aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein ik roshni andhere mein bikhra gaya koi yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein wo haadsa wo pehli mulaaqat kya kahun kitni ajab thi soorat e haalaat kya kahun wo qehar wo kazad wo zafaa mujhko yaad hai wo uss ki berukhi ki adaa mujhko yaad hai mitta nahin hai zehan se yun chhaa gaya koi yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein pehle wo mujh ko dekh kar barham si ho gayi pehle wo mujh ko dekh kar barham si ho gayi phir apne hi haseen khayaalon mein kho gayi bechargi pe meri use reham aa gaya shayad mere tadapne ka andaaz bhaa gaya saanson se bhi kareeb mere aa gaya koi yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein ab uss dil e tabaah ki haalat naa poochhiye ab uss dil e tabaah ki haalat naa poochhiye benaam aarzoo ki lazzat naa poochhiye ik
Yun Zindagi Ki Raah Mein
Mehdi Hassan