Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge jab tak aansun paas rahenge tab tak geet sunaayenge tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge tum jo socho wo tum jaano hum to apni kehte hain tum jo socho wo tum jaano hum to apni kehte hain der na karna ghar jaane mein varna ghar kho jaayenge der na karna ghar jaane mein varna ghar kho jaayenge bachchon ke chhote haathon ko chaand sitaare chhoone do bachchon ke chhote haathon ko chaand sitaare chhoone do chaar kitaaben padh kar wo bhi hum jaise ho jaayenge tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge kin raahon se door hai manzil kaun sa raasta aasaan hai kin raahon se door hai manzil kaun sa raasta aasaan hai hum jab thak kar ruk jaayenge auron ko samjhayenge tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge achhi soorat waale saare pathar dil hon mumkin hai achhi soorat waale saare pathar dil hon mumkin hai hum to uss din raaye denge jis din dhoka khayenge
tanhaa na apne aap ko ab paaiye janaab tanhaa na apne aap ko ab paaiye janaab meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab tanhaa na apne aap ko naghmon ki baarishon mein kahin bheegne chalen naghmon ki baarishon mein kahin bheegne chalen mausam ki aarzoo ko naa thukraaiye janaab mausam ki aarzoo ko naa thukraaiye janaab meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab tanhaa na apne aap ko rishton ko bhool jaana to aasaan hai magar rishton ko bhool jaana to aasaan hai magar pehle khud apne aap ko samjhaiye janaab pehle khud apne aap ko samjhaiye janaab meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab tanhaa na apne aap ko aisa na ho thame huye aansoon chhalak paden aisa na ho thame huye aansoon chhalak paden rukhsat ke waqt mujhko naa samjhaaiye janaab rukhsat ke waqt mujhko naa samjhaaiye janaab meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab tanhaa na apne aap ko main saaz hoon ye yaad rahe isliye kabhi main saaz hoon ye yaad rahe isliye kabhi mere hi sher mujhko suna jaaiye janaab mere hi
Tasveer Banata Hoon
tasveer teri dil mera behla na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi ye teri tarha mujhse to sharma na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi main baat karunga to ye khamosh rahegi seene se laga lunga to ye kuchh na kahegi main baat karunga to ye khamosh rahegi seene se laga lunga to ye kuchh na kahegi aaraam wo kya degi jo tadpaa na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi ye aankhen hain thehri huyi chanchal wo nigaahen ye haath hain sehme huye aur mast wo baahen ye aankhen hain thehri huyi chanchal wo nigaahen ye haath hain sehme huye aur mast wo baahen parchhayin to insaan ke kaam aa na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi in honthon ko faiyaz mein kuchh de na sakunga is julf ko main haath mein bhi le na sakunga in honthon ko faiyaz mein kuchh de na sakunga is julf ko main haath mein bhi le na sakunga uljhi huyi raaton ko ye suljha na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi
tera chehra hai aaeene jaisa tera chehra hai aaeene jaisa kyun naa dekhun hai dekhne jaisa tera chehra hai aaeene jaisa tum kaho to main poochh loon tumse tum kaho to main poochh loon tumse hai sawaal ek poochhne jaisa hai sawaal ek poochhne jaisa hai sawaal ek poochhne jaisa tera chehra hai aaeene jaisa dost mil jaayenge kayi lekin dost mil jaayenge kayi lekin dost mil jaayenge kayi lekin naa milega koi mere jaisa naa milega koi mere jaisa tera chehra hai aaeene jaisa tum achaanak mile the jab pehle tum achaanak mile the jab pehle tum achaanak mile the jab pehle pal nahin hai wo bhulne jaisa pal nahin hai wo bhulne jaisa tera chehra hai aaeene jaisa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
tera hijr mera naseeb hai tera hijr mera naseeb hai tera ghum tera ghum hi meri hayaat hai mujhe teri doori ka ghum ho kyun mujhe teri doori ka ghum ho kyun tu kahin bhi ho mere saath hai tu kahin bhi ho mere saath hai tera hijr mera naseeb hai mere waaste tere naam par mere waaste tere naam par koi harf aaye nahin nahin mujhe khauf e duniyaa nahin mujhe khauf e duniyaa nahin magar mere rubaru teri zaat hai mere rubaru teri zaat hai tera hijr mera naseeb hai tera vasl aye meri dilruba tera vasl aye meri dilruba nahin meri kismat to kya hua meri mehjabi meri mehjabi meri mehjabi yahi kam hai kya teri hasraton ka to saath hai teri hasraton ka to saath hai tera hijr mera naseeb hai
tere aane ki jab khabar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke shaam mehke tere tasvvur se shaam mehke tere tasvvur se shaam ke baad phir sehar mehke shaam ke baad phir sehar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke raat bhar sochta raha tujh ko raat bhar sochta raha tujh ko zehnon dil mere raat bhar mehke zehnon dil mere raat bhar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke yaad aaye to dil murawar ho yaad aaye to dil murawar ho did ho jaaye to nazar mehke did ho jaaye to nazar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke wo ghadi do ghadi jahaan baithe wo ghadi do ghadi jahaan baithe wo zamin mehke wo shazar mehke wo zamin mehke wo shazar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke
tere bheege badan ki khushboo se tere bheege badan ki khushboo se lehren bhi huyi mastaani si teri zulf ko chhoo kar aaj huyi khaamosh hawaa deewani si hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye roop ka kundan dehka hua hmm hmm hmm hmm ye roop ka kundan dehka hua ye jism ka chandan mehka hua mehka hua hmm hmm hmm hmm ilzaam na dena phir mujhko ilzaam na dena phir mujhko ho jaaye agar naadani si hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm bikhraa hua kaajal aankhon mein hmm hmm hmm hmm bikhraa hua kaajal aankhon mein toofan ki hulchal saanson mein saanson mein hmm hmm hmm hmm ye narm labon ki khamoshi ye narm labon ki khamoshi palkon mein chhupi hairaani si hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tere bheege badan ki khushboo se lehren bhi huyi mastaani si teri zulf ko chhoo kar aaj huyi khaamosh hawaa deewani si hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm khaamosh hawaa deewani si hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
jaane khudaa meharmaan tere siwaa kaun meraaaaaa kadi naa honvin judaa todi naaaaa saath meraaaa jaaniyaaaaaaaaaaaaaaaaaaa haaniyaaaaaaaaaaaaaaaaaa jaaniyaaaaa haaniyaaaa tu vin sikh kadi dukh sukh bolna tere bin tere bin nahin lagda dil mera dholnaaa tere bin nahin lagda dil mera dholnaaa tere bin nahin lagda dil mera dholnaaa tere bin nahin lagda dil mera dholnaaa jaaniyaaaaa haaniyaaaa tu vin sikh kadi dukh sukh bolna tere bin tere bin nahin lagda dil mera dholnaaa tere bin nahin lagda dil mera dholnaaa kuchh karen dhak naa tu seene vich agg lage langgaiyaan kai barsaataan kuchh karen dhak naa tu seene vich agg lage langgaiyaan kai barsaataan tur giyon sajjna neendra kho ke jaag ke katiyaan raatan aa vi jaa naa sataa vaastaa pyaar da ye bataa soniyaa mud naiyyaa aaniyaa tere bin tere bin nahin lagda dil mera dholnaaa tere bin nahin lagda dil mera dholnaaa tere bin nahin lagda dil mera dholnaaa tere bin nahin lagda dil mera dholnaaa jaane khudaa meharmaan tere
tere honton ko salaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam jinn se chhoo jaane ko tarsen kai saagar kai jaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam inn gulabon pe jale jab se tabbasum ke diye inn gulabon pe jale jab se tabbasum ke diye thik uss din se meri pyaas bhujhane ke liye tere honton ke kinaare hain mere dil ka qayaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam tu jab inn honton ko daaton mein daba leti hai tu jab inn honton ko daaton mein daba leti hai ye teri chup kisi toofaan ka pata deti hai pyaas jo inn mein chhupi hai ise kar de mere naam tere honton ko salaam tere honton ko salaam main bhi pyaasa hoon bahot pyaas lagi hai mujhko main bhi pyaasa hoon bahot pyaas lagi hai mujhko teri ummeed teri aas lagi hai mujhko kab karenge mere honton se tere hont qalaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam jinn se chhoo jaane ko tarsen kai saagar kai jaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam
tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage kaash ye bhi ho ke mujh mein tu nazar aane lage tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage ibtadaa ye thi ke dekhi thi khushi ki ik jhalak ibtadaa ye thi ke dekhi thi khushi ki ik jhalak intihaa ye hai ke ghum harsoon nazar aane lage kaash ye bhi ho ke mujh mein tu nazar aane lage tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage beqraari badhte badhte dil ki fitrat ban gayi beqraari badhte badhte dil ki fitrat ban gayi shaayad ab taskeen ka pehaloo nazar aane lage tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage kaash ye bhi ho ke mujh mein tu nazar aane lage khatm kar de ae sabaa ab shaame ghum ki daastaan khatm kar de ae sabaa ab shaame ghum ki daastaan dekh un aankhon mein bhi aansoo nazar aane lage tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage kaash ye bhi ho ke mujh mein tu nazar aane lage
tere khushboo mein base khat main jalaata kaise pyaar mein doobe huye khat main jalaata kaise tere haathon ke likhe khat main jalaata kaise jin ko duniyaa ki nighahon se chhupaaye rakhaa jin ko ik umr kaleje se lagaaye rakhaa deen jinko jinhen imaan banaaye rakhaa tere khushboo mein base khat main jalaata kaise jin kaa har lafz mujhe yaad tha paani ki tarah yaad the mujhko jo paigaam e zubaani ki tarah mujhko pyaare the jo anmol nishaani ki tarah tere khushboo mein base khat main jalaata kaise tune duniyaa ki nighaahon se jo bach kar likhe saal haa saal mere naam baraabar likhe kabhi din mein to kabhi raat ko uth kar likhe tere khushboo mein base khat main jalaata kaise pyaar mein doobe huye khat main jalaata kaise tere haathon ke likhe khat main jalaata kaise tere khat aaj main ganga mein bahaa aayaa hoon tere khat aaj main ganga mein bahaa aayaa hoon aag behte huye paani mein lagaa aayaa hoon
dil ke deewaaro dar pe kya dekha dil ke deewaaro dar pe kya dekha bas tera naam hi likha dekha teri aankhon mein humne kya dekha teri aankhon mein humne kya dekha kabhi qaatil kabhi khuda dekha teri aankhon mein humne kya dekha apni surat lagi paraayi si apni surat lagi paraayi si apni surat lagi paraayi si jab kabhi humne aaina dekha jab kabhi humne aaina dekha haaye andaaz tere rukne ka haaye andaaz tere rukne ka haaye andaaz tere rukne ka waqt ko bhi ruka ruka dekha waqt ko bhi ruka ruka dekha tere jaane mein aur aane mein tere jaane mein aur aane mein tere jaane mein aur aane mein humne sadiyon ka faasla dekha humne sadiyon ka faasla dekha phir nawaaya khayaal jannat ka phir nawaaya khayaal jannat ka phir nawaaya khayaal jannat ka jab tere ghar ka raasta dekha teri aankhon mein humne kya dekha kabhi qaatil kabhi khuda dekha dil ke deewaaro dar pe kya dekha bas tera naam hi likha dekha
teri aankhon se hi jaage soye hum teri aankhon se hi jaage soye hum teri aankhon se hi jaage soye hum kab tak aakhirrrr kab tak aakhir kab tak aakhir tere ghum ko roye hum teri aankhon se hi jaage soye hum waqt ka marham zakhmon ko bhar deta hai waqt ka marham zakhmon ko bhar deta hai sheeshe ko bhi ye pathar kar deta hai raat mein tujkho paayen din mein khoye hum teri aankhon se hi jaage soye hum har aahat par lagta hai tu aaya hai har aahat par lagta hai tu aaya hai dhoop hai mere peechhe aage saaya hai dhoop hai mere peechhe aage saaya hai khud apni hiiiiii khud apni hi laash ko kab tak dhoye hum teri aankhon se hi jaage soye hum teri aankhon se hi jaage soye hum kab tak aakhirrrr kab tak aakhir kab tak aakhir tere ghum ko roye hum teri aankhon se hi jaage soye hum ayeeeeeee aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa ayeeeeeee eeeeee naaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa deeeeeeeee
teri duniya mein jeene se to behtar hai ke mar jaayen teri duniya mein jeene se to behtar hai ke mar jaayen wohi aansoo wohi aankhen wohi ghum hai kidhar jaayen teri duniya mein jeene se to behtar hai ke mar jaayen koi to aisa ghar hota jahaan se pyaar mil jaataaaa koi to aisa ghar hota jahaan se pyaar mil jaata wohi begaane chehre hain jahaan pahunche jidhar jaayen teri duniya mein jeene se to behtar hai ke mar jaayen aree oh aasma waale bata is mein bura kya hai are oh aasma waale aree oh aasma waale bata is mein bura kya hai are oh aasma waale khushi ke chaar jhonke gar idhar se bhi guzar jaayen teri duniya mein jeene se to behtar hai ke mar jaayen wohi aansoo wohi aankhen wohi ghum hai kidhar jaayen
Teri Soorat Jo Bhari Rehti Hai
aa aa aa teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein bahaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein mere junoon se wo shohrat hai tere jalwon ki mere junoon se wo shohrat hai tere jalwon ki jidhar bhi jaao hazaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein sitam wo karte hain jis par badi tavajjoh se sitam wo karte hain jis par badi tavajjoh se ye uske unche mukaddar ki baat hoti hai chaman chaman mein tere shabaab ko dekha sharaab chhoot gayi tere shabaab ko dekha sharaab chhoot gayi yehi sharaab ke maaron mein baat hoti hai teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein bahaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein
thar thara uthti hai khamosh faza raat gaye thar thara uthti hai khamosh faza raat gaye kaun deta hai ye galiyon mein sada raat gaye kaun deta hai ye galiyon mein sada raat gaye thar thara uthti hai chubh ke rah jaati hai seene main vatan ki khushboo chubh ke rah jaati hai seene main vatan ki khushboo kaun deta hai koi bande kaba raat gaye kaun deta hai koi bande kaba raat gaye thar thara uthti hai din ke hangaamon mein kya koi kasak ho mehsoos din ke hangaamon mein kya koi kasak ho mehsoos dil ki har chot ka chalta hai pata raat gaye dil ki har chot ka chalta hai pata raat gaye thar thara uthti hai bheegi bheegi hui mausam ki hawaaon pe na ja bheegi bheegi hui mausam ki hawaaon pe na ja jinpe barsegi shararon ki ghataa raat gaye jinpe barsegi shararon ki ghataa raat gaye thar thara uthti hai aao hum jism ki shammo se ujala kar lein aao hum jism ki shammo se ujala kar lein chand nikla bhi to niklega zara raat gaye chand nikla bhi to niklega zara raat gaye thar
kathin hai raahguzar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo bahut kada hai safar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo tamaam umr kahaan koi saath deta hai tamaam umr kahaan koi saath deta hai main jaanta hoon magar thodi door saath chalo main jaanta hoon magar thodi door saath chalo bahut kada hai safar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo ye ek shab ki mulaqaat bhi ganimat hai ye ek shab ki mulaqaat bhi ganimat hai kise hai kal ki khabar thodi door saath chalo kise hai kal ki khabar thodi door saath chalo bahut kada hai safar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo abhi to jaag rahe hain chiraag raahon ke abhi to jaag rahe hain chiraag raahon ke abhi hai door saher thodi door saath chalo abhi hai door saher thodi door saath chalo bahut kada hai safar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door
ye intezaar galat hai ke shaam ho jaaye jo ho sake to abhi daur e jaam ho jaaye mujh jaise rind ko bhi tune hashar mein yaa rab bulaa liya hai to kuchh intejaam ho jaaye huyi mehngi bahut hi sharaab ke thodi thodi piya karo piyo lekin rakho hisaab ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo huyi mehngi bahut hi sharaab ke thodi thodi piya karo ghum ka daur ho yaa ho khushi samaa baandhati hai sharaab ghum ka daur ho yaa ho khushi samaa baandhati hai sharaab ghum ka daur ho yaa ho khushi samaa baandhati hai sharaab ik mashwaraa hai janaab ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo huyi mehngi bahut hi sharaab ke thodi thodi piya karo dil ke zakhmon ko seena kya peene ke liye jeena kya dil ke zakhmon ko seena kya peene ke liye jeena kya dil ke zakhmon ko seena kya peene ke liye jeena kya phoonk daale jigar ko sharaab ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo huyi mehngi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tanha Tanha Hum Ro Lenge Jagjit Singh 07:34 15123
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:34   Song Number : 15123   

Tanhaa Na Apne Chandan Dass 06:11 18474
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 06:11   Song Number : 18474   

Tasveer Banata Hoon Jagjit Singh 06:03 38316
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad, Deepak Pandit
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:03   Song Number : 38316   

Tasveer Teri Dil Mera Behla Na Sakegi Talat Mahmood 03:23 32942
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:23   Song Number : 32942   

Tera Chehra Hai Aaeene Jaisa Jagjit Singh 04:50 17857
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:50   Song Number : 17857   

Tera Hijr Mera Naseeb Hai Kabban Mirza 04:09 31130
 
Poster of Kabban Mirza
 
Category
Ghazal
Duration : 04:09   Song Number : 31130   

Tere Aane Ki Jab Khabar Mehke Jagjit Singh 06:14 11327
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:14   Song Number : 11327   

Tere Bheege Badan Ki Khushboo Mehdi Hassan 04:20 31546
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 04:20   Song Number : 31546   

Tere Bin Nahin Lagda Nusrat Fateh Ali Khan 07:13 11753
 
Poster of Nusrat Fateh Ali Khan
 
Category
Ghazal
Duration : 07:13   Song Number : 11753   

Tere Honton Ko Salaam Ashok Khosla 05:49 18103
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 05:49   Song Number : 18103   

Tere Jalwe Ab Mujhe Harsoon Lata Mangeshkar 05:55 31088
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Duration : 05:55   Song Number : 31088   

Tere Khushboo Mein Base Khat Jagjit Singh 04:27 14692
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:27   Song Number : 14692   

Teri Aankhon Mein Humne Kya Dekha Jagjit Singh & Chitra Singh 06:05 16968
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:05   Song Number : 16968   

Teri Aankhon Se Hi Jagjit Singh 05:57 18109
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:57   Song Number : 18109   

Teri Duniya Mein Jeene Jagjit Singh 05:05 39429
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:05   Song Number : 39429   

Teri Soorat Jo Bhari Rehti Hai Jagjit Singh 04:59 39297
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:59   Song Number : 39297   

Teri To Chaand Sitaaron Mein Mohd Rafi 03:35 40565
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:35   Song Number : 40565   

Thar Thari Uthti Hai Mukesh 05:51 32999
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Singer- 
Mukesh
Duration : 05:51   Song Number : 32999   

Thodi Door Saath Chalo Pankaj Udhas 06:28 36023
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:28   Song Number : 36023   

Thodi Thodi Piya Karo Pankaj Udhas 06:18 18385
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:18   Song Number : 18385