bahaaron se keh do mere ghar naa aayen wo chehra sunheraa wo chaandi si baahen wo chehra sunheraa wo chaandi si baahen sabhi kuchh wohi hai nahin wo nighaahen ke badlaa jo mausam to badli adaayen ke badlaa jo mausam to badli adaayen bahaaron se keh do mere ghar naa aayen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apno Ne Diye Ghum Mehdi Hassan 06:18 18194
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 06:18   Song Number : 18194   

Ashaar Mere Yoon To Anup Jalota 06:36 18405
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 06:36   Song Number : 18405   

Ashaar Mere Yun To Mukesh 07:10 19168
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 07:10   Song Number : 19168   

Aye Ishq Humen Nayyara Noor 04:11 15631
 
Poster of Nayyara Noor
 
Category
Ghazal
Singer- 
Nayyara Noor
Duration : 04:11   Song Number : 15631   

Aye Khuda Ret Ke Sehra Ko Jagjit Singh 04:47 32028
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:47   Song Number : 32028   

Aye Muhabbat Tere Anjaam Pe Rona Aaya Begum Akhtar 03:31 15702
 
Poster of Begum Akhtar
 
Category
Ghazal
Singer- 
Begum Akhtar
Duration : 03:31   Song Number : 15702   

Aye Sanam Tujhse Main Jab Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 07:20 18480
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 07:20   Song Number : 18480   

Aye Taza Waridan E Bisat E Hawa E Dil Mohd Rafi 03:39 36105
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:39   Song Number : 36105   

Baad Muddat Unhen Jagjit Singh & Chitra Singh 05:28 17863
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:28   Song Number : 17863   

Baadal Ki Tarah Jhoom Ke Jagjit Singh 05:46 35959
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:46   Song Number : 35959   

Baat Adhuri Reh Gayi Mukesh 03:28 35928
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Mukesh
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:28   Song Number : 35928   

Baat Karni Mujhe Mehdi Hassan 03:06 11286
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 03:06   Song Number : 11286   

Baat Niklegi To Phir Jagjit Singh 04:02 16045
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Jagjit Singh
Duration : 04:02   Song Number : 16045   

Baat Takat Hoon Tori Piya Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 07:14 40165
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 07:14   Song Number : 40165   

Badi Haseen Raat Thi Jagjit Singh 05:16 16870
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:16   Song Number : 16870   

Badi Nazuk Hai Ye Manzil Jagjit Singh 04:58 37713
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Year- 
2003
Lyricist
Zameer Kaazami
Music Director- 
Tabun Sutradhar
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Perizaad Zorabian, Khalid Siddiqui
Duration : 04:58   Song Number : 37713   

Badnaam Mere Pyaar Kaa Anup Jalota 06:29 17977
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
Anup Jalota
Duration : 06:29   Song Number : 17977   

Bahaaren Agar Tumse Daaman Bachaye Pankaj Udhas 08:52 35867
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:52   Song Number : 35867   

Bahaaron Ko Chaman Yaad Aa Gaya Hai Ghulam Ali 04:40 15706
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Asha Tai
Duration : 04:40   Song Number : 15706   

Baharon Se Kah Do Mukesh 03:21 16004
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:21   Song Number : 16004