Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


zara si baat pe rutha kiye wo harjaayi zara si baat pe rutha kiye wo harjaayi adaaye khaas badi der mein samajh aayi zara si baat tu na khuda hai khuda kya unhe bachayega tu na khuda hai khuda kya unhe bachayega jinhen dubo de nigaahen karam ki gehraayi jinhen dubo de nigaahen karam ki gehraayi adaaye khaas badi der mein samajh aayi zara si baat visaal e yaar pe baadal hain phir judaayi ke visaal e yaar pe baadal hain phir judaayi ke abhi abhi to uthi hai yahan se tanhayi abhi abhi to uthi hai yahan se tanhayi adaaye khaas badi der mein samajh aayi zara si baat usi ki chaah mein kitne janam khuda lega usi ki chaah mein kitne janam khuda lega panah mein ishq mili hai humein jo ruswaayi panah mein ishq mili hai humein jo ruswaayi adaaye khaas badi der mein samajh aayi zara si baat pe rutha kiye wo harjaayi zara si baat
lafz kitne tere pairon se lipte honge tune jab aakhiri khat mera jalaya hoga tune jab phool kitabon se nikaale honge dene waala bhi tujhe yaad to aaya hoga naa aaa aaa naa aaa aaa aaa teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha mohabbat bhi zaroori thi bichhadna bhi zaroori tha zuroori tha ki hum donon tawaafe aarzoo karte magar phir aarzuon ka bikharna bhi zaroori tha teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha bataao yaad hai tumko woh jab dil ko churaya tha churaayi cheez ko tumne khuda ka ghar banaya tha woh jab kehte the mera naam tum tasbih mein padhte ho mohabbat ki namaazon ko qara karne se darte ho magar ab yaad aata hai woh baatein thi mahaz baatein kahin baaton hi baaton mein mukarna bhi zaroori tha teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha naa aaa aaa aaa naa aaa aaa aaa wahi hain sooratein apni wahi main hoon wahi tum ho magar khoya hua hoon main magar tum bhi kahin gum ho mohabbat mein daga ki thi so kaafir the so kaafir hain mili
aaaaaa aaaaaaa zikr us parivash ka aur phir bayaan apna zikr us parivash ka aur phir bayaan apna ban gaya raqeeb aakhir tha jo raazdaan apna manzar ik balandi par aur hum banaa sakte arsh se idhar hota kash ke makaan apna dard e dil likhun kab tak jaaun unko dikhlaa doon ungaliyan figaar apni khaama khoon chakan apna hum kahan ke daana the kis hunar mein yakta the besabab hua dushman ghalib asmaan apna besabab hua dushman ghalib asmaan apna
zindagi ko khushi chahe kam dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye jisko baanta na jaaye wo ghum dijiye jisko baanta na jaaye wo ghum dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye kitni mayus hai zindagi ki khushi kitni mayus hai zindagi ki khushiiiii kitni mayus hai zindagi ki khushi muskurata hua koi ghum dijiye muskurata hua koi ghum dijiye jisko baanta na jaye baanta na jaye jisko baanta na jaye wo ghum dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye jo na dil ki tarah toot jaaye kabhiiii jo na dil ki tarah toot jaaye kabhi jo na dil ki tarah toot jaaye kabhi aisa apni wafa ka bharam dijiye aisa apni wafa ka bharam dijiye jisko baanta na jaye baanta na jaye jisko baanta na jaye wo ghum dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye aaj likhenge hum daastaan e wafaaaaa aaj likhenge hum daastaan e wafa aaj likhenge hum daastaan e wafa khoon e dil mein dubo kar kalam
aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa zindagi mein to sabhi zindagi mein to sabhi pyaar kiya karte hain zindagi mein to sabhi pyaar kiya karte hain main to marr kar bhi meri jaan tujhe chaahunga zindagi mein to sabhi pyaar kiya karte hain tu mila hai to ye ehsaas hua hai mujhko tu mila hai to ye ehsaas hua hai mujhko ye meri umr mohabbat ke liye thodi hai ik zara saa ghum e taara ka haq hai jis par maine wo saaaaannnns bhi tere liye rakh chhodi hai tujhpe ho jaaunga qurbaan tujhe chaahunga main to marr kar bhi meri jaan tujhe chaahunga zindagi mein to sabhi pyaar kiya karte hain apne jazbaat nagmaat rachaane ke liye apne jazbaat nagmaat rachaane ke liye maine dhadkan ki tarah dil mein basaya hai tujhe main tassavvur bhi judaayi
zindagi se badi saza hi nahin zindagi se badi saza hi nahin aur kya jurm hai pata hi nahin zindagi se badi saza hi nahin itne hisson mein bant gaya hoon main itne hisson mein bant gaya hoon main itne hisson mein bant gaya hoon main mere hisse mein kuchh bacha hi nahin mere hisse mein kuchh bacha hi nahin zindagi se badi saza hi nahin sach ghate ya badhe to sach na rahe sach ghate ya badhe to sach na rahe sach ghate ya badhe to sach na rahe jhoot ki koi intehaa hi nahin jhoot ki koi intehaa hi nahin jadd do chaandi mein chaahe sone mein jadd do chaandi mein chaahe sone mein jadd do chaandi mein chaahe sone mein aaina jhoot bolta hi nahin aaina jhoot bolta hi nahin zindagi se badi saza hi nahin aur kya jurm hai pata hi nahin zindagi se badi saza hi nahinn
zindagi tujhko jiya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin maine mujrim ko bhi mujrim na kaha duniya mein maine mujrim ko bhi mujrim na kaha duniya mein bas yahi zurm kiya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin meri kismat mein jo likhe the unhi kaanton se meri kismat mein jo likhe the unhi kaanton se dil ke zakhmon ko siya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin ab gire sang ke shishon ki hoon baarish faakir ab gire sang ke shishon ki hoon baarish faakir ab kafan odh liya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin zindagi tujhko jiya hai koi afsos nahin
Zindagi Tujhko Manane Nikle
zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin tere daaman mein mere waaste kya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin mere in haathon ki chaho to talaashi le lo mere in haathon ki chaho to talaashi le lo mere haathon mein lakeeron ke siwa kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin humne dekha hai kayi aise khudaon ko yahaan humne dekha hai kayi aise khudaon ko yahaan saamne jinke wo sach much ka khuda kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin ya khuda ab ke ye kis rang mein aayi hai bahaar ya khuda ab ke ye kis rang mein aayi hai bahaar zard hi zard hai pedon pe hara kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin dil bhi ek zid pe ada hai kisi bachche ki tarah dil bhi ek zid pe ada hai kisi bachche ki tarah ya to sab kuchh hi ise chahiye ya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin tere daaman mein mere waaste kya kuchh bhi nahin
zindagi yun hui basar tanha zindagi yun hui basar tanha kaafila saath aur safar tanha zindagi yun hui basar tanha apne saaye se chaunk jaate hain apne saaye se chaunk jaate hain umra guzri hain iss kadar tanha umra guzri hain iss kadar tanha raat bhar bolte hain sannaate raat bhar bolte hain sannaate raat kaate koi kidhar tanha raat kaate koi kidhar tanha din guzarta nahin hai logon mein din guzarta nahin hai logon mein raat hoti nahin basar tanha raat hoti nahin basar tanha humne darwaaze tak to dekha tha humne darwaaze tak to dekha tha phir na jaane gaye kidhar tanha phir na jaane gaye kidhar tanha kaafila saath aur safar tanha zindagi yun hui basar tanha
Zulf Bikhra Ke Nikle
zulmat kade mein mere hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm zulmat kade mein mere shab e ghum ka josh hai ik shamma hai daleel e sahar so khamosh hai daagh e firaaq e sohabat e shab ki jali hui daagh e firaaq e sohabat e shab ki jali hui ik shamma reh gayi hai so bhi khamosh hai zulmat kade mein mere shab e ghum ka josh hai aate hain ghaib si ye mazaameen khayaal mein aate hain ghaib si ye mazaameen khayaal mein ghalib sareer e khaama nawa e sarosh hai zulmat kade mein mere shab e ghum ka josh hai ik shamma hai daleel e sahar so khamosh hai zulmat kade mein mere shab e ghum ka josh hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Zara Si Baat Pe Talat Aziz 05:02 35927
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:02   Song Number : 35927   

Zaroori Tha Rahat Fateh Ali Khan 05:20 36320
 
Poster of Rahat Fateh Ali Khan
 
Category
Ghazal
On Screen Actors- 
Gauhar Khan
Duration : 05:20   Song Number : 36320   

Zikr Us Parivash Ka Mohd Rafi 03:24 35858
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:24   Song Number : 35858   

Zindagi Ko Khushi Chahe Pankaj Udhas 04:52 32294
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:52   Song Number : 32294   

Zindagi Mein To Sabhi (Live) Mehdi Hassan 07:17 18826
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 07:17   Song Number : 18826   

Zindagi Se Badi Saza Hi Nahin Jagjit Singh 05:33 32248
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:33   Song Number : 32248   

Zindagi Tujhko Jiya Hai Chitra Singh 04:42 19743
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 04:42   Song Number : 19743   

Zindagi Tujhko Manane Nikle Chandan Dass 06:13 37723
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 06:13   Song Number : 37723   

Zindagi Tune Lahoo Leke Diya Jagjit Singh 06:24 39763
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rajesh Reddy
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:24   Song Number : 39763   

Zindagi Yun Hui Basar Tanha Jagjit Singh 05:49 16868
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:49   Song Number : 16868   

Zulf Bikhra Ke Nikle Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:44 40166
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bekal Utsahi
Music Director- 
Ahmad Hussain, Mohammed Hussain
Duration : 06:44   Song Number : 40166   

Zulmat Kade Mein Mere Jagjit Singh 03:48 15695
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:48   Song Number : 15695