Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jo poochhta hai koi surkh kyun hai aaj aankhen to aankh mal ke main kehta hoon raat so naa saka hazaar chaahun magar ye naa keh sakunga kabhi ke raat rone ki khawahish thi magar ro naa saka hum jaise tanha logon ka ab rona kya muskana kya hum jaise tanha logon ka ab rona kya muskana kya jab chaahne waala koi nahin jab chaahne waala koi nahin phir jeena kya marr jaana kya hum jaise tanha logon ka ab rona kya muskana kya sau rang mein jiss ko socha tha sau roop mein jiss ko chaaha tha sau rang mein jiss ko socha tha sau roop mein jiss ko chaaha tha sau roop mein jiss ko chaaha tha wo jaan e ghazal to ruth gayi ab uska haal sunaana kya wo jaan e ghazal to ruth gayi ab uska haal sunaana kya jab chaahne waala koi nahin jab chaahne waala koi nahin phir jeena kya marr jaana kya hum jaise tanha logon ka ab rona kya muskana kya aawaaz kisi ko den lekin ek naam tumhara honthon par aawaaz kisi ko den lekin ek naam tumhara honthon par ek naam tumhara honthon par har shakl se
hum tere shehar mein hai anjaane hum tere shehar mein hai anjaane bin tere kaun humko pehchaane hum tere shehar mein hai anjaane bin tere kaun humko pehchaane hum tere shehar mein hai anjaane mera chehra kitaab hai ghum ki mera chehra kitaab hai ghum ki kaun padhta hai kaun padhta hai kaun padhta hai ghum ke afsaane bin tere kaun humko pehchaane hum tere shehar mein hai anjaane jisne sau baar dil ko toda hai jisne sau baar dil ko toda hai hum abhi tak hum abhi tak hum abhi tak hain uske deewane bin tere kaun humko pehchaane hum tere shehar mein hai anjaane unse koi bhi kuchh nahin kehta unse koi bhi kuchh nahin kehta log aate hai log aate hai log aate hai mujhko samjhaane bin tere kaun humko pehchaane hum tere shehar mein hai anjaane
hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah sirf ik baar mulaaqat kaa mauka de de hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah meri manzil hai kahaan mera thikaana hai kahaan meri manzil hai kahaan mera thikaana hai kahaan suboh tak tujhse bichhad kar mujhe jaana hai kahaan sochne ke liye ik raat ka mauka de de hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah apni aankhon mein chhupaa rakhe hain jugnu maine apni aankhon mein chhupaa rakhe hain jugnu maine apni palkon pe sajja rakhe hain aansun maine meri aankhon ko bhi barsaat ka mauka de de hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah aaj ki raat mera dard e muhabbat sun le aaj ki raat mera dard e muhabbat sun le kanpkapaate huye honthon ki shikaayat sun le aaj izhaar e khayaalat ka mauka de de hum tere
aaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa hoooooo hum to hain pardes mein hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand apni raat ki chhat pe kitnaa tanhaa hogaa chaand hoooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein chaand binaa har din yoon beetaa jaise yug beete ho chaand binaa har din yoon beetaa jaise yug beete mere binaa kis haal mein hogaa mere binaa kis haal mein hogaa kaisaa hogaa chaand hooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein raat ne aisaa pech lagaya tooti haath se dor hoooo raat ne aisaa raat ne aisaa raat ne aisaa raat ne aisaa pech lagaya tooti haath se dor aangan waale neem mein jaa kar aangan waale neem mein jaa kar atkaa hoga chaand hoooooooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand apni raat ki chhat pe kitnaa tanhaa hogaa chaand hooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa
hum to yun apni zindagi se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile har wafaa ek jurm ho goya har wafaa ek jurm ho goya dost kuchh aisi berukhi se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile phool hi phool humne maange the phool hi phool humne maange the daag hi daag zindagi se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile jis tarah aap humse milte hain jis tarah aap humse milte hain aadmi yun naa aadmi se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile
hum tujhse kis hawas ki falaq justju karen hum tujhse kis hawas ki falaq justju karen dil hi nahin raha hai jo kuchh aarzoo karen dil hi nahin raha hai jo kuchh aarzoo karen har chand aaina hoon par itna hoon na kubool har chand aaina hoon par itna hoon na kubool munh pher le wo jiske mujhe rubaroo kare dil hi nahin raha hai jo kuchh aarzoo karen ne gul ko hai shabaat na humko hi aitbaar ne gul ko hai shabaat na humko hi aitbaar kis baat par chaman hawas e rang o boo kare kis baat par chaman hawas e rang o boo kare hum tujhse kis hawas ki falaq justju karen
hum tum honge baadal hoga hum tum honge baadal hoga raqs mein saara jungle hoga hum tum hum tum honge baadal hoga raqs mein saara jungle hoga hum tum vasal ki shab aur itni kaali vasal ki shab aur itni kaali vasal ki shab aur itni kaali unn aankhon mein kaajal hoga unn aankhon mein kaajal hoga raqs mein saara jungle hoga hum tum kis ne kiya mehmeiz hawaa ko kis ne kiya mehmeiz hawaa ko kis ne kiya mehmeiz hawaa ko shaayad unka aanchal hoga shaayad unka aanchal hoga raqs mein saara jungle hoga hum tum pyaar ki raah pe chalne waaloooo pyaar ki raah pe chalne waaloooo pyaar ki raah pe chalne waalo rasta saara daldal hoga rasta saara daldal hoga raqs mein saara jungle hoga hum tum kya mila farooq se logoooo kya mila farooq se logoooo kya mila farooq se logoooo hoga koi paagal hoga hoga koi paagal hoga raqs mein saara jungle hoga hum tum hum tum honge baadal hoga raqs mein saara jungle hoga hum tum hum tum honge baadal hoga raqs mein saara jungle hoga hum tum hum tum
humari saanson mein aaj tak wo heena ki khushboo mehak rahi hai humari saanson mein aaj tak wo heena ki khushboo mehak rahi hai labon pe naghmen machal rahe hain labon pe naghmen machal rahe hain nazar se masti chhalak rahi hai humari saanson mein aaj tak wo heena ki khushboo mehak rahi hai wo mere nazdik aate aate hayaa se ek din simat gaye the wo mere nazdik aate aate hayaa se ek din simat gaye the mere khayaalon mein aaj tak wo badan ki daali lachak rahi hai mere khayaalon mein aaj tak wo badan ki daali lachak rahi hai humari saanson mein aaj tak wo heena ki khushboo mehak rahi hai sadaa jo dil se nikal rahi hai wo sher o naghmon mein dhal rahi hai sadaa jo dil se nikal rahi hai wo sher o naghmon mein dhal rahi hai ke dil ke aangan mein jaise koi ghazal ki jhanjhar chhanak rahi hai ke dil ke aangan mein jaise koi ghazal ki jhanjhar chhanak rahi hai humari saanson mein aaj tak wo heena ki khushboo mehak rahi hai tadap mere beqaraar dil ki kabhi to unpe asar
humko dushman ki nighaahon se naa dekha kije humko dushman ki nighaahon se naa dekha kije pyaar hi pyaar hain hum pyaar hi pyaar hain hum hum pe bharosa kije humko dushman ki nighaahon se naa dekha kije chand yaadon ke siwaa haath naa kuchh aayega chand yaadon ke siwaa haath naa kuchh aayega iss tarah unn be gul e zaa ka naa pichhaa kije pyaar hi pyaar hain hum pyaar hi pyaar hain hum hum pe bharosa kije humko dushman ki nighaahon se naa dekha kije roshni auron ke aangan mein ganwara naa sahi roshni auron ke aangan mein ganwara naa sahi kam se kam apne hi ghar mein to ujaala kije pyaar hi pyaar hain hum pyaar hi pyaar hain hum hum pe bharosa kije humko dushman ki nighaahon se naa dekha kije kya khabar kab wo chale aayenge milne ke liye kya khabar kab wo chale aayenge milne ke liye roz palkon pe nayi shamme jalaaya kije pyaar hi pyaar hain hum pyaar hi pyaar hain hum hum pe bharosa kije humko dushman ki nighaahon se naa dekha kije
dil ki choton ne kabhi chaen se rehne na diya jab chali sard hawa maine tuhje yaad kiya iss ka roona nahin kyun tum ne kiya dil barbaad iska ghum hai ki bahut daer mein barbad kiya humko kiske ghum ne mara humko kiske ghum ne mara ye kahani phir sahi humko kiske ghum ne mara ye kahani phir sahi kisne toda dil hamaara kisne toda dil hamaara ye kahani phir sahi humko kiske ghum ne mara ye kahani phir sahi dil ke lutne ka sabab poochho na sab ke saamne dil ke lutne ka sabab poochho na sab ke saamne naam aayega tumhara ye kahani phir sahi humko kiske ghum ne mara humko kiske ghum ne mara ye kahani phir sahi kisne toda dil hamaara kisne toda dil hamaara ye kahani phir sahi humko kiske ghum ne mara ye kahani phir sahi nafraton ke teer kha kar doston ke shehar mein nafraton ke teer kha kar doston ke shehar mein hum ne kis kis ko pukara ye kahani phir sahi humko kiske ghum ne mara humko kiske ghum ne mara ye kahani phir sahi kisne toda dil hamaara kisne toda dil hamaara ye
huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon idhar se guzraa tha idhar se guzraa tha socha salaam kartaa chaloon huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai nighaahon dilllllllllllll dillllll dillll dillll dillll dilllll nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai tumhaari zulf ke tumhaari zulf ke saaye mein shaam karta chaloon huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon unhen ye zid unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh unhen ye zid zid zid zid zid unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mera ye shauk ke sabse qalaam
tamanna ke haathon na majboor hona aaaa guzar jaana jaan se ye zurrat na karna aaaa utha na sakoge qayamat ke sadme eeee meri jaan kisi se mohabbat na karna ik ishq ka ghum aafat aur us pe ye dil aafat ik ishq ka ghum aafat aur us pe ye dil aafat ik ishq ka ghum aafat aur us pe ye dil aafat yaa ghum na diya hota yaa ghum na diya hota yaa dil na diya hota ik ishq ka ghum aafat aur us pe ye dil aafat yaa ghum na diya hota yaa ghum na diya hota yaa dil na diya hota ik ishq ka ghum aafat aur us pe ye dil aafat ik ishq ka ghum aafat aur us pe ye dil aafat oooooo oooooo ooo ooo oooo ooooo ummeed to bandh jaati tasqeen to ho jaati ummeed to bandh jaati tasqeen to ho jaati tasqeen to ho jaati waada na wafa karte waada na wafa karte waada to kiya hota ik ishq ka ghum aafat aur us pe ye dil aafat ik ishq ka ghum aafat aur us pe ye dil aafat ooo ooooo ooo oooooo oooooo ooooo oooo ooooooo ooo ooo oooo oooo oooo oooo ooo oo gairon se kaha tumne gairon se suna tumne gairon se
ik nazar dekh ke hum jaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye phir bhi zinda hoon ajab baat hai ye phir bhi zinda hoon ajab baat hai ye kab se wo leke meri jaan gaye kab se wo leke meri jaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye tum jo aaye to bhari mehfil mein tum jo aaye to bhari mehfil mein dil gaye haath se eemaan gaye dil gaye haath se eemaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye jis jagah par na farishte pahunche jis jagah par na farishte pahunche us jagah aaj ke insaan gaye us jagah aaj ke insaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye
ilaahi aansoon bhari zindagi kisi ko naa de khushi ke baad ghum e bekasi kisi ko naa de ilaahi aansoon bhari zindagi kisi ko naa de udaas dil ki tamanna hai ashq baar hoon main udaas dil ki tamanna hai ashq baar hoon main khizaa mein jaise bahaaron ki yaadgaar hoon main udaasi jispe hanse wo hansi kisi ko naa de ilaahi aansoon bhari zindagi kisi ko naa de ujaad kar meri duniyaa ko rakh diya tune meri hayaat ke maalik ye kya kiya tune jo ghum naseeb hon aisi khushi kisi ko naa de khushi ke baad ghum e bekasi kisi ko naa de ilaahi aansoon bhari zindagi kisi ko naa de
iss duniya mein apna kya hai iss duniya mein apna kya hai kehne ko sab kuchh apna hai iss duniya mein apna kya hai tere saath gayi woh raunak tere saath gayi woh raunak ab iss shehar mein rakha kya hai ab iss shehar mein rakha kya hai ab iss shehar mein rakha kya hai iss nagri ke kuchh logon ne iss nagri ke kuchh logon ne dukh ka naam dawa rakha hai dukh ka naam dawa rakha hai dukh ka naam dawa rakha hai
is mein koi shikwa na shikayat na gila hai ye bhi koi khat hai ye bhi koi khat hai ke muhabbat se bhara hai ye bhi koi khat hai ke muhabbat se bhara hai is mein koi shikwa na shikayat na gila hai kya yaad dilaayenge mujhe mere sitam ka kya yaad dilaayenge mujhe mere sitam ka har naksh sitam khud mere seene pe likha hai har naksh sitam khud mere seene pe likha hai ye bhi koi khat hai ke muhabbat se bhara hai is mein koi shikwa na shikayat na gila hai mujhko meri aawaaz sunaayi nahin deti mujhko meri aawaaz sunaayi nahin deti mujhko meri aawaaz sunaayi nahin deti mujhko meri aawaaz sunaayi nahin deti kaisa ye mere jism mein ek shor macha hai kaisa ye mere jism mein ek shor macha hai chehre mein hai aaina ke aaine mein chehra chehre mein hai aaina ke aaine mein chehra maaloom nahin kaun kisse dekh raha hai maaloom nahin kaun kisse dekh raha hai ye bhi koi khat hai ke muhabbat se bhara hai is mein koi shikwa na shikayat na gila hai
Ishq Fana Ka Naam Hai
ishq ke aage daulat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage pehle hansna baad mein rona pehle hansna baad mein rona aur jahaan mein ulfat kya hai pehle hansna baad mein rona aur jahaan mein ulfat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage naam hamaara tere labon par naam hamaara tere labon par isse badhkar shohrat kya hai naam hamaara tere labon par isse badhkar shohrat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage tumse tumko chheen len ek din tumse tumko chheen len ek din aur hamaari hasrat kya hai tumse tumko chheen len ek din aur hamaari hasrat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage
aa aa aaa aa aa aaaa aa aaa aa aa aa aa aa aa ishq mein ghairat e jazbaat ne rone na diya warna kya baat thi warna kya baat thi kis baat ne rone na diya ishq mein ghairat e aap kehte the ke rone se na badlenge naseeb aap kehte the ke rone se na badlenge naseeeb umr bhar aap ki iss baat ne rone na diya ishq mein ghairat e rone waalon se kaho unka bhi rona ro lein aaa aaa aa rone waalon se kaho unka bhi rona ro lein jinko majboori e haalaat ne rone na diya jinko majboori e haalaat ne rone na diya ishq mein ghairat e tujhse mil kar humen rona tha bahot rona tha tujhse mil kar humen rona tha bahot rona tha aa aaa aaaa tangi e waqt e mulaaqaat ne rone naa diya ishq mein ghairat e ek do roz kaaa aa aa aaaa sadmaa ho to ro lein faakir ek do roz kaaa sadmaa ho to ro lein faakir hum ko har roz ke sadmaat ne rone na diya ishq mein ghairat e jazbaat ne rone na diya ishq mein
wo mera raunak e mehfil kahan hai meri bijli mera haasil kahan hai muqaam uss ka hai dil ki khalbaton meinnnn khuda jaane muqaam e dil kahan hai o o o o o o o o o aa aaa aaa aaa aa aaa aaa aaa jiss din se juda wo humse huyeeee iss dil ne dhadakna chhod diya iss dil ne dhadakna chhod diya hai chaand ka munh utra utraaa taaron ne chamakna chhod diya taaron ne chamakna chhod diya wo paas humare rehte the be rutt bhi bahaar aa jaati thi wo paas humare rehte the be rutt bhi bahaar aa jaati thi ab laakh bahaaren aayen to kyaaaa ab laakh bahaaren aayen to kyaaaa phoolon ne mehkna chhod diya phoolon ne mehkna chhod diya hai chaand ka munh utra utraaa taaron ne chamakna chhod diya iss dil ne dhadakna chhod diya humraah koi saathi bhi nahin ab yaad koi baaki bhi nahin humraah koi saathi bhi nahin ab yaad koi baaki bhi nahin ab phool khilen zakhmon ke kyaa ab phool khilen zakhmon ke kyaa aankhon ne barasna chhod diya aankhon ne barasna chhod diya hai chaand ka munh utra
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Jaise Tanha Logon Ka Pankaj Udhas 07:58 18332
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pink Floyd
Duration : 07:58   Song Number : 18332   

Hum Tere Shehar Mein Hai Anjaane Ghulam Ali 05:52 17574
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 05:52   Song Number : 17574   

Hum Tere Sheher Mein (Ghulam Ali) Ghulam Ali 06:56 11442
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 06:56   Song Number : 11442   

Hum To Hain Pardes Jagjit Singh & Chitra Singh 06:29 16543
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rahi Masoom
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 06:29   Song Number : 16543   

Hum To Yun Apni Zindagi Se Mile Jagjit Singh 03:42 17867
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:42   Song Number : 17867   

Hum Tujh Se Kis Hawas Ki Mukesh 03:17 40949
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Khwaja Mir Dard
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:17   Song Number : 40949   

Hum Tum Honge Badal Hoga Masood Malik 06:21 31553
 
Poster of Masood Malik
 
Category
Ghazal
Duration : 06:21   Song Number : 31553   

Humari Saanson Mein Noor Jehan 05:26 16131
 
Poster of Noor Jehan
 
Category
Ghazal
Duration : 05:26   Song Number : 16131   

Humko Dushman Ki Nighaon Se Chitra Singh 05:21 15705
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:21   Song Number : 15705   

Humko Kiske Ghum Ne Mara Ye Kahani Phir Sahi Ghulam Ali 07:14 31087
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 07:14   Song Number : 31087   

Huzoor Aapkaa Bhi Ehtraam Karta Chaloon (Live) Jagjit Singh 07:47 14688
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:47   Song Number : 14688   

Ik Ishq Ka Gham Aafat Mitali Mukherjee 07:02 19752
 
Poster of Mitali Mukherjee
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Bhupender Singh
Duration : 07:02   Song Number : 19752   

Ik Nazar Dekh Ke Hum Jaan Gaye Jagjit Singh & Chitra Singh 04:37 36604
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jagjit Singh
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 04:37   Song Number : 36604   

Ilaahi Aansoon Bhari Zindagi Kisi Ko Naa De (Mehdi Hasan) Mehdi Hassan 03:30 11426
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Year- 
1963
Lyricist
Mansoor Anwar
Music Director- 
C Faiz
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 03:30   Song Number : 11426   

Is Duniya Mein Jagjit Singh 03:07 18957
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Nasir Kazmi
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:07   Song Number : 18957   

Is Mein Koi Shikwa Na Shikayat Chitra Singh 05:28 37973
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:28   Song Number : 37973   

Ishq Fana Ka Naam Hai Chitra Singh 03:25 36760
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jigar Moradabadi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:25   Song Number : 36760   

Ishq Ke Aage Ashok Khosla 05:56 38993
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Sudarshan Faakir
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 05:56   Song Number : 38993   

Ishq Mein Gairat e jazbaat Begum Akhtar 07:12 39992
 
Poster of Begum Akhtar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Mohammed Zahur Khayyam
Singer- 
Begum Akhtar
Duration : 07:12   Song Number : 39992   

Iss Dil Ne Dhadakna Pankaj Udhas 09:16 18012
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 09:16   Song Number : 18012