Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaaaa wo ishq jo humse ruth gaya ab uska haal bataayen kya wo ishq jo humse ruth gaya ab uska haal bataayen kya koi mehar nahin koi kehar nahin phir sachcha sher sunaayen kya wo ishq jo humse ruth gaya ab uska haal bataayen kya koi mehar nahin koi kehar nahin phir sachcha sher sunaayen kya wo ishq jo humse ruth gaya ik hizr jo humko laahaq hai taader use dohraayen kya ik hizr ko laahaq hai taader use dohraayen kya wo zehar jo dil mein utaar liya phir uske naaz uthayen kya wo zehar jo dil mein utaar liya phir uske naaz uthayen kya koi mehar nahin koi kehar nahin phir sachcha sher sunaayen kya wo ishq jo humse ruth gaya ab uska haal bataayen kya wo ishq jo humse ruth gaya ek aag ghum e tanhaayi ki jo saare badan mein phail gayi ek aag ghum e tanhaayi ki jo saare badan mein phail gayi jab jism hi saara jalta ho phir daaman e dil ko bachaayen
kaa karun sajaniii re haye baalam rot rowat kal naahi aaye nisdin mohe phir yaad satave aaaaaaa yaad aavat jab unki battiyaan aaye na baalam ka karun sajanii na aaye na baalam aaaa aaaa aaaa wo jo hum mein tum mein qaraar tha wo jo hum tum mein qaraar tha tumhen yaad ho ke na yaad ho wo jo hum re sa ma dha ni dha pa ma ga re sa re sa wo jo hum tum mein qaraar tha haan wo jo hum mein qaraar tha wo jo hum mein tum mein qaraar tha tumhen yaad ho ke na yaad ho wo jo hum pa dha re sa ni dha pa sa ni dha pa ma ga pa ma ga re sa re sa sa re sa sa re sa wo jo hum ma dha sa ma ga ma ga re sa sa re ga pa dha ma pa ga dha pa ma ga re sa woh jo hum mein tum mein qaraar tha tumhe yaad ho ke na yaad ho wohi yaani waada nibah ka tumhe yaad ho ke na yaad ho tum mein qaraar tha tumhe yaad ho ke na yaad ho jo tum tum mein qaraar tha woh jo lutf mujh pe the beshital woh karam ke tha mere haal par aaaaa aaa aaa aaa aaa woh jo lutf mujh pe the haaaaan woh jo lutf mujh pe the beshital
ye daulat bhi le lo ye shohart bhi le lo bhale chheen lo mujh se meri jawaani magar mujhko lauta do bachpan ka saawan wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani ye daulat bhi le lo ye shohart bhi le lo bhale chheen lo mujh se meri jawaani magar mujhko lauta do bachpan ka saawan wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani mohalle ki sabse nishaani puraani wo bhudhiyaa jise bachche kehte the naani wo naani ki baaton mein pariyon kaa dera wo chehre ki jhuriyon mein sadiyon ka phera bhulaaye nahin bhul sakta hai koi wo chhoti si raaten wo lambi kahaani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani kadi dhoop mein apne ghar se nikalna wo chidiyaa wo bulbul wo titli pakadna wo gudiyaa ki shaadi pe ladna jhagadnaa wo jhulon se girna wo gir ke sambhalna wo peetal ke chhalon ke pyaare se tauhfe wo tooti huyi chudiyon ki nishaani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani
wo kabhi mil jaayen to kya kijiye wo kabhi mil jaayen to kya kijiye raat din surat ko dekha kijiye wo kabhi mil jaayen to kya kijiye chaandani raaton mein ik ik phool ko chaandani raaton mein ik ik phool ko bekhudi kehti hai sazda kijiye bekhudi kehti hai sazda kijiye wo kabhi mil jaayen to kya kijiye jo tamanna bar na aaye umra bhar jo tamanna bar na aaye umra bhar umra bhar uski tamanna kijiye umra bhar uski tamanna kijiye wo kabhi mil jaayen to kya kijiye ishq ki rangeeniyon mein doob kar aa aa aa aa aa aa aa aa aa ishq ki rangeeniyon mein doob kar chaandani raaton mein roya kijiye chaandani raaton mein roya kijiye wo kabhi mil jaayen to kya kijiye hum hi uske ishq ke qaabil na the hummmmm hum hi uske ishq ke qaabil na the kyun kisi zaalim ka shikwa kijiye kyun kisi zaalim ka shikwa kijiye wo kabhi mil jaayen to kya kijiye raat din surat ko dekha kijiye wo kabhi mil jaayen to kya kijiye wo kabhi mil jaayen to kya kijiye
wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kis ghar mein khushi hoti hai maatam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota aise bhi hain duniya mein jinhein ghum nahin hota aise bhi hain duniya mein jinhein ghum nahin hota ek ghum hai humaara jo kabhi kam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kya surmaa bhari aankhon se aansoo nahin girte kya surmaa bhari aankhon se aansoo nahin girte kya mehandi lage hathon se matam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kis ghar mein khushi hoti hai maatam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kuchh aur bhi hoti hain bigadne ki adaayein kuchh aur bhi hoti hain bigadne ki adaayein banne mein sawarne mein aalam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kis ghar mein khushi hoti hai maatam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota
wo khat ke purze uda raha tha wo khat ke purze uda raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha kuchh aur bhi ho gaya numaaya kuchh aur bhi ho gaya numaaya main apna likha mita raha tha main apna likha mita raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha usi ka eemaan badal gaya hai usi ka eemaan badal gaya hai kabhi jo mera khuda raha tha kabhi jo mera khuda raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha wo ek din ek ajnabi ko wo ek din ek ajnabi ko meri kahani suna raha tha meri kahani suna raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha wo umr kam kar raha tha meri wo umr kam kar raha tha meri main saal apne badha raha tha main saal apne badha raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha
woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai bahot azeez humein hai magar paraaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai utar bhi aao kabhi aasmaan ke jeene se utar bhi aao kabhi aasmaan ke jeene se tumhein khuda ne humaare liye banaaya hai bahot azeez humein hai magar paraaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai use kisi ki mohabbat ka aitbaar nahin use kisi ki mohabbat ka aitbaar nahin use zamaane ne shayad bahot sataaya hai bahot azeez humein hai magar paraaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai tamaam umra mera dam isi dhuen mein ghuta tamaam umra mera dam isi dhuen mein ghuta woh ek charaag tha maine use bujhaaya hai bahot azeez humein hai magar paraaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai
woh jo hum mein tum mein qaraar tha tumhen yaad ho ki na yaad ho wohi yaani waada nibaah kaa tumhen yaad ho ki na yaad ho woh jo hum mein tum mein qaraar tha woh naye gile wo shikayaten woh maje maje ki hiqaayten woh har ek baat par roothna tumhen yaad ho ki na yaad ho koi baat aisi agar huyi jo tumhare jee ko buri lagi koi baat aisi agar huyi jo tumhare jee ko buri lagi to bayaan se pehle hi bhoolna tumhen yaad ho ki na yaad ho woh jo hum mein tum mein qaraar tha jise aap ginte the aashna jise aap kehte the baavfaa main wohi hoon monin e muqtala tumhen yaad ho ki na yaad ho woh jo hum mein tum mein qaraar tha
wohi palkon ka jhapakna wohi jaadu tere wohi palkon ka jhapakna wohi jaadu tere saare andaaz chura laayi hai khushboo tere wohi palkon ka jhapakna wohi jaadu tere saare andaaz chura laayi hai khushboo tere wohi palkon ka jhapakna wohi jaadu tere aur kuchh der agar tez hawa chalti rahi aur kuchh der agar tez hawa chalti rahi aur kuchh der agar tez hawa chalti rahi meri baahon mein bikhar jaayenge gesu tere wohi palkon ka jhapakna wohi jaadu tere tujhse main jism churata tha magar ilm na tha tujhse main jism churata tha magar ilm na tha tujhse main jism churata tha magar ilm na tha mere saaye se lipat jaayenge baaju tere wohi palkon ka jhapakna wohi jaadu tere teri aankhon mein pighalti rahi soorat meri teri aankhon mein pighalti rahi soorat meri teri aankhon mein pighalti rahi soorat meri meri tasveer pe girte rahe aansoo tere wohi palkon ka jhapakna wohi jaadu tere saare andaaz chura laayi hai khushboo tere wohi palkon ka jhapakna wohi jaadu tere
yaad kiya dil ne kahaan ho tum jhoomti bahaar hai kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tumm pyaar se pukaar lo jahaan ho tum yaad kiya dil ne kahaan ho tum jhoomti bahaar hai kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tumm pyaar se pukaar lo jahaan ho tum hooo ooo oo kho rahe hain aaj kis khayaal mein hooo ooo oo kho rahe hain aaj kis khayaal mein hoo ooo oo dil fansa hai bekasi ke jaal mein matlabi jahaan meharbaan ho tum jhoomti bahaar hai kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tumm pyaar se pukaar lo jahaan ho tum hooo ooo oo tum humaari zindagi ke baag ho hooo ooo oo tum humaari zindagi ke baag ho hooo ooo oo tum humaari raah ke charaag ho mere liye aasmaan ho tum jhoomti bahaar hai kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tumm pyaar se pukaar lo jahaan ho tum yaad kiya dil ne kahaan ho tum jhoomti bahaar hai kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tumm pyaar se pukaar lo jahaan ho tum yaad kiya dil ne kahaan ho tum jhoomti bahaar hai kahaan ho
yaad nahin yaad nahin yaad nahin kya kya dekha tha yaad nahin kya kya dekha tha saare manzar bhool gaye yaad nahin kya kya dekha tha saare manzar bhool gaye uski galiyon se jab laute apna hi ghar bhool gaye yaad nahin yaad nahin khoob gaye pardes ke apne deewaar o dar bhool gaye khoob gaye pardes ke apne deewaar o dar bhool gaye sheesh mehal ne aisa ghera mitti ke ghar bhool gaye uski galiyon se jab laute apna hi ghar bhool gaye yaad nahin yaad nahin tujhko bhi jab apni kasmen apne waade yaad nahin tujhko bhi jab apni kasmen apne waade yaad nahin hum bhi apne khwaab tere aankhon mein rakhkar bhool gaye uski galiyon se jab laute apna hi ghar bhool gaye yaad nahin yaad nahin mujhko jinhone qatl kiya hai koi unhe batlaaye nazi mujhko jinhone qatl kiya hai koi unhe batlaaye nazi meri laash ke pehlu mein wo apna khanjar bhool gaye uski galiyon se jab laute apna hi ghar bhool gaye yaad nahin kya kya dekha tha saare manzar bhool gaye uski galiyon se jab laute apna hi ghar
hoooooo oooo ooooo oooo oooooo oooooo hoooo ooooooo oooooo oooo oooo aaaaaa aaaaaa aaaaa hoooooo yaad piya ki aaye yaad piya ki aaye main kya karoon yaad piya ki aaye mann ki pida shor machaaye mann ki pida shor machaaye saari saari rain aaaaa saari saari rain main kya karoon yaad piya ki aaye main kya karoon yaad piya ki aaye aaaaaaa aaaa naina more pi ko dhundhe ek pal naahin chain maahi reeeee ooo ooo maahi re dukhda roun kiss ke aage roye pagle nain main kaa karoon yaad piya ki aaye main kaa karoon yaad piya ki aaye ankhiyon mein hai neer kaa saagar honthon par hai bair maahi reeeee ooo ooo maahi re bedardi mitwaa ne chheena more mann kaa chain main kaa karoon yaad piya ki aaye main kaa karoon yaad piya ki aaye mann ki pida shor machaaye saari saari rain main kaa karoon yaad piya ki aaye main kaa karoon yaad piya ki aaye
dard chamkaa rahi hai teri yaad noor barsaa rahi hai teri yaad dil ki waadi mein chandani ki tarah failti jaa rahi hai teri yaad yaadon ka ek jhonka aaya humse milne barson baad yaadon ka ek jhonka aaya humse milne barson baad pehle itna roye nahin the pehle itna roye nahin the jitna roye barson baad barson baad yaadon ka ek jhonka aaya humse milne barson baad lamha lamha ghar ujda hai mushkil se ehsaas hua lamha lamha ghar ujda hai mushkil se ehsaas hua mushkil se ehsaas hua pathar aaye barson pehle sheeshe toote barson baad pathar aaye barson pehle sheeshe toote barson baad yaadon ka ek jhonka aaya humse milne barson baad aaj humari khaak pe duniyaa rone dhone baithi hai aaj humari khaak pe duniyaa rone dhone baithi hai rone dhone baithi hai phool huye hain jaane kaise itne saste barson baad phool huye hain jaane kaise itne saste barson baad pehle itna roye nahin the pehle itna roye nahin the jitna roye barson baad barson baad yaadon ka ek jhonka aaya humse milne
yaar tha gulzaar tha baad e saba thi main na tha layaq e pa bos e jaana layaq e pa bos e jaana kya heena thi main na tha yaar tha gulzaar tha haath kyun baandhe mere chhalla agar chori hua haath kyun bandhe mere haath kyun baandhe mere haath kyun baandhe mere chhalla agar chori hua ye sarapha shokhi e rang e heena thi main na tha yaar tha gulzaar tha maine poochha kya hua wo aap ka husn o shabaab maine poochha maine poochha main ne poochha kya hua wo aap ka husn o shabaab hans ke bola wo sanam hans ke bola wo sanam shan e khuda thi main na tha yaar tha gulzaar tha main sisakta rah gaya aur mar gaye farahaad o qais main sisakta rah gaya main sisakta rah gaya aur mar gaye farhaad o qais kya unhin donon ke hisse mein qaza thi main na tha yaar tha gulzaar tha baad e saba thi main na tha layaq e pa bos e jaana layaq e pa bos e jaana kya heena thi main na tha yaar tha gulzaar tha baad e saba thi main na tha yaar tha gulzaar tha
yaara teri galiyon mein yaadein huyin aawaara yaara teri galiyon mein yaadein huyin aawaara rag rag behti aankhein dar dar behki yaadein rag rag behti aankhein dar dar behki yaadein soyi soyi har gali se uth rahi hain sard saansein bheegi raatein yaara inhi raahon pe tha dil kisi ne haara yaara teri galiyon mein yaadein huyin aawaara teri gali mein yaara kab se bhatak raha hoon tu chilmanon ke peechhe main bepard jal raha hoon hai dar badar fakeeri hai dar badar fakeeri tera hoon bas tera hoon le ke yahi tamanna jee jee ke mar raha hoon chhuti chhuti jaayen raahen roothi roothi si sadaayein chhuti chhuti jaayen raahen roothi roothi si sadaayein uss atariya tera manzar ek leher si uth rahi hai dil ke andar yaara tere kooche mein toota hai koyi taara yaara teri galiyon mein yaadein huyin aawaara ho tere noora da dil vich ho gaya dera ho tere noora da dil vich ho gaya dera ve main kamliyaan ve main kamliyaan ve main kamliyaan ve main kamliyaan hoya saara door hanera
yaaro mujhe maaf karo main nashen mein hoon yaaro mujhe maaf karo main nashen mein hoon ab do to jaam khaali hi do main nashen mein hoon yaaro mujhe maaf karo maazur ho jo paaun mera betarah pade maazur ho jo paaun mera betarah pade betarah pade tum sargara to mujhse naa ho main nashen mein hoon yaaro mujhe maaf karo yaa haathon haath lo mujhe jaise ke jaam e mai yaa haathon haath lo mujhe jaise ke jaam e mai jaise ke jaam e mai yaa thodi door saath chalo main nashen mein hoon yaaro mujhe maaf karo main nashen mein hoon yaaro mujhe maaf karo
jab chala hai to mere saqiya yun jaam chale jab chala hai to mere saqiya yun jaam chale din chale raat chale subha chale shaam chale kaarobaar e maikhana to band hai saqi tu nighahon se pila de to mera kaam chale ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin hosh itna haiii ke main tujhse faramosh nahin ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin hosh itna haiii ke main tujhse faramosh nahin ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin main teri mast nigaahi ka bharam rakh lungaa main teri mast nigaahi ka bharam rakh lungaa hosh aaye bhi to keh dunga mujhe hosh nahin hosh aaye bhi to keh dunga mujhe hosh nahin hosh itna haiii ke main tujhse faramosh nahin ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin yaad itna hai ke pahucha dar e maikhaane tak yaad itna hai ke pahucha dar e maikhaane tak yaad itna hai ke pahucha dar e maikhaane tak kya kahun aage ki aage ka mujhe hosh nahin kya kahun aage ki aage ka mujhe hosh nahin hosh itna haiii ke
ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka ho raha hai har taraf charcha humara aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka chaand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahin chaand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahin chaudhwin ke chaand se badhke hai chehra aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka ishq mein aise bhi hum doobe huye hain aap ke ishq mein aise bhi hum doobe huye hain aap ke apne chehre pe sada hota hai dhokha aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka chaand sooraj dhoop subah kehkashan taare shama chaand sooraj dhoop subah kehkashan taare shama har ujale ne churaya hai ujaala aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka ho raha hai har taraf charcha humara aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka
ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka ho raha hai har taraf charcha humara aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka chaand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahin chaand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahin chaudhvin ke chaand se badh ke hai chehra aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka ishq mein aise bhi hum doobe huye hain aap ke ishq mein aise bhi hum doobe huye hain aap ke apne chehre pe sadaa hota hai dhoka aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka chaand sooraj dhoop subah kehkashaan taare shamma chaand sooraj dhoop subah kehkashaan taare shamma har ujaale ne churaya hai ujaala aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka ho raha hai har taraf charcha humara aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka
ye chaand nahin teri aarti hai ye chaand nahin teri aarti hai neele aakash ke haath mein taaron se bhari huyi raat mein jiski soorat chamak rahi hai chaand nahin chaand nahin ye chaand nahin teri aarti hai bistar pe apne leta hoon dil thame isse dekh raha hoon dil thame isse dekh raha hoon seene mein eee seene mein halchal si machi hai chaand nahin chaand nahin ye chaand nahin teri aarti hai tujhko kuchh shaq ho ismein to chuppa le apna chehra tujhko kuchh shaq ho ismein to chuppa le apna chehra mitt jaayegi khili chandni mitt jaayegi khili chandni chha jayega andheraa andheraa isi ke dam se ye dil kashi hai chaand nahin chaand nahin ye chaand nahin teri aarti hai ye chaand nahin teri aarti hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Wo Ishq Jo Farida Khanum 05:59 15983
 
Poster of Farida Khanum
 
Category
Ghazal
Duration : 05:59   Song Number : 15983   

Wo Jo Hum Mein Tum Mein Ghulam Ali 11:38 32812
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 11:38   Song Number : 32812   

Wo Kaagaz Ki Kashti Jagjit Singh & Chitra Singh 06:33 18058
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:33   Song Number : 18058   

Wo Kabhi Mil Jaayen To Kya Kijiye Ghulam Ali 06:50 15707
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 06:50   Song Number : 15707   

Wo Kaun Hai Jagjit Singh 05:27 32031
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:27   Song Number : 32031   

Wo Khat Ke Purze Jagjit Singh 05:16 38096
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:16   Song Number : 38096   

Woh Chandni Ka Badan Chandan Dass 04:37 19092
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bashir Badr
Music Director- 
Chandan Dass
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 04:37   Song Number : 19092   

Woh Jo Hum Mein Tum Mein Chitra Singh 03:18 36759
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Momin Khan Momim
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:18   Song Number : 36759   

Wohi Palkon Ka Jhapakna Ghulam Ali 05:51 36623
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Nazeer Qaiser
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 05:51   Song Number : 36623   

Yaad Kiya Dil Ne Jagjit Singh 05:05 19748
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan, Deepak Pandit
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:05   Song Number : 19748   

Yaad Nahin Kya Kya Dekha Tha Jagjit Singh 06:20 37906
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:20   Song Number : 37906   

Yaad Piya Ki Aaye Ustad Sultan Khan, Sadhana Sargam & Suhel Khan 05:46 17576
 
Poster of Ustad Sultan Khan, Sadhana Sargam & Suhel Khan
 
Category
Ghazal
Raag- 
Hemant
Taal- 
Thumri
Duration : 05:46   Song Number : 17576   

Yaadon Ka Ek Jhonka Pankaj Udhas 10:51 18331
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 10:51   Song Number : 18331   

Yaar Tha Gulzaar Tha Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:06 38404
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bahadur Shah Zafar
Duration : 06:06   Song Number : 38404   

Yaara (Full Version) Pankaj Udhas 06:45 19357
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Ustad Amjad Ali Khan
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:45   Song Number : 19357   

Yaaro Mujhe Maaf Karo C H Atma 02:54 31062
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Duration : 02:54   Song Number : 31062   

Ye Alag Baat Hai Pankaj Udhas 08:33 18017
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:33   Song Number : 18017   

Ye Bhi Kya Ehsaan Kam Hai Jagjit Singh 04:54 37302
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:54   Song Number : 37302   

Ye Bhi Kya Ehsaan Kam Hai Talat Aziz 04:52 15978
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Duration : 04:52   Song Number : 15978   

Ye Chaand Nahin Teri Jagmohan Sursagar 02:49 36631
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Ghazal
Duration : 02:49   Song Number : 36631