Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mohe aayi na jag se laaj main itna jor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye mohe aayi na jag se laaj main itna jor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye mohe aayi na jag se laaj main itna jor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye kuchh mujhpe naya joban bhi tha kuchh pyaar ka paagalpan bhi tha har palak meri teer bani aur julf meri zanjeer bani liya dil saajan ka jeet ho liya dil saajan ka jeet wo chhede paayliya ne geet ke ghunghroo toot gaye wo phool fazaon mein mehke bin piye hi gori hum behke yeh masti bhari teri angdaayi jaise koi bijli lehrayi yeh teri jawaani ka jor ho yeh teri jawaani ka jor ke teri paayal thi kamzor ke ghungroo toot gaye dharti pe na mere pair lage bin piya mujhe sab gair lage mujhe ang mile armaanon ke mujhe pankh mile parvaanon ke jab mila piya ka gaon jab mila piya ka gaon to aisa lachka mera paon ke
muddat huyi hai yaar ko mehmaan kiye huye josh e kada se bazm charagaan kiye huye muddat huyi hai yaar ko maange hain phir kisiko lab e baam par hawas maange hain phir kisiko lab e baam par hawas julf e siyaah rukh pe pareshan kiye huye julf e siyaah rukh pe ik na bahaar e naaz ko taake hai phir nigaah chehra farooge mashe gulistaan kiye huye chehra farooge mashe jee dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din jee dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din baithe rahen tassavvure jaana kiye huye baithe rahen tassavvure gaalib humein na chhed ke phir josh e ashq se baithe hain hum tahaiya e toofaan kiye huye muddat huyi hai yaar ko mehmaan kiye huye
aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa muhabbat muhabbat karne waale kam na honge muhabbat karne waale kam na honge teri mehfil mein lekin hum na honge teri mehfil mein lekin teri mehfil mein lekin hum na honge muhabbat karne waale kam na honge zamaane bhar ke ghummmmmmm zamaane bhar ke ghum haaaaaaaaaaaaa zamaane bhar ke ghum aaaaaaaaaaaaa zamaane bhar ke ghum aaaaaaaaaaaa zamaane bhar ke ghum zamaane bhar ke ghum aaaaaaaaaa zamaane bhar ke ghum zamaane bhar ke ghum zamaane bhar ke ghum yaa ik teraaaaaaaaaaaa ghum aaaaaaa zamaane bhar ke ghummmmmmmm zamaane bhar ke ghum zamaane bhar ke ghum zamaane bhar ke ghum zamaane bhar ke ghum zamaane bhar ke ghum zamaane bhar ke ghum yaa ik tera ghum ye ghum hoga to kitne ghum na honge ye ghum hoga to kitne ghum na honge teri
mujhe de rahe hain tasalliyaan wo har ek taaza payaam se kabhi aake manzir e aam par kabhi hat ke manzir e aam se mujhe de rahe hain tasalliyaan na garaz kisi se na waasta mujhe kaam apne hi kaam se tere zikr se teri fikr se teri yaad se tere naam se mere saaqiya mere saaqiya mere saaqiya mere saaqiya tujhe marhawa tujhe marhawa tu pilaaye jaa tu pilaaye jaa isi chashm e jaam be jaam se mujhe de rahe hain tasalliyaan teri suboh aish hai kya bala tujhe ae falak jo ho hausla kabhi kar le aake muqaabla gham e hijr yaar ki shaam se mujhe de rahe hain tasalliyaan
jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna geele pedon ki ghani chhanv mein hansta saawan pyaasi dharti mein samaane ko tarasta saawan raat bhar chhat pe lagaataar barastaa saawan dil mein jab aag lagaayen toooo dil mein jab aag lagaayen to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab bhadak uthen kisi shaakh pe patta koi gudgudaaye tumhen bitaa hua lamha koi jab meri yaad ka bechain papiha koi jee ko reh reh ke jalaayen toooo jee ko reh reh ke jalaayen to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab nighaahon ke liye koi nazaara naa rahe chaand chhup jaaye gagan par koi taara naa rahe bhare sansaar men jab koi saharaa naa rahe log ho jaayen paraaye tooooo log ho jaayen paraaye to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna
muddaton ghum pe ghum uthaye hain tab kahin jaake muskuraaye hain ek nigaah e khuloos ki khaatir zindagi bhar fareb khaaye hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain suna hai humein woh bhulaane lage hain suna hai humein woh bhulaane lage hain to kya hum unhein yaad aane lage hain to kya hum unhein yaad aane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain ye kehna hai unse muhabbat hai mujhko ye kehna hai unse muhabbat hai mujhko ye kehne mein unse zamaane lage hain ye kehne mein unse zamaane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain qayaamat yaqinan kareeb aa gayi hai qayaamat yaqinan kareeb aa gayi hai khumaar ab to masjid mein jaane lage hain khumaar ab to masjid mein jaane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane
mujhe rok lo saajan mujhe rok lo saajan warna main maike chali jaaungi mujhe rok lo saajan warna main maike chali jaaungi saare ghar ke kaam akele tum ko padega karna mujhe rok lo mujhe rok lo saajan warna main maike chali jaaungi mujhe rok lo saajan warna main maike chali jaaungi chulha kaun jalaayega khaana kaun pakaayega chulha kaun jalaayega khaana kaun pakaayega munni ne jab tang kiya to lori kaun sunaayega achchha yahi hai iss uljhan se tumko pade na guzarna mujhe rok lo mujhe rok lo saajan warna main maike chali jaaungi mujhe rok lo saajan warna main maike chali jaaungi shaam ko jab ghar aaoge tum behad ghabraaoge shaam ko jab ghar aaoge tum behad ghabraaoge yaad meri jab aayegi to pal bhar chain naa paaoge apni bechaini ka phir ilzaam naa mujhpe dharna mujhe rok lo mujhe rok lo saajan warna main maike chali jaaungi mujhe rok lo saajan warna main maike chali jaaungi chaahe jitna tadpungi naam naa aane ka loongi chaahe jitna tadpungi naam naa aane ka loongi
mujhe samjhane mere paas na aaye koii na aaye koi mujhe samjhane mere paas na aaye koii na aaye koi dard ki aakhiri manzil se gujar jaaane do dard ki aakhiri manzil se gujar jaaane do mere sheeraaz e hasti ko bikhar jaane do ek naye ghum jo ubhrta hai ubhar jaane do mujhe samjhane mere paas na aaye koii na aaye koi apni majboori e khamosh pe mit jaunga apne halat e alankush pe mit jaunga apni ujdi huyi aagosh pe mit jaunga mujhe samjhane mere paas na aaye koii na aaye koi bazm e anjum se bahut door chala jaaaunga bazm e anjum se bahut door chala jaaaunga nashe e ishq se mamoor chala jaunga dil mein hasrat liye majboor chala jaunga mujhe samjhane mere paas na aaye koii na aaye koi yun zamane ne sitam karke ubhara hai mujhe hoke majboor mere ghum ne pukara hai mujhe do do shab hasrte paigham ne sawara hai mujhe shola bhadka hai ise ab na bujhaye koi ab mere paas mere paas na aaye koii
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa sheetal chanda agni ban gaye kaante ban gaye phool pyaar na karna tu kisi se pyaar hai mann ki bhool mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhoola na sakoge na jaane mujhe kyun yakin ho chala hai na jaane mujhe kyun yakin ho chala hai mere pyaar ko tum mita na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhoola na sakoge mujhe tum nazar se meri yaad hogi jidhar jaaoge tum kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoo kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoo meri yaad hogi jidhar jaaoge tum kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoo kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoo tadpata mujhe har traf paaoge tum shamma jo jalaaoge meri wafaa mein shamma jo jalaaoge meri wafaa mein bujhana bhi chaahon bujha na sakoge mujhe tum nazar se kabhi naam baaton mein aayaa jo mera to bechain ho ke dil tham loge to bechain ho ke dil tham loge tab bechain ho ke dil tham loge kabhi naam baaton mein
mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge na jaane mujhe kyun yakeen ho chala hai mere pyaar ko tum mitaa na sakoge mujhe tum nazar se meri yaad hogi jidhar jaaoge tum kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoon kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoon tadapta mujhe har taraf paaoge tum shamma jo jalaayi hai meri wafaa ne bhujha na bhi chaaho bhujhaa na sakoge mujhe tum nazar se kabhi naam baaton mein aaya jo mera to bechain ho ho ke dil tham loge to bechain ho ho ke dil tham loge nighaahon mein chhayega ghum ka andhera kisi ne jo poochha sabab aansuon ka batana bhi chaahon bata na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge mujhe tum nazar se
mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin jab mere bachpan ke din the chaand mein pariyaan rehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab apnon ne bhi hum se naata tod liya ek ye din jab apnon ne bhi hum se naata tod liya ek wo din jab ped ki shaakhen bojh humara sehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab saari sadke roothi roothi lagti hain ek ye din jab saari sadke roothi roothi lagti hain ek wo din jab aao khelen saari galiyaan kehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab jaagi raaten deewaron ko takkti hain ek ye din jab jaagi raaten deewaron ko takkti hain ek wo din jab shaamon ki bhi palken bojhal rehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab laakhon ghum aur akaal pada hai aansoo kaa ek ye din jab laakhon ghum aur akaal pada hai aansoo
mujhse bichhad ke khush rahte ho mujhse bichhad ke khush rahte ho meri taraah tum bhi jhoothe ho meri taraah tum bhi jhoothe ho mujhse bichhad ke khush rahte ho ik tehani pe chaand tika tha ik tehani pe chaand tika tha main ye samjha tum baithe ho main ye samjha tum baithe ho main ye samjha tum baithe ho ujale ujale phool khile the ujale ujale phool khile the bilkul jaise tum hanste ho bilkul jaise tum hanste ho bilkul jaise tum hanste ho mujhko shaam bata deti hai mujhko shaam bata deti hai tum kaise kapde pehne ho tum kaise kapde pehne ho tum kaise kapde pehne ho tum tanhaa duniyaa se ladoge tum tanhaa duniyaa se ladoge bachchon si baatein karte ho bachchon si baatein karte ho bachchon si baatein karte ho mujhse bichhad ke khush rahte ho meri taraah tum bhi jhoothe ho meri taraah tum bhi jhoothe ho mujhse bichhad ke khush rahte ho
imaan ko bekaar na kar doon yaa rab is jeene ko dushwaar na kar doon yaa rab is khouff se har shaam ko pee leeta hoon main khud se bhi inkaar na kar doon yaa rab peene de mujhe dard e mera paimana duniya to hai ek duja hua afsaan jab tak mujhe maloom na ye ho jaaye main aaya kahaan se hoon kahaan hai jaana mujhse mera kya rishta hai mujhse mera kya rishta hai har ek rishta bhool gaya itne aaine dekhe hain apna chehra bhool gaya mujhse mera kya rishta hai ab to ye bhi yaad nahin hai fark tha kitna dono mein ab to ye bhi yaad nahin hai fark tha kitna dono mein uski baaten yaad nahin uski baaten yaad nahin ab uska lehja bhool gaya itne aaine dekhe hain apna chehra bhool gaya mujhse mera kya rishta hai pyaasi dharti ke honthon par mera naam nahin to kya pyaasi dharti ke honthon par mera naam nahin to kya main wo baadal ka tukda hoon main wo baadal ka tukda hoon jisko dariyaa bhool gaya itne aaine dekhe hain apna chehra bhool gaya mujhse mera kya rishta hai duniya waale
mujhse parda hai to phir khwaab mein aate kyun ho mujhse parda hai to phir khwaab mein aate kyun ho pyaar ki shamma mere dil mein jalaate kyun ho mujhse parda hai to phir khwaab mein aate kyun ho mujhse parda hai to phir alvida kehne ko aaye ho to milna kaisa alvida kehne ko aaye ho to milna kaisa hai bichhadna to gale mujhko lagaate kyun ho hai bichhadna to gale mujhko lagaate kyun ho mujhse parda hai to phir dosti ho ke rahe aisa zaroori to nahin dosti ho ke rahe aisa zaroori to nahin dil hi jab mil na saka haath milaate kyun ho dil hi jab mil na saka haath milaate kyun ho mujhse parda hai to phir na laga paaunga ilzaam main us par logo na laga paaunga ilzaam main us par logo mere mujrim ko mere saamne laate kyun ho mere mujrim ko mere saamne laate kyun ho mujhse parda hai to phir rehnuma khud ko jo kehte hain nasheman se kaho rehnuma khud ko jo kehte hain nasheman se kaho khud to bhatke ho humein raah batate kyun ho khud to bhatke ho humein raah batate kyun ho
mujh se pehli si muhabbat mere mehboob naa maang aa mujh se pehli si muhabbat mere mehboob naa maang mujh se pehli si muhabbat mere mehboob naa maang mujh se pehli si muhabbat mere mehboob naa maang maine samjha tha ke tu hai to darakshaan hai haya tera ghum hai to ghum e dehar ka jhagda kya hai teri soorat se hai aalam mein baharon ko sabaa teri aankhon ke siva duniyaa mein rakkha kya hai teri aankhon ke siva duniyaa mein rakkha kya hai tu jo mil jaaye to taqdeer mein goo aa jaaye yun naa tha pehle faqat chaaha tha jo ho jaaye haan mujh se pehli si muhabbat mere mehboob naa maang mujh se pehli si muhabbat mere mehboob naa maang anginat sadiyon ke taarik bahimaan naa tilasam anginat sadiyon ke taarik bahimaan naa tilasam reshmon o atlason kam khaab mein bunwaaye huye jaaga jaa bikte huye koochaao baazar mein jism khaak mein lithade huye khoon mein nehlaaye huye laut jaati hai udhar ko bhi nazar kya kije ab bhi dilkash hai tera husn magar kya kije ab bhi dilkash hai
mujhse yun rooth kar tum kyun door ja rahe ho dil to mera diya hai kyun use bujha rahe ho mujhse yun rooth kar tum aawaaz de rahe hain aakhon ka hai ishaara tere bina oo saajan mera kahan guzaara barbaad mujhko kar ke duniya basa rahe ho dil to mera diya hai kyun use bujha rahe ho mujhse yun rooth kar tum koi mujhe bata de kab aayega sawera ujda mera chaman hai koi nahin basera yun loot kar kisi ke dil ko rula rahe ho mujhse yun rooth kar tum kyun door ja rahe ho dil to mera diya hai kyun use bujha rahe ho dil to mera diya hai kyun use bujha rahe ho mujhse yun rooth kar tum
musafir chalte chalte thak gaya hai musafir chalte chalte thak gaya hai safar jaane abhi kitna pada hai musafir chalte chalte thak gaya hai safar jaane abhi kitna pada hai musafir chalte chalte thak gaya hai makaan ke sab makim soye pade hain makaan ke sab makim soye pade hain hawaa ka shor mujhse keh raha hai musafir chalte chalte thak gaya hai safar jaane abhi kitna pada hai musafir chalte chalte thak gaya hai wo mere saamne baitha hai lekin wo mere saamne baitha hai lekin dilon ke beech kitna faasala hai musafir chalte chalte thak gaya hai safar jaane abhi kitna pada hai musafir chalte chalte thak gaya hai jise milne tum aaye ho yahan par jise milne tum aaye ho yahan par wo kab ka is makaan se jaa chuka hai musafir chalte chalte thak gaya hai musafir chalte chalte thak gaya hai safar jaane abhi kitna pada hai musafir chalte chalte thak gaya hai musafir chalte chalte thak gaya hai thak gaya hai thak gaya hai aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa hmmmm hmmmmm hmmmm hmmm
oo o o o o o oooo o o o o ooo oo oo o o o o o o o oooooo aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aa aaaaaa aaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa musaafir hain hum to chale jaa rahe hain bada hi suhaana ghazal ka safar hai musaafir hain hum to chale jaa rahe hain bada hi suhaana ghazal ka safar hai pata puchhte ho to itna pata hai humara thikana gulaabi nagar hai musaafir hain hum to ghazal hi humara anokhha jahaan hain ghazal pyaar ki wo hansi daastan hai ghazal hi humara anokhha jahaan hain ghazal pyaar ki wo hansi daastan hai isse jo bhi sunta hai wo jhumta hai wo jaadu hai iss mein kuchh aisa asar hai musaafir hain hum to oo o o o o o oooo o o o o ooo oo oo o o o o o o o oooooo aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aa aaaaaa aaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa na koi thakan hai na koi khalish hai mohhabbat ki jaane ye kaisi kashish hai na koi thakan hai na koi khalish hai mohhabbat ki jaane ye kaisi kashish hai jise dekhiye wo chala ja raha hai jahan e ghazal ki suhaani dagar hai musaafir hain hum to
na huyi gar mere marne se tasalli na sahi imtihaan aur bhi baaqi hon to ye bhi na sahi imtihaan aur bhi baaqi hon to ye bhi na sahi khaar khaar e alam e hasrat e deedaar to haiiii shouq gul cheen e gulistaan e tasalli na sahi shouq gul cheen e gulistaan e tasalli na sahi ek hangaame pe moukoof hai ghar ki raunaaaa nauha e ghum hi sahi naghma e shaadi na sahi nauha e ghum hi sahi naghma e shaadi na sahi na sataaish ki tamannaaa na sile ki parvaahaaaaaaa gar nahin hain mere ashaar mein maani na sahi gar nahin hain mere ashaar mein maani na sahi na huyi gar mere marne se tasalli na sahi
na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye dil ko apne sazaa na de yun hi dil ko apne sazaa na de yun hi iss zamaane ki berukhi ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye kal jawaani ka hashr kya hoga kal jawaani ka hashr kya hoga soch le aaj do ghadi ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye har koi pyaar dhundta hai yahan har koi pyaar dhundta hai yahan apni tanha si zindagi ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye waqt ke saath sath chalta rahe waqt ke saath sath chalta rahe yehi behtar hai aadmi ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mohe Aayi Na Jag Se Laaj Asha Bhosle & Pankaj Udhas 06:05 40080
 
Poster of Asha Bhosle & Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Year- 
1986
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:05   Song Number : 40080   

Muddat Huyi Hai Mohd Rafi 04:13 38710
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Year- 
1964
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:13   Song Number : 38710   

Muhabbat Karne Waale Mehdi Hassan 14:11 18869
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 14:11   Song Number : 18869   

Mujhe De Rahe Hain Tasalliyan Jagjit Singh 03:36 40139
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jigar Moradabadi
Music Director- 
C K Chauhan, Ghulam Ali
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:36   Song Number : 40139   

Mujhe Khat Likhna Peenaz Masani 04:24 18402
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 04:24   Song Number : 18402   

Mujhe Phir Wohi Hariharan 05:23 38834
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:23   Song Number : 38834   

Mujhe Rok Lo Saajan Runa Laila 04:21 16722
 
Poster of Runa Laila
 
Category
Ghazal
Singer- 
Runa Laila
Duration : 04:21   Song Number : 16722   

Mujhe Samjhane Mere Paas Na Aaye Koi Manna Dey 03:58 32254
 
Poster of Manna Dey
 
Category
Ghazal
Duration : 03:58   Song Number : 32254   

Mujhe Tum Nazar Se (Live Version) Mehdi Hassan 06:15 18834
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 06:15   Song Number : 18834   

Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho Mehdi Hassan 03:42 15981
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 03:42   Song Number : 15981   

Mujhko Yakeen Hain Jagjit Singh 05:46 18476
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:46   Song Number : 18476   

Mujhse Bichhad Ke Khush Rahte Ho Jagjit Singh 06:22 11332
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:22   Song Number : 11332   

Mujhse Mera Kya Rishta Hai Pankaj Udhas 07:13 37182
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:13   Song Number : 37182   

Mujhse Parda Hai To Phir Bhupinder Singh 08:21 16129
 
Poster of Bhupinder Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 08:21   Song Number : 16129   

Mujhse Pehli Si Muhabbat Noor Jehan 05:30 11795
 
Poster of Noor Jehan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Noor Jahan
Duration : 05:30   Song Number : 11795   

Mujhse Yun Rooth Kar Mukesh 03:34 32040
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Duration : 03:34   Song Number : 32040   

Musafir Chalte Chalte Ghulam Ali 05:08 16009
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 05:08   Song Number : 16009   

Musafir Hain Hum Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 09:16 17925
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 09:16   Song Number : 17925   

Na Huyi Gar Mere Marne Se Mukesh 03:31 38143
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Galib
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:31   Song Number : 38143   

Na Mohabbat Na Dosti Ke Liye Jagjit Singh 05:10 17861
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:10   Song Number : 17861