Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bade vasook seeeee duniyaa fareb deti haiiii bade vasook seeeee duniyaa fareb deti hai bade khuloos se hum aitbaar karte hain hmmm hmmm aaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aaaaa aaaa aaaa hmmm hmmm hmmmm hmmm ye dil ye paagal dil mera ye dil ye ye dil ye ye dil ye ye dil ye ye dil ye paagal dil mera kyun bhujh gaya aawargi ye dil ye paagal dil mera kyun bhujh gaya aawargi iss dasht mein ik shehar tha iss dasht mein ik shehar tha wo kya hua aaawargiii ye dil ye paagal dil mera kyun bhujh gaya aawargi iss dasht mein ik shehar tha iss dasht mein ik shehar tha wo kya hua aaawargii ye dil ye paagal dil meraa kal shab mujhe beshaqal ki aawaaz ne chaunka diya kal shab mujhe beshaqal ki aawaaz ne chaunka diya maine kaha tu kaun hai maine kaha tu kaun hai ussne kaha aawargi ye dil ye paagal dil mera kyun bhujh gaya aawargi iss dasht mein ik shehar tha iss dasht mein ik shehar tha wo kya hua aaawargiii ye dil ye paagal dil meraa ik tu ke sadiyon se
ye haqeeqat hai ke hota hai asar baaton mein ye haqeeqat hai ke hota hai asar baaton mein tum bhi khul jaaoge tum bhi khul jaaoge do chaar mulaqaton mein ye haqeeqat hai ke hota hai asar baaton mein tumse sadiyon ki wafaon ka koi naata tha tumse sadiyon ki wafaon ka koi naata tha tumse milne ki lakeeren thi mere hathon mein tumse milne ki lakeeren thi mere hathon mein tum bhi khul jaaoge tum bhi khul jaaoge do chaar mulaqaton mein ye haqeeqat hai tere vaadon ne humen ghar se nikalne na diya tere vaadon ne humen ghar se nikalne na diya log mausam ka maza le gaye barsaaton mein log mausam ka maza le gaye barsaaton mein tum bhi khul jaaoge tum bhi khul jaaoge do chaar mulaqaton mein ye haqeeqat hai ke hota hai asar baaton mein ab na sooraj na sitare na sama aur na chaand ab na sooraj na sitare na sama aur na chaand apne zakhmon ka ujaala hai ghani raaton mein apne zakhmon ka ujaala hai ghani raaton mein tum bhi khul jaaoge tum bhi khul jaaoge do chaar mulaqaton mein
ye jo halka halka suroor hai ye jo halka halka ye teri nazar ka kusoor hai ke sharaab peena sikha diya ye jo halka halka suroor hai ye teri nazar ka kusoor hai ke sharaab peena sikha diya tere pyaar ne teri chaah ne tere pyaar ne teri chaah ne teri bahki bahki nigaah ne mujhe ek sharabi bana diya teri bahki aaaaaa aaaaa sharaab kaisi khumaar kaisa ye sab tumhari navaazishen hain pilaayi hai kis nazar se toone ke mujhko apni khabar nahin hai aaaaaa aaaaaa sara jahan mast jahan ka nizam mast mast sheesha mast sab mast jaam mast din mast raat mast saher mast shaam must yun to saqi har tarah ki tere maikhane mein hai hey woh bhi thodi si hey woh bhi thodi si jo in aankhon ke paimane mein hai hey woh bhi thodi si sab samajhta hoon teri ishwa kari ae saqi kaam karti hai nazar naam hai paimane ka teri bahki bahki hey tera pyaar hai meri zindagi hey bas meri zindagi tera pyaar hai aaaaaaaa aaaaaaa hey bas meri zindagi tera na namaz aati hai mujhko na wazoo aata hai sajda
ye karen aur wo karen aisa karen waisa karen ye karen aur wo karen aisa karen waisa karen zindagi do din ki hai zindagi do din ki hai do din mein hum kya kya karen ye karen aur wo karen aisa karen waisa karen zindagi do din ki hai do din mein hum kya kya karen ye karen aur wo karen jee mein aata hai ke den parde se parde ka jawaab jee mein aata hai ke den parde se parde ka jawaab humse wo parda karen humse wo parda karen duniyaa se hum parda karen ye karen aur wo karen aisa karen waisa karen zindagi do din ki hai do din mein hum kya kya karen ye karen aur wo karen sunn raha hoon kuchh lootere aa gaye hain shehar mein sunn raha hoon kuchh lootere aa gaye hain shehar mein aap jaldi band apne aap jaldi band apne ghar ka darwaaza karen ye karen aur wo karen aisa karen waisa karen zindagi do din ki hai do din mein hum kya kya karen ye karen aur wo karen iss purani bewafaa duniyaa ka rona kab talak iss purani bewafaa duniyaa ka rona kab talak aaiye mil jul ke ik aaiye
ye nayan dare dare ye jaam bhare bhare ye nayan dare dare ye jaam bhare bhare mujhe peene do kal ki kisse khabar ik raat ho ke nidar mujhe jeene do ye nayan dare dare raat haseen ye chaand haseen tu sabse haseen mere dilbar raat haseen ye chaand haseen tu sabse haseen mere dilbar aur tujh se haseen aur tujh se haseen tera pyaar tu jaane na ye nayan dare dare ye jaam bhare bhare mujhe peene do kal ki kise khabar ik raat ho ke nidar mujhe jeene do ye nayan dare dare pyaar mein hai jeevan ki khushi deti hai khushi kai ghum bhi pyaar mein hai jeevan ki khushi deti hai khushi kai ghum bhi main maan bhi loon main maan bhi loon kabhi haar tu maane na ye nayan dare dare ye jaam bhare bhare mujhe peene do kal ki kise khabar ik raat hoke nidar mujhe jeene do ye nayan dare dare
ye raatein ye raatein ye mausam ye hasnaa hasaana ye raatein mujhe bhool jaana inhein na bhoolana bhoolana bhoolana ye raatein ye behki nigahen ye behki nigahen ye behki adaayein ye behki nigahen ye behki adaayein ye aankhon ke kaajal mein doobi ghataein fizaa ke fizaa ke labon par fizaa ke fizaa ke labon par ye chup ka fasana mujhe bhool jaana inhein na bhoolana bhoolana bhoolana ye raatein chaman mein chaman mein jo mil ke bani hai kahaani humaari muhabbat tumhaari jawaani chaman mein ye do garm saanson ka ik saath anaa ye badlii ka chalnaa ye boondon ki rumjhum ye badlii ka chalnaa ye boondon ki rumjhum ye masti ka aalam ye khoye se hum tum tumhaara tumhaara mere saath ye gungunana mujhe bhool jaana inhein na bhoolana bhoolana bhoolana ye raatein
ye to nahin ke ghum nahin ye to nahin ke ghum nahin haan meri aankh nam nahin ye to nahin ke ghum nahin tum bhi to tum nahin ho aaj tum bhi to tum nahin ho aaj tum bhi to tum nahin ho aaj hum bhi to aaj hum nahin hum bhi to aaj hum nahin ye to nahin ke ghum nahin ab na khushi ki hai khushi ab na khushi ki hai khushi ab na khushi ki hai khushi ghum ka bhi ab to ghum nahin ghum ka bhi ab to ghum nahin ye to nahin ke ghum nahin maut agar che maut hai maut agar che maut hai maut agar che maut hain maut se zeest kam nahin maut se zeest kam nahin ye to nahin ke ghum nahin haan meri aankh nam nahin ye to nahin ke ghum nahin
yeh bahaar keh rahi hai yahi pyaar ka sama meri aarzoo pukaare o mere dilruba kahaan kahe jhoomta pawan yahi pyaar ka samaa ye umang puchhti hai tu mujhe le chala kahaan yeh bahaar keh rahi hai raat gaane lagi dil machalne laga pyaar ki raah mein mann behekne laga raat gaane lagi dil machalne laga pyaar ki raah mein mann behekne laga saanson mein tu hai khwabon mein tu hai saanson mein tu hai khwabon mein tu hai hain armaan jawaan yeh bahaar keh rahi hai yahi pyaar ka sama meri aarzoo pukaare o mere dilruba kahaan yeh bahaar keh rahi hai chandani bheegi bheegi chaand soya hua pyaar ke swapn mein main bhi khoya hua chandani bheegi bheegi chaand soya hua pyaar ke swapn mein main bhi khoya hua jaane bahaar tu hai dil ka qaraar tu hai jaane bahaar tu hai dil ka qaraar tu hai meri umeed jawaan kahe jhoomta pawan yahi pyaar ka samaa ye umang puchhti hai tu mujhe le chala kahaan yeh bahaar keh rahi hai hai tamanna yahi saath hum tum rahen baagon mein pyaar ke phool khilte
yeh ishq nahin aasan humne to ye jaana hai kajal ki lakiron ko aankhon se churana hai yeh ishq nahin aasan humne to ye jaana hai yeh ishq tasveer banata hai ungali se hawaaon par tasveer banata hai ungali se hawaaon par shayad vo mere jaisa tera hi deewana hai shayad vo mere jaisa tera hi deewana hai yeh ishq nahin aasan humne to ye jaana hai yeh ishq bhooli huyi yaadon par bisari huyi baaton par bhooli huyi yaadon par bisari huyi baaton par aa ja ke gale milke rona hai rulana hai aa ja ke gale milke rona hai rulana hai yeh ishq nahin aasan humne to ye jaana hai yeh ishq khulte hi tere gesu udne hai lagi khushboo khulte hi tere gesu udne hai lagi khushboo ye raaz hawaaon ko phoolon se chhupana hai ye raaz hawaaon ko phoolon se chhupana hai yeh ishq nahin aasan humne to ye jaana hai kajal ki lakiron ko aankhon se churana hai yeh ishq
yeh mojeza bhi mohabbat kabhi dikhaaye mujhe yeh mojeza bhi mohabbat kabhi dikhaaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa wo meharbaa hai to ikraar kyoon nahin karta wo meharbaa hai to ikraar kyoon nahin karta wo badgumaa hai to sau baar aazmaaye mujhe wo badgumaa hai to sau baar aazmaaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa wo mera dost hai saare jahaan ko hai maloom wo mera dost hai saare jahaan ko hai maloom daga kare wo kisi se to sharm aaye mujhe daga kare wo kisi se to sharm aaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa main apni zaat mein neelaam ho raha hoon qateel main apni zaat mein neelaam ho raha hoon qateel ghum e hayaat se keh do khareed laaye mujhe ghum e hayaat se keh do khareed laaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa
tere waade par jiye hum to yeh jaan jhooth jaana tere waade par jiye hum to yeh jaan jhooth jaana ke khushi se mar na jaate agar aitbaar hota yeh na thi humari qismat ke visaal e yaar hota agar aur jeete rehte yahi intezaar hota ye na thi humari qiismat ye kahaan ki dosti hai ke bane hai dost naa se ye kahaan ki dosti hai ke bane hai dost naa se koi chaara saaz hota koi ghum gusaar hota ye na thi humari qismat ke visaal e yaar hota ye na thi humari qismat kahoon kis se main ke kya hai shab e ghum buri balaa hai kahoon kis se main ke kya hai shab e ghum buri balaa hai mujhe kya bura tha marna agar ek baar hota ye na thi humari qismat ke visaal e yaar hota agar aur jeete rehte yahi intezaar hota ye na thi humari qismat
yeh shaam phir nahin aayegi yeh shaam phir nahin aayegi kuchh na kaha to kuchh na suna to yun hi dhal jayegi yeh shaam phir nahin aayegi yeh shaam phir nahin aayegi kuchh na kaha to kuchh na suna to yun hi dhal jayegi yeh shaam phir nahin aayegi yeh shaam aaj hi kar lo dil ki baat kal pachhtaoge aaj agar tum pass na aaye phir kab aaoge ye pal beet gaya to janam kaha jaaoge tanhaai ka dard kabhi tum seh na paaoge yeh shaam phir nahin aayegi yeh shaam dilruba oo mere dilruba kya keja ye tum ne kya kiya hohohoho dil mera kyun kahan kho gaya pal mein kyun tera hi ho gaya jane kya nasha hai teri aankhon mein jadu sa bhara hai teri baaton mein saansein teri mehki meri saanson mein teri hi jhalak mere khwabon mein tere siva hai kya duniya mein meri jaan tu hai meri zindagi paas aa yeh shaam phir nahin aayegi yeh shaam aaj hum aye sanam aaj hum bhool kar duniya ke runj o ghum yeh qasam qasam hai pyaar ki saath hoon saath hoon har qadam yoon hi teri aankhon mein ye ankhein
yun hi tanhaayi mein yun hi tanhaayi mein yun hi tanhaayi mein yun hi tanhaayi mein hum dil ko saza dete hain yun hi tanhaayi mein hum dil ko saza dete hain naam likhte hain tera likh ke mita dete hain yun hi tanhaayi mein hum dil ko saza dete hain jab bhi naakaam mohabbat ka koi zikar kare jab bhi naakaam mohabbat ka koi zikar kare log haste hain mera naam bata dete hain naam likhte hain tera likh ke mita dete hain yun hi tanhaayi mein hum dil ko saza dete hain ab khushi ki koi tarqeeb na soche duniya ab khushi ki koi tarqeeb na soche duniya ab ye aalam hai kuchh ghum hi maza dete hain naam likhte hain tera likh ke mita dete hain yun hi tanhaayi mein hum dil ko saza dete hain ab tasalli nahin di jaati mariz e ghum ko ab tasalli nahi di jaati mariz e ghum ko dekhne wale bhi marne ki duwa dete hain naam likhte hain tera likh ke mita dete hain yun hi tanhaayi mein hum dil ko saza dete hain kya zarurat hai rafeeq bart ko yeh zehmat ho kya zarurat hai rafeeq bart ko
yun na reh reh kar humein tarsaaiye yun na reh reh kar humein tarsaaiye aaiye aa jaaiye aa jaaiye aaaaaa phir wohi daanistaah thokar khaaiye phir wohi daanistaah thokar khaaiye phir meri aagosh mein gir jaaiye phir meri aagosh mein gir jaaiye meri duniya muntazir hai aap ki meri duniya muntazir hai aap ki apni duniya chhod kar aa jaaiye apni duniya chhod kar aa jaaiye aa aa aa ye hawaa saagar ye halki chaandni ye hawaa saagar ye halki chaandni jee mein aata hai yahin mar jaaiye jee mein aata hai yahin mar jaaiye yun na reh reh kar humein tarsaaiye
yun sajaa chand yun sajaa chand ke chhallka tere andaaz ka rang yun fazaa mehki ke badla mere humraaz ka rang yun sajaa chand ke chhallka tere andaaz ka rang yun fazaa mehki ke badla mere humraaz ka rang yun sajaa chand ke chhallka tere andaaz ka rang saaya e chashm mein hairaan rukh e roshan ka jamaal saaya e chashm mein hairaan rukh e roshan ka jamaal surkh ye labb mein parishaan teri aawaaz ka rang yun fazaa mehki ke badla mere humraaz ka rang yun sajaa chand ke chhallka tere andaaz ka rang be peeye ho ke agar lutf karo akhiri e shab be peeye ho ke agar lutf karo akhiri e shab shesha o mai mein dhale subah ke aagaaz ka rang yun fazaa mehki ke badla mere humraaz ka rang yun sajaa chand ke chhallka tere andaaz ka rang chang o nerang pe the apne lahoo ke dam se chang o nerang pe the apne lahoo ke dam se dil ne lai badli to maddham hua har saaz ka rang yun fazaa mehki ke badla mere humraaz ka rang yun sajaa chand ke chhallka tere andaaz ka rang yun fazaa mehki ke
yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath rishte wafaayein dosti sab kuchh to paas hai kya baat hai pata nahin dil kyun udaas hai har lamha hai haseen nayi dil kashi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath chaahat bhi hai sukoon bhi hai dilbari bhi hai chaahat bhi hai sukoon bhi hai dilbari bhi hai aankhon mein khaab bhi hai labon par hansi bhi hai dil ko nahin hai koi shikaayat kisi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath hmmm hmmm hmmmm socha tha jaisa waisa hi jeevan to hai magar abb aur kis talaash mein bechain hai nazar kudrat toh meherbaan hai dariya dili ke saath phir bhi koi kami si hai
aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein ik roshni andhere mein bikhra gaya koi yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein wo haadsa wo pehli mulaaqat kya kahun kitni ajab thi soorat e haalaat kya kahun wo qehar wo kazad wo zafaa mujhko yaad hai wo uss ki berukhi ki adaa mujhko yaad hai mitta nahin hai zehan se yun chhaa gaya koi yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein pehle wo mujh ko dekh kar barham si ho gayi pehle wo mujh ko dekh kar barham si ho gayi phir apne hi haseen khayaalon mein kho gayi bechargi pe meri use reham aa gaya shayad mere tadapne ka andaaz bhaa gaya saanson se bhi kareeb mere aa gaya koi yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein ab uss dil e tabaah ki haalat naa poochhiye ab uss dil e tabaah ki haalat naa poochhiye benaam aarzoo ki lazzat naa poochhiye ik
zakhm e tanhaai mein khushboo e heena kis ki thi zakhm e tanhaai mein khushboo e heena kis ki thi saaya deewaar pe mera tha sadaa kis ki thi zakhm e tanhaai mein khushboo e heena kis ki thi aansuon se hi sahi bhar gaya daaman mera aansuon seeee aaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaa aansuon se hi sahi bhar gaya daaman mera haath to maine uthaye the duaa kis ki thi haath to maine uthaye the duwaa kis ki thi saaya deewaar pe mera tha sadaa kis ki thi zakhm e tanhaai mein khushboo e heena kis ki thi meri aanhon ki zabaan koi samjhtaa kaise meriiiiiiiiiiiiiiiii meri aanhon ki zabaan koi samjhtaa kaise zindagi itni dukhi mere siwaa kis ki thi zindagi itni dukhi mere siwaa kis ki thi saaya deewaar pe mera tha sadaa kis ki thi zakhm e tanhaai mein khushboo e heena kis ki thi chhod di kis ke liye tune muzafar duniyaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaaaa chhod di kis ke liye tune muzafar duniyaaa justzoo si tujhe har waqt bataa kis ki thi justzoo si tujhe har waqt bataa kis ki thi saaya deewaar pe
dard ki baarish sahi madhham zara aahista chal dard ki baarish sahi madhham zara aahista chal dil ki mitti hai abhi tak nam zara aahista chal dard ki baarish sahi madhham zara aahista chal tere milne aur phir tere bichhad jaane ke beech tere milne aur phir tere bichhad jaane ke beech tere milne aur phir tere bichhad jaane ke beech faasla ruswaai ka hai kam zara aahista chal apne dil hi mein nahin hai uski mehroomi ki aag apne dil hi mein nahin hai uski mehroomi ki aag apne dil hi mein nahin hai uski mehroomi ki aag uski aankhon mein bhi hai shabanam zara aahista chal koi bhi ho humsafar raashid na ho khush is kadar koi bhi ho humsafar raashid na ho khush is kadar koi bhi ho humsafar raashid na ho khush is kadar ab ke logon mein wafa hai kam zara aahista chal dard ki baarish sahi madhham zara aahista chal dard ki baarish sahi madhham zara aahista chal ho zara aahista chal zara aahista chal
zara si baat pe zara si baat pe har rasm tod aaya thaa zara si baat pe har rasm tod aaya thaa dil e tabaah ne bhi kyaa mizaaj paaya thaa zara si baat pe muaaf kar naa saki meri zindagi mujhko muaaf kar naa saki meri zindagi mujhko wo ek lamha ke main tujh se tang aaya thaa wo ek lamha ke main tujh se tang aaya thaa zara si baat pe shagufta phool simat kar kali bane jaise shagufta phool simat kar kali bane jaise kuchh is kamaal se toone badan churaaya thaa kuchh is kamaal se toone badan churaaya thaa zara si baat pe guzar gayaa hai koi lamhaa e sharar ki tarah guzar gayaa hai koi lamhaa e sharar ki tarah abhi to main usse pehchaan bhi na paaya thaa abhi to main usse pehchaan bhi na paaya thaa zara si baat pe pata nahin ki mere baad unpe kya guzri pata nahin ki mere baad unpe kya guzri main chand khwaab zamaane mein chhod aaya thaa main chand khwaab zamaane mein chhod aaya thaa zara si baat pe har rasm tod aaya thaa dil e tabaah ne bhi kyaa mizaaj paaya thaa zara si
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Dil Ye Paagal Dil Mera Ghulam Ali 14:05 17981
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 14:05   Song Number : 17981   

Ye Haqeeqat Hai Ke Hota Hai Chitra Singh 06:44 37972
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 06:44   Song Number : 37972   

Ye Jo Halka Halka Suroor Hai Nusrat Fateh Ali Khan 07:24 36626
 
Poster of Nusrat Fateh Ali Khan
 
Category
Ghazal
Duration : 07:24   Song Number : 36626   

Ye Karen Aur Wo Karen Jagjit Singh & Chitra Singh 06:28 15957
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:28   Song Number : 15957   

Ye Nayan Dare Dare Jagjit Singh 06:09 36465
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:09   Song Number : 36465   

Ye Raatein Ye Mausam Ye Hasnaa Hasaana Pankaj Mullick 03:26 31522
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Ghazal
Duration : 03:26   Song Number : 31522   

Ye To Nahin Ke Ghum Nahin Chitra Singh 04:05 15754
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:05   Song Number : 15754   

Yeh Bahaar Keh Rahi Hai Talat Aziz & Peenaz Masani 06:52 39720
 
Poster of Talat Aziz & Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Raghunath Seth
Duration : 06:52   Song Number : 39720   

Yeh Ishq Nahin Aasan Talat Aziz 06:05 19147
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 06:05   Song Number : 19147   

Yeh Mojeza Bhi Mohabbat Kabhi Dikhaaye Mujhe Jagjit Singh 05:13 19225
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:13   Song Number : 19225   

Yeh Na Thi Humari Qismat Chitra Singh 04:28 15694
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Year- 
1954
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 15694   

Yeh Shaam Phir Nahin Aayegi Nusrat Fateh Ali Khan 06:36 32172
 
Poster of Nusrat Fateh Ali Khan
 
Category
Ghazal
Duration : 06:36   Song Number : 32172   

Yun Hi Tanhaayi Mein Hum Dil Ko Anup Jalota 06:06 18485
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Duration : 06:06   Song Number : 18485   

Yun Na Reh Reh Kar Master Madan 03:08 40734
 
Poster of Master Madan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sagar Nizami
Singer- 
Master Madan
Duration : 03:08   Song Number : 40734   

Yun Sajaa Chand Ke Chhalka Tere Andaaz Ka Rang Asha Bhosle 04:54 15976
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Duration : 04:54   Song Number : 15976   

Yun To Guzar Raha Hai Jagjit Singh 06:31 36749
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:31   Song Number : 36749   

Yun Zindagi Ki Raah Mein Mehdi Hassan 05:45 18429
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 05:45   Song Number : 18429   

Zakhm E Tanhaai Mein Ghulam Ali 06:35 15979
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 06:35   Song Number : 15979   

Zara Aahista Chal Pankaj Udhas 04:13 18010
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:13   Song Number : 18010   

Zara Si Baat Pe Mukesh 06:04 37121
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mukesh
Duration : 06:04   Song Number : 37121