Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe hashra bhi to ho chuka rukh se nahin hatti naqaab hashra bhi to ho chuka rukh se nahin hatti naqaab had bhi aakhir kuchh hai kab tak koi deewaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe raat ko ja baithte hain roz hum majnu ke paas raat ko ja baithte hain roz hum majnu ke paas pehle anban reh chuki hai ab to yaaraana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe zindagi ka lutf ho udti rahe hardam riyaaz zindagi ka lutf ho udti rahe hardam riyaaz hum hon sheeshe ki pari ho ghar parikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe
maikade band karen laakh zamaane waale maikade band karen laakh zamaane waale shehar mein kam nahin aankhon se peelane waale maikade band karen laakh zamaane waale shehar mein kam nahin aankhon se peelane waale maikade band karen laakh zamaane waale kaash mujh ko bhi laga le tu kabhi seene se kaash mujh ko bhi laga le tu kabhi seene se meri tasveer ko seene se lagaane waale maikade band karen laakh zamaane waale hum yakeen aap ke waade pe bhala kaise karen hum yakeen aap ke waade pe bhala kaise karen aap hargiz nahin hain waada nibhane waale maikade band karen laakh zamaane waale apne aibon pe nazar jin ki nahin hoti hai apne aibon pe nazar jin ki nahin hoti hai aaina unn ko dikhate hain zamaane waale maikade band karen laakh zamaane waale shehar mein kam nahin aankhon se peelane waale maikade band karen laakh zamaane waale
aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaaa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aaa maikhane mein baithe hain aur mai ko taraste hain maikhane mein maikhane mein maikhane mein maikhane mein maikhane mein baithe hain aur mai ko taraste hain maahoul hai phoolon ka maahaul hai phoolon ka patthar se baraste hain maikhane mein baithe hain aur mai ko taraste hain deewanon ki nagari mein khush yaar bhi baste hain deewanon ki nagari mein deewanon ki nagari mein khush yaar bhi baste hain rakhte hain taalluk bhi aawaaz bhi kaste hain rakhte hain taalluk bhi aawaaz bhi kaste hain maahoul hai phoolon ka maahaul hai phoolon ka patthar se baraste hain maikhane mein baithe hain aur mai ko taraste hain tum anjuman aara ho tum anjuman aara ho tum jaano to kya jaano tum anjuman aara ho sa re ma pa dha dha dha ni pa ma pa ni ga ma re dha ni re sa ma pa dha ni re ni sa ni sa tum anjuman aara ho tum jaano to kya jaano naagon ki tarah lamhe naagon ki
Main Akela Chala Ja Raha Tha Kahin
aawara hain galiyon mein main aur meri tanhai jaayen to kahaan jaayen jaayen to kahaan jaayen har mod pe ruswai main aur meri tanhai main aur meri tanhai ye phool se chehre hain haste hue guldaste koi bhi nahin apna begaane hain sab raste raahein bhi tamashai raahein bhi tamashai main aur meri tanhai main aur meri tanhai armaan sulagate hain seene mein chita jaise kaatil nazar aati hai duniya ki hawa jaise roti hai mere dilpar bajti hui shehnai main aur meri tanhai main aur meri tanhai har rang mein ye duniya sau rang dikhaati hai ro kar kabhi hasti hai has kar kabhi gaati hai ye pyaar ki bahein hain ya maut ki angdaayi main aur meri tanhai main aur meri tanhai main aur meri tanhai main aur meri tanhai
aawara hain galiyon mein main aur meri tanhai jaayen to kahaan jaayen jaayen to kahaan jaayen har mod pe ruswai main aur meri tanhai main aur meri tanhai ye phool se chehre hain hanste hue guldaste koi bhi nahin apna begaane hain sab raste raahein bhi tamashai raahein bhi tamashai main aur meri tanhai main aur meri tanhai armaan sulagate hain seene mein chita jaise qaatil nazar aati hai duniya ki hawa jaise roti hai mere dil par bajti hui shehnai main aur meri tanhai main aur meri tanhai aakash ke maathe par taaron ka charagam hai pehlu mein magar mere zakhmon ka gulistan hai aankhon se lahu tapka daaman mein bahaar aayi main aur meri tanhai main aur meri tanhai main aur meri tanhai main aur meri tanhai
main bhool jaaun tumhen main bhool jaaun tumhen ab yahi munaasib hai main bhool jaaun tumhen ab yahi munaasib hai magar bhulaana bhi chaahun to kiss tarah bhulun magar bhulaana bhi chaahun to kiss tarah bhulun ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khaab nahin yahaan to dil ka ye aalam hai kya kahun bhula saka naa ye wo silsila jo tha hi nahin bhula saka naa ye wo silsila jo tha hi nahin wo ik khayaal jo aawaaz tak gaya hi nahin wo ek baat jo main keh nahin saka tum se wo ek rapt jo humne kabhi raha hi nahin mujhe hai yaad wo sab jo kabhi hua hi nahin agar ye haal hai dil ka to koi samjhaaye agar ye haal hai dil ka to koi samjhaaye tumhen bhulaana bhi chaahun to kiss tarah bhulun ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khaab nahin ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khaab nahin ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khaab nahin
aeeeee aaaa aaa yeeee aaa aaaaa aaaa yeeeeee yeeeee yeeaa aa eeee yeeee reee eeeeee yeee ree eeeee ee reee reeee main chahtaa bhi yahi tha wo bewafa nikle main chahtaa bhi yahi tha wo bewafa nikle use samjhne ka koi to use samjhne ka koi to silsila nikle main chahtaa bhi yahi tha wo bewafa nikle kitaab e maazi ke panne ulat ke dekh zara kitaab e maazi ke panne ulat ke dekh zara na jaane kaun sa panna muda hua nikle na jaane kaun sa panna muda hua nikle jo dekhne mein bahut hi kareeb lagta hai jo dekhne mein bahut hi kareeb lagta hai usi ke baare mein socho to faasla nikle usi ke baare mein socho to faasla nikle use samjhne ka koi to silsila nikle use samjhne ka koi to silsila nikle main chahtaa bhi yahi tha wo bewafa nikle
main gaon ki bholi naar main gaon ki bholi naar ye maati mera roop singaar piya mere shehri ho gaye main gaon ki bholi naar ye maati mera roop singaar piya mere shehri ho gaye sakhi wo angreji bole sakhi wo angreji bole main thehri anpadh aur ganwaar piya mere shehri ho gaye main gaon ki bholi naar na jaane unhen hua kya hai na jaane unhen hua kya hai wo jab se kalkatte se aaye nahin karte seedhe munh baat main kehna chahun jee ka haal main kehna chahun jee ka haal wo padhte rehte hain akhbaar piya mere shehri ho gaye main gaon ki bholi naar na kachchi mitti bhali lage na phaili phaili angnai na kachchi mitti bhali lage na phaili phaili angnai masehri maange sone ko buri lagti hai chaarpaai na bajre ki roti man bhaaye na bajre ki roti man bhaaye na ghar ka amras aur achaar piya mere shehri ho gaye main gaon ki bholi naar sakhi kuchh sochte rehte hain sakhi kuchh sochte rehte hain wo saari raat nahin sote main unke paas to hoti hoon wo mere paas nahin hote jo parvat
aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa ab kahan hoon kahan nahin hoon main ab kahan hoon kahan nahin hoon main jiss jagah hoon wahan nahin hoon main kaun awaaz de raha hai mujhe koi keh de yahan nahin hoon main main hawa hoon kahan watan mera main hawa hoon kahan watan mera dasht mera na ye chaman mera main hawa hoon kahan watan mera mai ke har chand mai ke har chand ek khaana nashin mai ke har chand ek khaana nashin anjuman anjuman sukhan mera anjuman anjuman sukhan mera dasht mera na ye chaman mera main hawa hoon kahan watan mera barg e gul parrrrrrrrr barg e gul par charaag sa kya hai barg e gul parrrrr barg e gul parrrrr barg e gul par charaag sa kya hai chhu gaya tha usse dahan mera chhu gaya tha usse dahan mera dasht mera na ye chaman mera main hawa hoon kahan watan mera main ek tootaaaaaa main ek toota hua sitaraa hoon main ek toota hua sitaraa hoon kya bigaadegi anjuman mera kya bigaadegi anjuman mera dasht mera na ye chaman mera main hawa hoon
main hosh mein tha to phir uspe mar gaya kaise main hosh mein tha to phir uspe mar gaya kaise ye zehar mere lahoo mein utar gaya kaise main hosh mein tha kuchh us ke dil mein lagawat zaroor thi warna kuchh us ke dil mein lagawat zaroor thi warna kuchh us ke dil mein lagawat zaroor thi warna wo mera haath wo mera haath wo mera haath wo mera haath daba kar guzar gaya kaise wo mera haath daba kar guzar gaya kaise ye zehar mere lahoo mein utar gaya kaise main hosh mein thaa zaroor us ki tawajo zaroor us ki tawajo ki rehbari hoge nashe mein tha nashe mein tha nashe mein tha nashe mein tha to main apne hi ghar gaya kaise nashe mein tha to main apne hi ghar gaya kaise ye zehar mere lahoo mein utar gaya kaise main hosh mein thaa jise bhulaaye kayi saal ho gaye kaamil jise bhulaaye kayi saal ho gaye kaamil jise bhulaaye kayi saal ho gaye kaamil main aaj uski hooo main aaj uski gali se guzar gaya kaise main aaj uski gali se guzar gaya kaise ye zehar mere lahoo mein utar gaya
main is umeed pe dooba ke tu bacha lega main is umeed pe dooba ke tu bacha lega ab iss ke baad mera imtihaan kya lega main is umeed pe dooba ke tu bacha lega main bujh gaya to humesha ko bujh hi jaunga main bujh gaya to humesha ko bujh hi jaunga koi chiraag nahin hoon jo phir jala lega koi chiraag nahin hoon jo phir jala lega ab iss ke baad mera imtihaan kya lega main is umeed pe dooba ke tu bacha lega kaleja chahiye dushman se dushmani ke liye kaleja chahiye dushman se dushmani ke liye jo be amal ho wo badla kisi se kya lega jo be amal ho wo badla kisi se kya lega ab iss ke baad me ra imtihaan kya lega main is umeed pe dooba ke tu bacha lega main uska ho nahin sakta bata na dena use main uska ho nahin sakta bata na dena use lakeeren haath ki apni wo sab jala lega lakeeren haath ki apni wo sab jala lega ab iss ke baad mera imtihaan kya lega main is umeed pe dooba ke tu bacha lega hazaar tod ke aa jaaun usse rishta basi hazaar tod ke aa jaaun usse rishta basi main
ilaahi kya ye shab e ghum hai umr bhar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye dil aaj unke hi deedaar ko tarasta hai deedaar ko tarasta hai dil aaj unke hi deedaar ko tarasta hai unhin ke ghum mein lahu aankh se barasta hai shareek e haal bane the jo umr bhar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye mere hi dam se thi aabaad reh guzar unki mere hi dam se thi aabaad reh guzar unki meri taraf nahin uthti hai ab nazar unki jahaan ko chhod diya jinki reh guzar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye ye ilteza hai ke ab umra mukhtasar kar de umra mukhtasar kar de ye ilteza hai ke ab umra mukhtasar kar de main jiski raat na dekhoon wohi sehar kar de ilaahi kya ye shab e ghum shab e ghum hai umr bhar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye
shafak ho phool ho shabnam ho mahtaab ho tum nahin jawaab tumhara ke laajwaab ho tum main kaise kahoon janeman main kaise kahoon janeman tera dil sune meri baat ye aankhon ki siyaahi ye hoton ka ujaala ye aankhon ki siyaahi ye hoton ka ujaala yehi hain mere din raat main kaise kahoon janeman main kaise kahoon janeman tera dil sune meri baat ye aankhon ki siyaahi ye hoton ka ujaala yehi hain mere din raat main kaise kahoon janeman kaash tujhko pata ho tere rukh roshan se kaash tujhko pata ho tere rukh roshan se taare khile hain diye jale hain dil mein mere kaise kaise kaash tujhko pata ho tere rukh roshan se taare khile hain diye jale hain dil mein mere kaise kaise mehakne lagi hain wahin se meri raaten mehakne lagi hain wahin se meri raaten jaahan se hua tera saath main kaise kahoon janeman main kaise kahoon janeman tera dil sune meri baat ye aankhon ki siyaahi ye hoton ka ujaala yehi hain mere din raat main kaise kahoon janeman paas tere aaya tha main to kaanton
aaaaaa aaaa aaaaaa ga ma pa dha aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa pa ni dha ma ga ma pa ga ma re sa sa re sa re ga ma pa dha pa dha ma pa ga ga ma pa ma ga sa ga ma dha ga ma sa sa ni dha pa dha ma ma ga ga ma pa dha dha ma ma pa ga ma pa dha ni dha ma pa dha ni dha ma pa dha ni sa re sa sa re sa re sa re ni sa sa re ni sa ni sa ni sa ni sa re sa ni sa sa re ga ma sa sa re ga pa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa ooooo oooo ooooooo aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa pa ga ma pa ga ma re sa re re ga ma sa sa re ga ma pa dha ma ga re sa re ga ma pa dha ma re ni aaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaaaaaa main khayaal hoon main khayaal hoon main khayaaaaaal hoon main khayaal hoon kisi auuuur ka main khayaal main khayaal hoon kisi auuuuur ka auuuur kaaa main khayaaaal hoon main khayaal hoon khayaaaaaal hooon main khayaal hoon main khayaal hoon kisi auuur ka main khayaal hoon main khayaal hoon kisi aur ka mujhe sochta koi aur hai main khayaal hoon
Main Khayal Hoon Kisi Aur Ka
main na hindu na musalmaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do dosti hai mera imaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do koi ehsaan na karo mujh pe to ehsaan hoga koi ehsaan na karo mujh pe to ehsaan hoga sirf itna karo ehsaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do dosti hai mera imaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do sabke dukh dard ko bas apna samajh kar jeena sabke dukh dard ko bas apna samajh kar jeena bas yahi hai mera armaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do dosti hai mera imaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do log hote hain jo hairaan mere jeene se log hote hain jo hairaan mere jeene se log hote rahen hairaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do dosti hai mera imaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do dosti hai mera imaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do mujhe jeene
hmmmmmmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmmmmmmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm thukrao thukrao ab ke pyaar karo main nashe mein hoon thukrao thukrao thukrao ab ke pyaar karo main nashe mein hoon jo chaaho mere yaar karo main nashe mein hoon thukrao thukrao thukrao ab ke pyaar karo main nashe mein hoon ab bhi dila raha hoon ab bhi dila raha hoon yakeen e wafaa magar ab bhi dila raha hoon yakeen e wafaa magar ab bhi dila raha hoon ab bhi dila raha hoon yakeen e wafaa magar mera naa aitbaar karo main nashe mein hoon mera naa aitbaar karo main nashe mein hoon main nashe mein hoon main nashe mein hoon girne do girne do tum mujhe mera saagar sambhal lo girne do girne do girne do girne do girne do tum mujhe girne do tum mujhe mera saagar sambhal lo itna to mere yaar karo main nashe mein hoon itna to mere yaar karo main nashe mein hoon main nashe mein hoon main nashe mein hoon main nashe mein hoon main nashe mein hoon mujhko kadam kadam pe bhatakne do waaizon mujhko kadam kadam pe
apni aawaz ki larzish pe to kaabuuu pa loon apni aawaaaz kiiiii larzish pe to kaabu pa loon pyaar ke bol to honthon se nikal jaate hain apne tewar to sambhalo ki koi ye na kahe dil badlte hain to chehre bhi badal jaate hain main nazar se pee raha hoon main nazar se pee raha hoon ye sama badal na jaayeee main nazar se pee raha hoon ye sama badal na jaaye na jhukaao tum nigaahen kahin raat dhal na jaaye main nazar se pee raha hoon ye sama badalllllllllllll na jaaye main nazar mere ashk bhi hain iss mein ye sharaab ubal na jaaye mere ashk bhiiii ashk bhiiiiii ashk bhiiii ashk bhiiiiii ashk bhiiiiii aaa mere ashk bhi hain is mein ye sharaab ubal naa jaaye mera jaam chhoone wale tera haath jal na jaaye mera jaam chhoone wale tera haath jallll na jaaye mera meri zindagi ke maalik mere dil pe haath rakhnaaaa meri zinnnnn zindagiiiiiiii meri zindagi zindagiiiiiiiiiii meri zindagi ke maalik mere dil pe haath rakhna tere aane ki khushi mein tere aane ki khushi mein mera dum
hmmm hmmmm hmm hmmmm main to piya se main to piya se naina ladayi aayi re main to piya se naina ladayi aayi re main to piya se naina ladayi aayi re main to piya se naina ladayi aayi re ghar naari kawaari kahe so kahe ghar naari kawaari kahe so kahe main to piya se naina ladayi aayi re main to piya se naina ladayi aayi re sohni suratiyaa aa aa sohni suratiyaa mohni muratiyaa sohni suratiyaa sohni suratiyaa mohni muratiyaa sohni suratiyaa mohni muratiyaa main to hriday ke pichhe samaayi aayi re main to hriday ke pichhe samaayi aayi re ghar naari kawaari kahe so kahe ghar naari kawaari kahe so kahe main to piya se naina ladayi aayi re khusroo ne jaam ke bal bal jaiye khusroo ne jaam ke khusroo ne jaam ke bal bal jaiye khusroo ne jaam ke bal bal jaiye main to anmol main to anmol chhaili kahayi aayi re main to anmol chhaili kahayi aayi re ghar naari kawaari kahe so kahe ghar naari kawaari kahe so kahe main to piya se naina ladayi aayi re ghar naari kawaari sahe so sahe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mai Rahe Meena Rahe Jagjit Singh 06:32 13505
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sabir Dutt
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:32   Song Number : 13505   

Maikade Band Hariharan 05:56 16867
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Duration : 05:56   Song Number : 16867   

Maikhane Mein Baithe Hain Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 03:41 38403
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 03:41   Song Number : 38403   

Main Akela Chala Ja Raha Tha Kahin Ashok Khosla 06:13 17512
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 06:13   Song Number : 17512   

Main Aur Meri Tanhai (Female) Chitra Singh 07:04 17868
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 07:04   Song Number : 17868   

Main Aur Meri Tanhai (Male) Jagjit Singh 04:58 17869
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:58   Song Number : 17869   

Main Bhool Jaoon Jagjit Singh 03:58 16013
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 03:58   Song Number : 16013   

Main Chahtaa Bhi Yahi Tha Jagjit Singh 05:55 32809
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:55   Song Number : 32809   

Main Gaon Ki Bholi Naar Pankaj Udhas 06:27 16965
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:27   Song Number : 16965   

Main Hawa Hoon Kahan Watan Mera Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 07:27 18178
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 07:27   Song Number : 18178   

Main Hosh Mein Tha Mehdi Hassan 07:09 18825
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 07:09   Song Number : 18825   

Main Is Umeed Pe Chandan Dass 06:30 19760
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 06:30   Song Number : 19760   

Main Kab Se Jaag Raha Hoon Mukesh 04:39 40950
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shamim Jaipuri
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:39   Song Number : 40950   

Main Kaise Kahoon Janeman Jagjit Singh 06:41 19095
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:41   Song Number : 19095   

Main Khayaal Hoon Mehdi Hassan 20:22 10667
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 20:22   Song Number : 10667   

Main Khayaal Hoon Kisi Aur Ka Jagjit Singh 05:47 39266
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Saleem Kausar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:47   Song Number : 39266   

Main Na Hindu Na Musalmaan Jagjit Singh 05:16 38214
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shahid Kabir
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:16   Song Number : 38214   

Main Nashe Mein Hoon Jagjit Singh 09:15 14689
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 09:15   Song Number : 14689   

Main Nazar Se Pee Raha Hoon Ghulam Ali 10:21 32811
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 10:21   Song Number : 32811   

Main To Piya Se Shujaat Husain Khan 09:20 40078
 
Poster of Shujaat Husain Khan
 
Category
Ghazal
Duration : 09:20   Song Number : 40078