aaaaaaa aaaaaaa aaaa caarvaan guzra kiya hum rehguzar dekha kiye caarvaan guzra kiya hum rehguzar dekha kiye har kadam par naksh e paaye raah bhar dekha kiye caarvaan guzra kiya yaas jab chhayi yaas jab chhayi ummeeden haath mal kar reh gayin dil ki nabzen chhut gayi aur chaaragar dekha kiye dil ki nabzen chhut gayi aur chaaragar dekha kiye caarvaan rukh meri jaanib nigaahen lutf dushman ki taraf rukh meri jaanib nigaahen lutf dushman ki taraf yun udhar dekha kiye goya idhar dekha kiye yun udhar dekha kiye goya idhar dekha kiye caarvaan guzra kiya dard mandaan e wafa ki dard mandaan e wafa ki haaye re majbooriyaan dard e dil dekha na jaata tha magar dekha kiye dard e dil dekha na jaata tha magar dekha kiye caarvaan tu kahaan thi aye ajal tu kahaan thi tu kahaan thi aye ajal aye na muradon ki muraad marne waale raah teri umr bhar dekha kiye marne waale raah teri umr bhar dekha kiye caarvaan guzra kiya hum rehguzar dekha kiye hum rehguzar dekha kiye hum rehguzar
Carvaan Guzra Kiya
Asha Bhosle