Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kaise kaise haadse sehte rahe kaise kaise haadse sehte rahe phir bhi hum jeete rahe hanste rahe kaise kaise haadse sehte rahe uske aa jaane ki ummeeden liye uske aa jaane ki ummeeden liye uske aa jaane ki ummeeden liye raasta mud mud ke hum takte rahe raasta mud mud ke hum takte rahe kaise kaise haadse sehte rahe waqt to guzra magar kuchh iss tarah waqt to guzra magar kuchh iss tarah waqt to guzra magar kuchh iss tarah hum charaagon ki tarah jalte rahe hum charaagon ki tarah jalte rahe kaise kaise haadse sehte rahe kitne chehre the humare aas paas kitne chehre the humare aas paas kitne chehre the humare aas paas tum hi tum dil mein magar baste rahe tum hi tum dil mein magar baste rahe kaise kaise haadse sehte rahe phir bhi hum jeete rahe hanste rahe kaise kaise haadse sehte rahe kaise kaise haadse sehte rahe
kaise kaise log humare jee ko jalaane aa jaate hain kaise kaise log humare jee ko jalaane aa jaate hain apne apne ghum ke fasaane humen sunaane aa jaate hain kaise kaise log mere liye ye gair hain aur main inke liye begaana hoon phir bhi ek rasmen jahaan hai jise nibhane aa jaate hain apne apne ghum ke fasaane humen sunaane aa jaate hain kaise kaise log inn se alag main reh nahin sakta iss bedard zamaane mein meri ye majboori mujhko yaaden dilaane aa jaate hain kaise kaise log sabki sunn kar chup rehte hain dil ki baat nahin kehte aate aate jeene ke bhi laakh bahaane aa jaate hain apne apne ghum ke fasaane humen sunaane aa jaate hain kaise kaise log
kaisi chali hai ab ke hawaa tere shaher mein kaisi chali hai ab ke hawaa tere shaher mein banday bhi ho gaye hain khuda tere shaher mein kaisi chali hai ab ke hawaa tere shaher mein kya jaane kya hua ke pareshaan ho gaye kya jaane kya hua ke pareshaan ho gaye ik lahza ruk gayee thi sabaa tere shaher mein ik lahza ruk gayee thi sabaa tere shaher mein banday bhi ho gaye hain khuda tere shaher mein kaisi chali hai ab ke hawaa tere shaher mein kuchh dushmani ka dhab hai na ab dosti ke taur kuchh dushmani ka dhab hai na ab dosti ke taur donon ka ek rang huwaa tere shaher mein donon ka ek rang huwaa tere shaher mein banday bhi ho gaye hain khuda tere shaher mein kaisi chali hai ab ke hawaa tere shaher mein shayad unhen pata tha ke khaatir hai ajnabi shayad unhen pata tha ke khaatir hai ajnabi logon ne us ko loot liyaa tere shaher mein logon ne us ko loot liyaa tere shaher mein banday bhi ho gaye hain khuda tere shaher mein kaisi chali hai ab ke hawaa tere shaher mein
heyeee naaaaa heyeeee naaaaa re re re naaaaaa heyeee ayeeeeee ayeee ayeeee aaaaaaa andaaz apne dekhte hain aaine mein wo andaaz apne dekhte hain aaine mein wo aur ye bhi dekhte hain koi dekhta naa ho kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera kuchh ne kaha ye chaand hai kuchh ne kaha ye chaand hai kuchh ne kaha chehra tera kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera kal chaudhvin ki raat thi kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera kuchh ne kaha ye chaand hai kuchh ne kaha ye chaand hai kuchh ne kaha chehra tera kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera iss shehar mein kiss se mile hum se to chhuti mehfilennnnn aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa iss shehar mein kiss se mileeee kiss se milee
kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera kal chaudhvin ki raat thi kuchh ne kaha ye chaand hai kuchh ne kaha ye chaand hai kuchh ne kaha chehra tera kal chaudhvin ki raat thi hum bhi wahin maujud the hum bhi wahin maujud the humse bhi sab poochha kiye hum bhi wahin maujud the humse bhi sab poochha kiye hum hans diye hum chup rahe hum hans diye hum chup rahe manzoor tha parda tera kal chaudhvin ki raat thi kal chaudhvin ki raat thi iss shaher mein kiss se mileeeeennnnn iss shaher mein kiss se milen humse to chhuti mehfilen iss shaher mein kiss se milen humse to chhuti mehfilen har shaks tera naam le har shaks tera naam le har shaks deewana tera kal chaudhvin ki raat thi kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera kal chaudhvin ki raat thi kooche ko tere chhod kar kooche ko tere chhod kar jogi hi ban jaayen magar kooche ko tere chhod karrrrr kooche ko tere chhod kar jogi hi ban jaayen magar jungle tere parbat tere jungle tere parbat tere basti
karun naa yaad magar kiss tarah bhulaaun use karun naa yaad magar kiss tarah bhulaaun use ghazal bahana karun aur gungunaaun use karun naa yaad magar kiss tarah bhulaaun use karun naa yaad wo khaar khaar hain shaakh e gulaab ki maanind wo khaar khaar hain shaakh e gulaab ki maanind main zakhm zakhm hoon phir bhi gale lagaaun use karun naa yaad magar kiss tarah bhulaaun use karun naa yaad ye log taskeeren karte hain apne logon ke ye log taskeeren karte hain apne logon ke main kaise baat karun aur kahaan se laaun use karun naa yaad magar kiss tarah bhulaaun use karun naa yaad jo humsafar sare manzil bichhad raha hai faraaz jo humsafar sare manzil bichhad raha hai faraaz ajab nahin ke agar yaad bhi na aaun use karun naa yaad magar kiss tarah bhulaaun use ghazal bahana karun aur gungunaaun use karun naa yaad magar kiss tarah bhulaaun useeeee
kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga mera darwaaza hawaon ne hilaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga dil e naadaan na dhadak aye dil e naadaan na dhadak dil e naadaan na dhadak aye dil e naadaan na dhadak koi khat le ke padosi ke ghar aaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga mera darwaaza hawaon ne hilaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga gul se lipti huyi titli ko gira kar dekho gul se lipti huyi titli ko gira kar dekho aandhiyon tumne darakhton ko girayaa hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga mera darwaaza hawaon ne hilaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga kaif pardes mein mat yaad karo apna makaan kaif pardes mein mat yaad karo apna makaan ab ke baarish ne use tod giraya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga mera darwaaza hawaon ne hilaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga
kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai hoti hai hoti hai hoti hai ye haqeeqat to nigaahon se bayaan hoti hai ye haqeeqat to nigaahon se bayaan hoti hai kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai wo naa aayen to sataati hai khalish si dil ko wo naa aayen to wo naa aayen to sataati hai khalish si dil ko wo jo aayen to khalish aur jawaan hoti hai wo jo aayen to khalish aur jawaan hoti hai ye haqeeqat to nigaahon se bayaan hoti hai kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai zindagi ek zindagiiiiiiiii zindagiiiiiiii zindagi zindagi zindagi ek sulagti si chita hai saahir zindagiiiiii zindagiiiiiiiiii zindagi ek zindagi ek sulagti si chita hai saahir shola banti hai na ye bujh ke dhunwa hoti hai shola banti hai na ye bujh ke dhunwa hoti hai ye haqeeqat to nigaahon se bayaan hoti hai kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai
kaun kehta hai tujhe maine bhula rakha hai kaun kehta hai tujhe maine bhula rakha hai teri yaadon ko kaleje se laga rakha hai teri yaadon ko kaleje se laga rakha hai lab pe aahen bhi nahin aankh mein aansu bhi nahin lab pe aahen bhi nahin aankh mein aansu bhi nahin dil ne har raaz mohabbat ka chhupa rakha hai dil ne har raaz mohabbat ka chhupa rakha hai tune jo dil ke andhere mein jalaaya tha kabhi tune jo dil ke andhere mein jalaaya tha kabhi wo diya aaj bhi seene mein jala rakha hai wo diya aaj bhi seene mein jala rakha hai dekh ja aake mehakte huye jakhmon ki bahaar maine ab tak tere gulshan ko saja rakha hai kaun kehta hai tujhe maine bhula rakha hai
kehne ki baat hai ke baharon se hum mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile phoolon ke aas paas hi phoolon ke aas paas hi kaanton ke ghum mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile yaadon ki sar zameen pe zakhmon ki shakl mein yaadon ki sar zameen pe zakhmon ki shakl mein bichhadi huyi hayaat ke bichhadi huyi hayaat ke nakshe kadam mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile mehaki huyi seher ki tarah aaye tum magar mehaki huyi seher ki tarah aaye tum magar jalte huye khayaal ki maalind hum mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile ab ke tumhare shehar mein yun zindagi milli ab ke tumhare shehar mein yun zindagi milli jaise koi musafir e jaise koi musafir e dashte adam mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile phoolon ke aas paas hi phoolon ke aas paas hi kaanton ke ghum mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile
kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye phir socha ke khaamosh rahen reh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye samjhaa naa mera ghum koi iss baat ka ghum hai phir bhi mere dil tujhko wafaaon ki kasam hai aankhon mein hon aansoo bhi magar beh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye phoolon se chaman aasmaan taaron se bhara hai umeed kaa daaman mera khaaron se bhara hai kismat ne sitam aise kiye seh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye phir socha ke khaamosh rahen reh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye
maikashi bhi to ek ibaddat hai maikashi bhi to ek ibaddat hai main kabhi bewaju nahi peeta haan main peeta to hoon sharaab magar muflison ka lahoo nahin peeta dekh kar sidhi maang ko ser mein dekh kar dekh kar sidhi maang ko ser mein maikashon ko bada achamba hai ek maikash ye pooch hi utha kya kya yahi maikade ka rasta hai khamoshiyon ko nahin de sadayen hum dono khamoshiyon ko nahin de sadayen hum dono khamoshiyon ko khamoshiyon ko nahin de sadayen hum dono lab e ghazal pe tarannum sajayen hum dono khamoshiyon ko nahin de sadayen hum dono lab e ghazal pe tarannum sajayen hum dono khamoshiyon ko nahin den ye jaante hain ke ek raat ke musaafir hain musaafir hain musaafir hain musaafir hain musaafir hain musaafir hain ye jaante hain ke ek raat ke musaafir hain to jugnuon ki tarah jagmagayen hum dono to jugnuon jugnuon juganuon juganuon ki jugnuon to juganuon ki tarah jagmagayen hum dono lab e gazal pe tarannum sajayen hum dono khamoshiyon ko safar se milti hai
khub jante icche kore khub jante icche kore tumi ki shei aager motoi acho tumi ki shei aager motoi acho naki onekkhani bodle gecho khub jante icche kore khub jante icche kore akhono ki prothomo shokal hole snaan ti shere pujar ful tule pujar chole amari kotha bhabo boshe thaakur ghor jaante icche kore khub jante icche kore akhono ki shondha bela amar bari feraar shomoy periye gele onek obhimaan e chokh duto ki jole bhore jaante icche kore khub jante icche kore akhono ki raat nijhum hole shorot kahini pashe khola pore thaake baakul tiyaashe amar piyashe ontor kede more jaante icche kore khub jante icche kore tumi ki shei aager motoi acho tumi ki shei aager motoi acho naki onekkhani bodle gecho jaante icche kore khub jante icche kore
khud ki khaatir naa zamaane ke liye zinda hoon khud ki khaatir naa zamaane ke liye zinda hoon karz mitti ka chukane ke liye zinda hoon khud ki khaatir naa zamaane ke liye zinda hoon kiss ko fursat jo mere zakhm gine baat sune kiss ko fursat jo mere zakhm gine baat sune khaak hoon khaak udaane ke liye zinda hoon karz mitti ka chukane ke liye zinda hoon khud ki khaatir naa zamaane ke liye zinda hoon rooh aawaara naa bhatke ye kisi ki khaatir rooh aawaara naa bhatke ye kisi ki khaatir saare rishton ko bhulaane ke liye zinda hoon karz mitti ka chukane ke liye zinda hoon khud ki khaatir naa zamaane ke liye zinda hoon log jeene ke garaz mand bahot hai lekin log jeene ke garaz mand bahot hai lekin main masihaa ko bachane ke liye zinda hoon main masihaa ko bachane ke liye zinda hoon karz mitti ka chukane ke liye zinda hoon khud ki khaatir naa zamaane ke liye zinda hoon
khuda hi jaane yaar aaye na aaye khuda hi jaane yaar aaye na aaye mere dil ko qaraar aaye na aayee khuda hi jaane yaar aaye na aaye jawaani mein agar tauba bhi kar lein kisi ko aitbaar aaye na aaye kisi ko aitbaar aaye na aaye wo aayen bhi to ab shiddaten dard khuda jaane qaraar aaye na aayee khuda hi jaane yaar aaye na aaye ibaadat to hai peeri mein bhi mumkin jawaani baar baar aaye na aaye jawaani baar baar aaye na aaye khuda hi jaane yaar aaye na aaye
khuda humko aisi khudaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de ke apne siwa kuchh dikhaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de khatawaar samjhegi duniyaa tujhe khatawaar samjhegi duniyaa tujhe ab itni jyaada safaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de hanso aaj itna ke iss shor mein hanso aaj itna ke iss shor mein sadaa siskiyon ki sunaayi naa de khuda humko aisi khudaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de abhi to badan mein lahoo hai bahot abhi to badan mein lahoo hai bahot kalam chheen le roshnaayi naa de khuda humko aisi khudaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de khuda aise ehsaas ka naam hai khuda aise ehsaas ka naam hai rahe saamne aur dikhaayi naa de khuda humko aisi khudaai naa de ke apne siwa kuchh dikhaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de
khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam sharaab jisne banayee usse hamara salaam usse hamara salaam khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam sharab jisne banayee usse hamara salaam usse hamara salaam khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam ye jeete jee hi karaati hai sair jannat ki ye jeete jee hi karaati hai sair jannat ki ye jeete jee hi karaati hai sair jannat ki issi liye hi to shayad hui sharaab haraam issi liye hi to shayad hui sharab haraam sharab jisne banayee usse hamara salaam usse hamara salaam khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam ye maikada hai yahan ka nizaam ulta hai ye maikada hai yahan ka nizaam ulta hai ye maikada hai yahan ka nizaam ulta hai jo larkhara na saka peeke ho gaya badnaam jo larkhara na saka peeke ho gaya badnaam sharab jisne banayee usse hamara salaam usse hamara salaam khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam sharab itni sharifaana cheez hai adam sharab itni
aaaa aaaa aaaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen humen to ishq se matlab kisi ki baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen gulon ke rang se khushboo se hai garaj humko gulon ke rang se khushboo se hai garaj humko chaman ko jaaye to kuchh taazgi ki baat karen chaman ko jaaye to kuchh taazgi ki baat karen humen to ishq se matlab kisi ki baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen tumhari bazm mein sab rind bhi hain shaikh bhi hain aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaa tumhari bazm mein sab rind bhi hain shaikh bhi hain piye sharaab bhi ye badi ki baat karen piye sharaab bhi ye badi ki baat karen humen to ishq se matlab
khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda karee kuchh iss tarah se jiye zindagi basar naa huyi tumhare baad kisi raat ki sehar naa huyi sehar nazar se mile zulf le ke shaam aaye kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda karee khud apne ghar mein wo mehmaan ban ke aaye hain sitam to dekhiye anjaan ban ke aaye hain humare dil ki tadap aaj kuchh to kaam aaye kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda karee wo hi hai saaz wohi geet hai wohi manzar har ek cheez wohi hai nahin ho tum wo magar ussi tarah se nighaahen uthe salaam aaye kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda karee
khuda wo waqt na laye khuda wo waqt na laye ke sogawaar ho tu khuda wo waqt na laye sukun ki neend tujhe bhi haraam ho jaye teri masarrat e paiham tamaam ho jaye teri hayat tujhe talkh jam ho jaye gamon se aaina e dil gudaz ho tera khuda wo waqt na laye hujum e yaas se betaab ho ke reh jaye wafur e dard se simab ho ke reh jaye tera shabaab faqat khwab ho ke reh jaye gurur e husn sarapa niyaz ho tera khuda wo waqt na laye tawil raaton mein tu bhi qaraar ko tarse teri nigaah kisi gamgusaar ko tarse khizanrasida tamanna bahaar ko tarse koi jabin na tere sang e aastaan pe jhuke khuda wo waqt na laye ke sogawaar ho tu khuda wo waqt na laye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kaise Kaise Haadse Jagjit Singh 05:23 18810
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:23   Song Number : 18810   

Kaise Kaise Log Humare Mehdi Hassan 03:25 15965
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 03:25   Song Number : 15965   

Kaisi Chali Hai Ab Ke Hawa Ghulam Ali 06:19 39785
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Khatir Ghaznavi
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 06:19   Song Number : 39785   

Kal Chaudhvin Ki Raat Thi (Long Version) Ghulam Ali 12:06 17873
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 12:06   Song Number : 17873   

Kal Chaudhvin Ki Raat Thi (Short Version) Ghulam Ali 05:48 178731
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 05:48   Song Number : 178731   

Karun Naa Yaad Magar Kiss Tarah Bhulaaun Use Asha Bhosle 06:06 15973
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Duration : 06:06   Song Number : 15973   

Kaun Aayega Yahaan Jagjit Singh 06:45 17986
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:45   Song Number : 17986   

Kaun Kehta Hai Jagjit Singh 04:55 17984
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:55   Song Number : 17984   

Kaun Kehta Hai Tujhe Talat Mahmood 03:18 40323
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:18   Song Number : 40323   

Kehne Ki Baat Hai Ke Baharon Se Hum Mile Pankaj Udhas 05:48 36304
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 05:48   Song Number : 36304   

Kehne Ko Bahut Kuchh Tha C H Atma 03:39 31150
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Duration : 03:39   Song Number : 31150   

Khamoshiyon Ko Nahin Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 08:02 32018
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 08:02   Song Number : 32018   

Khub Jante Ichche Kore Manna Dey 03:38 36427
 
Poster of Manna Dey
 
Category
Ghazal
Singer- 
Manna Deyy
Duration : 03:38   Song Number : 36427   

Khud Ki Khaatir Naa Zamaane Ke Liye Pankaj Udhas 04:32 18009
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 04:32   Song Number : 18009   

Khuda Hi Jaane Yaar Aaye Mohd Rafi 03:09 32035
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Duration : 03:09   Song Number : 32035   

Khuda Humko Aisi Khudai Na De Chitra Singh 06:47 15958
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:47   Song Number : 15958   

Khuda Ka Shukr Hai Pankaj Udhas 10:42 17914
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 10:42   Song Number : 17914   

Khuda Ka Zikr Karen Chandan Dass 08:35 18407
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 08:35   Song Number : 18407   

Khuda Kare Ki Muhabbat Mein Mehdi Hassan 04:27 15966
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 04:27   Song Number : 15966   

Khuda Wo Waqt Na Laye Talat Mahmood 03:16 37057
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:16   Song Number : 37057