Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


iss soch mein baitha hoon kya ghum use pahuncha hai iss soch mein baitha hoon kya ghum use pahuncha hai bikhri huyi zulfen hain bikhri huyi zulfen hain utra hua chehra haiiiii iss soch mein baitha hoon kya ghum use pahuncha hai jiss phool ko titli ne chooma meri jaanib se jiss phool ko titli ne chooma meri jaanib se zaalim ne usi gul ko masla nahin raunda hai bikhri huyi zulfen hain utra hua chehra haiiiii iss soch mein baitha hoon kya ghum use pahuncha hai haalan ke pukaara tha tumhin ne mujhe lekin haalan ke pukaara tha tumhin ne mujhe lekin mehsoos hua jaise koyal ne pukaara hai bikhri huyi zulfen hain utra hua chehra haiiiii iss soch mein baitha hoon kya ghum use pahuncha hai mud kar bhi nahin dekha jhonke ki tarah usne mud kar bhi nahin dekha jhonke ki tarah usne wo mere barabar se hansta hua guzra hai bikhri huyi zulfen hain bikhri huyi zulfen hain utra hua chehra haiiiii iss soch mein baitha hoon kya ghum use pahuncha hai
hmm mmm aa aa aaa hmm mmmmm aa aa aaa aaaa aaa aaa aaaa aaaa aaaa aa itni muddat baad mile ho itni muddat baad mile ho itni muddat baad mile ho itni muddat baad mile ho kin sochon mein gum rahte ho itni muddat baad mile ho aaa aaa aaaa hmmmm aaa haa tez hawa ne mujhse pucha aa aaa hmmm aa aa aa tez hawa ne mujhse pucha aaa aaa aaa aa aaa aaa aa tez hawa ne mujhse pucha tez hawa ne mujhse pucha tez hawa ne mujhse pucha ret pe kya likhte rahte ho ret pe kya likhte rahte ho kin sochon mein gum rehte ho itni muddat baad mile ho itni muddat baad mile ho kaunsi baat hai tum mein aisi aaaa aaaa aaaa aaaa kaunsi baat hai tum mein aisi kaunsi baat hai tum mein aisi aisi kaunsi baat hai kaunsi baat hai tum mein aisi kaunsi baat hai tum mein aisi itne achchhe kyun lagte ho itne achchhe kyun lagte ho itne achchhe kyun lagte ho kin sochon mein gum rehte ho itni muddat baad mile ho itni muddat baad mile ho itni muddat baad mile ho itni muddat baad mile ho kin sochon mein gum
aa aaa jaag aur dekh zaraa aalam e veeraan meraa subah ke bhes mein nikla hai ghareebaan mera subah ke bhes mein nikla hai ghareebaan mera jaag aur dekh zaraa aalam e veeraan meraa subah ke bhes mein nikla hai ghareebaan mera subah ke bhes mein nikla hai ghareebaan mera band aankhen kiye yun jaag rahaa hoon shab e ghum band aankhen kiye yun jaag rahaa hoon shab e ghum ke unhe aaye nazar khwaab e parishaan meraa ke unhey ke unhe aaye nazar khwaab e parishaan meraa muddaton boo e wafaa aayegi butkhaanon se muddaton boo e wafaa aayegi butkhaanon se ood ban ban ke jalaa hai dil e sozaan meraa ood ban ban ke jalaa hai dil e sozaan meraa tumhen kyun madde nazar ab haaye tumhen kyun madde nazar ab hai kharaabi is ki tumhen kyun madde nazar ab hai kharaabi is ki tum to kehte the ke ghar hai dil e insaan meraa tum to kehte the ke ghar hai dil e insaan meraa pad gayi kis ki nigaahen matabassum seemaab pad gayi kis ki nigaahen matabassum seemaab ho gayaa harf e halak daftar e
aaaaa aaaa aaa aaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa zindagi jeene ko di jee maine kismat mein likha tha pee to pee maine zindagi jeene ko di jee maine kismat mein likha tha pee to pee maine main na peeta to tera likha galat ho jaata main na peeta to tera likha galat ho jaata tere likhe ko nibhaya kya khata ki maine jaam chalne lage jaam chalne lage dil machalne lage jaam chalne lage dil machalne lage chehre chehre pe rang e sharaab aa gaya jaam chalne lage dil machalne lage chehre chehre pe rang e sharaab aa gaya baat kuchh bhi naa thi baat itni huyi baat kuchh bhi naa thi baat itni huyi aaj mehfil mein wo benaqaab aa gaya jaam chalne lage dil machalne lage ek hi waqt mein uske aane se tha chaandni ka samaa roshni ka gumaan ek hi waqt mein uske aane se tha chaandni ka samaa roshni ka gumaan koi kehne laga maahtaab aa gaya koi kehne laga maahtaab aa gaya koi kehne laga aaftaab aa gaya jaam chalne lage dil machalne lage chehre chehre pe rang e sharaab aa
jaane do mujhe jaane do jaane do mujhe jaane do ranjishen yaa gile wafaa ke sile jo gaye jaane do jaane do mujhe jaane do jaane do mujhe jaane do ranjishen yaa gile wafaa ke sile jo gaye jaane do jaane do mujhe jaane do thodi khalish hogi thodaa saa ghum hoga aa thodi khalish hogi thodaa saa ghum hoga tanhaayi to hogi ehsaas kam hoga gehri kharaashon ki gehri nishaaniyaan hain chehre ke neeche kitni saari kahaaniyaan hain maaji ke silsile ja chuke jaane do na aa aa jaane do mujhe jaane do jaane do mujhe jaane do ummid o shauq saare lauta rahi hoon main ummid o shauq saare lauta rahi hoon main ruswaayi thodi si le jaa rahi hoon main baasi dilaason ki shab to guzaar aaye aankhon se gard saari ro ke utaar aaye aankhon ke bulbule beh gaye jaane do na aa aa jaane do mujhe jaane do jaane do mujhe jaane do ranjishen yaa gile wafaa ke sile jo gaye jaane do jaane do mujhe jaane do oo
Jaane Woh Kaise Log The
jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya us se main kuchh paa sakoon aisi kahaan ummeed thi us se main kuchh paa sakoon aisi kahaan ummeed thi ghum bhi wo shaayad baraaye meharbaani de gaya ghum bhi wo shaayad baraaye meharbaani de gaya umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya sab hawaayen le gayaa mere samandar ki koi sab hawaayen le gayaa mere samandar ki koi aur mujhko ek kashti baadbaani de gayaa aur mujhko ek kashti baadbaani de gayaa umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya khair main pyaasa raha par usne itnaa to kiya khair main pyaasa raha par usne itnaa to kiya meri palkon ki qataaron ko wo paani de gayaa meri palkon ki qataaron ko wo paani de gayaa umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de
jab aanchal raat ka lehraye aur saara aalam so jaaye tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana jab aanchal raat ka lehraye yeh taj mahal jo chaahat ki aankhon ka sunhera moti hai har raat jahan do roohon ki khamoshi zinda hoti hain is taj ke saaye mein aa kar tum geet wafaa ka dohraana tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana jab aanchal raat ka lehraaye tanhaai hai jaagi jaagi si maahol hai soya soya hua jaise ke tumhare khwaabon mein khud taj mahal ho khoya hua ho taj mahal ka khawab tumhi ye raaz na maine pehchana tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana jab aanchal raat ka lehraye jo maut mohabbat mein aaye woh jaan se bad kar pyaari hai do pyaar bhare dil roshan hain woh raat bahut andhiyari hai tum raat ke iss andhiyare mein bus ek jhalak dikhla jana tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana jab aanchal raat ka lehraye aur saara aalam so jaaye tum
jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye muddaten ho gayi sahar dekhe muddaten ho gayi sahar dekhe koi aahat koi khabar aaye koi aahat koi khabar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye chaand jitne bhi gum huye shab ke chaand jitne bhi gum huye shab ke sabke ilzaam mere sar aaye sabke ilzaam mere sar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye mujhko apna pata thikaana mile mujhko apna pata thikaana mile wo bhi ik baar mere ghar aaye wo bhi ik baar mere ghar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye
jab bhi aatiiii hai teri yaaaad kabhi shaam ke baad aur badh jaati hai afsoordaadili shaam ke baad jab bhi aatiiii hai teri yaaaad kabhi shaam ke baad ab iraadon pe bharosa hai naa tauba pe yakeen mujhko le jaaye kahaan tashnaalabi shaam ke baad yun to har lammmha teri yaad kaa bhojhal guzraaaa dil ko mehsoooos huyi teri kami shaam ke baad yun to kuchh shaam se pehle bhi udaasi thi adeeee ab to kuchh aur badhi dil ki lagi shaam ke baad aur badh jaati hai afsoordaadili shaam ke baad jab bhi aatiiii hai teri yaaaad kabhi shaam ke baad
jab bhi maikhaane se pee kar hum chaleee saath le kar saikdon aalam chale jab bhi maikhaane se pee kar hum chaleee saath le kar saikdon aalam chale saath le kar saikdon aalam chaleee thak gaye the zindagi ki raah mein thak gaye the zindagi ki raah mein thak gaye the zindagi ki raah mein thak gaye the zindagi ki raah mein ho ke maikhaane se taaza dam chale ho ke maikhaane se taaza dam chaleee baad muddat ke mile hain aaj wo baad muddat ke mile hain aaj wo baad muddat ke mile hain aaj wo baad muddat ke mile hain aaj wo gardish e daurang zara madhdham chale gardish e daurang zara madhdham chaleee jitne ghum zaalim zamaane ne diye jitne ghum zaalim zamaane ne diye jitne ghum zaalim zamaane ne diye jitne ghum zaalim zamaane ne diye dafan kar ke maikade mein hum chale dafan kar ke maikade mein hum chaleee peene waalon mausamon ki qaid kya peene waalon mausamon ki qaid kya peene waalon mausamon ki qaid kya peene waalon mausamon ki qaid kya aaj to ik daur bemausam chale
jab chaand mera niklaa chhaayi thi ghataayen jab chaand mera niklaa us raat ke us raat ke ek sukh se sau raat bhi sharmaaye chhaaye thi ghataayen jab chaand mera niklaa un aankhon se behte the un aankhon se behte the aankhen meri khushi mein tum amar ujalaa ho do din ki zindagi mein phir kyun na tumhen paa ke hum bhaag pe itraayen chhaaye thi ghataayen jab chaand mera niklaa aakaash pe jab chhaye ghanghor andhiyaare the tab mann ke gagan mein mere chhitke huye taare the jaadu sa mujh pe kiyaa tha jaadu bhari hawaa ne ghum mera mitaa gaye the un honthon ke paimaane mein ab tak hai wo masti baaki hum hosh mein kyaa aayen chhaaye thi ghataayen jab chaand mera niklaa chhaaye thi ghataayen
jab kisi se koi gila rakhna jab kisi se koi gila rakhna saamne apne aaina rakhna saamne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna yun ujaalon se waasta rakhna yun ujaalon se waasta rakhna shamma ke paas hi hawaa rakhna shamma ke paas hi hawaa rakhna saamne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna ghar ki taveeeer chaahe jaisi ho ghar ki taveeeer chaahe jaisi ho iss mein rone ki kuchh jagah rakhna iss mein rone ki kuchh jagah rakhna saamne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna masziden hain namaazion ke liye masziden hain namaazion ke liye apne ghar mein kahin khuda rakhna apne ghar mein kahin khuda rakhna milna julna jahaan zuroori ho milna julna jahaan zuroori ho milne julne ka hauslaa rakhna milne julne ka hauslaa rakhna saamne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna
jab meri haqeeqat ja ja kar jab meri haqeeqat ja ja kar unko jo sunaai logon ne kuchh sach bhi kaha kuchh jhooth kaha kuchh sach bhi kaha kuchh jhooth kaha kuchh baat banaayi logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar dhaaye hain hamesha zulmon sitam duniyaa ne mohabbat waalon par dhaaye hain hamesha zulmon sitam duniyaa ne mohabbat waalon par do dil ko kabhi milne na diya do dil ko kabhi milne na diya deewar uthaai logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar unko jo sunaai logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar aankhon se na aansoo poochh sake honthon pe khushi dekhi na gayi aankhon se na aansoo poochh sake honthon pe khushi dekhi na gayi abaad jo dekha ghar mera abaad jo dekha ghar mera to aag lagaai logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar unko jo sunaai logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar tanhaayi ka saathi mil na saka ruswaai mein shaamil shehar hua tanhaayi ka saathi mil na saka ruswaai mein shaamil shehar hua pehle to mera dil tod diya pehle to mera dil tod diya phir eid
jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete khat kisliye rakhe hain jala kyun nahin dete jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete kis vaaste likha hai hatheli pe mera naam kis vaaste likha hai hatheli pe mera naam main harfe ghalat hoon to mita kyun nahin dete main harfe ghalat hoon to mita kyun nahin dete khat kisliye rakhe hain jala kyun nahin dete jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete lillaah shabo roz ki uljhan se nikaalo lillaah shabo roz ki uljhan se nikaalo tum mere nahin ho to bata kyun nahin dete tum mere nahin ho to bata kyun nahin dete khat kisliye rakhe hain jala kyun nahin dete jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete reh reh ke na tadpao aye bedard maseeha reh reh ke na tadpao aye bedard maseeha haathon se mujhe zehar pila kyun nahin dete haathon se mujhe zehar pila kyun nahin dete khat kisliye rakhe hain jala kyun nahin dete jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete jab iski wafaaon pe
dekh ke tumko hosh mein aana bhool gaye yaad rahen tum aur zamaana bhool gaye jab saamne tum jab saamne tum aa jaate ho kya jaaniye kya ho jaata hai kuchh mil jaata hai kuchh kho jaata hai kya jaaniye kya ho jaata hai chaaha tha ye kahenge socha tha wo kahenge aaye wo saamne to kuchh bhi na keh sake bas dekha kiye unhen hum dekh kar tumko yakeen hota hai dekh kar tumko yakeen hota hai koi itnaa bhi haseen hota hai dekh paate hain kahaan hum tumko dil kahin hosh kahin hota hai jab saamne tum jab saamne tum aa jaate ho kya jaaniye kya ho jaata hai kuchh mil jaata hai kuchh kho jaata hai kya jaaniye kya ho jaata hai ha ha haaa haaa haaaa haaaaa hooooo aa kar chale na jaana aise nahin sataana de kar hansi labon ko aankhon ko mat rulaana dena na beqaraari dil ka qaraar banke yaadon mein kho na jaana tum intezaar ban ke intezaar ban ke bhool kar tumko naa jee paayenge bhool kar tumko naa jee paayenge saath tum hogi jahaan jaayenge hum koi waqt nahin hai humdum jab
aaaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa jab se gaye hain aap kisi ajnabi ke saath sau dard lag gaye hain meri zindagi ke saath jab se gaye hain aap kisi ajnabi ke saath sau dard lag gaye hain meri zindagi ke saath kaise bhula sakunga main ehsaan aap ka kaise bhula sakunga main ehsaan aap ka khela kiye hain aap meri zindagi ke saath sau dard lag gaye hain meri zindagi ke saath jab se gaye hain aap kisi ajnabi ke saath sau dard lag gaye hain meri zindagi ke saath phulen phalen nahin hain abhi zakhm e aarzoo phulen phalen nahin hain abhi zakhm e aarzoo khelo khelo khelo abhi kuchh aur meri zindagi ke saath sau dard lag gaye hain meri zindagi ke saath jab se gaye hain aap kisi ajnabi ke saath sau dard lag gaye hain meri zindagi ke saath baahar jo dekhte hain wo samjhenge kis tarha baahar jo dekhte hain wo samjhenge kis tarha kitne ghamo ki bheed hai ek aadmi ke saath sau dard lag gaye hain meri zindagi ke saath jab se gaye hain aap kisi ajnabi ke saath sau dard lag gaye hain
jab se tune mujhe deewana bana rakha hai jab se tune mujhe deewana bana rakha hai sang har shaks ne sang har shaks ne haathon mein utha rakha hai jab se tune mujhe deewana bana rakha hai jab se tune mujhe deewana bana rakha hai sang har shaks ne sang har shaks ne haathon mein utha rakha hai jab se tune mujhe deewana bana rakha hai uske dil par bhi kadi ishq mein guzri hogi uske dil par bhi uske dil par bhi kadi ishq mein guzri hogi uske dil par bhi kadi ishq mein guzri hogi naam jisne bhi naam jisne bhi muhabbat kaa sazaa rakha hai jab se tune mujhe deewana bana rakha hai jab se tune mujhe deewana bana rakha hai sang har shaks ne sang har shaks ne haathon mein utha rakha hai jab se tune mujhe deewana bana rakha hai patharon aaj mere sar pe baraste kyun hon patharon aaaaaaaaaj mereeeeeee pathaaaronnnnn aaaaaaaaaa patharon aaj mere sar pe baraste kyun hon maine tumko bhi kabhi maine tumko bhi kabhi apna khuda rakha hai jab se tune mujhe deewana bana rakha hai sang
hmmmmmmmmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm hmmmmm jab tere pyaar ka afsaana likha hai maine jab tere pyaar ka afsaana likha hai maine har jagah apne ko deewana likha hai maine jab tere pyaar ka bekhudi ne mujhe phir hosh mein aane naa diya bekhudi ne mujhe phir hosh mein aane naa diya teri aankhon ko hi mai khaana likha hai maine jab tere pyaar ka afsaana likha hai maine jab tere pyaar ka kaun hoon kyaa hoon mujhe apni khabar kuchh bhi nahin kaun hoon kyaa hoon mujhe apni khabar kuchh bhi nahin aaj khud apne ko begaana likha hai maine jab tere pyaar ka jabse dekha hai tere ghar mein bahaaron ka hujoom jabse dekha hai tere ghar mein bahaaron ka hujoom apne iss ghar ko hi veerana likha hai maine jab tere pyaar ka afsaana likha hai maine jab tere pyaar ka
jabse hum tabaah ho gaye jabse hum tabaah ho gaye jabse hum tabaah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye husn par nikhaar aa gaya husn par nikhaar aa gaya husn par nikhaar aa gaya aaine siyah ho gaye aaine siyah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye aandhiyon ki kuchh khata nahin aandhiyon ki kuchh khata nahin aandhiyon ki kuchh khata nahin hum hi dard e raah ho gaye hum hi dard e raah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye dushmanon ko chitthiyaan likho dushmanon ko chitthiyaan likho dushmanon ko chitthiyaan likho dost khair baah ho gaye jabse hum tabaah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Iss Soch Mein Baitha Hoon Chandan Dass 04:53 18329
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 04:53   Song Number : 18329   

Itni Muddat Baad Mile Ho Ghulam Ali 06:55 36435
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 06:55   Song Number : 36435   

Jaag Aur Dekh Zara Alam e Veeran Mera K L Saigal 03:21 39403
 
Poster of K L Saigal
 
Category
Ghazal
Lyricist
Seemab Akbarabadi
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:21   Song Number : 39403   

Jaam Chalne Lage Anup Jalota 09:14 18187
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Lyricist
Anup Jalota
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 09:14   Song Number : 18187   

Jaane Do Mujhe Asha Bhosle 04:32 40901
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:32   Song Number : 40901   

Jaane Wo Kaise Log The Jagjit Singh 06:21 38317
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jagjit Singh
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:21   Song Number : 38317   

Jaate Jaate Wo Mujhe Jagjit Singh 06:40 39829
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:40   Song Number : 39829   

Jab Aanchal Raat Ka Lehraye Rajendra and Nina Mehta 04:45 18311
 
Poster of Rajendra and Nina Mehta
 
Category
Ghazal
Singer- 
Nina, Rajendra Mehta
Duration : 04:45   Song Number : 18311   

Jab Bhi Aankhon Mein Ghulam Ali 05:44 19744
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 05:44   Song Number : 19744   

Jab Bhi Aati Hai Teri Yaad Kabhi (Lovingly Yours) Jagjit Singh 04:52 15997
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:52   Song Number : 15997   

Jab Bhi Maikhaane Se Pee Kar Mehdi Hassan 07:56 18824
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 07:56   Song Number : 18824   

Jab Chaand Mera Nikla Pankaj Mullick 03:19 38995
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Ghazal
Lyricist
Pandit Bhushan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:19   Song Number : 38995   

Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna Jagjit Singh 06:05 18807
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:05   Song Number : 18807   

Jab Meri Haqeeqat Chandan Dass 07:19 18406
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 07:19   Song Number : 18406   

Jab Pyaar Nahin Hai To Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 09:22 37812
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 09:22   Song Number : 37812   

Jab Saamne Tum Aa Jaate Ho Jagjit Singh, Asha Bhosle & Lata Mangeshkar 06:53 17859
 
Poster of Jagjit Singh, Asha Bhosle & Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Duration : 06:53   Song Number : 17859   

Jab Se Gaye Hain Anup Jalota 06:20 18404
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
Anup Jalota
Duration : 06:20   Song Number : 18404   

Jab Se Tune Mujhe Deewana Abida Parveen 04:44 11797
 
Poster of Abida Parveen
 
Category
Ghazal
Lyricist
Hakim Nasir
Singer- 
Abida Parveen
Duration : 04:44   Song Number : 11797   

Jab Tere Pyar Ka Afsana Mohd Rafi 03:34 16119
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Duration : 03:34   Song Number : 16119   

Jabse Hum Tabaah Ho Gaye Jagjit Singh & Chitra Singh 04:33 37007
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bekal
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 04:33   Song Number : 37007