Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ranjish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aaa ranjish hi sahi ranjish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aaa ranjish hi sahi aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aaa aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aaa ranjish hi sahi pehle se maraasim na sahi phir bhi kabhi to pehle se maraasim na sahi phir bhi kabhi to rasm o rahe duniyaa hi nibhane ke liye aa ranjish hi sahi kis kis ko bataayenge judaai ka sabab hum kis kis ko bataayenge judaai ka sabab hum tu mujh se khafaa hai to zamaane ke liye aa ranjish hi sahi kuchh to kuchh to kuchh to kuchh to kuchh to mere pindaar e muhabbat ka bharam rakh kuchh to mere pindaar e muhabbat ka bharam rakh tu bhi to kabhi mujh ko manaane ke liye aaa ranjish hi sahi ek umr se hoon lazzat e giriyaa se bhi meharum ek umr se hoon lazzat e giriyaa se bhi meharum aye raahat e jaan mujh ko rulaane ke liye aaa ranjish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aaa aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aaa ranjish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aa
aaa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa raste bhar ro ro ke humse puchha paaun ke chhalon ne raste bhar ro ro ke humse puchha paaun ke chhalon ne basti kitni door basa li basti kitni door basa li dil mein basne waalon ne raste bhar ro ro ke humse puchha paaun ke chhalon ne kaun hamaara dard padhega in zakhmi deewaaron par kaun hamaara dard padhega in zakhmi deewaaron par apna apna naam likha hai apna apna naam likha hai saare aane waalon ne raste bhar ro ro ke humse puchha paaun ke chhalon ne basti kitni door basa li basti kitni door basa li dil mein basne waalon ne raste bhar ro ro ke humse puchha paaun ke chhalon ne dil ka ghamon se rishta kya hai ishq ka haasil aansu kyun dil ka ghamon se rishta kya hai ishq ka haasil aansu kyun humko kitna zehar pilaaya humko kitna zehar pilaaya in bedard sawaalon ne raste bhar ro ro ke humse puchha paaun ke chhalon ne basti kitni door basa li basti kitni door basa li dil mein basne waalon ne raste bhar ro ro ke humse puchha
rishta kya hai tera mera rishta kya hai tera mera main hoon shab aur tu hai savera rishta kya hai tera mera tu hai chaand sitaaron jaisa tu hai chaand sitaaron jaisa meri qismat ghor andhera meri qismat ghor andhera main hoon shab aur tu hai savera rishta kya hai tera mera phoolon jaise raahen teri phoolon jaise raahen teri kaanton jaisa mera dera kaanton jaisa mera dera main hoon shab aur tu hai savera rishta kya hai tera mera aata jaata hai ye jeewan aata jaata hai ye jeewan pal do pal ka rain basera pal do pal ka rain basera rishta kya hai tera mera main hoon shab aur tu hai savera rishta kya hai tera mera rishta kya hai tera mera
ho rishte bante hain bade dheere se banne dete kachche lamhe ko zara shaakh pe pakne dete ho rishte bante hain bade dheere se banne dete kachche lamhe ko zara shaakh pe pakne dete pakne dete ho rishte bante hain bade dheere se banne dete kachche lamhe ko zara shaakh pe pakne dete pakne dete ho rishte bante hai bade dheere se banne dete kachche lamhe ko zara shaakh pe pakne dete ek chingaari kaa udna tha ki par kaat diye ho ek chingaari kaa udna tha ki par kaat diye ho aanch aayi thi zara aag to jalne dete kachche lamhe ko zara shaakh pe pakne dete ek hi lamhe pe ik saath gire the donon ho ek hi lamhe pe ik saath gire the donon ho khud sambhalte ya zara mujhko sambhalne dete kachche lamhe ko zara shaakh pe pakne dete pakne dete ho rishte bante hain bade dheere se banne dete kachche lamhe ko zara shaakh pe pakne dete pakne dete
ro ro beeta jeevan saara jeevan saaraa ro ro beeta jeevan saara ro ro beeta aaya na man kaa meet humara aaya na man kaa meet humara ro ro beeta jeevan saara ro ro beeta khushiyon ke sab geet chura kar pyaar ka jalta deep bujha kar loot liya hai de ke sahaara ro ro beeta raah kathin hai main hoon ghaayal kashti tooti door hai saahil door hai saahil raah kathin hai main hoon ghaayal kashti tooti door hai saahil door hai saahil main hoon akelaa path andhiyaaraaa ro ro beeta ro ro beeta jeevan saara ro ro beeta
rone se aur ishq mein bebaak ho gaye rone se aur ishq mein bebaak ho gaye dhoye gaye hum aise ki bas paak ho gaye rone se aur ishq mein bebaak ho gaye kehta hai kaun naala e bulbul ka beasar kehta hai kaun naala e bulbul ka beasar parde mein gul ke laakh jigar chaaq ho gaye rone se aur ishq mein bebaak ho gaye karne gaye the usse tagaaful ka hum gila karne gaye the usse tagaaful ka hum gila ke ek hi nigaah ke bas khaak ho gaye rone se aur ishq mein bebaak ho gaye iss rang se uthayi kal usne asad ki laash iss rang se uthayi kal usne asad ki laash dushman bhi jisko dekh ke ghumnaak ho gaye rone se aur ishq mein bebaak ho gaye rone se aur ishq mein
aaaaa naaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa roodad e mohabbat kya kahiye roodad e mohabbat kya kahiye kuchh yaad rahi kuchh bhool gaye do din ki masarrat kya kahiye do din ki masarrat kya kahiye kuchh yaad rahi kuchh bhool gaye roodad e mohabbat kya kahiye kya kahiye jab jaam diya tha saaqi ne jab daur chala tha mahafil mein jab jaam diya tha saaqi ne jab daur chala tha mahafil mein wo hosh ke saathi kya kahiye wo hosh ke saathi kya kahiye kuchh yaad rahi kuchh bhool gaye roodad e mohabbat kya kahiye kya kahiye pa ma re ga dha dha dha ma re pa pa pa ga ni ga ga ga dha sa ga re ni dha ma sa ehsaas ke maikhaane mein kahaan ab fiqra o nazar ki kandilen ehsaas ke maikhaane mein kahaan ab fiqra o nazar ki kandilen aalaam ki shiddat kya kahiye aalaam ki shiddat kya kahiye kuchh yaad rahi kuchh bhool gaye roodad e mohabbat kya kahiye kya kahiye ab apni haqiqat bhi saagar beraqt kahaani lagti hai ab apni haqeeqat bhi saagar beraqt kahaani lagti hai duniyaa ki haqeeqat kya
roothi huyi taqdeer ko ab kaise manaun ab kaise manaun toota hua sitaar hai ab kaise bajaun ab kaise bajaun kismat se mile hain ye mujhe do nazrane khane ko mili thokar peene ko mile aansu ghum aur museebat se sada yaari nibhaun nibhaun ab kaise manaun ujdi huyi nagri hai meri toota hua hai dil haaye toota hua hai dil keh rahi hai mujhko meri alvida baharein keh rahi hai mujhko meri alvida baharein poochha jo unse maine ab kaise bataun ab kaise manaun tooti huyi taqdeer ko ab kaise manaun ab kaise manaun
roshan jamaal e yaar se hai anjuman tamaam dehka hua hai aatishe gul se chaman tamaam allah re jismein yaar ki khoobi ke khud ba khud rangeeniyon mein doob gaya pairahan tamaam dekho to chashm e yaar ki jaadu nigaahon mein behosh ik nazar mein huye anjuman tamaam roshan jamaal e yaar se hai anjuman tamaam dehka hua hai aatishe gul se chaman tamaam
roshani ban ke fizaon mein bikharna hoga phir se doobe huye taaron ko ubharna hoga roshani ban ke meri armaa bhari mehfil ko sajaane ke liye meri armaa bhari mehfil ko sajaane ke liye zindagi tujhko dulhan ban ke sanwarna hoga roshani ban ke maine aawaaz tere naam se di hai usko maine aawaaz tere naam se di hai usko mera daawa hai zamaane ko theharna hoga roshani ban ke ishq ki manzil e aasaan ko tarasne wale ishq ki manzil e aasaan ko tarasne wale tujhko dushwaari e manzil se guzarna hoga roshani ban ke fizaon mein bikharna hoga roshani ban ke
roya karenge aap bhi pehron isi tarah roya karenge aap bhi pehron isi tarah atka kahin jo aap ka dil bhi meri tarah roya karenge aap bhi pehron isi tarah naa taab hijr mein hai na aaraam vasl mein naa naa aa aaa naa taab hijr mein hai na aaraam vasl mein kambakht dil ko chain nahin hai kisi tarah atka kahin jo aap ka dil bhi meri tarah roya karenge aap bhi pehron isi tarah mar chuk kahin ke tu ghum e hijraan se chhoot jaaye aa aa aa aa aa aa mar chuk kahi ke tu ghum e hijraan se chhoot jaaye kehte to hain bhale ki wo lekin buri tarah atka kahin jo aap ka dil bhi meri tarah roya karenge aap bhi pehron isi tarah naa jaaye waan bani hai naa bin jaaye chain hai naa jaaye waan baniiiiiii naa jaaye waan bani hai naa bin jaaye chain hai kya keejiye hamen to hai mushkil sabhi tarah atka kahin jo aap ka dil bhi meri tarah roya karenge aap bhi pehron isi tarah hoon jaan balab butaan e sitamgar ke haath se hoon jaan balab butaan e sitamgar ke haath se kya sab jahaan mein
rukh se parda utha de zara sakiya bas abhi rang e mehfil badal jayega rukh se parda utha de zara sakiya bas abhi rang e mehfil badal jayega hai jo behosh wo hosh mein aayega girne wala hai jo wo sambhal jayega rukh se parda utha de tum tassali na do sirf baithe raho waqt kuchh mere marne ka tal jayega tum tassali na do sirf baithe raho waqt kuchh mere marne ka tal jayega kya yeh kam hai masiha ke rahne hi se maut ka bhi iraada badal jayega rukh se parda utha de teer ki jaan hai dil dil ki jaan teer hai teer ko na yun kheencho kaha maan lo teer ki jaan hai dil dil ki jaan teer hai teer ko na yun kheencho kaha maan lo teer kheencha to dil bhi nikal aayega dil jo nikla to dum bhi nikal jayega rukh se parda utha de iske hasne mein rone ka andaaz hai khak udane mein fariyaad ka raaz hai iske hasne mein rone ka andaaz hai khak udane mein fariyaad ka raaz hai isko chhedo na anvar khuda ke liye warna bimar ka dum nikal jayega rukh se parda utha de zara sakiya bas abhi rang
rukh se parda hata de zara saaqiya rukh se parda hata de zara saaqiya bas abhi rang e mehfil badal jaayega jo behosh hai hosh mein aayega jo behosh hai hosh mein aayega girne waala jo hai wo sambhal jaayega rukh se parda hata de tum tasalli na do sirf baithe raho waqt kuchh mere marne ka tal jaayega tum tasalli na do sirf baithe raho waqt kuchh mere marne ka tal jaayega kya ye kam hai masiha ke hone hi se kya ye kam hai masiha ke hone hi se maut ka bhi iraada badal jaayega rukh se parda hata de phool kuchh is tarah tod ae baagbaan shaakh hilne na paaye na aawaaz ho phool kuchh is tarah tod ae baagbaan shaakh hilne na paaye na aawaaz ho warna ghulshan mein phir na bahaar aayegi warna ghulshan mein phir na bahaar aayegi har kali ka kaleja dahel jaayega rukh se parda hata de mera daaman to jal hi chuka hai magar aanch tum par bhi aaye gawaara nahin mera daaman to jal hi chuka hai magar aanch tum par bhi aaye gawaara nahin mere aansu na pochho khuda ke liye mere aansu
saamne aa ke tujhko pukaara nahin saamne aa ke tujhko pukaara nahin teri ruswaayi mujhko ganwaara nahin zakhm seene ke tujhse chhupaaunga main zakhm seene ke tujhse chhupaaunga main pyaar ka naam lab par naa laaunga main haar kar bhi ye baazi main haara nahin teri ruswaayi mujhko ganwaara nahin shukriyaa tumne jo dard mujhko diya shukriyaa tumne jo dard mujhko diya khush raho phir bhi deta hoon tumko duaa koi shikwaa jabaan par tumhaara nahin teri ruswaayi mujhko ganwaara nahin mujhse logon ne poochhee kahaani teri mujhse logon ne poochhee kahaani teri kya dikhaaun main unko nishaani teri tere chehre se pardaa utaara nahin teri ruswaayi mujhko ganwaara nahin saamne aa ke tujhko pukaara nahin teri ruswaayi mujhko ganwaara nahin
saamne hai jo usse log bura kehte hain saamne hai jo usse log bura kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain zindagi ko bhi sila kehte hain kehne wale zindagi ko bhi sila kehte hain kehne wale jeene waale to gunaahon ki saza kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain faasle umr ke kuchh aur badha deti hai faasle umr ke kuchh aur badha deti hai jaane kyun log usse phir bhi dawa kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain chand masoom se patton ka lahu hai faakir chand masoom se patton ka lahu hai faakir jisko mehboob ke haathon ki hina kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain
saanson ki maala pe saanson ki maala pe simrun main pee kaa naam simrun main pee kaa naam aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa saanson ki maala maala apne mann ki main jaanun aur pee ke maan ki raam saanson ki maala pe simrun main pee kaa naam aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa sa re ga ma ni re sa re sa ni dha ni dha ma ga ma ga re sa ni sa sa saanson ki maala pe simrun main pee kaa naam yahi meri bandagi hai yahi meri pooja aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa sa son ki maa laa pe sa son ki maa laa pe sa son ki maa laa pe sim run main sim run main sim run main pee kaa naam aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa ik ka saajan mandir mein aur ik ka preetam masjid mein par main prem ke rang mein aisi doobi ban gaya ek hi roop prem ke rang mein prem ki maala japte japte aap bani main shyaam sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa
saaqiya dekh main ranjoor hua jaata hoon zabt ki had se bahut door hua jaata hoon meharbaani hai teri mujhko pila de warna chheen ke peene pe majboor hua jaata hoon saaqi sharaab la ke badi der ho gayi saaqi sharaab la ke badi der ho gayi lehra ke jaam utha ke badi der ho gayi saaqi sharaab la ke badi der ho gayi lehra ke jaam utha ke badi der ho gayi saaqi sharaab la ke badi der ho gayi paimaana bhar na jaaye kahin mere sabra ka paimaana bhar na jaaye kahin mere sabra ka paimaana bhar na jaaye kahin mere sabra ka ik jaam aur pila ki badi der ho gayi ik jaam aur pila ki badi der ho gayi lehra ke jaam utha ke badi der ho gayi saaqi sharaab la ke badi der ho gayi aaaa aaaa aaaa tanhaayi bhi hai waada bhi hai intezaar bhi tanhaayi bhi hai waada bhi hai intezaar bhi tanhaayi bhi hai waada bhi hai intezaar bhi ae dost aa bhi jaa ki badi der ho gayi ae dost aa bhi jaa ki badi der ho gayi lehra ke jaam utha ke badi der ho gayi saaqi sharaab la ke badi der ho gayi honthon
saare badan ka khoon paseene mein jal gaya saare badan ka khoon paseene mein jal gaya itna chale ke jism hamara pighal gaya saare badan ka khoon paseene mein jal gaya chalte ke gin rahe the musibat ke raat din chalte ke gin rahe the musibat ke raat din dum lene hum jo baith gaye dum nikal gaya itna chale ke jism hamara pighal gaya saare badan ka khoon paseene mein jal gaya achha hua jo raah mein thokar lagi hamein achha hua jo raah mein thokar lagi hamein hum gir pade to saara zamaana sambhal gaya itna chale ke jism hamara pighal gaya saare badan ka khoon paseene mein jal gaya wahshat mein koi saath humaara na de saka wahshat mein koi saath humaara na de saka daaman ke fikr ki to garebaan nikal gaya itna chale ke jism hamara pighal gaya saare badan ka khoon paseene mein jal gaya
mujhe gum nahi hai iska ki badal gaya jamana mujhe gum nahi hai iska ki badal gaya jamana meri zindagi hai tumse kahin tum badal na jana sab haath chhudaaye firte hain main chahe jitna pyaar karun sab haath chhudaaye firte hain main chahe jitna pyaar karun ae dard ki lehron tum hi kaho ae dard ki lehron tum hi kaho kis naav pe duniyaa paar karun sab haath chhudaaye firte haiiiiiiiin maloom nahin kis manzil par sanson ka khazana lut jaye maloom nahin kis manzil par sanson ka khazana lut jaye sanson ka khazana lut jaye kya soch ke tum hissaa maango kya soch ke main ikraar karun ae dard ki lehron tum hi kaho ae dard ki lehron tum hi kaho kis naav pe duniyaa paar karun sab haath chhudaaye firte haiiiiiiiin ek roz milo tanhai mein shikwon ka maza jab aayega ek roz milo tanhai mein shikwon ka maza jab aayega shikwon ka maza jab aayega is bheed mein kya daman thamun kya baat sarebazaar karun ae dard ki lehron tum hi kaho ae dard ki lehron tum hi kaho kis naav pe duniyaa
sab ka chehra tere jaisa kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai ye mujhe veham sa hota kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai jab koi aeb nahin hai tujh mein jab koi aeb nahin hai tujh mein aaina dekh ke darta kyun hai aaina dekh ke darta kyun hai ye mujhe veham sa hota kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai masla ye bhi to hai duniya ka masla ye bhi to hai duniya ka koi achchha hai to achchha kyun hai koi achchha hai to achchha kyun hai ye mujhe veham sa hota kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai unko shikwa hai ki dil ki baaten unko shikwa hai ki dil ki baaten maur ajaar mein kehta kyun hai maur ajaar mein kehta kyun hai ye mujhe veham sa hota kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ranjish Hi Sahi Runa Laila 04:40 32306
 
Poster of Runa Laila
 
Category
Ghazal
Duration : 04:40   Song Number : 32306   

Raste Bhar Ro Ro Ke Ashok Khosla 07:22 38994
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qaiser Ul Jafri
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 07:22   Song Number : 38994   

Rishta Kya Hai Tera Mera Jagjit Singh 04:53 37300
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:53   Song Number : 37300   

Rishte Bante Hain Bade Dheere Se Asha Bhosle 05:08 37339
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:08   Song Number : 37339   

Ro Ro Beeta Jeevan Saara Talat Mahmood 03:08 36903
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:08   Song Number : 36903   

Rone Se Aur Ishq Mein Lata Mangeshkar 04:20 16805
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:20   Song Number : 16805   

Roodad E Mohabbat Kya Kahiye Asha Bhosle 05:47 36874
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Lyricist
Saghar Siddique
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:47   Song Number : 36874   

Roothi Huyi Taqdeer Ko Mukesh 03:07 37418
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:07   Song Number : 37418   

Roshan Jamaal e Yaar Se Hai Jagjit Singh 02:46 38890
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 02:46   Song Number : 38890   

Roshni Ban Ke Fizaon Mein Talat Mahmood 03:27 37842
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:27   Song Number : 37842   

Roya Karenge Aap Bhi Pehron Isi Tarah Ghulam Ali 06:51 39165
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 06:51   Song Number : 39165   

Rukh Se Parda Jagjit Singh 05:54 36736
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:54   Song Number : 36736   

Rukhse Parda Hata De Anup Jalota 05:36 13655
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Lyricist
Anup Jalota
Music Director- 
Anup Jalota
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 05:36   Song Number : 13655   

Saamne Aa Ke Tujhko Pukaara Nahin Mehdi Hassan 03:23 11427
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 03:23   Song Number : 11427   

Saamne Hai Jo Usse Jagjit Singh 05:53 37131
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:53   Song Number : 37131   

Saanson Ki Maala Pe Nusrat Fateh Ali Khan 06:10 11798
 
Poster of Nusrat Fateh Ali Khan
 
Category
Ghazal
Duration : 06:10   Song Number : 11798   

Saaqi Sharaab La Hariharan 06:12 38355
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:12   Song Number : 38355   

Saare Badan Ka Khoon Chitra Singh 06:18 15987
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:18   Song Number : 15987   

Sab Haath Chhudaaye Ashok Khosla 06:48 32293
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 06:48   Song Number : 32293   

Sab Ka Chehra Tere Jaisa Kyun Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 05:02 37976
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 05:02   Song Number : 37976