Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmm hmm hmm tod do ahd e mohabbat ye tumhari marzi tod do ahd e mohabbat ye tumhari marzi tum mujhe chaaho to apna bhi bana sakti ho tod do ahd e mohabbat kaun si baat tabiyat pe giran guzri hai kyun tumhen tark e mohabat ka khayaal aaya hai bas mujhe itna bata do ke meri jaanib se kisne badzan kiya kisne tumhen behkaaya hai itni naraaz kyun ho ye to bata sakti ho tum mujhe chaho to apna bhi bana sakti ho tod do ahd e mohabbat maine kab tumse muhabbat ka sila maanga hai pyaasi aankhon ko fakat tabe nazaara de do doobne wale ko tinke ka sahaara hai bahut tum mujhe apni muhabbat ka sahaara de do ab bhi tum rasmen muhabbat ko badha sakti ho tum mujhe chaho to apna bhi bana sakti ho tod do ahd e mohabbat ye tumhari marzi tod do ahd e mohabbat
todna toote huye dil ka bura hota hai todna toote huye dil ka bura hota hai jis ka koi nahin uska to khuda hota hai todna toote huye dil ka bura hota hai maang kar tumse khushi loon mujhe manzoor nahin maang kar tumse khushi loon mujhe manzoor nahin kiska maangi huyi daulat se bhala hota hai kiska maangi huyi daulat se bhala hota hai jis ka koi nahin uska to khuda hota hai todna toote huye dil ka bura hota hai log nahak kisi majboor ko kehte hain buraa log nahak kisi majboor ko kehte hain buraa aadmi achhe hain par waqt bura hota hai aadmi achhe hain par waqt bura hota hai jis ka koi nahin uska to khuda hota hai todna toote huye dil ka bura hota hai kyun muneer apni tabaahi ka ye kaisa shikwaa kyun muneer apni tabaahi ka ye kaisa shikwaa jitna taqdeer mein likha hai ada hota hai jitna taqdeer mein likha hai ada hota hai jis ka koi nahin uska to khuda hota hai todna toote huye dil ka bura hota hai todna toote huye dil ka bura hota hai
phanoos banke jiski hifazat hawa kare woh shamma kya bujhe jise roshan khuda kare toote huye dilon ki duaa mere saath hai toote huye dilon ki duaa mere saath hai duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai khuda mere saath hai khuda mere saath hai toote huye dilon ki duaa mere saath hai duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai khuda mere saath hai khuda mere saath hai awaaz ghunghruon ki nahin hai to kya hua awaaz ghunghruon ki nahin hai to kya hua awaaz ghunghruon ki nahin hai to kya hua saagar ke tootne ki sada mere saath hai saagar ke tootne ki sada mere saath hai duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai khuda mere saath hai khuda mere saath hai tanhai kis ko kehte hain mujhko pata nahin tanhai kis ko kehte hain mujhko pata nahin tanhai kis ko kehte hain mujhko pata nahin kya jaane kis haseen ki duaa mere saath hai kya jaane kis haseen ki duaa mere saath hai duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai khuda mere saath hai khuda mere saath hai paimana
hmmmm mm mmmmmmmmm tu mere saath chal na paayegi tu mere saath chal na paayegi jab meri raah teri raah se milti hi nahin phir mera saath nibhaane ki zarurat kya hai apni maasoom tamannaon ko rahbar na bana khwab phir khawab hain khwabon ki haqeeqat kya hai ye nayi rah tujhe raas nahin aayegi tu mere saath chal na paayegi tu mere saath chal na paayegi maine mana ke tujhe mujhse mohabbat hai magar meri gurbat teri chahat ka sila kya degi apni maharumi e kismat se pareshan hoon main bebasi ashk e nadamat ke siva kya degi waqt ki dhoop mein har cheez jhulas jaayegi tu mere saath chal na paayegi tu mere saath chal na paayegi tu mere saath chal na paayegi
tu mere saath na chal ae meri rooh e ghazal tu mere sath na chal ae meri ruh e ghazal log badnaam na kar de tu iraadon ko badal tu mere saath na chal ae meri rooh e ghazal maine maana ke bahut pyaar kiya hai tune sath hi jeene ka ikraar kiya hai tune maan le baat meri dekh tu is raah na chal tu mere saath na chal ae meri rooh e ghazal log badnaam na kar de tu iraadon ko badal tu mere sath na chal ae meri ruh e ghazal saath dekhenge to phir log kahenge kya kya soch le soch le ilzaam dharenge kya kya ae meri parda nashi dekh na parde se nikal tu mere sath na chal ae meri ruh e ghazal log badnaam na kar de tu iraadon ko badal tu mere saath na chal ae meri rooh e ghazal apni ulfat pe kabhi aanch na aa jaaye kahin teri russwaayi ho ye baat ganwaara hi nahi dekh naadaan na ban hosh mein aa yun na machal tu mere saath na chal ae meri rooh e ghazal tu mere sath na chal ae meri ruh e ghazal log badnaam na kar de tu iraadon ko badal tu mere saath na chal ae meri rooh e
sab dekhen mukh chaand ka main to dekhun tohe tum hi hamare chaand ho mukh dekhe sukh hoye tu paas hai to dil ka ajab haal sa lage tu paas hai to dil ka ajab haal sa lage dekhun jo koi phool tere hont sa lage tu paas hai to dil ka ajab haal sa lage tu mil gaya to chaandni raaton ko kya karen tu mil gaya to chaandni raaton ko kya karen tu mil gaya to chaandni raaton ko kya karen ye chaand tere saamne kuchh saanwla lage ye chaand tere saamne kuchh saanwla lage dekhun jo koi phool tere hont sa lage tu paas hai to dil ka ajab haal sa lage dekhen to kitna paas hai sochen to kitni door dekhen to kitna paas hai sochen to kitni door dekhen to kitna paas hai sochen to kitni door wo kaisa aadmi hai jo hamko khuda lage wo kaisa aadmi hai jo hamko khuda lage dekhun jo koi phool tere hont sa lage tu paas hai to dil ka ajab haal sa lage mere nahin to apne hi baare mein baat kar mere nahin to apne hi baare mein baat kar mere nahin to apne hi baare mein baat kar khaamosh tu rahe
tujh mein jo baat hai gulshan ke nazaaron mein nahin tujh mein jo baat hai gulshan ke nazaaron mein nahin tujhsa rangeen to koi phool bahaaron mein nahin tujh mein jo baat hai de ke aawaaz mujhe paas bula le ab to de ke aawaaz mujhe paas bula le ab to ab maza door ke khamosh ishaaron mein nahin tujh mein jo baat hai mauj e toofaan mujhe seene se lagaaye rakhna tere aagosh ki lazzat to kinaaron mein nahin tujh mein jo baat hai zindagi beet chali hai tera rasta takte zindagi beet chali hai tera rasta takte koi aahat bhi magar raahguzaron mein nahin tujh mein jo baat hai
tujhse milne ki sazaa denge tere shehar ke log tujhse milne ki sazaa denge tere shehar ke log ye wafaaon ka sila denge tere shehar ke log tujhse milne ki sazaa denge tere shehar ke log kya khabar thi tere milne pe qayaamat hogi kya khabar thi tere milne pe qayaamat hogi mujh ko deewana bana denge tere shehar ke log mujh ko deewana bana denge tere shehar ke log tujhse milne ki sazaa denge tere shehar ke log teri nazron se girane ke liye jaane hayaa teri nazron se girane ke liye jaane hayaa mujhko mujrim bhi bana denge tere shehar ke log mujhko mujrim bhi bana denge tere shehar ke log tujhse milne ki sazaa denge tere shehar ke log keh ke deewana mujhe maar rahe hain pathar keh ke deewana mujhe maar rahe hain pathar aur kya iss ke siwa denge tere shehar ke log tujhse milne ki sazaa denge tere shehar ke log ye wafaaon ka sila denge tere shehar ke log
tujhse milne ko kabhi yaar zarur aaunga tujhse milne ko kabhi yaar zarur aaunga aaunga aaunga ek baar zarur aaunga tujhse milne ko yaar ghumkhaar koi tujhsa na paaya maine zindagi mein tujhe dost banaya maine kabhi samjha hi nahin tujhko paraya maine na samjhna ki tujhe dil se bhulaya maine tujhse milne ko kabhi yaar zarur aaunga tujhse milnee ko ae mere dost tere chasme murawaar ki kasam tujhko bhoola nahin main apni mohabbat ki kasam shab e furqat ki kasam roz e musibat ki kasam teri ulfat ki kasam teri inayat ki kasam tujhse milne ko kabhi yaar zarur aaunga tujhse milneee ko tu jahan par bhi rahe khush rahe aabaad rahe zindagi bhar ghumon aalam se aazaad rahe tu salamat rahe masroor rahe saad rahe paar sa tujhko na bhulega kabhi yaad rahe tujhse milne ko kabhi yaar zarur aaunga aaungaaaa aaunga ek baar zarur aaunga tujhse milneeee ko
tum aaj hanste ho hans lo mujh par ye aajmayish na waar hogi main janta hoon mujhe khabar hai ke kal fazaa khushgawaar hogi tum aaj hanste ho hans lo mujh par rahe mohabbat mein zindagi bhar rahegi ye kashmkash barabar rahegi ye kashmkash barabar na tumko kurbat mein jeet hogi na tumko kurbat mein jeet hogi na mujhko furkat mein haar hogi tum aaj hanste ho hans lo mujh par hazaar gurbat sataye lekin mere iraadon se hai ye mumkin mere iraadon se hai ye mumkin agar sharafat ko tumne cheda agar sharafat ko tumne cheda to zindagi tum pe vaar hogi tum aaj hanste ho hans lo mujh par ye aajmayish na waar hogi tum aaj hanste ho
aaaa aaa aaaaaaa aaa aaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa tumko hum dil mein tumko hum dil mein basa lenge tum aao to sahi tumko hum dil mein tumko hum dil mein basa lenge tum aao to sahi saari duniyan se chhupa lenge tum aao to sahi tumko hum dil mein ek waada karo ab hum se na bichhdoge kabhi ek waada karooo ek waada karo ab hum se na bichhdoge kabhi naaz hum saare utha lenge tum aao to sahi naaz hum saare utha lenge tum aao to sahi bewafa bhi ho sitamgar bhi zafa pesha bhi bewafa bhi ho sitamgar bhi zafa pesha bhi bewafa bhi hooo bewafa bhi ho sitamgar bhi zafa pesha bhi bewafa bhi ho sitamgar bhi zafa pesha bhi hum khuda tumko bana lenge tum aao to sahi hum khuda tumko bana lenge tum aao to sahi raah taarik hai aur door hai manzil lekin raah taarik haiii raah taarik hai aur door hai manzil lekin dard ki shamme jala lenge tum aao to sahi dard ki shamme jala lenge tum aao to sahi saari duniyan se chhupa lenge tum aao to sahi tumko hum dil mein basa lenge tum aao to
tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah baatein rahin adhoori bichadna pada humein baatein rahin adhuri bichadna pada humein tha yeh bhi ittfaak mulaaqaat ki tarah tha yeh bhi ittfaak mulaaqaat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah shehnaai ke suron mein tha maatam ka shor kyun shehnaai ke suron mein tha maatam ka shor kyun sapne to aaye neend mein baaraat ki tarah sapne to aaye neend mein baaraat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah hum bhi to muntzir hain ke kuchh zindagi mile hum bhi to muntzir hain ke kuchh zindagi mile aao hamare dil mein bhi jazbaat ki tarah aao hamare dil mein bhi jazbaat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah ye to kaho ke ahad kiya tha rahenge
tum humsafar nahin to koi humsafar nahin had ye hai dil shareek e ghum e rehguzar nahin tum humsafar nahin to koi humsafar nahin achchha kiya ki tumne bhi chhoda hamaaraa saath achchha kiya ki tumne bhi chhoda hamaaraa saath lo ab koi charaag sar e rehguzar nahin tum humsafar nahin to koi humsafar nahin ek dil mila hai wo bhi nahin ikhtiyaar mein ek ghum mila hai wo bhi ghum e mautbar nahin tum humsafar nahin to koi humsafar nahin hum aaj dar b dar sahi lekin ghum e hayaa hum aaj dar b dar sahi lekin ghum e hayaa aisi bhi koi raat hai jiski sehar nahin tum humsafar nahin to koi humsafar nahin
ghataon ne tumhari zulf ka fanda nahin dekha sitaaron ne bhi aisa chaand sa mukhda nahin dekha nazar walon ne is duniya mein lekin kya nahin dekha hazaaron mehjabin dekhe magar tumsa nahin dekha tum itni haseen ho tum itni jawaan ho tum itni haseen ho tum itni jawaan ho tumhen pyaar karne ko jee chahta hai tum itni haseen ho tum itni jawaan ho tum itni haseen ho tum itni jawaan ho tumhen pyaar karne ko jee chahta hai main keh doon agar kuchh tumhen bhi yakin ho main keh doon agar kuchh tumhen bhi yakin ho tumhen pyaar karne ko jee chahta hai tum itni haseen ho tum itni jawaan ho tumhen pyaar karne ko jee chahta hai labon par hai raksha labon par hai raksha gulaabi gulaabi nighaahon ki jumbish sharaabi sharaabi labon par hai raksha gulaabi gulaabi nighaahon ki jumbish sharaabi sharaabi tumhara ye chehra kitaabi kitaabi tumhara ye chehra kitaabi kitaabi tumhen pyaar karne ko jee chahta hai tum itni haseen ho tum itni jawaan ho tumhen pyaar karne ko jee chahta hai
tum naghma e maah ho anjum ho tum soz e tamanna kya jaano tum naghma e maah ho anjum ho tum soz e tamanna kya jaano tum dard e muhabbat kya samjho tum dil ka tadapna kya jaano tum naghma e maah ho anjum ho tum soz e tamanna kya jaano tum naghma e maah tum door khade dekha hi kiye aur doobne wala doob gaya tum door khade dekha hi kiye aur doobne wala doob gaya saahil ko tum manzil samjhe tum lazat e dariya kya jaano saahil ko tum manzil samjhe tum lazat e dariya kya jaano tum dard e muhabbat kya samjho tum dil ka tadapna kya jaano tum naghma e maah ho anjum ho tum soz e tamanna kya jaano tum naghma e maah sau baar agar tum rooth gaye hum tum ko mana hi lete the sau baar agar tum rooth gaye hum tum ko mana hi lete the ek baar agar ham rooth gaye tum hum ko manaana kya jaano ek baar agar ham rooth gaye tum hum ko manaana kya jaano tum dard e muhabbat kya samjho tum dil ka tadapna kya jaano tum naghma e maah ho anjum ho tum soz e tamanna kya jaano tum naghma e maah
aaaaaaaa aaaaaaa heeyyyyyyy aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa maaaa heyyyyyyyyyyy tum nahin ghum nahin sharaab nahin tum nahin ghum nahin sharaab nahin tum nahin ghum nahin ghum nahin ghum nahin tum nahin ghum nahin sharaab nahin aisi tanhaayi kaa jawaab nahin gaahe gaahe isse padhaa kijee dil se behtar koi kitaab nahin dil se behtar koi kitaab nahin jaane kiss kiss ki maut aayi hai jaane kiss kiss ki kiss kiss ki kiss kiss ki kiss kiss ki jaane kiss kissssssss ki maut aayi hai maut aayi hai jaane kiss kiss ki maut aayi hai aaj rookh pe koi naqaab nahin aaj rookh pe koi naqaab nahin aisi tanhaayi kaa jawaab nahin tum nahin ghum nahin sharaab nahin wo karam ungaliyon pe ginte hain wo karam ungaliyon pe ginte hain da ni re saa re ma dha ni sa dha ni pa ga wo karam ungaliyon pe ginte hain zulm ka jinke kuchh hisaab nahin zulm ka jinke kuchh hisaab nahin aisi tanhaayi kaa jawaab nahin tum nahin ghum nahin sharaab nahin
tumhaari anjuman se uth ke deewaane kahaan jaate tumhaari anjuman se uth ke deewaane kahaan jaate jo ba basta huye tum se wo afsaane kahaan jaate tumhaari anjuman se uth ke deewaane kahaan jaate tumhaari berukhi ne laaj rakh li baada khane ki tum aankhon se pila dete to paimaane kahaan jaate jo ba basta huye tum se wo afsaane kahaan jaate chalo achchha hua kaam aa gayi deewaangi apni chalo achchha hua kaam aa gayi deewaangi apni wagarna hum zamaane bhar ko samjhaane kahaan jaate jo ba basta huye tum se wo afsaane kahaan jaate tumhaari anjuman se uth ke deewaane kahaan jaate
aaaaaa aaaaaa aaaaaa tumhari yaad mein paayi hai jab kami maine tumhari yaad mein paayi hai jab kami maine to aasuon se jala di hai zindagi maine tumhari yaad mein paayi hai jab kami maine tere khayal ka sheesha na toot jaye kahin tere khayal ka sheesha na toot jaye kahin isi khayaal mein shab bhar guzaar di maine to aasuon se jala di hai zindagi maine tumhari yaad mein paayi hai jab kami maine woh aa rahi hai wo aate hain aa rahe honge woh aa rahi hai wo aate hain aa rahe honge shab e firaaq yeh keh kar guzaar di maine to aasuon se jala di hai zindagi maine tumhari yaad mein paayi hai jab kami maine woh aur honge jinhen maut aa gayi sheree woh aur honge jinhen maut aa gayi shree zamal yaar se payi hai zindagi maine to aasuon se jala di hai zindagi maine tumhari yaad mein paayi hai jab kami maine tumhari yaad mein paayi hai jab kami maine
tumne badle humse gin gin ke liye humne kya chaaha tha is din ke liye tumne badle humse gin gin ke liye wasl ka din aur kitna mukhtsar wasl ka din aur kitna mukhtsar din gine jaate the is din ke liye din gine jaate the is din ke liye tumne badle humse gin gin ke liye wo nahin sunte humaari kya karen wo nahin sunte humaari kya karen maangte hain hum duwa jinke liye maangte hain hum duwa jinke liye tumne badle humse gin gin ke liye chaahne waalon se gar matlab nahin chaahne waalon se gar matlab nahin aap phir paida huwe kinke liye aap phir paida huwe kinke liye tumne badle humse gin gin ke liye baagwaan kaliyaan hain halke rang ki baagwaan kaliyaan hain halke rang ki bhejni hain ek kamsin ke liye bhejni hain ek kamsin ke liye tumne badle humse gin gin ke liye humne kya chaaha tha is din ke liye tumne badle humse gin gin ke liye tumne badle humse gin gin ke liye
tumne sooli pe latakte jise dekha hoga tumne sooli pe latakte jise dekha hoga waqt aayega wahi shaks maseeha hoga waqt aayega wahi shaks maseeha hoga tumne sooli pe latakte jise dekha hoga khwaab dekha tha ke sehra mein basera hoga khwaab dekha tha ke sehra mein basera hoga kya khabar thi ke yahi khwaab to sachcha hoga waqt aayega wahi shaks maseeha hoga tumne sooli pe latakte jise dekha hoga main fizaon mein bikhar jaunga khushboo ban kar main fizaon mein bikhar jaunga khushboo ban kar rang hoga na badan hoga na chehra hoga waqt aayega wahi shaks maseeha hoga tumne sooli pe latakte jise dekha hoga
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tod Do Ahd E Mohabbat Mohd Rafi 03:17 37523
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Aish Kanwal
Music Director- 
Maqbool Khan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:17   Song Number : 37523   

Todna Toote Huye Dil Ka Pankaj Udhas 06:16 18808
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 06:16   Song Number : 18808   

Toote Huye Dilon Ki Duaa Pankaj Udhas 08:06 36466
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:06   Song Number : 36466   

Tu Mere Saath Chal Na Paaegi Mukesh 03:07 32041
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Duration : 03:07   Song Number : 32041   

Tu Mere Saath Na Chal Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:00 17926
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 06:00   Song Number : 17926   

Tu Paas Hai Pankaj Udhas 07:16 18014
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:16   Song Number : 18014   

Tujh Mein Jo Baat Hai Talat Mahmood 03:17 40322
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:17   Song Number : 40322   

Tujhse Milne Ki Sazaa Denge Jagjit Singh 05:16 15992
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:16   Song Number : 15992   

Tujhse Milne Ko Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 05:29 32731
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 05:29   Song Number : 32731   

Tum Aaj Hanste Ho Mukesh 03:11 32042
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Duration : 03:11   Song Number : 32042   

Tum Aao To Sahi Chitra Singh 07:04 15960
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 07:04   Song Number : 15960   

Tum Aaye Zindagi Mein Pankaj Udhas 08:20 33035
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:20   Song Number : 33035   

Tum Humsafar Nahin Talat Mahmood 03:15 12779
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Nasir Quadri
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:15   Song Number : 12779   

Tum Itni Haseen Ho Ashok Khosla 06:27 37558
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Lyricist
Afzal Peshawan
Music Director- 
Ashok Khosla
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 06:27   Song Number : 37558   

Tum Naghma E Maah Ho Talat Aziz 06:23 18473
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 06:23   Song Number : 18473   

Tum Nahin Ghum Nahin Sharaab Nahin Jagjit Singh 06:03 14694
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:03   Song Number : 14694   

Tumhari Anjuman Se Uth Kar Chitra Singh 03:59 19354
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:59   Song Number : 19354   

Tumhari Yaad Mein Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:04 36011
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 06:04   Song Number : 36011   

Tumne Badle Humse Gin Gin Ke Liye Jagjit Singh 05:29 39937
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:29   Song Number : 39937   

Tumne Sooli Pe Latakte Jise Dekha Hoga Jagjit Singh 04:07 37304
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:07   Song Number : 37304