mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe hashra bhi to ho chuka rukh se nahin hatti naqaab hashra bhi to ho chuka rukh se nahin hatti naqaab had bhi aakhir kuchh hai kab tak koi deewaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe raat ko ja baithte hain roz hum majnu ke paas raat ko ja baithte hain roz hum majnu ke paas pehle anban reh chuki hai ab to yaaraana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe zindagi ka lutf ho udti rahe hardam riyaaz zindagi ka lutf ho udti rahe hardam riyaaz hum hon sheeshe ki pari ho ghar parikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe
Mai Rahe Meena Rahe
Jagjit Singh