Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon kaante teri raahon ke main palkon pe sajaa loon har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon bichhdi hai meri neend bhi bichhda hai tu jab se bichhdi hai meri neend bhi bichhda hai tu jab se jee chaahe tujhe roz hi khaabon mein bula loon jee chaahe tujhe roz hi khaabon mein bula loon har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon tu paas naa aa haan zara daaman to badha de tu paas naa aa haan zara daaman to badha de ashqon ko kahaan tak main inn aankhon mein sambhaalun ashqon ko kahaan tak main inn aankhon mein sambhaalun har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon ye ishq ka ilzaam bhi ilzaam hai koi ye ishq ka ilzaam bhi ilzaam hai koi tere liye duniyaa ke har ilzaam utha loon tere liye duniyaa ke har ilzaam utha loon har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon le jaaye kahaan jaane humen waqt ka dariyaa le jaaye kahaan jaane humen waqt ka
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa har ek baat pe har ek baat pe kehte ho tum ke to kya hai tum hi kaho ke ye tum hi kaho ke ye andaaz e guftgoo kya hai har ek baat pe ragon mein daudte phirne ke hum nahin kayal ragon mein daudte phirne ke hum nahin kayal jab aankh hi se na jab aankh hi se na tapka to phir lahu kya hai har ek baat pe jala hai jism jahan dil bhi jal gaya hoga aaa aaaaa aaaa jala hai jism jahan dil bhi jal gaya hoga kuredte ho jo kuredte ho jo ab raakh juftju kya hai har ek baat pe rahee na taaqat e guftar aur agar ho bhi rahee na taaqat e guftar aur agar ho bhi to kis umeed pe to kis umeed pe kahiye ki aarzoo kya hai har ek baat pe
har ek baat pe kehte ho tum ke tu kya hai har ek baat pe kehte ho tum ke tu kya hai tumhin kaho ke ye andaaz e guftgoo kya hai tumhin kaho ke ye andaaz e guftgoo kya hai har ek baat pe kehte ho tum ke tu kya hai ragon mein daudte phirne ke hum nahin qaayal ragon mein daudte phirne ke hum nahin qaayal jab aankh hi se naa tapka to phir lahoo kya hai jab aankh hi se naa tapka phir lahoo kya hai tumhin kaho ke ye andaaz e guftgoo kya hai har ek baat pe kehte ho tum ke tu kya hai jalaa hai jism jahaan dil bhi jal gaya hoga jalaa hai jism jahaan dil bhi jal gaya hoga kuredte ho jo ab raakh justjoo kya hai kuredte ho jo ab raakh justjoo kya hai tumhin kaho ke ye andaaz e guftgoo kya hai har ek baat pe kehte ho tum ke tu kya hai banaa hai shai ka masaahib phire hai itraata banaa hai shai ka masaahib phire hai itraata wagar naa shehar mein gaalib ki aabroo kya hai wagar naa shehar mein gaalib ki aabroo kya hai tumhin kaho ke ye andaaz e guftgoo kya hai har ek baat pe kehte
har ek husn tera aaina lage hai mujhe har ek husn tera aaina lage hai mujhe kahan kahan tera chehra chhupa lage hai mujhe kahan kahan tera chehra chhupa lage hai mujhe main so bhi jaaun to kya meri band aankhon mein main so bhi jaaun to kya meri band aankhon mein tamaam raat koi jhaankta lage hai mujhe tamaam raat koi jhaankta lage hai mujhe tamaam raat koi main jab bhi uske khayaalon mein kho sa jata hoon main jab bhi uske khayaalon mein kho sa jata hoon wo khud bhi baat kare to bura lage hai mujhe wo khud bhi baat kare to bura lage hai mujhe daba ke aayi hain seene mein kaun si aahen daba ke aayi hain seene mein kaun si aahen kuchh aaj rang tera saanwala lage hai mujhe kuchh aaj rang tera saanwala lage hai mujhe kuchh aaj rang tera na jaane waqt ki raftaar kya dikhati hai na jaane waqt ki raftaar kya dikhati hai kabhi kabhi to bada khauf sa lage hai mujhe kabhi kabhi to bada khauf sa lage hai mujhe har ek husn tera aaina lage hai mujhe har ek husn tera aaina lage
har ek khushi yun farz nibha kar chali gayi har ek khushi yun farz nibha kar chali gayi mera pataa ghamon ko bata kar chali gayi har ek khushi yun farz nibha kar chali gayi yun to har ek mausam bijli gira gaya yun to har ek mausam bijli gira gaya barsaat aake ghar ko jalaa kar chali gayi barsaat aake ghar ko jalaa kar chali gayi mera pataa ghamon ko bata kar chali gayi kyaa khoob jaanti thi fiza ghar ke raaste kyaa khoob jaanti thi fiza ghar ke raaste fasle bahaar aankh chura kar chali gayi fasle bahaar aankh chura kar chali gayi mera pataa ghamon ko bata kar chali gayi mere naseeb mein the kahaan mehekte chaman mere naseeb mein the kahaan mehekte chaman phoolon ki rut bhi kaante chubho kar chali gayi phoolon ki rut bhi kaante chubho kar chali gayi mera pataa ghamon ko bata kar chali gayi woh chal diye kabhi ke mere dil ko tod kar woh chal diye kabhi ke mere dil ko tod kar aayi jo yaad dil ko dukha kar chali gayi aayi jo yaad dil ko dukha kar chali gayi mera pataa
yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai khilona hai jo mitti ka fanaah hone se darta hai yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai khilona hai jo mitti ka fanaah hone se darta hai yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai mere dil ke kisi kone mein ik masoom sa bachchaa mere dil ke kisi kone mein ik masoom sa bachchaa mere dil ke kisi kone mein ik masoom sa bachchaa badon ki dekh kar duniyaa bada hone se darta hai badon ki dekh kar duniyaa bada hone se darta hai khilona hai jo mitti ka fanaah hone se darta hai yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai na bas mein zindagi iss ke na kaboo maut par iss ka na bas mein zindagi iss ke na kaboo maut par iss ka na bas mein zindagi iss ke na kaboo maut par iss ka magar insaan phir bhi kab khuda hone se darta hai magar insaan phir bhi kab khuda hone se darta hai khilona hai jo mitti ka fanaah hone se darta hai yahaan har shaks har pal
har soo dikhaai dete hain wo jalwa gar mujhe har soo dikhaai dete hain wo jalwa gar mujhe aaa kya kya fareb deti hain meri nazar mujhe dala hai bekhudi ne ajab raah par mujhe dala hai bekhudi ne ajab raah par mujhe aankhen hain aur kuchh nahin aata nazar mujhe aankhen hain aur kuchh nahin aata nazar mujhe dil le ke mujh se dete ho daag e jigar mujhe aaa dil le ke mujh se dete ho daag e jigar mujhe ye baat bhoolne ki nahin umra bhar mujhe ye baat bhoolne ki nahin umra bhar mujhe aaya na raasna laaye dil ka asar mujhe aaya na raasna laaye dil ka asar mujhe ab tum mile to kuchh nahin apni khabar mujhe ab tum mile to kuchh nahin apni khabar mujhe har soo dikhaai dete hain wo jalwa gar mujhe
har taraf har jagah beshumaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi subah se shaam tak bojh dhota hua subah se shaam tak bojh dhota hua apni hi laash kaa khud majaar aadmi apni hi laash kaa khud majaar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi har taraf bhaagte daudte raaste har taraf bhaagte daudte raaste har taraf aadmi ka shikaar aadmi har taraf aadmi ka shikaar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi roz jeeta hua roz marta hua roz jeeta hua roz marta hua har naye din naya intezaar aadmi har naye din naya intezaar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi zindagi ka muqaddar safar dar safar zindagi ka muqaddar safar dar safar aakhiri saans tak beqaraar aadmi aakhiri saans tak beqaraar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi har
hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka maat pita bhai sut banta maat pita bhai sut banta it laago sab fanka hari bin kaun sahai man ka agey ka kechu tulha bandho agey ka kechu tulha bandho kya bharwa sathan ka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka kaha bisasa is bhande ka kaha bisasa is bhande ka itnak laagey thankaa hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka sagal dharam punya phal pawo sagal dharam punya phal pawo dhur bancho sab jan ka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka kahe kabir suno re santo kahe kabir suno re santo yeh man uran pakheru banka yeh man uran pakheru banka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka maat pita bhai sut banta it laago sab fanka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka
haaye mehmaan kahaan ye ghum e jaana hoga khana e dil to koi roz mein viraan hoga haaye mehmaan kahaan ye ghum e jaana hogaa kosta hoon jo naseebon ko to kehta hai wo sokh kosta hoon jo naseebon ko to kehta hai wo sokh phir mohabbat na karega agar insaan hoga phir mohabbat na karega agar insaan hoga dam meri aankhon mein atka hai ke dekhoon to sahi haaaan dam meri aankhon mein atka hai ke dekhoon to sahi kya masiha se mere dard ka darma hoga kya masiha se mere dard ka darma hoga zindagi ishq mein mushkil hai haaye zindagi ishq mein mushkil hai mushkil hai to mar jaayengeee ab se wo kaam karenge ke jo aasaan hoga ab se wo kaam karenge ke jo aasaan hoga
hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe hai dum nikle hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe hai dum nikle bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle nikalna khuld se nikalna khuld se aadam ka sunte aaye hain lekin bahut beaabru ho kar tere kooche se hum nikle bahut beaabru ho kar tere kooche se hum nikle muhabbat mein nahin hai fark marne aur jeene ka muhabbat mein nahin hai fark marne aur jeene ka ussi ko ussi ko dekh kar jeete hain jiska sirf dum nikle ussi ko dekh kar jeete hain jiska sirf dum nikle kahaan maikhaane ka darwaaza ghaalib kahaan maikhaane ka darwaaza ghaalib aur kahaan baayaz par itna par itna jaante hain kal wo jaata tha ki hum nikle par itna jaante hain kal wo jaata tha ki hum nikle hazaaron khwahishen aisi ki har khwahish pe dum nikle
hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle bahot nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle niklna khuld se aaaadam kaa sunte aaye hain lekin bahot beaabroo ho kar tere kooche se hum nikle muhabbat mein nahin hai fark jeene aur marne kaa muhabbat mein nahin hai fark jeene aur marne kaa ussi ko dekh kar jeete hain jiss qaafir pe dam nikle hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle bahot nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle khuda ke waaste pardaa naa kaabe se utha zaalim khuda ke waaste pardaa naa kaabe se utha zaalim kahin aisa naa ho yaan bhi wahi qaafir sanam nikle kahaan maikhaane ka darwaaza gaalib aur kahaan waaiz kahaan maikhaane ka darwaaza gaalib aur kahaan waaiz par itna jaante hain kal wo jaata tha ke hum nikle hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle bahot nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
hijaab e fitna parwar ab utha leti to achchha tha hijaab e fitna parwar ab utha leti to achchha tha khud apne husn ko parda bana leti to achchha tha teri neechi nazar khud teri kismat ki muhaafiz hai teri neechi nazar khud teri kismat ki muhaafiz hai tu is nashtar ki tezi aazma leti to achchha tha tu is nashtar ki tezi aazma leti to achchha tha tere maathe ka teeka mard ki kismat ka taara hai tere maathe ka teeka mard ki kismat ka taara hai tere maathe ka teeka mard ki kismat ka taara hai agar tu saaj e bedaari utha leti to achchha tha khud apne husn ko parda bana leti to achchha tha tere maathe pe ye aanchal bahut hi khoob hai lekin tere maathe pe ye aanchal bahut hi khoob hai lekin tu is aanchal se ekparcham bana leti to achchha tha tu is aanchal se ek parcham bana leti to achchha tha
hooooo hoooo ooooo ooooo ho laagi reeeeeeee laagi lagan yahi dil mein ho laagi re laagi lagan yahi dil mein ho laagi re laagi lagan yahi dil mein deep jale sur ke saagar mein deep jale sur ke saagar mein jab main geet sunaaun laagi reeeee laagi lagan yahi dil mein ho laagi re laagi lagan yahi dil mein deep jale sur ke saagar mein jab main geet sunaaun laagi reeeee laagi lagan yahi dil mein ni ni sa ne ne dhi sa ne ne dhi sa ni ni sa re ga pa ga re ga pa ga re sa sargam chhedun barkha barse sargam chhedun barkha barse jalti aag bujhaaun bujhaaun reeee laagi lagan yahi dil mein ho laagi reeee laagi lagan yahi dil mein deep jale sur ke saagar mein jab main geet sunaaun laagi reeeee laagi lagan yahi dil mein neel gagan ki pariyaan naachen neel gagan ki pariyaan naachen neel gagan ki pariyaan naachen jab main taan lagaaun re lagaaun re laagi lagan yahi dil mein deep jale sur ke saagar mein jab main geet sunaaun laagi reeeee laagi lagan yahi dil mein ho laagi re laagi
aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa honthon se gulfishaan hai wo honthon se gulfishaan hai wo aankhon se ashq baar hum saawan se wo hain bekhabar saawan se wo hain bekhabar begaane ye bahaar hum begaane ye bahaar hum arsh kiye bulandiyan farsh ki pastiyon se hai unka guroor dekh kar unka guroor dekh kar ban gaye khaaksaar hum honthon se gulfishaan hai wo parwaana ja ke jab gira parwaana ja ke jab gira shola toh kaanp kaanp utha uspe na kuchh asar hua uspe na kuchh asar hua jispe huye nisaar hum honthon se gulfishaan hai wo pee hai kisi ki bazm mein itni ki phir na uth sake hosho hawaas kuchh nahin hosho hawaas kuchh nahin kitne hain hoshiyaar hum honthon se gulfishaan hai wo aankhon se ashq baar hum aankhon se ashq baar hum
aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hosh e hasti se to begaana banaya hota hosh e hasti se to begaana banaaya hota kaash tuneeee mujhe deewana banaaya hota kaash hasti se to begaana banaaya hota kaash tune mujhe deewana banaaya hota kaash hasti dil mein ik shamma si jalti nazar aati hai mujhe nazar aati hai mujhe aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa dil mein ik shamma si jalti nazar aati hai mujhe aa ke uss shamma ko parwaana banaaya hota aa ke uss shamma ko parwaana banaaya hota kaash tuneeee mujhe deewana banaaya hoooooota hosh e hasti se to begaana banaaya hotaaaaaa hosh e hasti dil teri yaad se aabaad hai ab tak warnaaaaaaa dil teri yaad se yaaaaad seeeeeeeeeee dil teri yaad se aabaad hai ab tak warna ghum ne kab ghum ne kab ka usse veerana banaaya hota ghum ne kab ka usse veerana banaaya hota kaash tune mujhe deewana banaaya hoooota kaash tune mujhe deewana
hmmm hmm hmm hmmm hmmm haaa haaa haaa haaa haaa haaa hoshwalon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai hoshwalon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai ishq kije phir samjhiye ishq kije phir samjhiye zindagi kya cheez hai hoshwalon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai unse nazren kya mili roshan fizaayen ho gayi hmm hmm hmm hmm aaaa haaa haaa haaa haaa la lala lala la unse nazren kya mili roshan fizaayen ho gayi aaj jaana pyaar ki jaadugari kya cheez hai aaj jaana pyaar ki jaadugari kya cheez hai ishq kije phir samjhiye ishq kije phir samjhiye zindagi kya cheez hai khulti zulfon ne sikhaayi mausamon ko shaayari hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm la lala lala la khulti zulfon ne sikhaayi mausamon ko shaayari jhukti aankhon ne bataaya maikashi kya cheez hai jhukti aankhon ne bataaya maikashi kya cheez hai ishq kije phir samjhiye ishq kije phir samjhiye zindagi kya cheez hai hum labon se keh naa paaye unse haal e dil kabhi hmm hmm hmm hmm la lala lala hmm hmm hmm hmm hmm hmm
hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake wo ja rahe the magar hum unhen bula na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake wo ja rahe the magar hum unhen bula na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake humare haal e pareshan pe log hanste hain humare haal e pareshan pe log hanste hain magar hum apni tabaahi pe muskura na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake kisi se kaun kahe hum pe jo guzarti hai kisi se kaun kahe hum pe jo guzarti hai wo daag dil ko mile hain ke dil bata na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake wo ja rahe the magar hum unhen bula na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake tamaam raat humen neend hi nahin aayi tamaam raat humen neend hi nahin aayi naseeb so gaya aise ki hum jaga na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake wo ja rahe the magar hum unhen bula na
hmmm hmmmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmmm hmmmmmm hum bhi sharabi tum bhi sharaabi chhalke gulabi chhalke gulabi taqdeer dil ki khaanakharabi hum bhi sharabi tum bhi sharaabi chhalke gulabi chhalke gulabi taqdeer dil ki khaanakharabi jab tak hai jeena khush ho ke jee len jab tak hai peena jee bhar ke pee len jab tak hai jeena khush ho ke jee len jab tak hai peena jee bhar ke pee len hasrat naa koi reh jaaye baaki hum bhi sharabi tum bhi sharaabi chhalke gulabi chhalke gulabi taqdeer dil ki khaanakharabi kal subah ke daaman mein tum honge naa hum honge kal subah ke daaman mein tum honge naa hum honge bas reit ke seene par kuchh naksh e kadam honge bas raat bhar ke mehmaan hum hain zulfon mein shab ki thode se kham hain bas raat bhar ke mehmaan hum hain zulfon mein shab ki thode se kham hain baaki rahega saagar naa saaki hum bhi sharabi tum bhi sharaabi chhalke gulabi chhalke gulabi taqdeer dil ki khaanakharabi hum bhi sharabi hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain zinda to hain jeene ki adaa bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain khushboo jo lootati hai maslate hain usi ko ehsaan ka badlaa yahi milta hai kali ko ehsaan to lete hain sila bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain karte hain mohabbat kaa aur ehsaan ka saudaa matlab ke liye karte hain imaan ka saudaa darr maut ka aur kauf e khuda bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain ab mom pinghal kar koi paththar nahin hota ab koi bhi qurbaan kisi par nahin hota yun bhatke hain manzil ka pata bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain zinda to hain jeene ki adaa bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain bhool gaye hain bhool gaye hain
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Har Dard Ko Mehdi Hassan 07:55 18809
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 07:55   Song Number : 18809   

Har Ek Baat Pe Lata Mangeshkar 03:34 37117
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:34   Song Number : 37117   

Har Ek Baat Pe Kehte Ho Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:46 18327
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Bhavdeep Jaipurwale
Duration : 06:46   Song Number : 18327   

Har Ek Husn Tera Mukesh 06:24 32039
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:24   Song Number : 32039   

Har Ek Khushi Anup Jalota 06:45 38965
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Anup Jalota
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 06:45   Song Number : 38965   

Har Pal Hadsa Pankaj Udhas 09:22 18015
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 09:22   Song Number : 18015   

Har Soo Dikhaai Dete Hain Chitra Singh 04:59 15988
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:59   Song Number : 15988   

Har Taraf Har Jagah Beshumaar Aadmi Lata Mangeshkar & Jagjit Singh 05:38 15007
 
Poster of Lata Mangeshkar & Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:38   Song Number : 15007   

Hari Bin Kaun Sahai Jagjit Singh 05:22 39414
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Kabir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:22   Song Number : 39414   

Haye Mehman Kahan Mukesh 03:04 40880
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Daagh Dehlvi
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:04   Song Number : 40880   

Hazaaron Khwahishen Aisi C H Atma 03:17 38518
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:17   Song Number : 38518   

Hazaaron Khwahishen Aisi Jagjit Singh 05:41 15119
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:41   Song Number : 15119   

Hijaab e Fitna Parwar Jagjit Singh 05:01 38891
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:01   Song Number : 38891   

Ho Laagi Re Lagan Mehdi Hassan 06:15 18196
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Raag- 
Bhairav
Duration : 06:15   Song Number : 18196   

Honthon Se Gulfishan Talat Mahmood 03:31 16015
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:31   Song Number : 16015   

Hosh E Hasti Se To Mehdi Hassan 08:04 18195
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 08:04   Song Number : 18195   

Hoshwalon Ko Khabar Kya Jagjit Singh 05:08 11261
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:08   Song Number : 11261   

Hum Apne Ghum Ka Fasaana Anuradha Paudwal 07:09 36761
 
Poster of Anuradha Paudwal
 
Category
Ghazal
Duration : 07:09   Song Number : 36761   

Hum Bhi Sharabi Tum Bhi Sharabi Chitra Singh 07:32 17945
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:32   Song Number : 17945   

Hum Dosti Ehsaan Wafa Jagjit Singh 04:30 18806
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:30   Song Number : 18806