Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaa aaaa aaa aa aa aa aaa aaa aaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaa bol raha tha kal wo mujhse bol raha tha kal wo mujhse bol raha tha boooool bol raha tha kal wo mujhse bol raha tha bol raha tha bol raha tha bol raha tha bol raha tha kal wo mujhse haath mein mera haath liye chalte rahenge dukh sukh ke hum chalte rahenge dukh sukh ke hum saare mausam saath liye bol raha tha kal wo mujhse usne apni jholi se kal pyaar ke humko phool diye phool diyeeeeeee phool diyeee phool diyeee phoooool diyeeeee phool diyeee phool diye phool diyeeeeeee usne apni jholi se kal pyaar ke humko phool diye laut aaye hain daaman bhar ke laut aaye hain daaman bhar ke uski ye saugat liye bol raha tha kal wo mujhse rang daalo tan man ki bagiya fagun bankar aa jao aa jao aa jao aa jao aa jao aa jao rang daalo tan man ki bagiya fagun bankar aa jao baras pado dil ke aangan mein baras pado dil ke aangan mein rangon ki barsaat liye bol raha tha kal wo mujhse humne apni saari shamein likh di unke naam katil
bujh gaya tha kyun diya haan bujh gaya tha kyun diya bujh gaya tha kyun diya zyaada hi bachaya tha milan ki raat maine jaag kar iss liye iss liye woh bujh gaya woh bujh gaya woh bujh gaya hooo murjha gaya phool kyun murjha gaya phool kyun pyaar ki bechainiyon mein usko seene mein daba rakha tha maine isliye murjha gaya murjha gaya murjha gaya kis liye sookhi nadi kis liye sookhi nadi aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa kis liye sookhi nadi baandh baandha tha zaroorat ke liye uss par baandh baandha tha zaroorat ke liye uss par hamesha ke liye rakh lun iss liye sookhi nadi iss liye sookhi nadi taar chatkha saaz ka kyun taar chatkha saaz ka kyun uski had se zyada khinch gaya tha sur lagaane mein iss liye taar chatkha iss liye iss liye hmm hmm hmmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmm diye chenu jhankaar taayi chede galo tar diye chenu jhankaar taayi chede gaalo tar
aaaaaaa aaaaaaa aaaa caarvaan guzra kiya hum rehguzar dekha kiye caarvaan guzra kiya hum rehguzar dekha kiye har kadam par naksh e paaye raah bhar dekha kiye caarvaan guzra kiya yaas jab chhayi yaas jab chhayi ummeeden haath mal kar reh gayin dil ki nabzen chhut gayi aur chaaragar dekha kiye dil ki nabzen chhut gayi aur chaaragar dekha kiye caarvaan rukh meri jaanib nigaahen lutf dushman ki taraf rukh meri jaanib nigaahen lutf dushman ki taraf yun udhar dekha kiye goya idhar dekha kiye yun udhar dekha kiye goya idhar dekha kiye caarvaan guzra kiya dard mandaan e wafa ki dard mandaan e wafa ki haaye re majbooriyaan dard e dil dekha na jaata tha magar dekha kiye dard e dil dekha na jaata tha magar dekha kiye caarvaan tu kahaan thi aye ajal tu kahaan thi tu kahaan thi aye ajal aye na muradon ki muraad marne waale raah teri umr bhar dekha kiye marne waale raah teri umr bhar dekha kiye caarvaan guzra kiya hum rehguzar dekha kiye hum rehguzar dekha kiye hum rehguzar
chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori logon ka kya samjhaane do logon ka kya samjhaane do unki apni majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori maine dil ki baat rakhi aur toone duniya waalon ki maine dil ki baat rakhi aur toone duniya waalon ki meri garj ki majboori thi unka huqm bhi majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori rok sako to pehli baarish ki boondon ko tum roko rok sako toooooo rok sako to pehli baarish ki boondon ko tum roko kachchi mitti to mehkegi mitti ki ye majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori jab tak hansta gaata hai sab apna hai sab apne hain jab tak hansta gaata hai sab apna hai sab apne hain waqt pade to yaad aa jaati hai sab ko apni majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori logon ka kya samjhaane do logon ka kya samjhaane do unki apni majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi
aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa marne ke baad bhi marne ke baad bhi meri aankhen khuli rahi marne ke baad bhi meri aankhen khuli rahi aadat padi huyi thi inhen intzaar ki aadat padi huyi thi inhen intzaar ki jab tujhe dil se bhulaane ki kasam khaayi hai jab tujheeeeee jab tujhe dil se bhulaane ki kasam khaayi hai aur pehle se bhi zyaada teri yaad aayi hai teri yaad aayi hai chaand angdaiyaan le raha hai chandani muskuraane lagi hai chaand angdaiyaan le raha hai chandani muskuraane lagi hai ek bhooli huyi si kahaani ek bhooli huyi si phir mujhe yaad aane lagi hai chaand angdaiyaan le raha hai chandani muskuraane lagi hai kisne bikhara diye apne gesu ab ghata aur chhaane lagi hai tauba tauba tuaba tuaba arre meri tuaba aaj phir dagmagane lagi hai tuaba tuaba arre meri tuaba aaj phir dagmagane lagi hai unke jaate hi unke jaate hi ye din bhi dekhe unke jaate hi ye din bhi dekhe raat aansoo bahaane lagi hai unke
chaand chamka hai chaandni ke liye chaand chamka hai chaandni ke liye ye bhi jeena hua kisi ke liye chaand chamka hai band aankhen karo gale bhi milo band aankhen karo gale bhi milo maut aayi hai zindagi ke liye chaand chamka hai kis ke aansun gire kafan pe mere kis ke aansun gire kafan pe mere kaun royaa hai ajnabi ke liye chaand chamka hai mere dushman hi jaante hain ye mere dushman hi jaante hain ye kitna tarsa hoon dosti ke liye chaand chamka hai chaandni ke liye chaand chamka hai chaandni ke liye ye bhi jeena hua kisi ke liye chaand chamka hai chaand chamka hai chaand chamka hai chaand chamka hai
chaand hoga zameen ki baat karo chaand hoga zameen ki baat karo humse uss mehjabeen ki baat karo chaand hoga zameen ki baat karo chaand hoga baat tum par hi khatam hoti hai baat tum par hi khatam hoti hai humse chaahe chaaaheee humse chaahe kahin ki baat karo chaand hoga zameen ki baat karo chaand hoga haan ke dekhen hain penchon kham hum ne haan ke dekhen hain penchon kham hum ne seedhi seedhi seedhi seedhi seedhi seedhi nahin ki baat karo chaand hoga zameen ki baat karo chaand hoga unko dekha khuda ko deeekh liya unko dekha khuda ko deeekh liya apne apne apne apne apne apne yakeen ki baat karo chaand hoga zameen ki baat karo humse uss mehjabeen ki baat karo chaand hoga zameen ki baat karo
aa aa eeaaa aa aaaaaaaaaaaaaana chaand ke saath chaand ke saath kayi dard purane nikle chaand ke saath chaand ke saath kayi dard purane nikle chaand ke saath chaand ke saath kayi dard purane nikle dard purane nikle dard purane nikle chaandke saath kayi dard purane nikle chaand ke saath kayi dard purane nikle kitne ghum the jo tere ghum ke bahane nikle chaand ke saath kitne ghum the jo tere ghum ke bahane nikle chaand ke saath kayi dard purane nikle chaand ke saath kayi dard purane nikle kitne ghum the jo tere ghum ke bahane nikle chaand ke saath fasle gul aayi phir ek baar asiraan e wafa fasle gul aayi fasle gul aayi phir ek baar asiraan e wafa fasle gul aayi phir ek baar asiraan e wafa apne hi khoon ke dariya mein nahaane nikle apne hi khoon ke dariya mein nahaane nikle apne hi khoon dil ne ek eent se taamir kiya tajmahal taamir kiya plan kiya dil ne ek eent se ek eent se ek eent se dil ne ek eent se taamir kiya tajmahel tune ek baat kahi tune ek baat kahi laakh
chaandi jaisa rang hai tera sone jaise baal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal chaandi jaisa rang hai tera sone jaise baal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal jis raste se tu guzre wo phoolon se bhar jaaye jis raste se tu guzre wo phoolon se bhar jaaye tere pair ki komal aahat sote bhaag jagaaye jo pathar chhoo le gori tu wo heera ban jaaye tu jisko mil jaaye wo tu jisko mil jaaye wo ho jaaye maala maal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal chaandi jaisa rang hai tera sone jaise baal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal jo berang ho uss par kya kya rang jamaate log jo berang ho uss par kya kya rang jamaate log tu naadaan naa jaane kaise roop churaate log nazren bhar bhar dekhen tujhko aate jaate log chhail chhabili raani thoda chhail chhabili raani thoda ghunghat aur nikaal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal chaandi jaisa rang hai tera sone jaise baal ek tu hi dhanwaan
chaahenge tujhe par kabhi ruswaa naa karenge chaahenge tujhe par kabhi ruswaa naa karenge saaye se bhi apne tera shikwaa naa karenge chaahenge tujhe par kabhi ruswaa naa karenge poochhenge hawaaon se ghataaon se tera haal poochhenge hawaaon se ghataaon se tera haal milne ko tere waaste aaya naa karenge saaye se bhi apne tera shikwaa naa karenge chaahenge tujhe par kabhi ruswaa naa karenge tu mil bhi gaya raah mein bhoole se jo mujhko tu mil bhi gaya raah mein bhoole se jo mujhko milne ka dubaara kabhi waada naa karenge saaye se bhi apne tera shikwaa naa karenge chaahenge tujhe par kabhi ruswaa naa karenge jiss naam ki taazim kiya karte hain parde jiss naam ki taazim kiya karte hain parde uss naam ko deewar pe likha naa karenge saaye se bhi apne tera shikwaa naa karenge chaahenge tujhe par kabhi ruswaa naa karenge
chak jigar ke see lete hain chak jigar ke see lete hain jaise bhi ho jee lete hain jaise bhi ho jee lete hain jaise bhi ho jee lete hain dard mile to seh lete hain dard mile to seh lete hain dard mile to seh lete hain ashq mile to pee lete hain ashq mile to pee lete hain ashq mile to pee lete hain aap kahen to mar jaayen hum aap kahen to mar jaayen hum aap kahen to mar jaayen hum aap kahen to jee lete hain aap kahen to jee lete hain aap kahen to jee lete hain bezari ke andhiyaare mein bezari ke andhiyaare mein bezari ke andhiyaare mein jeene wale jee lete hain jeene wale jee lete hain jeene wale jee lete hain hum to hain un phoolon jaise hum to hain un phoolon jaise hum to hain un phoolon jaise jo kaanton mein jee lete hain jo kaanton mein jee lete hain chak jigar ke see lete hain jaise bhi ho jee lete hain jaise bhi ho jee lete hain jaise bhi ho jee lete hain chak jigar ke see lete hain jaise bhi ho jee lete hain
chal mere saath hi chal aye meri jaane ghazal chal mere saath hi chal aye meri jaane ghazal inn samaajo ke banaaye huye bandhan se nikal chal chal mere saath hi chal aye meri jaane ghazal inn samaajo ke banaaye huye bandhan se nikal chal chal mere saath hi challll hum wahaan jaayen jahaan pyaar pe pehre naa lagen dil ki daulat pe jahaan koi lootre naa lage hum wahaan jaayen jahaan pyaar pe pehre naa lagen dil ki daulat pe jahaan koi lootre naa lage kab hai badla ye zamaana tu zamaane ko badal chal chal mere saath hi chal aye meri jaane ghazal inn samaajo ke banaaye huye bandhan se nikal chal chal mere saath hi challll pyaar sachchaa ho to raahen bhi nikal aati hain bijliyaan arsh se khud raastaa dikhlaati hain pyaar sachchaa ho to raahen bhi nikal aati hain bijliyaan arsh se khud raastaa dikhlaati hain tu bhi bijli ki tarah ghum ke andheron se nikal chal chal mere saath hi chal aye meri jaane ghazal inn samaajo ke banaaye huye bandhan se nikal chal chal mere saath
chalo achhchha hua tum bhool gaye chalo achhchha hua tum bhool gaye ek bhool hi tha mera pyaar hoo saajanaaa chalo achhchha hua tum bhool gaye chalo achhchha hua tum bhool gaye main samjhungi baaware naina dekh rahe the sapne hoo dekh rahe the sapne main samjhungi baaware naina dekh rahe the sapne hoo dekh rahe the sapne kho kar tum ko sab kuchh khoya bhaago mein tha ye apne chalo achhchha hua tum bhool gaye ek bhool hi tha mera pyaar hoo saajanaaa chalo achhchha hua tum bhool gaye mann bagiyaa mein aag bhari thi phool kahaan se khilte hoooo phool kahaan se khilte ek nadi ke do the kinaare kaise bhala phir milte chalo achhchha hua tum bhool gaye ek bhool hi tha mera pyaar hoo saajanaaa chalo achhchha hua tum bhool gaye chalo achhchha hua tum bhool gaye
khote naa ho jo hosh unhein ghar bula ke pee khote naa ho jo hosh unhein ghar bula ke pee ya phir button ko saamane apne bithaa ke pee behad naa pee naa bol bahut josh me naa aa ruk ruk ke pee sukun se pee sar jhuka ke pee daulat hai fakat chaar dino ki pee le izzat hai fakat chaar dino ki pee le hai waqt shabo roj tabaahi ki taraf mohlat hai fakat chaar dino ki pee le chalo pee le ke yaar aaye naa aaye chalo pee le ke yaar aaye naa aaye yeh mausam baar baar aaye naa aaye chalo pee le ke yaar aaye naa aaye gulaabo ki tarah tum taaza rahna gulaabo ki tarah tum taaza rahna gulaabo ki tarah tum taaza rahna zamane me bahaar aaye naa aaye zamane me bahaar aaye naa aaye yeh mausam baar baar aaye naa aaye chalo pee le ke yaar aaye naa aaye yeh socha hai ki usko bhool jaayein yeh socha hai ki usko bhool jaayein yeh socha hai ki usko bhool jaayein abb iss dil ko qaraar aaye naa aaye abb iss dil ko qaraar aaye naa aaye yeh mausam baar baar aaye naa aaye chalo pee le ke yaar
ek tees jigar mein uthti hai ek dard sa dil mein hota hai hum raaton ko uthkar rote hain jab saraa aalam sota hai ho o o chandani raatein chandani raatein sab jag soye hum jaage taaron se karein baatein chandani raatein ho o o chandani raatein takte takte tooti jaaye aaj piyaa na aaye re takte takte shaam sabere dard anokhe uthe jiyaa ghabraaye re shaam sabere raaton ne meri neend loot li raaton ne meri neend loot li dil ke chain churaaye dukhiyaa aankhein dhoondh rahi hai wahi pyaar ke ghaate chandani raatein ho o o chandani raatein pichhali raat mein hum uth uth kar chupke chupke roye re pichhali raat mein sukh ki neend mein meet humaare desh pareeye soye re sukh ki neend mein dil ki dhadkanein tujhe pukaare dil ki dhadkanein tujhe pukaare aaja baalam aayi bahaarein baith ke tanhaayi mein karle dukh sukh ki do baatein chandani raatein ho o o chandani raatein sab jag soye hum jaage taaron se karein baatein chandani raatein ho o o chandani raatein
aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa chehra subah banaras zulfen avadh ki shaam chehra subah banaras zulfen avadh ki shaam kitni haseen hai tu tujhko mera salaam chehra subah banaras zulfen avadh ki shaam kitni haseen hai tu tujhko mera salaam tu mere saamne hai mere kareeb hai kya itna khoobsurat mera naseeb hai tu mere saamne hai mere kareeb hai kya itna khoobsurat mera naseeb hai jee chaahe jee chaahe apne dil pe likh loon main tera naaaam kitni haseen hai tu tujhko mera salaam jaadu hai jaadu hai nasha hai tere shabab ka paani pe ho raha hai dhoka sharab ka jaadu hai nasha hai tere shabab ka paani pe ho raha hai dhoka sharab ka shabnam se bhar gaye hain phoolon ke khali jaam kitni haseen hai tu tujhko mera salaam ladki nahin hai koi khilta kanwal hai tu jaan e chaman hai tu haan jaan e ghazal hai tu ladki nahin hai koi khilta kanwal hai tu jaan e chaman hai tu haan jaan e ghazal hai tu ghalib ki ghalib ki shaayari hai tu meer ka kalaam kitni haseen hai tu tujhko mera
sab chaman se gulab le aaye husn wale shabab le aaye shekh sahab ne mang li jannat hum wahan se sharab le aaye choom kar madbhari aankhon se gulabi kagaz choom kar madbhari aankhon se gulabi kagaz usne bheja hai mere naam sharabi kagaz choom kar madbhari aankhon se gulabi kagaz usne bheja hai mere naam sharabi kagaz choom kar madbhari aankhon se gulabi kagaz usske haathon mein gulabon ki mehek hai shayad usske haathon mein gulabon ki mehek hai shayad usske hathon mein gulabon ki mehek hai shayad usske chhoone se hua sara gulabi kagaz usske chhoone se hua sara gulabi kagaz choom kar madbhari aankhon se gulabi kagaz usska khat paate hi maikhane ki yaad aati hai usska khat paate hi maikhane ki yaad aati hai usska khat paate hi maikhane ki yaad aati hai kahin mujhko bhi bana de na sharabi kagaz kahin mujhko bhi bana de na sharabi kagaz choom kar madbhari aankhon se gulabi kagaz kahin main usska pata bhul na jaun rashid kahin main usska pata bhul na jaun rashid kahin
aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to chumunga us khuda ke haathon ko jiss khuda ke haathon ne aap ko banaaya hai aap ko banaaya hai hmmmm mm mm mm mm aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to chumunga us khuda ke haathon ko jiss khuda ke haathon ne aap ko banaaya hai aap ko banaaya hai hmmmm mm mm mm mm aaaaaaaaaaa aaa aaa aaaa rakh diya sitaaron ka husn tere aanchal mein bhar diya ghataon ka rang tere kajal mein mauj teri chudi hai lehar teri jhaanjhar hai chand tere maathe ka jagmagaata jhumar hai hmmmm mm mm mm mm chandni zameen par hai ya tumhara saaya hai aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to chumunga us khuda ke haathon ko jiss khuda ke haathon ne aap ko banaaya hai aap ko banaaya hai hmmmm mm mm mm mm ni ni sa re re ma ni dha ma ga re ma re pa re dha ni dha ma pa ma pa dha ni sa re ni sa pa ni dha ni sa ni pa ma pa ni dha ma re sa ni sa pa ni dha ni sa shakh se lachak le kar di tumhari baahon ko ras gulaab se
hmmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm aaaa aaaaa aaaa hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm aaaaa aaaaa aaaaaa hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm chupke chupke chupke raat din aansoon bahaana yaad hai ab main samjha tere rukhsaar pe til ka matlab daulat e husn par darbaan bitha rakha hai chupke chupke raat din chupke chupke chupke chupke chupke chupke raat din aansoon bahaana yaad hai hum ko ab tak aashiqui ka wo zamaana yaad hai chupke chupke raat din aansoon bahaana yaad hai chupke chupke raat din aansoon bahaana yaad hai tujhse milte hi wo kuchh bebaak ho jaana mera tujhse milte hi wo kuchh bebaak ho jaana mera aur tera daanton mein wo ungali dabaana yaad hai hum ko ab tak aashiqui ka wo zamaana yaad hai chupke chupke raat din aansoon bahaana yaad hai chori chori humse tum aa kar mile the jis jagah chori chori humse tum aa kar mile the jis jagah muddaten guzari par ab tak wo thikaana yaad hai hum ko ab tak aashiqui
daag e dil humko yaad aane lage daag e dil humko yaad aane lage log apne diye jalaane lage daag e dil humko yaad aane lage khud fareeebi thi khud fareeebi hai khud fareeebi thi khud fareeebi hai paas ke dhol bhi suhaane lage log apne diye jalaane lage daag e dil humko yaad aane lage ab to hota hai har kadam pe gumaan ab to hota hai har kadam pe gumaan hum ye kaisa kadam uthane lage log apne diye jalaane lage daag e dil humko yaad aane lage ek pal mein wahaan se hum uthe ek pal mein wahaan se hum uthe baithne mein jahaan zamaane lage log apne diye jalaane lage daag e dil humko yaad aane lage apni kismat se hai masar kisko apni kismat se hai masar kisko teer par udd ke bhi nishaane lage log apne diye jalaane lage daag e dil humko yaad aane lage daag e dil humko yaad aane lage daag e dil humko yaad aane lage daag e dil humko yaad aane lage
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bol Raha Tha Kal Wo Mujhse Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 07:46 32732
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Rajasthani
Music Director- 
Mohammad Husain
Duration : 07:46   Song Number : 32732   

Bujh Gaya Tha Kyun Diya Shreya Ghoshal & Shaan 04:56 40467
 
Poster of Shreya Ghoshal & Shaan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Shantanu Moitra
Duration : 04:56   Song Number : 40467   

Carvaan Guzra Kiya Asha Bhosle 05:36 40650
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Lyricist
Fani Badayuni
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:36   Song Number : 40650   

Chaahat Mein Kya Talat Aziz 05:58 40081
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Year- 
2000
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:58   Song Number : 40081   

Chaand Angdaiyan Le Raha Hai (Live) Anup Jalota 08:36 17974
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Lyricist
Anup Jalota
Music Director- 
Anup Jalota
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
Anup Jalota
Duration : 08:36   Song Number : 17974   

Chaand Chamka Hai Chaandni Ke Liye Pankaj Udhas 03:48 18008
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 03:48   Song Number : 18008   

Chaand Hoga Zameen Ki Baat Karo Rajendra Mehta 05:03 18403
 
Poster of Rajendra Mehta
 
Category
Ghazal
Singer- 
Rajendra Mehta
Duration : 05:03   Song Number : 18403   

Chaand Ke Saath Kayi Dard Purane Nikle Jagjit Singh 08:03 37393
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 08:03   Song Number : 37393   

Chaandi Jaisa Rang Pankaj Udhas 06:49 17993
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:49   Song Number : 17993   

Chahenge Tujhe Par Kabhi Talat Aziz 05:35 18388
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:35   Song Number : 18388   

Chak Jigar Ke See Lete Hain Jagjit Singh 06:53 36258
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:53   Song Number : 36258   

Chal Mere Saath Hi Chal Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 07:26 18479
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 07:26   Song Number : 18479   

Chalo Achchha Noor Jehan 03:24 18865
 
Poster of Noor Jehan
 
Category
Ghazal
Duration : 03:24   Song Number : 18865   

Chalo Pee Le Ke Yaar Pankaj Udhas 06:53 32407
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:53   Song Number : 32407   

Chandani Raatein Noor Jehan 03:14 18851
 
Poster of Noor Jehan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Noor Jahan
Duration : 03:14   Song Number : 18851   

Chehra Subah Banaras Talat Aziz 05:58 35945
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:58   Song Number : 35945   

Choom Kar Madbhari Pankaj Udhas 06:29 19215
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:29   Song Number : 19215   

Chumunga Pankaj Udhas 06:19 18118
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:19   Song Number : 18118   

Chupke Chupke Raat Din (Live) Ghulam Ali 09:04 17979
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 09:04   Song Number : 17979   

Daag E Dil Iqbal Bano 05:12 18867
 
Poster of Iqbal Bano
 
Category
Ghazal
Duration : 05:12   Song Number : 18867