Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


nare re na na re na re aaaa aaaa aaa aaaaaa gul gul ne gul se gul ne bahaaron se keh diya aaaaa aaaaaa gul ne gul se gul ne bahaaron se keh diya ek chandni ke chaand ne taaron se keh diya duniya kisi ke pyaar mein jannat se kam nahin duniya kisi ke pyaar mein jannat se kam nahin ek dilruba hai dil mein jo hooron se kam nahin duniya kisi ke pyaar mein jannat se kam nahin ek dilruba hai dil mein jo hooron se kam nahin duniya kisi ke pyaar mein bhoole se muskurao to moti baras padein bhoole se muskurao to moti baras padein palkein utha ke dekho to kaliyaan bhi hans padein palkein utha ke dekho to kaliyaan bhi hans padein khushboo tumhari zulf ki phoolon se kam nahin duniya kisi ke pyaar mein jannat se kam nahin ek dilruba hai dil mein jo hooron se kam nahin duniya kisi ke pyaar mein tum baadshah e husn ho husn e jahaan ho tum baadshah e husn ho husn e jahaan ho jaan e wafa ho aur mohabbat ki shaan ho jaan e wafa ho aur mohabbat ki shaan ho jalwe tumhare husn ke taaron
dus ni sharab diye botle kameeni dus ni sharab diye botle kameeni mai tenu peena wa mai tenu peena wa ke tu menu peeni aye dus ni sharab diye botle kameeni mai tenu peena wa mai tenu peena wa ke tu menu peeni aye dus ni sharab diye botle kameeni haye botle kameeni kuj te gama ne mere dil nu ujadeya kuj te gama ne gama ne gama ne kuj te gama ne gama ne gama ne gama ne gama ne kuj te gama ne mere dil nu ujadeya kuj tere nashe meri zindadi nu saadeya kakh vi na reya palle dadhiye shokiniye dus ni sharab diye botle kameeni mai tenu peena wa mai tenu peena wa mai tenu peena wa ke tu menu peeniii dus ni sharab diye botle kameeni mileya na pyaar te mai tenu gal la leya mileya na pyaar pyaar te tenu gal la leya oyee mileya na pyaaar te ho mileya na pyaar hoo mileya na pyaar te mai tenu gale la leya bhuleya na pehla rab dujja palle pa leya duwa gama vich mera dubna yakini ae dus ni sharab diye botle kameeni mai tenu peena wa mai tenu peena wa ke tu menu peeniii dus ni
ek aisa ghar chahiye mujh ko ek aisa ghar chahiye mujh ko jiski faza mastana ho ek kone mein gazal ki mehfil ek kone mein maikhana ho ek kone mein maikhana ho ek aisa ghar chahiye mujh ko jiski faza mastana ho ek kone mein gazal ki mehfil ek kone mein maikhana ho ek kone mein maikhana ho ek aisa ghar chahiye mujh ko aisa ghar jiske darwaze band na hon insanon par aisa ghar jiske darwaze band na hon insanon par aisa ghar jiske darwaze band na hon insanon par shekho pehalman rendo sharabi sabka aana jana ho sabka aana jana ho ek aisa ghar chahiye mujh ko ek takhti angoor ke paani se likh kar dar par rakh do ek takhti angoor ke paani se likh kar dar par rakh do ek takhti angoor ke paani se likh kar dar par rakh do iss ghar mein wo aaye jisko subah talak na jana ho subah talak na jana ho ek aisa ghar chahiye mujh ko jiski faza mastana ho ek kone mein gazal ki mehfil ek kone mein maikhana ho ek kone mein maikhana ho ek aisa ghar chahiye mujh ko jo maikhaar yahan aata
aaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaaaaaa aaa aaaaaaaaa aaaa ek bas tu hi nahin ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha maine jo sang taraasha wo khuda ho baitha maine jo sang taraasha wo khuda ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha uth ke manzil hi agar aaye to shaayad kuchh hoooo shaayad kuchh hooooooo uth ke manzil hi agar aaye to shaayad kuchh ho shauq e manzil to mera aablaa pa ho baitha shauq e manzil to mera aablaa pa ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha maine jo sang taraasha wo khuda ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha masalaht chheen li quwwat e guftaar magar masalaht chheen li quwwat e guftaar magar kuchh na kahana hi mera meri sada ho baitha kuchh na kahana hi mera meri sada ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha maine jo sang taraasha wo khuda ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse
ek brahman ne kahaa hai ke ye saal achchhaa hai ek brahman ne kahaa hai ke ye saal achchhaa hai zulm ki raat bahut zald dhalegi ab to aag chulhon mein har ek roz jalegi ab to bhookh ke maare koi bachchaa nahin royega chain ki neend har ik shaksh yahaan soyega aandhi nafrat ki chalegi na kahin ab ke baras pyaar ki fasal ugaayegi zameen ab ke baras hai yakeen ab naa koi shor sharaaba hoga zulm hoga naa kahin khoon kharaaba hoga oss aur dhoop ke sadme naa sahegaa koi ab mere des mein beghar naa rahegaa koi naye waadon kaa jo daala hai wo jaal achchhaa hai rehnumaaon ne kahaa hai ke ye saal achchhaa hai dil ke khush rakhne ko gaalib ye khyaal achchhaa hai dil ke khush rakhne ko gaalib ye khyaal achchhaa hai dil ke khush rakhne ko gaalib ye khyaal achchhaa hai
Ek Hi Baat Zamane Ki Kitabon Mein Nahi
ek jaam mein gire hain kuchh log ladkhada ke ek jaam mein gire hain kuchh log ladkhada ke peene gaye the chal ke laaye gaye utha ke ek jaam mein gire hain kuchh log ladkhada ke sehbaa ki aabroo par paani naa pher saaki sehbaa ki aabroo par paani naa pher saaki main khud hi pee raha hoon aansun mila mila ke main khud hi pee raha hoon aansun mila mila ke peene gaye the chal ke laaye gaye utha ke ek jaam mein gire hain kuchh log ladkhada ke wo meri lagjishon par tanqeed kar rahe hain wo meri lagjishon par tanqeed kar rahe hain jo maikade mein khud hi chalte hain ladkhada ke jo maikade mein khud hi chalte hain ladkhada ke ik din tu aa ke meri mannat ki laaj rakh le ik din tu aa ke meri mannat ki laaj rakh le kab se ujaadta hoon mehfil saja saja ke kab se ujaadta hoon mehfil saja saja ke peene gaye the chal ke laaye gaye utha ke ek jaam mein gire hain kuchh log ladkhada ke imaan nazeer apna de aayen hain button ko imaan nazeer apna de aayen hain button ko dil ke bade
ek lafz e mohabbat ka adnaa e fasaana hai ek lafz e mohabbat ka adnaa e fasaana hai simte to dil e aashiq phaile to zamaana hai ek lafz e mohabbat kaa kya husn ne samjha hai kya ishq ne jaana hai kya husn ne samjha hai kya ishq ne jaana hai hum khaak nashinon ki thokar mein zamaana hai simte to dil e aashiq phaile to zamaana hai ek lafz e mohabbat kaa ye ishq nahin aasan itna hi samajh leeje ye ishq nahin aasan itna hi samajh leeje ik aag ka dariya hai aur doob ke jaana hai simte to dil e aashiq phaile to zamaana hai ek lafz e mohabbat kaa aansu to bahut se hain aankhon mein jigar lekin aansu to bahut se hain aankhon mein jigar lekin bandh jaae so moti hai rah jaae so daana hai simte to dil e aashiq phaile to zamaana hai ek lafz e mohabbat ka adnaa e fasaana hai ek lafz e mohabbat ka adnaa e fasaana hai simte to dil e aashiq phaile to zamaana hai ek lafz e mohabbat kaa
aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa ek na ek shamma andhere mein jalaaye rakhiye ek na ek shamma andhere mein jalaaye rakhiye suboh hone ko hai maahole banaaye rakhiye ek na ek shamma jinn ke haathon se humen zakhm e nihaa pahunche hain jinn ke haathon se humen zakhm e nihaa pahunche hain wo bhi kehte hain ke zakhmon ko chhupaaye rakhiye ek na ek shamma kaun jaane ke wo kiss raah guzar se guzre kaun jaane ke wo kiss raah guzar se guzre har guzar gaah ko phoolon se sajaaye rakhiye ek na ek shamma daaman e yaar ki zeenat naa bane har aansoon daaman e yaar ki zeenat naa bane har aansoon apni palkon ke liye kuchh to bachaaye rakhiye ek na ek shamma andhere mein jalaaye rakhiye ek na ek shamma
ek parwaaz dikhaayi di hai ek parwaaz dikhaayi di hai teri aawaaz sunaayi di hai teri aawaaz sunaayi di hai ek parwaaz dikhaayi di hai jiski aankhon mein kati thi sadiyaan jiski aankhon mein kati thi sadiyaan usne sadiyon ki judaayi di hai usne sadiyon ki judaayi di hai usne sadiyon ki judaayi di hai usne sadiyon ki judaayi di hai sirf ik safhaa palat kar usne sirf ik safhaa palat kar usne saari baaton ki safaai di hai saari baaton ki safaai di hai teri aawaaz sunaayi di hai ek parwaaz dikhaayi di hai phir wahin laut ke jaana hoga phir wahin laut ke jaana hoga yaar ne kaisi rihaayi di hai yaar ne kaisi rihaayi di hai teri aawaaz sunaayi di hai ek parwaaz dikhaayi di hai aag mein kya kya jalaa hai shabh bhar aag mein kya kya jalaa hai shabh bhar kitni khushrang dikhaayi di hai kitni khushrang dikhaayi di hai teri aawaaz sunaayi di hai teri aawaaz sunaayi di hai ek parwaaz dikhaayi di hai teri aawaaz sunaayi di hai
ek puraana mausam lauta ek puraana mausam lauta yaad bhari purwaai bhi ek puraana mausam lauta yaad bhari purwaai bhi aisa to kam hi hota hai wo bhi hon tanhaai bhi ek puraana mausam lauta yaad bhari purwaai bhi yaadon ki bauchharon se jab palken bheegne lagti hain yaadon ki bauchharon se jab palken bheegne lagti hain kitni saundhi lagti hai tab kitni saundhi lagti hai tab maazi ki ruswaai bhi ek puraana mausam lauta yaad bhari purwaai bhi do do shaklen dikhti hain iss behke se aaine mein do do shaklen dikhti hain iss behke se aaine mein mere saath chala aaya hai mere saath chala aaya hai aap ka ik saudaai bhi aisa to kam hi hota hai wo bhi hon tanhaai bhi khamoshi ka haasil bhi ik lambi si khaamoshi hai khamoshi ka haasil bhi ik lambi si khaamoshi hai unki baat suni bhi humne unki baat suni bhi humne apni baat sunaayi bhi aisa to kam hi hota hai wo bhi hon tanhaai bhi ek puraana mausam lauta ek puraana mausam lauta yaad bhari purwaai bhi
teri nighaah se aisi sharaab pee maine ke phir naa hosh kaa daawaa kiya kabhi maine wo aur honge jinhen maut aa gayi hogi nighaah e yaar se paayi hai zindagi maine aye ghum e zindagi aye ghum e zindagi kuchh to de mashwara aye ghum e zindagi kuchh to de mashwara ek taraf uska ghar ek taraf maikadaa ek taraf uska ghar ek taraf maikadaa main kahaan jaaun hota nahin faislaaa main kahaan jaaun hota nahin faislaaaa ek taraf uska ghar ek taraf maikadaa ek taraf uska ghar ek taraf maikadaa ek taraf baam par koi gulfaam hai ek taraf mehfil e baadaa o jaam hai ek taraf baam par koi gulfaam hai ek taraf mehfil e baadaa o jaam hai dil ka donon se hai kuchh naa kuchh vaastaa ek taraf uska ghar ek taraf maikadaa ek taraf uska ghar ek taraf maikadaa uske darr se utha to kidhar jaaunga maikada chhod dunga to marr jaaunga uske darr se utha to kidhar jaaunga maikada chhod dunga to marr jaaunga uske darr se utha to kidhar jaaunga maikada chhod dunga to marr jaaunga sakht mushqil
faasila to hai magar koi faasila nahin faasila to hai magar koi faasila nahin mujhse tum juda sahi dil se to juda nahin faasila to hai magar koi faasila nahin aasmaan ki fiqr kya aasmaan khafa sahi hooo aasmaan ki fiqr kya aasmaan khafa sahi aap ye bataiye aap to khafa nahin aap ye bataiye aap to khafa nahin kashtiyaan nahin to kya hausle to paas hain kashtiyaan nahin to kya hausle to paas hain keh do na khudaaon se tum koi khuda nahin keh do na khudaaon se tum koi khuda nahin leejiye bula liya aapko khayaalon mein hooo leejiye bula liya aapko khayaalon mein ab to dekhiye hamen koi dekhta nahin ab to dekhiye hamen koi dekhta nahin aaiye charaag e dil aaj hi jalayen hum aaiye charaag e dil aaj hi jalayen hum kaisi kal hawa chali koi jaanta nahin faasila to hai magar koi faasila nahin mujhse tum juda sahi dil se to juda nahin
faasle aise bhi honge ye kabhi socha naa tha faasle aise bhi honge ye kabhi socha naa tha saamne baitha tha mere aur wo mera na tha faasle aise bhi honge hoke khushboo ki tarha faila tha mere chaarsu hoke khushboo ki tarha faila tha mere chaarsu main usse mehsoos kar sakta tha chhoo sakta na tha main usse mehsoos kar sakta tha chhoo sakta na tha faasle aise bhi honge raat bhar pichhali si aahat kaan mein aati rahi raat bhar pichhali si aahat kaan mein aati rahi jhank kar dekha gali mein koi bhi aaya na tha jhank kar dekha gali mein koi bhi aaya na tha faasle aise bhi honge khud chadha rakhe the tan par ajnabiyat ke gilaaf khud chadha rakhe the tan par ajnabiyat ke gilaaf warna kab ik doosre ko humne phehchana na tha warna kab ik doosre ko humne phehchana na tha saamne baitha tha mere aur wo mera na tha faasle aise bhi honge
hmmm falsafe ishq mein pesh aaye sawaalon ki tarha falsafe ishq mein pesh aaye sawaalon ki tarha ham pareshaan hi rahe apne khyaalon ki tarha sheeshagar baithe rahe zikr e maseeha le kar sheeshagar baithe rahe zikr e maseeha le kar aur hum toot gaye kaanch ke pyaalon ki tarha aur hum toot gaye kaanch ke pyaalon ki tarha jab bhi anjaam e muhabbat ne pukaaraa khud ko jab bhi anjaam e muhabbat ne pukaaraa khud ko waqt ne pesh kiyaa hum ko misaalon ki tarha waqt ne pesh kiyaa hum ko misaalon ki tarha zikr jab hoga muhabbat mein tabaahi ka kahin zikr jab hoga muhabbat mein tabaahi ka kahin yaad hum aayenge duniyaa ko hawaalon ki tarha yaad hum aayenge duniyaa ko hawaalon ki tarha falsafe ishq mein pesh aaye sawaalon ki tarha
gale lagaa ke jo sunte the dil ki aahon ko gale lagaa ke jo sunte the dil ki aahon ko taras raha hoon unhi ki hasin baahon ko gale lagaa ke jo sunte the kadam kadam pe wo aankhen bichha bichha dena kadam kadam pe wo aankhen bichha bichha dena zaroor yaad to hoga tumhaari raahon ko gale lagaa ke jo sunte the duhai hai teri ae raahjan duhai hai duhai hai teri ae raahjan duhai hai ki aaj loot liya raahbar ne raahon ko gale laga ke jo sunte the mile na phir tere daaman mein daag unke shamim mile na phir tere daaman mein daag unke shamim sharab e naab se dhoya hai jin aahon ko gale lagaa ke jo sunte the dil ki aahon ko
gali koi apni na shahar apna koi kahan din bitaate kahaan raat karte gali koi apni na shahar apna koi kahan din bitaate kahaan raat karte na milta agar maikada to bataao kahan zindagi se mulaaqaat karte gali koi apni na shahar apna koi kahan din bitaate kahaan raat karte masaain the kuchh is kadar zindagi ke masaain the kuchh is kadar zindagi ke kabhi zakhm bhi gin nahin paaye apne kabhi zakhm bhi gin nahin paaye apne tamanna thi apni si milte kisi din kabhi khud se bhi do ghadi baat karte gali koi apni na shahar apna koi kahan din bitaate kahaan raat karte huyi khair nikale jo dairo haram se huyi khair nikale jo dairo haram se thikana diya maikade ki gali ne thikana diya maikade ki gali ne kahaan jaake hum kaatte dhoop ke din kahan khatm hum apni barsaat karte gali koi apni na shahar apna koi kahan din bitaate kahaan raat karte uthaaye huye bojh sa dil pe koi uthaaye huye bojh sa dil pe koi bhatakte rahe shahar ki bheed mein hum bhatakte rahe shahar ki bheed mein
gaye dinon ka suraag le kar kidhar se aaya kidhar gaya wo gaye dinon ka suraag le kar kidhar se aaya kidhar gaya wo ajeeb maanus ajnabee tha mujhe to hairaan kar gaya wo gaye dinon ka suraag le kar bas ek moti si chhab dikha kar bas ek moti si chhab dikha kar bas ek meethi si dhun suna kar sitaraa e shaam ban ke aaya barang e khaab e saher gaya wo ajeeb maanus ajnabee tha mujhe to hairaan kar gaya wo gaye dinon ka suraag le kar naa ab wo yaadon ka chadhta dariyaa naa ab wo yaadon ka chadhta dariyaa naa fursaton ki udaas barkha yunhi zara si kasak hai dil mein yunhi zara si kasak hai dil mein jo zakhm gehra tha bhar gaya wo ajeeb maanus ajnabee tha mujhe to hairaan kar gaya wo gaye dinon ka suraag le kar wo hijr ki raat kaa sitaara wo hijr ki raat kaa sitaara wo humnafas hum sukhan humara sada rahe uss ka naam pyaara sada rahe uss ka naam pyaara suna hai kal raat mar gaya wo ajeeb maanus ajnabee tha mujhe to hairaan kar gaya wo gaye dinon ka suraag le kar wo raat ka
gham e zindagi ka yaa rab naa mila koi kinaara gham e zindagi ka yaa rab naa mila koi kinaara meri fikar e bekaraan ne do jahaan ko chhaan mara gham e zindagi ka yaa rab meri aarzoo ko bakhshi teri har nazar ne rafwat meri aarzoo ko bakhshi teri har nazar ne rafwat use beqaraan karegaa mere shauk ka sharara use beqaraan karegaa main kabhi rawaan dawaan tha kahin dasht e bekhudi mein main kabhi rawaan dawaan tha kahin dasht e bekhudi mein kisi door ki sada ne mujhe pyaar se pukara kisi door ki sada ne mera zarf ye ke lekar gham e beqaraan main chup hoon mera zarf ye ke lekar gham e beqaraan main chup hoon na sukhan se raaz paida na zabeen se aashqara gham e zindagi ka yaa rab na mila koi kinara gham e zindagiiiiiiiiii
ghar se nikle the hausla kar ke ghar se nikle the hausla kar ke laut aaye khuda khuda kar ke ghar se nikle the hausla kar ke dard e dil paaoge wafaa kar ke dard e dil paaoge wafaa kar ke dard e dil paaoge wafaa kar ke humne dekha hai tajurbaa kar ke zindagi to kabhi nahin aayi zindagi to kabhi nahin aayi zindagi to kabhi nahin aayi maut aayi zara zara kar ke log sunte rahe dimaag ki baat log sunte rahe dimaag ki baat log sunte rahe dimaag ki baat hum chale dil ko rehnuma kar ke kiss ne paaya sukun duniyaa mein kiss ne paaya sukun duniyaa mein kiss ne paaya sukun duniyaa mein zindgaani ka saamna kar ke ghar se nikle the hausla kar ke laut aaye khuda khuda kar ke ghar se nikle the hausla kar ke
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Duniya Kisi Ke Pyaar Mein (Long Version) Mehdi Hassan 05:57 37382
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 05:57   Song Number : 37382   

Dus Ni Sharab Diya Botle Ghulam Ali 07:13 32733
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 07:13   Song Number : 32733   

Ek Aisa Ghar Chahiye Pankaj Udhas 08:24 36123
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:24   Song Number : 36123   

Ek Bas Tu Hi Nahin Mujhse Khafa Mehdi Hassan 10:00 36789
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 10:00   Song Number : 36789   

Ek Brahman Ne Kahaa Hai Jagjit Singh 04:01 15962
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:01   Song Number : 15962   

Ek Hi Baat Zamaane Ki Kitabon Mein Nahin Mohd Rafi 04:46 38405
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:46   Song Number : 38405   

Ek Jaam Mein Jagjit Singh 06:27 18819
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:27   Song Number : 18819   

Ek Lafz E Mohabbat Ka Sudhir Narain 05:40 39299
 
Poster of Sudhir Narain
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Muzaffar Ali
Duration : 05:40   Song Number : 39299   

Ek Na Ek Shamma Andhere Mein Jalaaye Rakhiye Chitra Singh 04:38 16021
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Tariq Badayuni
Singer- 
Chitra
Duration : 04:38   Song Number : 16021   

Ek Parwaaz Dikhaayi Jagjit Singh 06:04 16871
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:04   Song Number : 16871   

Ek Puraana Mausam Lauta Jagjit Singh 06:19 16864
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:19   Song Number : 16864   

Ek Taraf Uska Ghar Pankaj Udhas 08:35 17912
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:35   Song Number : 17912   

Faasila To Hai Magar Jagjit Singh & Chitra Singh 06:44 37995
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 06:44   Song Number : 37995   

Faasle Aise Bhi Honge Anup Jalota 04:58 32457
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 04:58   Song Number : 32457   

Falsafe Ishq Mein Pesh Aaye Sawaalon Ki Tarha Mohd Rafi 04:07 33001
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:07   Song Number : 33001   

Gale Lagaa Ke Jo Sunte The Talat Mahmood 03:30 38734
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shamim Jaipuri
Music Director- 
Yunus Mallik
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:30   Song Number : 38734   

Gali Koi Apni Na Shahar Apna Koi Pankaj Udhas 06:07 36191
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 06:07   Song Number : 36191   

Gaye Dinon Ka Suraag Le Kar Asha Bhosle & Ghulam Ali 06:59 15971
 
Poster of Asha Bhosle & Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 06:59   Song Number : 15971   

Gham E Zindagi Ka Yaa Rab Talat Mahmood 03:24 15969
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:24   Song Number : 15969   

Ghar Se Nikle The Hausla Kar Ke Jagjit Singh 06:04 17856
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:04   Song Number : 17856