apni taqdeer hai kya kisi se gila apni taqdeer hai kya kisi se gila chandani kho gayi chand gum ho gaya ab andheron mein ek besahara hoon main ab andheron mein ek besahara hoon main apni ulfat ka mujhko sila ye mila apni taqdeer hai kya kisi se gila meri raahon ke jalte diye bujh gaye neend raaton ki jaane kahaan lut gayi teri yaadon ki khilti baharen to kya apni murjhaye dil ki fiza lut gayi kuchh na chhoda zamaane ne mere liye kuchh na chhoda zamaane ne mere liye zindagi mein humen bekasi ke siwa apni taqdeer hai kya kisi se gila chandani kho gayi chand gum ho gaya ab andheron mein ek besahara hoon main apni ulfat ka mujhko sila ye mila apni taqdeer hai kya kisi se gila kisne socha tha ye waqt bhi aayega apna saaya bhi pehlu badal jayega jo khushi ki fizaaon mein tha bekhabar sojo ghum mein saraafa wo dhal jayega bojh ban jayegi ye meri zindagi bojh ban jayegi ye meri zindagi ap na lautenge roothe huye humnawa apni taqdeer hai kya kisi se gila chandani kho gayi
Apni Taqdeer Hai
Nandi Duggal