Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aise hijr ke mausam tab tab aate hain aise hijr ke mausam tab tab aate hain tere alaawa tere alaawa yaad hamein sab aate hain aise hijr ke mausam tab tab aate hain jaadu ki aankhon se bhi dekho duniya ko jaadu ki aankhon se bhi dekho duniya ko khwaabon ka kya hai wo har sab aate hain tere alaawa tere alaawa yaad hamein sab aate hain aise hijr ke mausam tab tab aate hain ab ke safar ki baat nahin baaqi warna ab ke safar ki baat nahin baaqi warna hum ko bulaaye dast se jab wo aate hain tere alaawa tere alaawa yaad hamein sab aate hain aise hijr ke mausam tab tab aate hain kaagaz ki kashti mein dariya paar kiya kaagaz ki kashti mein dariya paar kiya dekho hum ko kya kya kartab aate hain tere alaawa tere alaawa yaad hamein sab aate hain aise hijr ke mausam tab tab aate hain
ajab apna haal hota jo visaal e yaar hota ajab apna haal hota jo visaal e yaar hota kabhi jaan sadke hoti kabhi dil nisaar hota na maza hai dushmani mein na hai luft dosti mein na maza hai dushmani mein na hai luft dosti mein koi gair gair hota koi yaar yaar hota koi gair gair hota koi yaar yaar hota ye maza tha dillagi ka ke barabar aag lagti ye maza tha dillagi ka ke barabar aag lagti na tumhen qaraar hota na humen qaraar hota na tumhen qaraar hota na humen qaraar hota tere waade par sitamgar abhi aur sabr karte tere waade par sitamgar abhi aur sabr karte agar apni zindagi ka humen aitbaar hota agar apni zindagi ka humen aitbaar hota ajab apna haal hota jo visaal e yaar hota
ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe main bahot der tak yunhi chalta raha main bahot der tak yunhi chalta raha tum bahot der tak yaad aate rahe ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe zehar milta raha zehar peete rahe roz marte rahe roz jeete rahe zehar milta raha zehar peete rahe roz marte rahe roz jeete rahe zindagi bhi humen aazmati rahi zindagi bhi humen aazmati rahi aur hum bhi use aazmate rahe ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe zakhm jab bhi koi zehn o dil par laga zindagi ki taraf ek darichaa khula zakhm jab bhi koi zehn o dil par laga zindagi ki taraf ek darichaa khula hum bhi doya kisi saaz ke taar hain hum bhi doya kisi saaz ke taar hain chot khaate rahe gungunaate rahe ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe
allah hi allaaaaah allah hi allaah kiya karo dukh na kisi ko diya karo jo duniya ka malik hai naam ussi ka liya karo allah hi allaah kiya karo dukh na kisi ko diya karo allah hi allaah kiya karo dukh na kisi ko diya karo jo duniya ka malik hai naam ussi ka liya karo allah hi allah allah hi allah hoo allah hi allah kab chehre pe jhoot saja ke mitti hai sachchayi kab chehre pe jhoot saja ke mitti hai sachchayi jhoote ko duniya mein hamesha milti hai ruswaai kab chehre pe jhoot saja ke mitti hai sachchayi jhoote ko duniya mein hamesha milti hai ruswaai sach ki raah pe chala karo dukh na kisi ko diya karo sach ki raah pe chala karo dukh na kisi ko diya karo jo duniya ka malik hai naam ussi ka liya karo allah hi allah allah hi allah allah hi allaaaaaaaaah allah hiii allaaaaaaaaaah allah hiiii allaaaaaaaah allah hi allah kiya karo dukh na kisi ko diya karo allah hi allah kiya karo dukh na kisi ko diya karo jo duniya ka malik hai naam ussi ka liya karo allah hi allah hoo
aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa malik ul mulk malik ul mulk lashareeka lahoooooooo aaaaaaaaaaaaaaaaaaaa malik ul mulik lashareeka lahoooooooo waha dhooooooooo laaaaa ilaaaah illaaaaa hoooooo wao ha dhoooooooooo laaaaa ilaaaah illaaaaa hooooooo shams tabraiz gar khuda talabeeeeeeee khusbooo khaaaalaaaa e ilahaaaaa illaaaaa hoooooooo shams tabreeeeez shams tabreeeeez gar khuda talabeeeeeeee khusbooo khaaaalaaaa e ilhaaaaa illaaaaa hoooooooo tere hi naaaaaam se tere hi naaaaaam se har ibtida hai tere hi naaaaaaam tak har intehaaa hai teri humd o sanaaa alhamdulillah ke tuuuuuuu mere muhammad ka khuda haiiiii allah hooo hooo hooo allah hoo allah hoo allah hoo allah hoo allah hoo allah hoo allah hoo allah hoo allah hoo allah hoo allah hoo allah hoo allah hoo allah hoo allah hoo allah hoo aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa
jo bhi bura bhala hai allah jaanta hai jo bhi bura bhala hai allah jaanta hai bande ke dil mein kya hai allah jaanta hai ye farsho arsh kya hai allah jaanta hai ye farsho arsh kya hai allah jaanta hai pardon mein kya chipa hai allah jaanta hai jaa kar jahan se koi wapas nahin hai aata jaa kar jahan se koi wapas nahin hai aata wo kaun si jagah hai allah jaanta hai neki badi ko apni kitna hi tu chipaaye neki badi ko apni kitna hi tu chipaaye allah ko pata hai allah jaanta hai allah ko pata hai allah jaanta hai ye dhoop chaanv dekho ye subah shaam dekho ye dhoop chaanv dekho ye subah shaam dekho sab kyun ye ho raha hai allah jaanta hai kismat ke naam ko to sab jaante hain lekin kismat ke naam ko to sab jaante hain lekin kismat mein kya likha hai allah jaanta hai jo bhi bura bhala hai allah jaanta hai bande ke dil mein kya hai allah jaanta hai ye farsho arsh kya hai allah jaanta hai pardon mein kya chipa hai allah jaanta hai allah jaanta hai allah jaanta hai allah
angdaayi par angdaayi leti hai raat judayi ki angdaayi par angdaayi leti hai raat judayi ki tum kya samjho tum kya jaano baat meri tanhaayi ki kaun sihaayi ghol raha tha waqt ke bahte dariyaa mein waqt ke bahte dariyaa mein maine aankh jhuki dekhi hai aaj kisi harjaayi ki tum kya samjho tum kya jaano baat meri tanhaayi ki vasl ki raat na jaane kyu israar tha unko jaane par israar tha unko jaane par waqt se pahle doob gaye taaron ne badi daanaayi ki tum kya samjho tum kya jaano baat meri tanhaayi ki udte udte aas ka panchhi door ufaq mein doob gaya door ufaq mein doob gayaa rote rote baith gayi awaaz kisi saudaayi ki angdaayi par angdaayi leti hai raat judayi ki tum kya samjho tum kya jaano baat meri tanhaayi ki
apna apna raasta hai kuchh nahin apna apna raasta hai kuchh nahin kya bhala hai kya bura hai kuchh nahin apna apna raasta hai kuchh nahin justzoo hai ik musalsal justzoo justzoo hai ik musalsal justzoo kya kahin kuchh kho gaya hai kuchh nahin kya kahin kuchh kho gaya hai kuchh nahin apna apna raasta hai kuchh nahin mohar mere naam ki har shai pe hai mohar mere naam ki har shai pe hai mere ghar mein mera kya hai kuchh nahin mere ghar mein mera kya hai kuchh nahin apna apna raasta hai kuchh nahin kahne wale apni apni kah gaye kahne wale apni apni kah gaye mujhse puchho kya suna hai kuchh nahin mujhse puchho kya suna hai kuchh nahin apna apna raasta hai kuchh nahin koi darwaze pe hai to kya hua koi darwaze pe hai to kya hua aap se kuchh mangta hai kuchh nahin aap se kuchh mangta hai kuchh nahin apna apna raasta hai kuchh nahin
aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa apna koi mileeeeee apna koi mile to gale se lagaaiyeeeee ho apna koi mile to gale se lagaaiye kya kya kahenge log use bhool jaaiye pehle nazar milaaiye phir dil milaaiyeeeeee pehle nazar milaaiye phir dil milaaiye mil jaayen dil se dil to gale se lagaaiye apna koi mile to gale se lagaaiyeeeee dil ek phool hai isse khilne bhi dijiye dil ek phool hai isse khilne bhi dijiye aaye agar hansi to zara muskuraaiye mil jaayen dil se dil to gale se lagaaiye pehle nazar milaaiye phir dil milaaiyeeeeee saawan ki rutt nahin hai to aa jaayegi abhi saawan ki rutt nahin hai to aa jaayegi abhi baahon mein aa ke aap zara jhool jaaiye kya kya kahenge log use bhool jaaiye apna koi mile to gale se lagaaiyeeeee sa re pa pa pa pa dha ni dha ma re re re ma dha ni pa ma pa dha ni sa pa dha ma pa re re re re re re re dam bhar mein paas dil ke chale aayenge magar aaaaa aaaaaaaa dam bhar mein paas dil
apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise teri marzi ke mutabik nazar aayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise ghar sajane ka tasavvur to bahut baad ka hai ghar sajane ka tasavvur to bahut baad ka hai pehle yeh tai ho ke is ghar ko bachayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise kehkaha aankh ka bartaw badal deta hai kehkaha aankh ka bartaw badal deta hai hasne wale tujhe aansu nazar aaye kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise teri marzi ke mutabik nazar aayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise koi apni hi nazar se to hamen dekhega koi apni hi nazar se to hamen dekhega ek katre ko samandar nazar aaye kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise teri marzi ke mutabik nazar aayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise
apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko main hoon tera to naseeb apna bana le mujhko mujhse tu poochhne aaya hai wafa ke maani mujhse tu poochhne aaya hai wafa ke maani ye teri saada dili maar na daale mujhko ye teri saada dili maar na daale mujhko khud ko main baant na daalon kahin daaman daaman khud ko main baant na daalon kahin daaman daaman kar diya tune agar mere hawaale mujhko kar diya tune agar mere hawaale mujhko vaada fir vaada hai main zehar bhi pee jaaon qateel vaada fir vaada hai main zehar bhi pee jaaon qateel shart ye hai koi baahon mein sambhaale mujhko apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko main hoon tera to naseeb apna bana le mujhko
apne haathon ki lakiron mein sajaa le mujhko apne haathon ki lakiron mein sajaa le mujhko main hoon tera main hoon tera main hoon tera tu naseeb apna bana le mujhko apne haathon ki lakiron mein sajaa le mujhko apne haathon ki main jo kaantaa main jo kaantaa hoon to chal mujh se bachakar daaman main jo kaantaa main jo kaantaa hoon to chal mujh se bachakar daaman main hoon gar phool to jude mein sajaa le mujhko main hoon gar phool to jude mein sajaa le mujhko apne haathon ki main khule dar ke kisi ghar ka hoon saamaa pyaare main khule dar ke kisi ghar ka hoon saamaa pyaare tu dabe paanw kabhi aa ke chura le mujhko apne haathon ki kal ki baat aur hai kal ki baat aur hai main ab sa rahoon ya na rahoon kal ki baat aur hai main ab sa rahoon ya na rahoon kal ki baat aur hai main ab sa rahoon ya na rahoon jitna jee chaahe tera aaj sata le mujhko jitna jee chaahe tera aaj sata le mujhko apne haathon ki
apne hothon par sajaana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon aa tujhe main gungunana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon koi aansoon tere daaman par gira kar koi aansoon tere daaman par gira kar boond ko moti banana chaahta hoon boond ko moti banana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon thak gaya main karte karte yaad tujhko thak gaya main karte karte yaad tujhko ab tujhe main yaad aana chaahta hoon ab tujhe main yaad aana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon chha raha hai saari basti mein andhera chha raha hai saari basti mein andhera roshani ko ghar jalana chaahta hoon roshani ko ghar jalana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon aakhri hichki tere zano pe aaye aakhri hichki tere zano pe aaye maut bhi main shairana chaahta hoon maut bhi main shairana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon aa tujhe main gungunana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
haan aa aa hoo aa hoo oo oooo oo oo oo oo oo apne saaye se bhi ashqon ko chhupa kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona apne saaye se bhi ashqon ko chhupa kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona haath bhi jaate huye wo toh milakar na gaya haath bhi jaate huye wo toh milakar na gayaa maine chaaha jise seene se laga kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona tere deewane ka kya haal kiya hai ghum ne tere deewane ka kya haal kiya hai ghum ne muskuraate huye logon mein bhi jaa kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona log padh lete hain chehre pe likhi tehriren log padh lete hain chehre pe likhi tehriren kitna dushwaar hai logon se chhupa kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona apne saaye se
apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai kitna aasaan hai tasveer banaana unki kitna aasaan hai tasveer banaana unki khud ko bas ek aaina rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai tumne mandir dekhen honge ye mera aangan hai tumne mandir dekhen honge ye mera aangan hai ek diya bhi jalta rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai chullu mein ho dard ka dariyaa dhyaan mein uske hon chullu mein ho dard ka dariyaa dhyaan mein uske hon yun bhi khud ko pyaasa rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai
apni aankhon ke samander mein utar jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de tera mujrim hoon mujhe doob ke marr jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de aye naye dost main samjhunga tujhe bhi apna aye naye dost main samjhunga tujhe bhi apna pehle maajhi kaa koi zakhm to bhar jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de tera mujrim hoon mujhe doob ke marr jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de aag duniyaa ki laggayi huyi bhujh jaayegi aag duniyaa ki laggayi huyi bhujh jaayegi koi aansun mere daaman pe bikhar jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de zakhm kitne teri chaahat se mile hain mujhko zakhm kitne teri chaahat se mile hain mujhko sochtaa hoon ke kahun tujhse magar jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de tera mujrim hoon mujhe doob ke marr jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de
apni dhun mein rehta hoon apni dhun mein rehta hoon main bhi tere jaisa hoon apni dhun mein rehta hoon apni dhun mein rehta hoon main bhi tere jaisa hoon apni dhun mein rehta hoon o pichhali rutt ke saathi o pichhali rutt ke saathi o pichhali rutt ke saathi ab ke baras main tanhaa hoon apni dhun mein rehta hoon main bhi tere jaisa hoon apni dhun mein rehta hoon pa ni sa re ga ma pa ga ma re sa re ni sa re dha ni ma pa dha ni sa ma pa dha ni sa ma pa dha ni sa apni dhun mein rehta hoon pa ni sa re ga ga ga dha ni re sa ni re sa ni ni sa sa ni ni sa sa ni sa re dha ni pa ma dha ni sa ma ma pa pa dha dha ni ma ma pa pa dha ni re ni ni sa re ga ma dha dha ga ga ma pa dha dha pa ni sa ni ma pa ni pa ma ga re sa re re sa re dha ni ma pa ma pa dha ni sa ma pa dha ni sa ma pa dha ni sa apni dhun mein rehta hoon main bhi tere jaisa hoon apni dhun mein rehta hoon o pichhali rutt ke saathi saathi saathi o pichhali rutt ke saathi o pichhali rutt ke saathi ab ke baras main
apni marzi se kahaan apne safar ke hum hai apni marzi se kahaan apne safar ke hum hai rukh hawaaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hai apni marzi se kahaan apne safar ke hum hai pehle har cheez thi apni magar ab lagta hai pehle har cheez thi apni magar ab lagta hai apne hi ghar mein kisi dusre ghar ke hum hai apne hi ghar mein kisi dusre ghar ke hum hai rukh hawaaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hai apni marzi se kahaan apne safar ke hum hai waqt ke saath hai mitti ka safar sadiyon se waqt ke saath hai mitti ka safar sadiyon se waqt ke saath hai mitti ka safar sadiyon se kisko maloom kisko maloom kahaan ke hai kidhar ke hum hai kisko maloom kahaan ke hai kidhar ke hum hai chalte rehte hai chalte rehte hai aye aa aa aa aa aa aye aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa chalte rehte hai chalte rehte hai ke chalna hai musafir ka naseeb sochte rehte kis raahguzar ke hum hai sochte rehte kis raahguzar ke hum hai rukh hawaaon ka rukh hawaaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hai apni
apni taqdeer hai kya kisi se gila apni taqdeer hai kya kisi se gila chandani kho gayi chand gum ho gaya ab andheron mein ek besahara hoon main ab andheron mein ek besahara hoon main apni ulfat ka mujhko sila ye mila apni taqdeer hai kya kisi se gila meri raahon ke jalte diye bujh gaye neend raaton ki jaane kahaan lut gayi teri yaadon ki khilti baharen to kya apni murjhaye dil ki fiza lut gayi kuchh na chhoda zamaane ne mere liye kuchh na chhoda zamaane ne mere liye zindagi mein humen bekasi ke siwa apni taqdeer hai kya kisi se gila chandani kho gayi chand gum ho gaya ab andheron mein ek besahara hoon main apni ulfat ka mujhko sila ye mila apni taqdeer hai kya kisi se gila kisne socha tha ye waqt bhi aayega apna saaya bhi pehlu badal jayega jo khushi ki fizaaon mein tha bekhabar sojo ghum mein saraafa wo dhal jayega bojh ban jayegi ye meri zindagi bojh ban jayegi ye meri zindagi ap na lautenge roothe huye humnawa apni taqdeer hai kya kisi se gila chandani kho gayi
aaa aaa aaa apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai ik nazar meri taraf bhi tera jaata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai meri rusvaayi mein wo bhi hain baraabar ke shareeq meri rusvaayi mein wo bhi hain baraabar ke shareeq mere kisse mere yaaron ko sunaata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai paas rah kar bhi na pehchaan saka tu mujh ko paas rah kar bhi na pehchaan saka tu mujh ko door se dekh ke ab haath hilaata kya hai door se dekh ke ab haath hilaata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai umr bhar apne garebaan se ulajhane waale umr bhar apne garebaan se ulajhane waale tu mujhe mere hi saaye se daraata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai main tera kuchh bhi nahin hoon magar itna to bata main tera kuchh bhi nahin hoon magar itna to bata dekh kar mujh ko tere zahan mein aata kya hai dekh kar mujh ko tere zahan mein aata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aise Hijr Ke Mausam Chitra Singh 04:34 37974
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 04:34   Song Number : 37974   

Ajab Apna Haal Hota Jo Visaal Chitra Singh 04:42 37969
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 04:42   Song Number : 37969   

Ajnabee Shehar Mein Ajnabee Raaste Ashok Khosla 04:52 16017
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 04:52   Song Number : 16017   

Allah Hi Allah Mitali Mukherjee 07:26 16537
 
Poster of Mitali Mukherjee
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ravinder Rawal
Singer- 
Mitalee
Duration : 07:26   Song Number : 16537   

Allah Hoo Allah Hoo Nusrat Fateh Ali Khan 11:42 11768
 
Poster of Nusrat Fateh Ali Khan
 
Category
Ghazal
Duration : 11:42   Song Number : 11768   

Allah Jaanta Hai Lata Mangeshkar & Jagjit Singh 05:48 15003
 
Poster of Lata Mangeshkar & Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:48   Song Number : 15003   

Angdaayi Par Angdaayi Leti Hai Chitra Singh 04:29 15984
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 04:29   Song Number : 15984   

Apna Apna Raasta Hai Jagjit Singh 05:43 37297
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:43   Song Number : 37297   

Apna Koi Mile Bhupinder Singh & Mitali 07:24 18190
 
Poster of Bhupinder Singh & Mitali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Bhupinder, Mitali
Duration : 07:24   Song Number : 18190   

Apne Chehre Se Jo Zahir Hai Jagjit Singh 06:06 37434
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:06   Song Number : 37434   

Apne Haathon Ki Lakiron Mein Jagjit Singh 04:04 19210
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Manhar Udhas
Duration : 04:04   Song Number : 19210   

Apne Haathon Ki Lakiron Mein Manhar Udhas 06:43 18330
 
Poster of Manhar Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Manhar Udhas
Duration : 06:43   Song Number : 18330   

Apne Honthon Par Sajaana Jagjit Singh 05:54 11273
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:54   Song Number : 11273   

Apne Saye Se Bhi Parvez Mehdi 06:58 40917
 
Poster of Parvez Mehdi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Parvez Mehdi
Duration : 06:58   Song Number : 40917   

Apni Aag Ko Zinda Rakhna Jagjit Singh & Chitra Singh 07:18 15752
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 07:18   Song Number : 15752   

Apni Aankhon Ke Samander Mein Jagjit Singh 06:17 14687
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:17   Song Number : 14687   

Apni Dhun Mein Rehta Hoon Ghulam Ali 09:06 17978
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 09:06   Song Number : 17978   

Apni Marzi Se Kahaan Jagjit Singh 06:18 17982
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:18   Song Number : 17982   

Apni Taqdeer Hai Nandi Duggal 03:54 38517
 
Poster of Nandi Duggal
 
Category
Ghazal
Singer- 
Nandi Duggal
Duration : 03:54   Song Number : 38517   

Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagaata Kya Hai Ghulam Ali 07:38 36436
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 07:38   Song Number : 36436