Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


khushboo jaise log mile afsaane mein khushboo jaise log mile afsaane mein ek puraana khat khola anjaane mein khushboo jaise log mile afsaane mein khushboo jaise log mile afsaane mein ek puraana khat khola anjaane mein khushboo jaise log mile afsaane mein afsaane mein afsaane mein shaam ke saaye baalishton se naape hainnnnn shaam ke saaye baalishton se naape hainnnnn shaam ke saaye baalishton se naape hain chaand ne kitni der laga di aane mein khushboo jaise log mile afsaane mein afsaane mein afsaane mein dil par dastak dene ye kaun aaya haiiii dil par dastak dene ye kaun aaya haiiii dil par dastak dene ye kaun aaya hai kiss ki aahat sunta hoon veerane mein khushboo jaise log mile afsaane mein afsaane mein afsaane mein jaane kiss kaa zikr hai iss afsaane meinnnnnnn jaane kiss kaa zikr hai iss afsaane meinnnnnnn jaane kiss kaa zikr hai iss afsaane mein dard maze leta hai jo dohraane mein khushboo jaise log mile afsaane mein khushboo jaise log mile afsaane mein ek
khushboo ki tarah aaya woh tezz hawaaon mein khushboo ki tarah aaya woh tezz hawaaon mein maanga tha jise humne din raat duaaon mein khushboo ki tarah aaya woh tezz hawaaon mein tum chhat pe nahin aaye main ghar se nahin nikla tum chhat pe nahin aaye main ghar se nahin nikla ye chaand bahot bhatka saawan ki ghataaon mein ye chaand bahot bhatka saawan ki ghataaon mein maanga tha jise humne din raat duaaon mein khushboo ki tarah aaya woh tezz hawaaon mein iss sheher mein ek ladki bilkul hai ghazal jaisi iss sheher mein ek ladki bilkul hai ghazal jaisi phoolon ka badan waali khushboo si adaaon mein phoolon ka badan waali khushboo si adaaon mein maanga tha jise humne din raat duaaon mein khushboo ki tarah aaya woh tezz hawaaon mein duniya ki tarah woh bhi hanste hain mohabbat par duniya ki tarah woh bhi hanste hain mohabbat par doobe huye rehte the jo log wafaaon mein doobe huye rehte the jo log wafaaon mein maanga tha jise humne din raat duaaon mein khushboo ki tarah
kisi ki yaad mere aas paas rehti hai kisi ki yaad mere aas paas rehti hai bahut dino se tabiyat udaas rehti hai kisi ki yaad mere aas paas rehti hai bichhad gaya hai magar dil ye maanta hi nahin bichhad gaya hai magar dil ye maanta hi nahin bichhad gaya hai magar dil ye maanta hi nahin na jaane kyun tere milne ki aas rehti hai na jaane kyun tere milne ki aas rehti hai bahut dino se tabiyat udaas rehti hai kisi ki yaad mere aas paas rehti hai chhuda ke haath agar chal diya to hairat kyun chhuda ke haath agar chal diya to hairat kyun chhuda ke haath agar chal diya to hairat kyun khushi hamesha yahan kis ke paas rehti hai khushi hamesha yahan kis ke paas rehti hai bahut dino se tabiyat udaas rehti hai kisi ki yaad mere aas paas rehti hai tu apane aeb chhupaane chala to hai lekin tu apane aeb chhupaane chala to hai lekin tu apane aeb chhupaane chala to hai lekin har aaine ki nazar be libaas rehti hai har aaine ki nazar be libaas rehti hai bahut dino se tabiyat udaas
kisi ko de ke dil koi nawaasanj e fughaan kyun ho na ho jab dil hi seene mein to phir munh mein zubaan kyun ho wafa kaisi kahaan ka ishq jab sar phodna thehra to phir aye sang dil tera hi sang e aastaan kyun ho yahi hai aazmaana to sataana kis ko kehte hain aduu ke ho liye jab tum to mera imtihaan kyun ho qafas mein mujh se roodaad e chaman kehte na dar humdam giri hai jis pe kal bijli woh mera aashiyaan kyun ho
kisi ranjish ko hawa do ke main zinda hoon abhi kisi ranjish ko hawa do ke main zinda hoon abhi mujhko ehsaas dila do ke main zinda hoon abhi mere rukne se meri saansen bhi ruk jaayengi mere rukne se meri saansen bhi ruk jaayengi faasle aur badha do ke main zinda hoon abhi mujhko ehsaas dila do ke main zinda hoon abhi zehar peene ki to aadat thi zamaane waalon zehar peene ki to aadat thi zamaane waalon ab koi aur dawaa do ke main zinda hoon abhi chalti raahon mein yunhin aankh lagi hai faakir chalti raahon mein yunhin aankh lagi hai faakir bheed logon ki hataa do ke main zinda hoon abhi kisi ranjish ko hawa do ke main zinda hoon abhi mujhko ehsaas dila do ke main zinda hoon abhi
kisko aati hai masihai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon bol aye khunkhar tanhai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon chup rahun to har nafas dasta hai nagan ki tarah chup rahun to har nafas dasta hai nagan ki tarah aah bharne mein hai ruswai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon uff khamoshi ki ye aahen dil ko barmati huyi uff khamoshi ki ye aahen dil ko barmati huyi uff ye sannate ki shehnai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon bol aye khunkhar tanhai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon
kisko qaatil main kahoon kisko maseeha samjhoon kisko qaatil main kahoon kisko maseeha samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon wo bhi kya din the ke har vaham yakeen hota tha wo bhi kya din the ke har vaham yakeen hota tha ab haqeeqat nazar aaye to use kya samjhoon ab haqeeqat nazar aaye to use kya samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon dil jo toota to kayi haath dua ko utthe dil jo toota to kayi haath dua ko utthe aise mahaul mein ab kis ko paraaya samjhoon aise mahaul mein ab kis ko paraaya samjhoon zulm ye hai ke hai yaqtaa teri begaanaravee zulm ye hai ke hai yaqtaa teri begaanaravee lutf ye hai ke main ab tak tujhe apna samjhoon lutf ye hai ke main ab tak tujhe apna samjhoon kisko qaatil main kahoon kisko maseeha samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon
kitni raahat hai dil toot jaane ke baad kitni raahat hai dil toot jaane ke baad zindagi se mile maut aane ke baad kitni raahat hai dil toot jaane ke baad lazzatein sajda e sange darr kya kahein lazzatein sajda e sange darr kya kahein hosh hi kab raha sar jhhukaane ke baad hosh hi kab raha sar jhhukaane ke baad kya hua har masarrat agar chhin gayi kya hua har masarrat agar chhin gayi aadmi ban gaya ghum uthaane ke baad aadmi ban gaya ghum uthaane ke baad raat ka maajra kisse poochhun shameem raat ka maajra kisse poochhun shameem kya bani bazm par mere aane ke baad kya bani bazm par mere aane ke baad zindagi se mile maut aane ke baad kitni raahat hai dil toot jaane ke baad
kiya hai pyaar jise humne zindagi ki tarah kiya hai pyaar jise humne zindagi ki tarah wo aashnaa bhi mila humse ajnabee ki tarah kiya hai pyaar jise humne zindagi ki tarah kise khabar thi padhegi kuchh aur taariki kise khabar thi padhegi kuchh aur taariki chhupega wo kisi badli mein chandani ki tarah wo aashnaa bhi mila humse ajnabee ki tarah kiya hai pyaar jise humne zindagi ki tarah badha ke pyaas meri usne haath chhod diya badha ke pyaas meri usne haath chhod diya wo kar raha tha muravat bhi dillagi ki tarah wo aashnaa bhi mila humse ajnabee ki tarah kiya hai pyaar jise humne zindagi ki tarah sitam to ye hai ke wo bhi naa ban saka apna sitam to ye hai ke wo bhi naa ban saka apna qubool humne kiye jiske ghum khushi ki tarah wo aashnaa bhi mila humse ajnabee ki tarah kiya hai pyaar jise humne zindagi ki tarah kabhi naa socha tha humne katil uss ke liye kabhi naa socha tha humne katil uss ke liye karega humpe sitam wo bhi har kisi ki tarah wo aashnaa bhi mila humse
saans ka bojh rakh ke kaandho par zindagi ne humein ye di saugaat zakhm ke phool khwaab ke jungle ashq ke deep intezaar ki raat aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaa koi deewar se lag ke baitha raha koi deewar se lag ke baitha raha aur bharta raha siskiyan raat bhar aaj ki raat bhi chaand aaya nahin aaj ki raat bhi chaand aaya nahin raah takti rahi khidkiyan raat bhar koi deewar se lag ke baitha raha aur bharta raha siskiyan raat bhar koi deewar se ghum jalaata kise koi basti na thi ghum jalaata kise koi basti na thi mere chaaron taraf mere dil ke siwa mere chaaron taraf mere dil ke siwa mere hi dil pe aa aa ke girti rahi mere hi dil pe aa aa ke girti rahi mere ehsaas ki bijliyaan raat bhar koi deewar se lag ke baitha raha aur bharta raha siskiyan raat bhar koi deewar se daayre shokh rangon ke bante rahe daayre shokh rangon ke bante rahe yaad aati rahi woh kalaai humein yaad aati rahi woh kalaai humein dil ke sunsaan aangan mein bajti rahi dil ke sunsaan aangan
koi din gar zindgani aur hai koi din gar zindgani aur hai apne jee mein humne thani aur hai koi din gar zindgani aur hai aatish e do jhakh mein ye garmi kahaan aatish e do jhakh mein ye garmi kahaan soz e ghum haaye ne haani aur hai soz e ghum haaye ne haani aur hai baarhaa dekhi hain unki ranjishen baarhaa dekhi hain unki ranjishen par kuchh ab ke sargarani aur hai par kuchh ab ke sargarani aur hai de ke khat munh dekhta hai naamabar de ke khat munh dekhta hai naamabar kuchh to paigaam e zubani aur hai kuchh to paigaam e zubani aur hai ho chuki ghalib balaayen sab tamaam ho chuki ghalib balaayen sab tamaam ek marg e naa gahaani aur hai ek marg e naa gahaani aur hai apne jee mein humne thani aur hai koi din gar zindgani aur hai
koi dost hai na raqeeb hai koi dost hai na raqeeb hai koi dost hai na raqeeb hai tera sehar kitna ajeeb hai koi dost hai na raqeeb hai wo jo ishq tha wo junoon tha wo jo ishq tha wo junoon tha ye jo hijr hai ye naseeb hai ye jo hijr hai ye naseeb hai ye jo hijr hai ye naseeb hai koi dost hai na raqeeb hai yahaan kis ka chehraa padha karun yahaan kis ka chehraa padha karun yahaan kaun itna kareeb hai yahaan kaun itna kareeb hai yahaan kaun itna kareeb hai tera sehar kitna ajeeb hai main kise kahun mere saath chal main kise kahun mere saath chal yahaan sab ke sar pe saleeb hai yahaan sab ke sar pe saleeb hai yahaan sab ke sar pe saleeb hai koi dost hai na raqeeb hai koi dost hai na raqeeb hai tera sehar kitna ajeeb hai koi dost hai na raqeeb hai
koi gesu koi aanchal humein aawaaz na de ab kisi aankh ka kajal humein aawaaz na de hum hain khamosh to khamosh hi rehne do humein koi aahat koi halchal humein aawaaz na de hum ne tanhai ko mehboob bana rakha hai raakh ke dher ne sholon ko daba rakha hai phir pukara hai mohabat ne humein kya keeje di sada husn ki jannat ne humein kya keeje jis ke saye se bhi aksar humein dar lagta tha chhoo liya phir usi hasrat ne humein kya keeje hum ne jazbaat se daman ko bacha rakha hai raakh ke dher ne sholon ko daba rakha hai raas aaye na kabhi pyaar ke halaat humein dil ke is khel mein har baar huyi maat humein kya karenge kahan jayenge kidhar jayenge de gayi jab bhi daga gar yeh mulakaat hamein bas isi soch ne deewana bana rakha hai raakh ke dher ne sholon ko daba rakha hai raakh ke dher ne sholon ko daba rakha hai
koi keh de zara zamane se koi keh de zara zamane se ishq chhupta nahin chhupane se koi keh de zara zamane se chand si shakal phir dikha jaao chand si shakal phir dikha jaao tumko dekha nahin zamane se tumko dekha nahin zamane se ishq chhupta nahin chhupane se koi keh de zara zamane se aap ka ghar hai aaya jaya karo aap ka ghar hai aaya jaya karo pyaar badhta hai aane jane se pyaar badhta hai aane jane se ishq chhupta nahin chhupane se koi keh de zara zamane se hai ye hasrat ki akhari hasrat hai ye hasrat ki akhari hasrat milne aao kisi bahane se milne aao kisi bahane se ishq chhupta nahi chhupane se koi keh de zara zamane se koi keh de zara zamane se
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa koi nahin hai phir bhi aawaaz aa rahi hai koi nahin hai phir bhi aawaaz aa rahi hai shaayad meri mohabbat shaayad meri mohabbat mujhko bula rahi hai aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa koi nahin hai phir bhi aawaaz aa rahi hai shaayad meri mohabbat shaayad meri mohabbat mujhko bula rahi hai mere labon ko uss ke andaaz mil rahe hain mere labon ko uss ke andaaz mil rahe hain uss ke suron ko mere alfaaz mil rahe hain main geet likh raha hoon wo geet gaa rahi hai main geet likh raha hoon wo geet gaa rahi hai shaayad meri mohabbat shaayad meri mohabbat mujhko bula rahi hai ye meri zindagi ki sabse haseen ghadi hai nazron ke saamne wo chhup kar kahin khadi hai ye meri zindagi ki sabse haseen ghadi hai nazron ke saamne wo chhup kar kahin khadi hai naa paas aa rahi hai naa door jaa rahi hai naa paas aa rahi hai naa door jaa rahi
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa heyyyyyy aaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaaaa heyyyy heyyyyyy heyyyyy heyyyy heyyyy heyyyyyy heyyyy aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa koi paas aaya savere savere koi paas aaya savere savere mujhe aazmaaya savere savere mujhe aazmaaya savere savere koi paas aaya savere savere meri daastaan ko zara saa badal kar meri daastaan ko zara saa badal kar mujhe hi sunaaya savere savere mujhe hi sunaaya savere savere jo kehta tha kal shab sambhalna sambhalna jo kehta tha kal shab sambhalna sambhalna wohi ladkhadaaya savere savere wohi ladkhadaaya savere savere ga ma dha ni sa re sa ni dha ma ni dha ma ga re sa ni ni re ga ni re ga ni re ga ga ga ni re ma ma ma ni re ga ga ga ni re ma ma ma kati raat saari meri maikade mein kati raat saari meri maikade mein meri maikade mein raat saaaaaaaaaaaaaaa raat saaaaaariiiiiiii kati raat saari meri maikade
koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar phir mujhe woh yaad aaya raat ke pichhle pahar koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar bheegte lamhe sulagti raat aur tanhaiyaan bheegte lamhe sulagti raat aur tanhaiyaan sabne deewana banaaya raat ke pichhle pahar sabne deewana banaaya raat ke pichhle pahar phir mujhe woh yaad aaya raat ke pichhle pahar koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar hum to apne aap hi se guftagu karte rahe hum to apne aap hi se guftagu karte rahe haal e dil khudko sunaya raat ke pichhle pahar haal e dil khudko sunaya raat ke pichhle pahar phir mujhe woh yaad aaya raat ke pichhle pahar koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar jaate jaate ashk saari raat hi jaati rahe jaate jaate ashk saari raat hi jaati rahe aate aate wo na aaya raat ke pichhle pahar aate aate wo na aaya raat ke pichhle pahar phir mujhe woh yaad aaya raat ke pichhle pahar koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar raat ke
koi samjhega kya raaz e gulshan koi samjhega kya raaz e gulshan jab tak uljhe naa kaanton se daaman koi samjhega kya raaz e gulshan yak ba yak saamne aana jaana yak ba yak saamne aana jaana yak ba yak saamne aana jaana ruk naa jaaye kahin dil ki dhadkan ruk naa jaaye kahin dil ki dhadkan ruk naa jaaye kahin dil ki dhadkan koi samjhega kya raaz e gulshan gul to gul khaar tak chun liye hain gul to gul khaar tak chun liye hain gul to gul khaar tak chun liye hain phir bhi khaali hai panchhee kaa daanan phir bhi khaali hai panchhee kaa daanan phir bhi khaali hai panchhee kaa daanan koi samjhega kya raaz e gulshan kitni aaraishen aashiyaana kitni aaraishen aashiyaana kitni aaraishen aashiyaana toot jaaye naa shaakh e nashe mann toot jaaye naa shaakh e nashe mann toot jaaye naa shaakh e nashe mann koi samjhega kya raaz e gulshan azmaten aashiyaana padha di azmaten aashiyaana padha di azmaten aashiyaana padha di bark ko dost samjhun ke dushman bark ko dost samjhun ke
kuchh din to baso meri aankhon mein kuchh din to baso meri aankhon mein phir khwaab agar ho jaao to kya kuchh din to baso meri aankhon mein kuchh din to baso meri aankhon mein kuchh din to baso meri aankhon mein phir khwaab agar ho jaao to kya koi rang to do mere chehre ko koi rang to do mere chehre ko phir zakhm agar mehkaao to kya kuchh din to baso meri aankhon mein ek aaina tha so toot gaya ek aaina tha so toot gaya ab khud se agar sharmaao to kya kuchh din to baso meri aankhon mein phir khwaab agar ho jaao to kya kuchh din to baso meri aankhon mein main tanha tha main tanha hoon main tanha tha main tanha hoon tum aao to kya naa aao to kya kuchh din to baso meri aankhon mein kuchh din to baso meri aankhon mein phir khwaab agar phir khwaab agar ho jaao to kya kuchh din to baso meri aankhon mein jab hum hi na mehke phir saahib jab hum hum mm mmm mmm mmmmm jab hum hi na mehke phir saahib tum baade saba kehlao to kya kuchh din to baso meri aankhon mein kuchh din to
kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai aankhon aankhon mein hi kuchh paigaam rahen to achchha hai achchha hai kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai suna hai manzil milte hi uss ki chaahat mar jaati hai suna hai manzil milte hi uss ki chaahat mar jaati hai gar ye sach hai to phir hum nakaam rahen to achchha hai achchha hai kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai jab mera humdam hi mere dil ko na pehchaan saka jab mera humdam hi mere dil ko na pehchaan saka phir aisi duniya mein hum gumnaam rahen to achchha hai achchha hai kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai aankhon aankhon mein hi kuchh paigaam rahen to achchha hai achchha hai kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Khushboo Jaise Log Mile Ghulam Ali 06:29 16003
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 06:29   Song Number : 16003   

Khushboo Ki Tarah Aaya Chandan Dass 07:06 38910
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bashir Badr
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 07:06   Song Number : 38910   

Kisi Ki Yaad Mere Aas Paas Rehti Hai Pankaj Udhas 06:48 11347
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 06:48   Song Number : 11347   

Kisi Ko De Ke Dil Chitra Singh 03:24 40519
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:24   Song Number : 40519   

Kisi Ranjish Ko Hawa Do Ke Main Zinda Hoon Abhi Chitra Singh 04:18 15697
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:18   Song Number : 15697   

Kisko Aati Hai Masihai Jagjit Singh 03:25 37298
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Josh Malihabadi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:25   Song Number : 37298   

Kisko Qaatil Main Kahoon Jagjit Singh 06:58 37303
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ahmed Nadeem Qasmi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:58   Song Number : 37303   

Kitni Raahat Hai Dil Toot Jaane Ke Baad Mohd Rafi 04:10 32036
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Duration : 04:10   Song Number : 32036   

Kiya Hai Pyaar Jise Jagjit Singh & Chitra Singh 05:57 11446
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:57   Song Number : 11446   

Koi Deewar Se Ashok Khosla 06:37 18386
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 06:37   Song Number : 18386   

Koi Din Gar Zindgani Aur Hai Talat Mahmood 03:39 16022
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:39   Song Number : 16022   

Koi Dost Hai Na Raqeeb Jagjit Singh 04:28 11448
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:28   Song Number : 11448   

Koi Gesu Koi Aanchal Jagjit Singh 03:47 36963
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:47   Song Number : 36963   

Koi Keh De Zara Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:12 32019
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 06:12   Song Number : 32019   

Koi Nahin Hai Talat Aziz 06:27 18817
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 06:27   Song Number : 18817   

Koi Paas Aaye Savere Savere Jagjit Singh 06:01 15120
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Raag- 
Lalit
Taal- 
Sool-Tal
Duration : 06:01   Song Number : 15120   

Koi Saaya Jhilmilaya Hariharan 06:39 40272
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jolly Mukherjee
Music Director- 
Ustad Zakir Hussain
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:39   Song Number : 40272   

Koi Samjhega Kya Raaz E Gulshan Jagjit Singh 06:48 14698
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:48   Song Number : 14698   

Kuchh Din To Baso Meri Aankhon Mein Ghulam Ali 07:10 32643
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Obaidullah Aleem
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 07:10   Song Number : 32643   

Kuchh Rishtey Shreya Ghoshal 05:36 38928
 
Poster of Shreya Ghoshal
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ajay Jhingran
Singer- 
Shreya Ghoshal
Duration : 05:36   Song Number : 38928