Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chaandni raat mein chaand ke saamne rukh se parda hataana ghazab ho gaya chaandni raat mein chaand ke saamne rukh se parda hataana ghazab ho gaya chaandni chhup gayi chaand sharma gaya chaandni chhup gayi chaand sharma gaya aapka muskuraana ghazab ho gaya chaandni raat mein chaand ke saamne rukh se parda hataana ghazab ho gaya chaandni raat mein dil ki dhadkan meri tezz hone lagi raat aankhon mein kaante chubhone lagi dil ki dhadkan meri tezz hone lagi raat aankhon mein kaante chubhone lagi vasl ki raat mein baat hi baat mein vasl ki raat mein baat hi baat mein yun tera rooth jaana ghazab ho gaya chaandni raat mein chaand ke saamne rukh se parda hataana ghazab ho gaya chaandni raat mein jhoom kar kaali kaali ghata jab uthi raat apni to karvat badalte kati jhoom kar kaali kaali ghata jab uthi raat apni to karvat badalte kati kuchh to mausam ne bechain rakha humein kuchh to mausam ne bechain rakha humein kuchh tera yaad aana ghazab ho gaya chaandni raat mein chaand
Ghazab Kiya Tere
ghazab kiyaaaaaa tere waade pe aitbaar kiyaaaaa tamaam raat qayamat ka intezaar kiya ghazab kiya hansa hansa ke shab e wasl ashq vaar kiya tasalliyaan mujhe de de ke beqaraaaar kiya ghazab kiyaaaaaa tere waade pe aitbaar kiyaaaaa ghazab kiya hum aise mehven nazaara naa the jo hosh aataaa magar tumhare tagaful mein hoshiyaar kiyaa ghazab kiyaaaaaa tere waade pe aitbaar kiyaaaaa hoooo ghazab kiya fasaana e shab e ghum unko ek kahaani thi kuchh aitbaar kiya kuchh naa aitbaar kiya ghazab kiyaaaaaa tere waade pe aitbaar kiyaaaaa ghazab kiya
ghum badhe aate hain qaatil ki nighaahon ki tarah tum chhupa lo mujhe ae dost gunaahon ki tarah apni nazron mein gunehgaar na hote kyun kar dil hi dushman hai mukhalif ke gawaahon ki tarah har taraf zeest ki raahon mein kadi dhoop hai dost har taraf zeest ki raahon mein kadi dhoop hai dost bas teri yaad ke saaye hain panaahon ki tarah tum chhupa lo mujhe ae dost gunaahon ki tarah jinki khaatir kabhi ilzaam uthaaye faaqir wo bhi pesh aaye hain insaaf ke shaahon ki tarah ghum badhe aate hain qaatil ki nighaahon ki tarah
aa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaa ghum e aashiqui se kah do ghum e aashiqui se kah do rahe aam tak na pahunche ghum e aashiqui se kah do mujhe khauf hai ye tohmat mujhe khauf hai ye tohmat mere naam tak na pahunche ghum e aashiqui se kah do main nazar se pi raha thaaaaa to ye dil ne bad dua di tera haath zindagi bhar kabhi jaam tak na pahunche tera haath zindagi bhar kabhi jaam tak na pahunche ye adayein be nayaazi tujhe bewafaa mubaaraq magar aisi berukhi kya ke salaam tak na pahunche magar aisi berukhi kya ke salaam tak na pahunche wohi ek khamosh naghma hai shaqeel jaan hasti jo jubaan tak na aaye jo qalaam tak na pahunche jo jubaan tak na aaye jo qalaam tak na pahunche ghum e aashiqui se kah do rahe aam tak na pahunche ghum e aashiqui se kah do
ghum ka khazaana tera bhi hai mera bhi ghum ka khazaana tera bhi hai mera bhi ye nazraana tera bhi hai mera bhi apne ghum ko geet bana kar gaa lenaa apne ghum ko geet bana kar gaa lenaa raag puraana tera bhi hai mera bhi raag puraana tera bhi hai mera bhi ghum ka khazaana tera bhi hai mera bhi tu mujh ko aur main tujh ko samjhaaon kya tu mujh ko aur main tujh ko samjhaaon kya dil deewaana tera bhi hai mera bhi dil deewaana tera bhi hai mera bhi ghum ka khazaana tera bhi hai mera bhi shehar mein galiyun galiyun jiska charcha hai shehar mein galiyun galiyun jiska charcha hai wo afsaana tera bhi hai mera bhi mekhaane ki baat na kar vaayiz mujhse mekhaane ki baat na kar vaayiz mujhse aana jaana tera bhi hai mera bhi ghum ka khazaana tera bhi hai mera bhi ye nazraana tera bhi hai mera bhi ghum ka khazaana tera bhi hai mera bhi
ghum nahin ji tan se nikla dil gaya ghum nahin ji tan se nikla dil gaya mil gaye tum mujhko sab kuchh mil gaya ghum nahin ji tan se nikla dil gaya daag e ghum roj e azal hi mil gaya daag e ghum roj e azal hi mil gaya tan mein jaan aane se pehle dil gaya tan mein jaan aane se pehle dil gaya mil gaye tum mujhko sab kuchh mil gaya ghum nahin ji tan se nikla dil gaya ek nigaah e yaas tera ho buraa ek nigaah e yaas tera ho buraa ghar talak rota hua kaatil gaya ghar talak rota hua kaatil gaya mil gaye tum mujhko sab kuchh mil gaya ghum nahin ji tan se nikla dil gaya marhle te unje uzlat mein kiye marhle te unje uzlat mein kiye baithe baithe sainkdon manzil gaya baithe baithe sainkdon manzil gaya mil gaye tum mujhko sab kuchh mil gaya ghum nahin ji tan se nikla dil gaya aayi jab sehra mein khush chashmon ki yaad aayi aayeeeeeeeeee aayi jab sehra mein khush chashmon ki yaad saamne nargis ka takhta khil gaya saamne nargis ka takhta khil gaya mil gaye tum mujhko sab kuchh
aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa gulbadan gul pairahan gulchadahan yaad aa gaya gulbadan gul pairahan gulchadahan yaad aa gaya jis chaman mein bhi gaye jis chaman mein bhi gaye apna chaman yaad aa gaya gulbadan gul pairahan ek pardesi se karli aaj tumne dosti ek pardesi se karli aaj tumne dosti kyaa karoge kal agar usko watan yaad aa gaya gulbadan gul pairahan gulchadahan yaad aa gaya gulbadan gul pairahan gir gayi meri nigahon se baharen rang rang gir gayi meri nigahon se baharen rang rang ek aisa husn e sada pairahan yaad aa gaya ek aisa husn e sada pairahan yaad aa gaya gulbadan gul pairahan samne se koi ghuzra aaj iss andaaz se saamne se koi guzra aaj iss andaaz se zindagi ko apna khoya baank pan yaad aa gaya jis chaman mein bhi gaye jis chaman mein bhi gaye apna chaman yaad aa gaya gulbadan gul pairahan gulchadahan yaad aa gaya gulbadan gul pairahan
gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kaho qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kaho kahin to bahr e khuda aaj zikr e yaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale jo hum pe guzri so guzri magar shab e hijraan jo hum pe guzri so guzri magar shab e hijraan hamaare ashk teri aaqbat sanwaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale maqaam faiz koi maqaam faiz koi raah mein janchaa hi nahin maqaam faiz koi raah mein janchaa hi nahin jo kue yaar se nikle to sue daar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale
gulshan gulshan shola e gul ki julfe saba ki baat chali harf e junun ki bande gira ki jurm o saza ki baat chali gulshan gulshan shola e gul ki julfe saba ki baat chali zinda zinda shor e junun hai mausme gul ke aane se mausme gul ke aane se mehfil mehfil ab ke baras har baag e wafa ki baat chali gulshan gulshan shola e gul ki julfe saba ki baat chali ahed e sitam hai dekhe hum aashufta saron par kya gujre aashufta saron par kya gujre shahar mein uske band e kabaa ki rang e hina ki baat chali gulshan gulshan shola e gul ki julfe saba ki baat chali ek hua deewana ek ne sar teshe se phod liya sar teshe se phod liya kaise kaise log the jinse rasm e wafa ki baat chali gulshan gulshan shola e gul ki julfe saba ki baat chali
gum sum ye jahaan hai humdum tu kahaan hai gum sum gum sum ye jahaan hai humdum tu kahaan hai ghumzadaa ho gayi zindagi aa bhi jaa gum sum ye jahaan hai raat baithi hai baahen pasaare siskiyaan le rahen hain sitaare raat baithi hai baahen pasaare siskiyaan le rahen hain sitaare koi toota hua dil pukaare humdum tu kahaan hain ghumzadaa ho gayi zindagi aa bhi jaa gum sum ye jahaan hai humdum tu kahaan hain ghumzadaa ho gayi zindagi aa bhi jaa ghumzadaa ho gayi zindagi aa bhi jaa
guzar gaya hai zamana gale lagaye huye guzar gaya hai zamana gale lagaye huye mazisayi ki mudat huyi uthaye huye guzar gaya hai zamana kafan hatao na lilaah mere chehre se chehree se kafan hataaao naa kafan hatao na lilaah mere chehre se gunahgaar hoon rahne do munh chhupaye huye gunahgaar hoon rahne do munh chhupaye huye mazisayi ki mudat huyi uthaye huye guzar gaya hai zamana kissi ne ye bhi na socha hamare dafan ke waqt kissi ne yeee bhi na yee bhi na kissi ne ye bhi na socha hamare dafan ke waqt ke iltekhak na dalo ye hain nahaye huye ke iltekhak na dalo ye hain nahaye huye mazisayi ki mudat huyi uthaye huye guzar gaya hai zamana kisi rayees ki mahfil ka zikar kya hai ameer mahfill aaaa aaaaa aaaaaaaaaa kisi rayees ki mahfil ka zikar kya hai ameer khuda ke ghar bhi na jayenge bin bulaye huye khuda ke ghar bhi na jayenge bin bulaye huye mazisayi ki mudat huyi uthaye huye guzar gaya hai zamana gale lagaye huye guzar gaya hai
hai chaand sitaaron mein chamak tere badan ki hai chaand sitaaron mein chamak tere badan ki har phool se aati hai mehak tere badan kiiii hai chaand sitaaron mein chamak tere badan ki lagta hai khuda neeee tujhe haathon se banaayaaaa lagta hai khuda neeee tujhe haathon se banaayaaaaa hai tajmehal mein bhi jhlak tere badan ki hai chaand sitaaron mein chamak tere badan ki barsaat ke mausam mein tera bheegte rehnaaaa barsaat ke mausam mein tera bheegte rehnaaa hoti hai mere dil mein kasak tere badan ki hai chaand sitaaron mein chamak tere badan ki gaate huye ithlaa ke guzarnaa tera humdam gaate huye ithlaa ke guzarnaa tera humdam hai taaron mein iss dil ke khanak tere badan ki hai chaand sitaaron mein chamak tere badan ki har phool se aati hai mehak tere badan kiiii hai chaand sitaaron mein chamak tere badaaaaaaan ki
Hai Ikhtiar Main Tere
aa aa aa aa hairat se tak raha hai jahaan e wafaa mujhe hairat se tak raha hai jahaan e wafaa mujhe tumne bana diya hai mohabbat mein kya mujhe aa aa aa aa har manzil e hayaat se gum kar gaya mujhe har manzil e hayaat se gum kar gaya mujhe mud mud ke raah mein wo tera dekhna mujhe mud mud ke raah mein wo tera dekhna mujhe aaa aa aa kaise khudi ne mauj ko kashti bana diya kaise khudi ne mauj ko kashti bana diya hosh e khuda hai ab na ghum e na khuda mujhe aa aa aa saaqi bane huye hain wo saagar shab e visaal saaqi bane huye hain wo saagar shab e visaal is waqt koi meri qasam dekhta mujhe hairat se tak raha hai jahaan e wafaa mujhe
hairaton ke silsile soz e nehaan tak aa gaye hairaton ke silsile soz e nehaan tak aa gaye hum to dil tak chaahte the tum to jaan tak aa gaye hairaton ke silsile soz e nehaan tak aa gaye zulf mein khushboo naa thi yaa rang aariz mein naa tha zulf mein khushboo naa thi yaa rang aariz mein naa tha aap kiski justjoo mein gulsitaan tak aa gaye hairaton ke silsile soz e nehaan tak aa gaye khud tumhen chaak e garebaan ka shahur aa jaayega khud tumhen chaak e garebaan ka shahur aa jaayega tum wahaan tak aa to jaao hum jahaan tak aa gaye hairaton ke silsile soz e nehaan tak aa gaye unki palkon pe sitaare apne honthon pe hansi unki palkon pe sitaare apne honthon pe hansi kissa e ghum kehte kehte hum yahaan tak aa gaye hum to dil tak chaahte the tum to jaan tak aa gaye hairaton ke silsile soz e nehaan tak aa gaye
humaari gali mein bhi aate raho humaari gali mein bhi aate raho humein bhi jagaate sulaate raho humaari gali mein bhi aate raho humaari gali mein bhi aate raho tumhen dekh kar hum bhi zinda rahein tumhen dekh kar hum bhi zinda rahein tumhen dekh kar hum bhi zinda rahein taras hum gareebon pe khate raho taras hum gareebon pe khate raho humein bhi jagaate sulaate raho humaari gali mein bhi aate raho humaari gali mein bhi aate raho tabiyat mein shokhi agar chahiye tabiyat mein shokhi agar chahiye tabiyat mein shokhi agar chahiye gazal ko meri gungunaate raho gazal ko meri gungunaate raho humein bhi jagaate sulaate raho humaari gali mein bhi aate raho humaari gali mein bhi aate raho yehi fursaton ka takaaza hai ab yehi fursaton ka takaaza hai ab yehi fursaton ka takaaza hai ab lakeeren banaate mitaate raho lakeeren banaate mitaate raho humein bhi jagaate sulaate raho humaari gali mein bhi aate raho humaari gali mein bhi aate raho
hangaama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai hangaama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai daakaa to nahin daala daakaa to nahin daala chori to nahin ki hai hangaama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai us main se nahin matlab dil jis se ho begaanaa us main se nahin matlab dil jis se ho begaanaa maqasud hai us main se maqasud hai us main se dil hee mein jo khichati hai hangaama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai daakaa to nahin daalaa daakaa to nahin daalaa chori to nahin ki hai hangaama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai suraj mein lage dhabbaa fitrat ke karishmein hain suraj mein lage dhabbaa fitrat ke karishmein hain but ham ko kahein kaafir but ham ko kahein kaafir allaah ki marzi hai hangaama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai daakaa to nahin daalaa daakaa to nahin daalaa chori to nahin ki hai hangaama hai kyun barpa pa ni sa re ga ga ma pa ga ma re sa re ni sa re dha ni ma pa dha ni sa ma pa dha ni sa ma pa dha ni sa hangaama hai kyun barpa thodi
hungaama e ghum se tang aa kar izhaar e masarrat kar baithe izhaar e masarrat kar baithe mashhoor thi apni zinda dili daanistah sharaarat kar baithe daanistah sharaarat kar baithe koshish to bohot ki humne magarrrrrrrr paaya na ghum e hasti se mafarrrrrrrrr viraani e dil jab hadd se badhi viraani e dil jab hadd se badhi ghabra ke mohabbat kar baithe ghabra ke mohabbat kar baithe nazron se na karte furshide ghum khamosh hi rehna behtar tha aaaaaaa deewaanon ko tumne chhed diya deewaanon ko tumne chhed diya wallaah qayaamat kar baithe wallaah qayaamat kar baithe allaah to sab ki sunta hai aeeeeeeeee jurrat hai shakeel apni apniiiiii aaa aa aaaa aaaa haali ne zubaan se kuchh na kaha haali ne zubaan se kuchh na kaha iqbaal shikaayat kar baithe iqbaal shikaayat kar baithe hungaama e ghum se tang aa kar
hmm hmm hmm hmm hmm hans ke bola karo bulaya karo hans ke bola karo bulaya karo hans ke bola karo bulaya karo aap ka ghar hai aaya jaya karo aap ka ghar hai aaya jaya karo hans ke bola karo bulaya karo muskurahat hai husn ka zevar muskurahat hai husn ka zevar muskurana na bhool jaya karo muskurana na bhool jaya karo aap ka ghar hai aaya jaya karo hans ke bola karo bulaya karo waah had se badh kar haseen lagate ho had se badh kar haseen lagate ho had se badh kar haseen lagate ho jhuthi qasmein zurur khaya karo jhuthi qasmein zurur khaya karo aap ka ghar hai aaya jaya karo hans ke bola karo bulaya karo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ghazab Ho Gaya Pankaj Udhas 05:15 40512
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 05:15   Song Number : 40512   

Ghazab Kiya Tere Pankaj Udhas 06:01 16854
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:01   Song Number : 16854   

Ghazab Kiya Tere Waade Pe Aitbaar Mohd Rafi 03:27 15116
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Dagh Dehlavi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:27   Song Number : 15116   

Ghum Badhe Aate Hain Jagjit Singh 03:58 36960
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Aarzoo Mehek
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:58   Song Number : 36960   

Ghum E Aashiqui Se Kah Do Talat Mahmood 03:30 19183
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shakeel Badayuni
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:30   Song Number : 19183   

Ghum Ka Khazaana Tera Bhi Lata Mangeshkar & Jagjit Singh 04:54 15006
 
Poster of Lata Mangeshkar & Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:54   Song Number : 15006   

Ghum Nahin Ji Tan Se Nikla Ghulam Ali 06:59 32808
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 06:59   Song Number : 32808   

Gulbadan Gul Pairahan Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:37 36772
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Lyricist
Nazeer Banarasi
Duration : 06:37   Song Number : 36772   

Gulon Mein Rang Bhare Mehdi Hassan 05:03 15964
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 05:03   Song Number : 15964   

Gulshan Gulshan Shola E Gul Ki Mehdi Hassan 04:20 37998
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Asghar Saleem
Music Director- 
Mehdi Hassan
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 04:20   Song Number : 37998   

Gum Sum Ye Jahan Hai (Live) Jagjit Singh 02:37 17983
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 02:37   Song Number : 17983   

Guzar Gaya Hai Zamana Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:45 32807
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ameer Minai
Duration : 06:45   Song Number : 32807   

Hai Chand Sitaron Mein Chamak Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 05:06 17847
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 05:06   Song Number : 17847   

Hai Ikhtiyaar Mein Tere Chitra Singh 05:53 37353
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:53   Song Number : 37353   

Hairat Se Tak Raha Hai Master Madan 03:17 40735
 
Poster of Master Madan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Saghar Nizami
Music Director- 
Pandit Amarnath
Singer- 
Master Madan
Duration : 03:17   Song Number : 40735   

Hairaton Ke Silsile Soz E Nehaan Tak Aa Gaye Asha Bhosle 04:35 15972
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Duration : 04:35   Song Number : 15972   

Hamari Gali Mein Bhi Aate Raho Talat Aziz 04:48 19753
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Lyricist
Saeed Rahi
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 04:48   Song Number : 19753   

Hangaama Hai Kyun Barpa Thodi Si Jo Pee Li Hai Ghulam Ali 08:21 10666
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 08:21   Song Number : 10666   

Hangama E Ghum Se Tang Aakar Talat Mahmood 03:25 40489
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:25   Song Number : 40489   

Hans Ke Bola Karo Jagjit Singh 03:50 35944
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:50   Song Number : 35944