faasila to hai magar koi faasila nahin faasila to hai magar koi faasila nahin mujhse tum juda sahi dil se to juda nahin faasila to hai magar koi faasila nahin aasmaan ki fiqr kya aasmaan khafa sahi hooo aasmaan ki fiqr kya aasmaan khafa sahi aap ye bataiye aap to khafa nahin aap ye bataiye aap to khafa nahin kashtiyaan nahin to kya hausle to paas hain kashtiyaan nahin to kya hausle to paas hain keh do na khudaaon se tum koi khuda nahin keh do na khudaaon se tum koi khuda nahin leejiye bula liya aapko khayaalon mein hooo leejiye bula liya aapko khayaalon mein ab to dekhiye hamen koi dekhta nahin ab to dekhiye hamen koi dekhta nahin aaiye charaag e dil aaj hi jalayen hum aaiye charaag e dil aaj hi jalayen hum kaisi kal hawa chali koi jaanta nahin faasila to hai magar koi faasila nahin mujhse tum juda sahi dil se to juda nahin
Faasila To Hai Magar
Jagjit Singh & Chitra Singh