zindagi tujhko jiya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin maine mujrim ko bhi mujrim na kaha duniya mein maine mujrim ko bhi mujrim na kaha duniya mein bas yahi zurm kiya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin meri kismat mein jo likhe the unhi kaanton se meri kismat mein jo likhe the unhi kaanton se dil ke zakhmon ko siya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin ab gire sang ke shishon ki hoon baarish faakir ab gire sang ke shishon ki hoon baarish faakir ab kafan odh liya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin zindagi tujhko jiya hai koi afsos nahin
Zindagi Tujhko Jiya Hai
Chitra Singh