Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhazal
HomeGhazal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah log milte hain badalte huye mausam ki tarah kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah mere mehboob mere pyaar ko ilzaam na de mere mehboob mere pyaar ko ilzaam na de rigir mein eid manayi hai muharram ki tarah kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah maine khushboo ki tarah tujh ko kiya hai mehsoos maine khushboo ki tarah tujh ko kiya hai mehsoos dil ne chheda hai teri yaad ko shabnam ki tarah kabhi gumcha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah kaise hamdard ho tum kaisi masiha aayi hai kaise hamdard ho tum kaisi masiha aayi hai dil pe nashtar bhi lagaate ho toh marham ki tarah kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah log milte hain badalte huye mausam ki tarah kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah
kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar lag gayi zamaane ko kabhi kaha dua bahaar ki maangi to itne phool khile dua bahaar ki maangi to itne phool khile kahin jagah na mili mere aashiyane ko kabhi kaha suna hai gair ki mehfil mein tum na jaoge suna hai gair ki mehfil mein tum na jaoge kaho to aaj saja le gareeb khane ko kabhi kaha kuchh aise sajj gaye tinke ke ab ye darr hai mujhe kuchh aise sajj gaye tinke ke ab ye darr hai mujhe kahin nazar na lage mere aashiyane ko kabhi kaha daba ke kabrr mein sab chal diye dua na salaam daba ke kabrr mein sab chal diye dua na salaam zara si der mein kya ho gaya zamaane ko kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar lag gayi zamaane ko kabhi kaha
kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se dua bahaar ki maangi to itne phool khile dua bahaar ki maangi to itne phool khile kahin jagah na rahi mere aashiyaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se ab aage ismein tumhaara bhi naam aayega ab aage ismein tumhaara bhi naam aayega jo hukam ho to yahin chhod doon fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se qamar zara bhi nahin tumko khauf e ruswaayi qamar zara bhi nahin tumko khauf e ruswaayi chale ho chaandni shab mein unhen bulaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se
kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge main utna yaad aaunga mujhe jitna bhulaaoge kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge koi jab poochh baithega khamoshi ka sabab tumse koi jab poochh baithega khamoshi ka sabab tumse bahot samjhana chaahoge magar samjhaa naa paaoge main utna yaad aaunga mujhe jitna bhulaaoge kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge kabhi duniyaa muqammal ban ke aayegi nighaahon mein kabhi duniyaa muqammal ban ke aayegi nighaahon mein kabhi meri kami duniyaa ki har ik shai mein paaogi main utna yaad aaunga mujhe jitna bhulaaoge kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge kahin par bhi rahen hum tum muhabbat phir muhabbat hai kahin par bhi rahen hum tum muhabbat phir muhabbat hai tumhen hum yaad aayenge humen tum yaad aaoge tumhen hum yaad aayenge humen tum yaad aaoge kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge main utna yaad aaunga mujhe jitna bhulaaoge kabhi khamosh
kabhi maikhaane tak jaate hain hum kabhi maikhaane tak jaate hain hum aur kam bhi peete hain kabhi maikhaane tak jaate hain hum aur kam bhi peete hain ghata zulfon ki chha jaaye to bemausam bhi peete hain kabhi maikhaane tak jaate hain hum aur kam bhi peete hain koi apni tarah maikhaane mein pee kar to dikhlaaye koi apni tarah maikhaane mein pee kar to dikhlaaye ke hum mai hi nahin peete hain ke hum mai hi nahin peete hain ashq e ghum bhi peete hain ghata zulfon ki chha jaaye to bemausam bhi peete hain kabhi maikhaane tak jaate hain hum aur kam bhi peete hain humaari pyaas ka sab se alag andaaz hai rashid humaari pyaas ka sab se alag andaaz hai rashid kabhi dariya ko thukraate hain kabhi dariya ko thukraate hain kabhi shabnam bhi peete hain kabhi maikhaane tak jaate hain hum aur kam bhi peete hain ghata zulfon ki chha jaaye to bemausam bhi peete hain kabhi maikhaane tak jaate hain hum aur kam bhi peete hain
aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa kabhi neki bhi uss ke jee mein gar aa jaaye hain mujhse kabhi neki bhi uss ke jee mein gar aa jaaye hain mujhse zafaayen kar ke apni yaad sharmaa jaaye hain mujhse zafaayen kar ke apni yaad sharmaa jaaye hain mujhse sharmaa jaaye hain mujhse khudaaya zazbaa e dil ki magar taasir ulti hai khudaaya zazbaa e dil ki magar taasir ulti hai ke jitna kenchtaa hoon aur khinchtaa jaaye hai mujhse ke jitna kenchtaa hoon aur khinchtaa jaaye hai mujhse ke jitna kenchtaa hoon aur khinchtaa jaaye hai sambhalne de sambhalne de mujhe aye naa umeedi kya qayamat hai sambhalne de sambhalne de mujhe aye naa umeedi kya qayamat hai ke daaman e khayaal e yaar chhutaa jaaye hai mujhse ke daaman e khayaal e yaar chhutaa jaaye hai mujhse ke daaman e khayaal e yaar chhutaa jaaye hai mujhse ke daaman e khayaal e yaar chhutaa jaaye hai qayamat hai ke hove muddayi kaa hummmm safar gaalib muddayi kaa hum
kabhi shaakh o sabza o barg par kabhi gunchaa o gulokhaar par main chaman mein chaahe jahaan rahoon main chaman mein chaahe jahaan rahoon mera haq hai fasle bahaar par mera haq hai fasle bahaar par main chaman mein chaahe jahaan rahoon ajab inqalaab e zamaana hai ajab inqalaab e zamaana hai mera muqtsar sa fasaana hai mera muqtsar sa fasaana hai ye jo aaj baar hai dosh par ye jo aaj baar hai dosh par yahi sar tha jaano e yaar par yahi sar tha jaano e yaar par ye jo aaj baar hai dosh par meri simt se use ae saba ae saba aaaaaaa meri simt se use ae saba aaaa meri simt se use ae saba ye payaam e aakhir gum suna abhi dekhna hai to dekh ja abhi dekhna hai to dekh ja ke fizaa hai apni bahaar par ke fizaa hai apni bahaar par abhi dekhna hai to dekh jaa main raheen e dard sahi main raheen e dard sahi magar mujhe aur kya chahiye jigar mujhe aur kya chahiye jigar gum e yaar hai mera shefata gum e yaar hai mera shefata main farefta gum e yaar par main farefta gum e yaar par
kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah main ek khwaab sahi aapki amanat hoon main ek khwaab sahi aapki amanat hoon mujhe sambhal ke rakhiyega jism o jaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah kabhi to soch ke wo shaks kis kadar tha buland kabhi to soch ke wo shaks kis kadar tha buland jo bichh gaya tere kadmon mein aasmaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah bula raha hai mujhe phir kisi badan ka basant bula raha hai mujhe phir kisi badan ka basant guzar na jaaye ye rut bhi kahin khizaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah
aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaa kabhi yun bhi aa meri aankh mein kabhi yun bhi aa meri aankh mein ki meri nazar ko khabar na ho mujhe ek raat nawaaz de mujhe ek raat nawaaz de magar uske baad sahar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein wo bada rahimokareem hai wo bada rahimokareem hai mujhe ye sifat bhi ataa kare wo bada rahimokareem hai mujhe ye sifat bhi ataa kare tujhe bhoolne ki dua karun tujhe bhoolne ki dua karun to meri dua mein asar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein mere bazuon mein thaki thaki mere bazuon mein thaki thaki abhi mehwe khwab hai chandni mere bazuon mein thaki thaki abhi mehwe khwab hai chandni na uthe sitaaron ki paalki na uthe sitaaron ki paalki abhi aahaton ka guzar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi shabbo phool ko choom ke kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi shabbo phool ko choom ke yunhi saath saath chalen sada yunhi saath saath chalen sada kabhi
kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho mujhe ek raat nawaaz de mujhe ek raat nawaaz de magar uske baad seher na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho wo bada raheem o kareem hai mujhe ye sipat bhi ata kare wo bada raheem o kareem hai mujhe ye sipat bhi ata kare tujhe bhoolne ki duwa karoon tujhe bhoolne ki duwa karoon to duwa mein meri asar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi shab ke phool ko choom ke kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi shab ke phool ko choom ke yun hi saath saath chalen sada yun hi saath saath chalen sada kabhi khatam apna safar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho mere paas mere habib aaa zaraa aur dil ke kareeb aa mere paas mere habib aaa zaraa aur dil ke kareeb aa tujhe dhadkano mein basa loon main tujhe dhadkano mein basa
kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho dariyaa ka saahil ho pure chaand ki raat ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho pariyon ki mehfil ho koi tumhari baat ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho ye naram mulaayam thandi hawaayen jab ghar se tumhare guzren tumhari khushboo churaayen mere ghar le aayen kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho sooni har mehfil ho koi naa mere saath ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho ye baadal aisa toot ke barse mere dil ki tarah milne ko tumhara dil bhi tarse tum niklo ghar se kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho tanhaayi wo dil ho boonden hon barsaat ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho dariyaa ka saahil ho pure chaand ki raat ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho
kahan gayi wo wafa aaj toh chale aoo kahan gayi wo wafa aaj toh chale aoo labon pe dam hai ruka aaj toh chale aoo kahan gayi kaha tha tumne ki aaoge chandni ban kar kaha tha tumne ki aaoge chandni ban kar wo chand dhalne laga aaj toh chale aoo wo chand dhalne laga aaj toh chale aoo kahan gayi andhera phailta jata hai dil ki rahon mein andhera phailta phailta andhera phailta jata hai dil ki rahon mein charaag bhujne laga aaj toh chale aoo charaag bhujne laga aaj toh chale aoo kahan gayi unhein ye aakhiri paigam bhej do sahil unhein ye aakhiri paigam bhej do sahil mareez e ishq chala aaj toh chale aoo mareez e ishq chala aaj toh chale aoo kahan gayi wo wafa aaj toh chale aoo labon pe dam hai ruka aaj toh chale aoo kahan gayi wo wafa aaj toh chale aoo kahan gayi
kahin aisa na ho daaman jala lo kahin aisa na ho daaman jala lo humare aansuon par khaak daalo manaana hi zuroori hai to phir tum manaana hi zuroori hai to phir tum humen sabse khafaa ho kar mana lo humen sabse khafaa ho kar mana lo humen sabse khafaa ho kar mana lo bahot royi huyi lagti hain aankhen bahot royi huyi lagti hain aankhen meri khaatir zara kaajal laga lo meri khaatir zara kaajal laga lo meri khaatir zara kaajal laga lo akelepan se khauff aata hai mujhko akelepan se khauff aata hai mujhko kahaan ho aye mere khaabon khayaalo kahaan ho aye mere khaabon khayaalo kahaan ho aye mere khaabon khayaalo bahot mayoos baitha hoon main tumse bahot mayoos baitha hoon main tumse kabhi aa kar mujhe hairat mein daalo kabhi aa kar mujhe hairat mein daalo kabhi aa kar mujhe hairat mein daalo kahin aisa na ho daaman jala lo kahin aisa na ho daaman jala lo humare aansuon par khaak daalo kahin aisa na ho daaman jala lo
kahin chaand raahon mein kho gaya kahin chandani bhi bhatak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya kahin chandani bhi bhatak gayi main charaag wo bhi bhujha hua main charaag wo bhi bhujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya tujhe bhool jaane ki koshishen kabhi kaamyaab naa ho saki tujhe bhool jaane ki koshishen kabhi kaamyaab naa ho saki teri yaad shaakh e gulaab hai jo hawa chali to lachak gayi teri yaad shaakh e gulaab hai jo hawa chali to lachak gayi main charaag wo bhi bhujha hua main charaag wo bhi bhujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya meri daastaan ka urooz tha teri narm palkon ki chhaanv mein meri daastaan ka urooz tha teri narm palkon ki chhaanv mein mere saath tha tujhe jaagna teri aankh kaise jhapak gayi mere saath tha tujhe jaagna teri aankh kaise jhapak gayi main charaag wo bhi bhujha hua main charaag wo bhi bhujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya koi dard
Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
kahin kahin se har chehraaaaa kahin kahin se har chehra tum jaisa lagta hai tumko bhool naa paayenge hum aisa lagta hai aisa lagta hai oooo hoooooo oooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo ooooo oooo oooo oooo ooo oo oo ooooooooo aisa bhi ik rang hai hmmm hmmm hmmmm hoooo ooooo ooooooo aisa bhi ik rang hai jo karta hai baaten bhi jo dil iss ko pehan le wo apna saa lagta hai tumko bhool naa paayenge hum aisa lagta hai kahin kahin se har chehra tum jaisa lagta hai tumko bhool naa paayenge hum aisa lagta hai aisa lagta hai sa sa sa ga ga ga ga pa pa pa pa aaaaaaaaaa sa sa sa ga ga ga ga pa pa pa pa aaaaaaaaaa de re re re re ma ma pa ga ga ma re re ga sa aur to sab kuchh thik hai lekin aur to sab kuchh thik hai lekin kabhi kabhi yunhi chalta phirta shehar achaanak achaanak tanhaa lagta hai tumko bhool naa paayenge hum aisa lagta hai kahin kahin se har chehra tum jaisa lagta hai tumko bhool naa paayenge hum aisa lagta hai aisa lagta hai ab bhi yun milte hain hum se phool
kahin sher o naghma ban ke kahin aansuon mein dhal ke kahin sher o naghma ban ke kahin aansuon mein dhal ke wo mujhe mile to lekin mile sooraten badal ke wo mujhe mile to lekin mile sooraten badal ke ye wafa ki sakht raahen ye tumhare paaye naazuk ye wafa ki sakht raahen ye tumhare paaye naazuk ye tumhare paaye naazuk na lo inteqaam mujhse na lo inteqaam mujhse mere saath saath chal ke kahin sher o naghma ban ke kahin aansuon mein dhal ke ye charaag e anjuman to hain bas ek shab ke mehmaan ye charaag e anjuman to hain bas ek shab ke mehmaan hain bas ek shab ke mehmaan tu jala wo shamma aye dil tu jala wo shamma aye dil jo bujhe kabhi na jal ke kahin sher o naghma ban ke kahin aansuon mein dhal ke na to hosh se taaruf na junoon se aashnaayi na to hosh se taaruf na junoon se aashnaayi na junoon se aashnaayi yeh kahaan pahuch gaye hum yeh kahaan pahuch gaye hum teri bazm se nikal ke kahin sher o naghma ban ke kahin aansuon mein dhal ke wo mujhe mile to lekin mile
nazar uthao zara tum to kainaat chale nazar uthao zara tum to kainaat chale hai intezaar ke aankhon se koi baat chale hai intezaar ke aankhon se koi baat chale nazar uthao zara tum to kainaat chale tumhaari marzi bina waqt bhi apaahiz hai tumhaari marzi bina waqt bhi apaahiz hai naa din khisakta hai aage naa aage raat chale naa din khisakta hai aage naa aage raat chale hai intezaar ke aankhon se koi baat chale nazar uthao zara tum to kainaat chale naa jaane unglee chhuda kar nikal gaya hai kidhar naa jaane unglee chhuda kar nikal gaya hai kidhar bahot kaha tha zamane se saath saath chale bahot kaha tha zamane se saath saath chale hai intezaar ke aankhon se koi baat chale nazar uthao zara tum to kainaat chale kisi bhikhaari ka toota hua katora hai kisi bhikhaari ka toota hua katora hai gale mein daale usse aasaman pe raat chale gale mein daale usse aasaman pe raat chale hai intezaar ke aankhon se koi baat chale nazar uthao zara tum to kainaat chale to kainaat chale
kaisa pyaar kahaan ki muhabbat baaten hain behlaane ki baaten hain behlaane ki kaisa pyaar kahaan ki muhabbat baaten hain behlaane ki baaten hain behlaane ki chaar kadam chal kar har saathi baad mein yun tal jaaye chaar kadam chal kar har saathi baad mein yun tal jaaye jaise suboh ko suraj nikle jaise suboh ko suraj nikle shaam o samay dhal jaaye hooo oooo kaisa pyaar kahaan ki muhabbat baaten hain behlaane ki baaten hain behlaane ki hasne kaa anjaam hai rona chaahat ka ruswaayi hasne kaa anjaam hai rona chaahat ka ruswaayi dhundha jab bhi saath kisi kaa dhundha jab bhi saath kisi kaa mili humen tanhaayi hooo oooo kaisa pyaar kahaan ki muhabbat baaten hain behlaane ki baaten hain behlaane ki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kabhi Guncha Kabhi Shola Jagjit Singh 04:49 38789
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:49   Song Number : 38789   

Kabhi Kaha Na Kisi Se Anup Jalota 04:20 32024
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 04:20   Song Number : 32024   

Kabhi Kaha Na Kisi Se Asha Bhosle 04:25 13902
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qamar Jalalvi
Music Director- 
Nazar Hussain
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:25   Song Number : 13902   

Kabhi Khamosh Baithoge Jagjit Singh 06:15 18820
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:15   Song Number : 18820   

Kabhi Maikhane Tak Jaate Pankaj Udhas 04:55 40534
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaj Rasheed
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:55   Song Number : 40534   

Kabhi Neki Bhi Uss ke Jee Mein Asha Bhosle 04:06 15985
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Duration : 04:06   Song Number : 15985   

Kabhi Saaya Sudeep Banerjee 03:26 39197
 
Poster of Sudeep Banerjee
 
Category
Ghazal
Singer- 
Sudeep Banerjee
Duration : 03:26   Song Number : 39197   

Kabhi Shakh O Sabza O Barg Par Asha Bhosle 04:15 40649
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jigar Moradabadi
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:15   Song Number : 40649   

Kabhi To Khul Ke Baras Chitra Singh 05:18 37971
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:18   Song Number : 37971   

Kabhi Yun Bhi Aa Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:14 32230
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 06:14   Song Number : 32230   

Kabhi Yun Bhi Aa Meri Aankh Mein Jagjit Singh 07:26 32017
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bashir Badr
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:26   Song Number : 32017   

Kabhi Yun Bhi To Ho Jagjit Singh 05:11 16011
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:11   Song Number : 16011   

Kahan Gayi Wo Wafa Mehdi Hassan 06:20 19169
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 06:20   Song Number : 19169   

Kahin Aisa Na Ho Jagjit Singh 05:31 18835
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:31   Song Number : 18835   

Kahin Chaand Raahon Mein Talat Aziz 07:13 16006
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Duration : 07:13   Song Number : 16006   

Kahin Door Jab Din Dhal Jaaye Jagjit Singh 06:33 40148
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:33   Song Number : 40148   

Kahin Kahin Se Har Chehra Lata Mangeshkar, Asha Bhosle & Jagjit Singh 06:19 17860
 
Poster of Lata Mangeshkar, Asha Bhosle & Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:19   Song Number : 17860   

Kahin Sher O Naghma Ban Ke Talat Mahmood 04:14 16016
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 04:14   Song Number : 16016   

Kainaat Chale Jagjit Singh 06:01 16919
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh, Gulzar
Duration : 06:01   Song Number : 16919   

Kaisa Pyaar Kahaan Ki Muhabaat C H Atma 03:09 16128
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Duration : 03:09   Song Number : 16128