hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle bahot nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle niklna khuld se aaaadam kaa sunte aaye hain lekin bahot beaabroo ho kar tere kooche se hum nikle muhabbat mein nahin hai fark jeene aur marne kaa muhabbat mein nahin hai fark jeene aur marne kaa ussi ko dekh kar jeete hain jiss qaafir pe dam nikle hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle bahot nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle khuda ke waaste pardaa naa kaabe se utha zaalim khuda ke waaste pardaa naa kaabe se utha zaalim kahin aisa naa ho yaan bhi wahi qaafir sanam nikle kahaan maikhaane ka darwaaza gaalib aur kahaan waaiz kahaan maikhaane ka darwaaza gaalib aur kahaan waaiz par itna jaante hain kal wo jaata tha ke hum nikle hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle bahot nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
Hazaaron Khwahishen Aisi
Jagjit Singh