wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kis ghar mein khushi hoti hai maatam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota aise bhi hain duniya mein jinhein ghum nahin hota aise bhi hain duniya mein jinhein ghum nahin hota ek ghum hai humaara jo kabhi kam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kya surmaa bhari aankhon se aansoo nahin girte kya surmaa bhari aankhon se aansoo nahin girte kya mehandi lage hathon se matam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kis ghar mein khushi hoti hai maatam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kuchh aur bhi hoti hain bigadne ki adaayein kuchh aur bhi hoti hain bigadne ki adaayein banne mein sawarne mein aalam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kis ghar mein khushi hoti hai maatam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota
Wo Kaun Hai
Jagjit Singh