apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko main hoon tera to naseeb apna bana le mujhko mujhse tu poochhne aaya hai wafa ke maani mujhse tu poochhne aaya hai wafa ke maani ye teri saada dili maar na daale mujhko ye teri saada dili maar na daale mujhko khud ko main baant na daalon kahin daaman daaman khud ko main baant na daalon kahin daaman daaman kar diya tune agar mere hawaale mujhko kar diya tune agar mere hawaale mujhko vaada fir vaada hai main zehar bhi pee jaaon qateel vaada fir vaada hai main zehar bhi pee jaaon qateel shart ye hai koi baahon mein sambhaale mujhko apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko main hoon tera to naseeb apna bana le mujhko
Apne Haathon Ki Lakiron Mein
Jagjit Singh