Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaaaaaa kuchh to duniyaa ki aaaaaaa kuchh to duniyaa ki inaayaat neeee dil tod diyaaaaa kuchh to duniyaa ki aur kuchh talkhi ye aur kuchh talkhi ye haalat neeeee dil tod diyaa aur kuchh talkhi ye hum to samjhe the ke barsaat mein barsegi sharaab hum toooooo hum tooooooooooooo hum to samjhe the ke barsaat mein barsegi sharaab aayi barsaat to barsaat ne dil tod diyaaaaaaa aayi barsaat to dil to rota rahe aur aankh se aansoon naaa bahen dil to rotaaaaa rahe aur aankh se aansoon naaa bahen ishq ki aisi rawaayaat ne dil tod diya ishq ki aisi wo mere hainnnnnnnnnnnn wo mere hain mujhe mil jaayenge aa jaayengeeeeeee woooooooo mereeeee hainnnn mujheee wooo mereeeee hain mujhe wo mere hain mujhe mil jaayenge aa jaayenge aise bekaar khayaalat ne dil tod diya aise bekaar khayaalat ne dil tod diya aise bekaar aap koooo pyaaar hai mujhse ke nahin hai mujhseeeee
aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa raa aaaaa aaaaaaa aaaa kuchh tumhare ada ka rona tha kuchh tumhare ada ka rona tha kuchh tumhariiii ada ka rona tha kuchh humen bhi kharaab hona tha kuchh humen bhi kharaab hona tha kuchh tumhare na khuda hummm hmm mmm na khuda hum jisse samajh baithe na khudaaaa aaa aaaaaa na khuda hum jisse samajh baithe ussi kambakht ne dubona tha ussi kambakht ne dubona tha kuchh tumhare ada ka rona tha kuchh tumhariiiiiiiiiii iiiiii kuchh tumhari ada ka rona tha kuchh humen bhi kharaab hona tha kuchh tumhare kab talak khelte zamane se kab talak kheee eeee eeeee kab talak khelte zamane se ek toota hua khilona tha ek toota hua khiloooonaaa tha ek toota hua khilona tha kuchh tumhari ada ka rona tha kuchh tumhariiiii ada ka rona tha kuchh humen bhi kharaab hona tha kuchh humen bhi eee ee ee
kya bataaun ke mujhe tujhse muhabbat kyun hai mere mehboob mujhe teri zarurat kyun hai kya bataaun ke mujhe tujhse muhabbat kyun hai kashti e dil ke liye aur kinaare hain bahut tere jalwon ke siwa aur nazaare hain bahut meri chahat ke liye aur sahaare hain bahut tere waadon pe mujhe phir bhi yaqidat kyun hai kya bataaun ke mujhe tujhse muhabbat kyun hai kyun teri yaad sataati hai mujhe shaam o sehar jaane kyun dhundti phirti hai tujhe meri nazar hain zamaane mein haseen aur bhi tujhse behtar tu hi batla de mujhe tujhse muhabbat kyun hai kya bataaun ke mujhe tujhse muhabbat kyun hai mere mehboob mujhe teri zarurat kyun hai kya bataaun ke mujhe tujhse muhabbat kyun hai
kya khoya kya paaya jag mein milte aur bichhadte pag mein kya khoya kya paaya jag mein milte aur bichhadte pag mein mujhe kisi se nahi shikayat yadhypi chhala gaya pag pag mein ek drishti beeti par daalein yaadon ki potli tatolen ek drishti beeti par daalein yaadon ki potli tatolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen prithvi lakhon arsh purani jeevan ek anant kahani prithvi lakhon arsh purani jeevan ek anant kahani par tan ki apni simaayen yadhyapi sau shardon ki vaani itna kaafi hai antim dastak par khud darwaza kholen itna kaafi hai antim dastak par khud darwaza kholen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen janam maran ka avirat phera jeevan banjaron ka dera janam maran ka avirat phera jeevan banjaron ka dera aaj yahan kal kahan kooch hai kaun jaanta kidhar savera andhiyara aakash aseemit pranon ke pankho ko tolen andhiyara aakash aseemit pranon ke pankho ko tolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi
kya milega kisi ko kisi se kya milega kisi ko kisi se aadmi hai juda aadmi se aadmi hai juda aadmi se kya milega kisi ko kisi se hamne sikha andheron mein jeena hamne sikha andheron mein jeena hamne sikha andheron mein jeena aap ghabra gaye roshani se aap ghabra gaye roshani se aap ghabra gaye roshani se aap ghabra gaye roshani se kya milega kisi ko kisi se dil milao to milta hai dil bhi dil milao to milta hai dil bhi dil ko nisbat nahin dillagi se dil ko nisbat nahin dillagi se kya khushi hai kabhi unse puchho kya khushi hai kabhi unse puchho kya khushi hai kabhi unse puchho ghum mila hai jinhen har khushi se ghum mila hai jinhen har khushi se ghum mila hai jinhen har khushi se ghum mila hai jinhen har khushi se kya milega kisi ko kisi se door tak dard hai aasman par door tak dard hai aasman par kaun gujra hamari gali se kaun gujra hamari gali se kaun gujra hamari gali se kaun gujra hamari gali se kya milega kisi ko kisi se kya milega kisi ko kisi se
kya toota hai andar andar kya toota hai andar andar aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa kya toota hai andar andar chehra kyun kumlaaya hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai tanha tanha rone waalon tanha tanha rone waalon kaun tumhen yaad aayaa hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai rang birangi iss mehfil mein rang birangi iss mehfil mein tum kyun itne chup chup ho rang birangi iss mehfil mein tum kyun itne chup chup ho bhool bhi jaao paagal logon bhool bhi jaao paagal logon kya khoya kya paaya hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai tanha tanha rone waalon tanha tanha rone waalon kaun tumhen yaad aayaa hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai kya toota hai andar andar sher kahaan hain khoon hai dil ka sher kahaan hain khoon hai dil ka jo lafzon mein bikhra hai sher kahaan hain khoon hai dil ka jo lafzon mein bikhra hai dil ke zakhm dikha kar humne dil ke zakhm dikha kar humne mehfil ko garmaaya hai kya toota hai
kya tujhpe nazam likhu aur kaisa geet likhu kya tujhpe nazam likhu aur kaisa geet likhu jab teri taarif karun surtaal mein meet likhu kya tujhpe nazam likhu aur kaisa geet likhu jab teri tareef karun surtaal mein meet likhu kya tujhpe nazam likhu aur kaisa geet likhu kya tujhpe nazam likhu kalawati mein teri chhavi hai mukhda roop ka darpan tere labon ke rang mein paye maine laliye mann hawa mein udati latt ka swagat karti jai jaiwanti mehka mehka khila khila sa tera rang basanti baal kamar pe jaise pahaadi par ganghor ghatayen megh se naina sawan bhado prem ka rass barsayen teri sohni mohni surat komal kanchan kaaya jaane ghazal kisme se payi tere husn ki chhaya jisme sukhan rageshwari roohe sangeet likhu kya tujhpe nazam likhu aur kaisa geet likhu kya tujhpe nazam likhu teri dhaani chunariya lehare jaise madhur bayaar pyaar ka gulshan mehka mehka tujhse jaane bahar teri ek jhalak hai kaafi mujhko jaan se pyari chaal nashili dekh ke teri rafs kare darbaari sar se
kya zamaana tha ke hum roz mila karte the kya zamaana tha ke hum roz mila karte the raat bhar chaand ke humraah phiraa karte the kya zamaana jahaan tanhaaiyaan sar phodh ke so jaati hain jahaan tanhaaiyaan sar phodh ke so jaati hain inn makaanon mein ajab log raha karte the inn makaanon mein ajab log raha karte the raat bhar chaand ke humraah phiraa karte the kya zamaana dekh kar jo humen chupchaap guzar jaata hai dekh kar jo humen chupchaap guzar jaata hai kabhi iss shaqs ko hum pyaar kiya karte the kabhi iss shaqs ko hum pyaar kiya karte the raat bhar chaand ke humraah phiraa karte the kya zamaana itefaaqaate zamaana bhi ajab hai naasir itefaaqaate zamaana bhi ajab hai naasir aaj wo dekh rahen hain jo suna karte the aaj wo dekh rahen hain jo suna karte the raat bhar chaand ke humraah phiraa karte the kya zamaana tha ke hum roz mila karte the kya zamaanaaaaaaaaaa
patti patti gulaab ho jaati har kali mehve khaab ho jaati tune daali naa maifishaan nazren warna shabnam sharaab ho jaati patti patti gulaab kya hogi har kali mehve khaab kya hogi jiss ne laakhon hansin dekhen hon uski neeyat kharaab kya hogi laa pila de saaqiyaa laa pila de saaqiyaa paimaana paimaane ke baad hosh ki baaten karunga hosh ki baaten karunga hosh mein aane ke baad laa pila de saaqiyaa dil mera lene ki khaatir minnate kya kya na ki dil mera lene ki khaatir minnate kya kya na ki kaise nazren pher li kaise nazren pher li matlab nikal jaane ke baad laa pila de saaqiyaa paimaana paimaane ke baad laa pila de saaqiyaa waqt saari zindagi mein do hi guzren hain kathin waqt saari zindagi mein do hi guzren hain kathin ik tere aane se pehle ik tere aane se pehle ik tere jaane ke baad laa pila de saaqiyaa paimaana paimaane ke baad laa pila de saaqiyaa surkh rooh hota hai insaan thokre khaane ke baad surkh rooh hota hai insaan thokre khaane ke baad rang laati hai
dhal gaya aaftaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki laa pilaa de sharaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki yaa suraahi lagaa mere munh se yaa suraahi lagaa mere munh se yaa suraahi lagaa mere munh se yaa ulat de naqaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki laa pilaa de sharaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki maikadaa chhod kar kahaan jaayen maikadaa chhod kar kahaan jaayen maikadaa chhod kar kahaan jaayen hai zamaana kharaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki laa pilaa de sharaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki jaam bhar de gunaahgaaro ke jaam bhar de gunaahgaaro ke jaam bhar de gunaahgaaro ke ye bhi hai ik sabaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki laa pilaa de sharaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki aaj peene de aur peene de aaj peene de aur peene de aaj peene de aur peene de kal karenge hisaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki laa pilaa de sharaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki laa pilaa de sharaab aye saaki laa pilaa de
Lab E Khamosh Se
aaa aa aaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaaa lab pe aati hai duwa banke tamanna meri zindagi shamma ki surat ho khudaaya meri lab pe aati hai duwa banke tamanna meri ho mere dum se yun hi mere watan ki zeenat jis tarah phool se hoti hai chaman ki zeenat zindagi ho meri parwaan ki soorat ya rab ilm ki shamma se ho mujh ko muhabbat ya rab ho mera kaam gareebon ki himaayat karna dardmandon se jayifon se muhabbat karna mere allaah aaaa aaaa aaaa mere allaah buraayi se bachaana mujhko nek jo raah ho uss reh par chalana mujh ko mere allaah buraayi se bachaana mujhko nek jo raah ho uss reh par chalana mujh ko mere allaah buraayi se bachaana mujhko nek jo raah ho uss reh par chalana mujh ko mere allaah buraayi se bachaana mujhko
lagta nahin hai jee mera ujdeeeee dayaaaar mein lagta nahin hai jee mera ujde dayaaaar mein kiski bani hai aal mein naa payedaar mein lagta nahin hai jee mera keh do inn hasraton se kahin aur ja basen keh do inn hasraton se kahin aur ja basen kahin aur ja basen itni jagah kahaan hai dil e daag daar mein itni jagah kahaan hai umr e daraaz maang ke laaye the chaar din laaye the chaar din do aarzoo mein kat gaye do intezaar mein do aarzoo mein kat gaye kitna hai badnaseeb zafar dafan ke liye kitna hai badnaseeb zafar dafan ke liye dafan ke liye do gaj zameen bhi naa mili koo e yaar mein do gaj zameen bhi naa mili koo e yaar mein lagta nahin hai jeeeeeeee
aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa sa re ma pa dha ni pa sa re sa dha ni pa ga ma ga re sa ni sa re sa ga nazar oonchi kar di dua ban gayi nazar oonchi kar di dua ban gayi nazar neechi kar di haya ban gayi nazar oonchi kar di dua ban gayi nazar neechi kar di haya ban gayi nazar oonchi kar di dua ban gayi nazar neechi kar di haya ban gayi nazar tirchhi kar di adaa ban gayi nazar tirchhi kar di adaaaaa ban gayi nazar pher li to kazaa ban gayi lazzat e ghum badha dijiye lazzat e ghum badha dijiye lazzat e ghum badha dijiye lazzat e ghum badha dijiye aap phir muskuraa dijiye aap phir muskuraa dijiye lazzat e ghum badha dijiye lazzat e ghum badha dijiye chaand kab tak gehan mein rahe chaand kab tak gehan mein rahe chaand kab tak gehan mein rahe chaand kab tak gehan mein rahe ab to zulfen hata dijiye ab to zulfen hata dijiye ab to zulfen hata dijiye ab to zulfen hata dijiye lazzat e ghum badha dijiye lazzat e ghum badha dijiye
le aayi phir kahan par kismat hame kahan se ye to wahi jagha hai guzare the hum jahan se le aayi phir kahan par kismat hame kahan se ye to wahi jagha hai guzare the hum jahan se le aayi phir kahan par majboor kar rahi hai ye gardish e zamana majboor kar rahi hai ye gardish e zamana tu chhed de wahin se guzara hua fasana lekin tu hi bata de bhule the hum kaha se lekin tu hi bata de bhule the hum kaha se ye to wahi jagha hai guzare the hum jahan se le aayi phir kahan par teri hi anjuman mein ye intzaar tera teri hi anjuman mein ye intzaar tera tere begair sathi jashan e bahar tera ye kaun si ada hai puchhenge aasaman se ye kaun si ada hai puchhenge aasaman se ye to wahi jagha hai guzare the hum jahan se le aayi phir kahan par kismat hame kahaan se ye to wahi jagha hai guzare the hum jahan se mehfil mein aap ki hum kuchh aur to na laaye mehfil mein aap ki hum kuchh aur to na laaye naghmat mein saja kar jazbaat le ke aaye mehfil mein aap ki hum kuchh aur to na laaye
aaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaa reeeee naaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa reeeee aaaaaaaaa le chala jaan meri ruth ke jaana tera le chala jaan meri ruth ke jaana tera ruth ke jaana tera le chala jaan le chala jaan le chala jaan meri ruth ke jaana tera aise aane se to behtar tha naa aana tera le chala jaan meri ruth ke jaana tera le chala jaan meri ruth ke jaana tera aise aane se to behtar tha naa aana tera le chala jaan meri ruth ke jaana tera tu jo aye zulf pareshaan raha karti haiiiii tu jo aye zulf tuuuuuuu jo aye zulf tu jo aye zulf tu jo aye zulf pareshaan raha karti haiiiii kiss ke ujde huye dil mein hai thikaana tera kiss ke ujde huye dil mein hai thikaana tera le chala jaan meri ruth ke jaana tera apni aankhon mein abhi kaundh gayi bijli si apni aankhon mein abhi kaundh gayi bijli siiiiiiiiiiii bijli
log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain itna darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain main naa jugnoo hoon diya hoon naa koi taara hoon main naa jugnoo hoon diya hoon naa koi taara hoon roshni waale mere naam se jalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain neend se mera taalluk hi nahin barson se neend se mera taalluk hi nahin barson se khaab aa aa ke meri chhat pe tehalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain mod hota hai jawaani ka sambhalne ke liye mod hota hai jawaani ka sambhalne ke liye aur sab log yahin aa ke phisalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain itna darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain
hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm maa maa maa maa maa sunaao mujhe wo kahaani jis mein raaja naa ho naa ho raani maa sunaao mujhe wo kahaani jis mein raaja naa ho naa ho raani maa sunaao mujhe wo kahaani jis mein raaja naa ho naa ho raani jo humari tumhaari katha ho jo sabhi ke hriday ki vyatha ho jo humari tumhaari katha ho jo sabhi ke hriday ki vyatha ho gandh jis mein bhari ho dhara ki baat jis mein naa ho apsaraa ki ho naa pariyaa jahaan aasmaani maa sunaao mujhe wo kahaani jis mein raaja naa ho naa ho raani maa sunaao mujhe wo kahaani jis mein raaja naa ho naa ho raani wo kahaani jo hansna seekha de pet ki bhookh ko jo bhulaa de wo kahaani jo hansna seekha de pet ki bhookh ko jo bhulaa de jis mein sach ki bhari chandani ho jis mein umeed ki roshani ho jis mein naa ho kahaani puraani maa sunaao mujhe wo kahaani jis mein raaja naa ho naa ho raani maa sunaao mujhe wo kahaani jis mein raaja naa ho naa ho raani
heyyyyyyy aaaaaaaaaayeeee heyyyy na na aaaayeeee ayeeeeeee aaaayeeeeedeeee maana ke musht e khaak se maana ke musht e khaak se badh kar nahin hoon main maana ke musht e khaak se badh kar nahin hoon main maana ke musht e khaak se badh kar nahin hoon main lekin hawaa ke rehmo karam par nahin hoon main maana ke musht e khaak se badh kar nahin hoon main maana ke musht e khaak se insaan hoon dhadakte huye dil pe haath rakh insaan hoon dhadakte huye dil pe haath rakh yun doob kar naa dekh yun doob kar naa dekh samandar nahin hoon main yun doob kar naa dekh samandar nahin hoon main lekin hawaa ke rehmo karam par nahin hoon main lekin hawaa ke rehmo karam par nahin hoon main maana ke musht e khaak se chehre pe mal raaha hoon siyaahi naseeb ki chehre pe mal raaha hoon siyaahi naseeb ki aainaa haath mein hai aainaa haath mein hai sikandar nahin hoon main aainaa haath mein hai sikandar nahin hoon main lekin hawaa ke rehmo karam par nahin hoon main maana ke musht e khaak se
are maati ke putle tujhe kitna gumaan hai teri aukaat kya teri kya shaan hai are kaun jag mein kisi ka hota hai muft mein kyun janam ganwaata hai koi rishta naa koi naata hai iss jahaan se akelaa jaata hai sunhera khwaab hai duniyaa sitam ke deren hain naa koi mere hain jag mein naa koi tere hain tu samjhta hai jinko mere hain tere ghar ke yahi lootere hain badlaa ye tujhse tere bas ek baar lenge marne ke baad tere kapde utaar lenge phir mil ke teri daulat aapas mein baanth lenge mehal o makaan tere ek ek chhant lenge lobh mein zaat ko tu bhool gaya apne aukaat ko tu bhool gaya maut ki baat ko tu bhool gaya aur sankraat ko tu bhool gaya ek jhatka gal kaa aayega wo tujhe khaakh mein le jaayega phir naa dhan tere kaam aayega apni karni pe tu pachchhtaayega ye ghamand ye guroor tutega phir ghada paap ka ye phutega jab kazaa ban ke dulhan aayegi kench kar rooh ko le jaayegi phir naa daulat tere kaam aayegi ban ke naagan tujhe das jaayegi maal o daulat pe phoolta hai tu
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kuchh To Duniyaa Ki Begum Akhtar 09:10 15704
 
Poster of Begum Akhtar
 
Category
Ghazal
Singer- 
Begum Akhtar
Duration : 09:10   Song Number : 15704   

Kuchh Tumhari Ada Ka Rona Tha Talat Aziz 06:20 36989
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 06:20   Song Number : 36989   

Kya Bataaun Ke Mujhe Tujhse Mohabbat Talat Mahmood 02:28 40196
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
ANJUM LUCKNAVI
Music Director- 
Yunus Mallik
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 02:28   Song Number : 40196   

Kya Khoya Kya Paaya (Samvedna) Jagjit Singh 05:00 32029
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:00   Song Number : 32029   

Kya Milega Kisi Ko Kisi Se Talat Aziz 04:21 36261
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 04:21   Song Number : 36261   

Kya Toota Hai Andar Andar Mehdi Hassan 05:37 16697
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 05:37   Song Number : 16697   

Kya Tujhpe Nazam Likhu Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:48 32020
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 06:48   Song Number : 32020   

Kya Zamaana Tha Talat Aziz 05:26 18326
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:26   Song Number : 18326   

Laa Pila De Saaqiyaa Pankaj Udhas 07:20 17915
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:20   Song Number : 17915   

Laa Pilaa De Sharaab Aye Saaki Jagjit Singh 06:41 10670
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:41   Song Number : 10670   

Lab E Khamosh Se Chitra Singh 07:26 37975
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 07:26   Song Number : 37975   

Lab Pe Aati Hai Duwa Banke Tamanna Meri Siza Roy 04:27 33000
 
Poster of Siza Roy
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:27   Song Number : 33000   

Lagta Nahin Hai Jee Mera Habib Wali Mohammad 03:14 11259
 
Poster of Habib Wali Mohammad
 
Category
Ghazal
Duration : 03:14   Song Number : 11259   

Lazzat E Ghum Badha Dijiye Anup Jalota 10:16 18389
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Duration : 10:16   Song Number : 18389   

Le Aayi Phir Kahan Par Mitali Mukherjee 06:50 18507
 
Poster of Mitali Mukherjee
 
Category
Ghazal
Duration : 06:50   Song Number : 18507   

Le Chala Jaan Meri Ghulam Ali 11:07 15994
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 11:07   Song Number : 15994   

Log Har Mod Pe Jagjit Singh 05:42 15999
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:42   Song Number : 15999   

Maa Sunao Mujhe Wo Kahani Siza Roy 05:18 15995
 
Poster of Siza Roy
 
Category
Ghazal
Duration : 05:18   Song Number : 15995   

Maana Ke Jagjit Singh 08:15 15991
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 08:15   Song Number : 15991   

Maati Ke Putle Tujhe Kitna Gumaan Hai Abdul Rahman Kanchwala 06:34 15967
 
Poster of Abdul Rahman Kanchwala
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Aziz Nazan
Duration : 06:34   Song Number : 15967