kaun kehta hai tujhe maine bhula rakha hai kaun kehta hai tujhe maine bhula rakha hai teri yaadon ko kaleje se laga rakha hai teri yaadon ko kaleje se laga rakha hai lab pe aahen bhi nahin aankh mein aansu bhi nahin lab pe aahen bhi nahin aankh mein aansu bhi nahin dil ne har raaz mohabbat ka chhupa rakha hai dil ne har raaz mohabbat ka chhupa rakha hai tune jo dil ke andhere mein jalaaya tha kabhi tune jo dil ke andhere mein jalaaya tha kabhi wo diya aaj bhi seene mein jala rakha hai wo diya aaj bhi seene mein jala rakha hai dekh ja aake mehakte huye jakhmon ki bahaar maine ab tak tere gulshan ko saja rakha hai kaun kehta hai tujhe maine bhula rakha hai
Kaun Kehta Hai Tujhe
Talat Mahmood