aa aa aa aa hairat se tak raha hai jahaan e wafaa mujhe hairat se tak raha hai jahaan e wafaa mujhe tumne bana diya hai mohabbat mein kya mujhe aa aa aa aa har manzil e hayaat se gum kar gaya mujhe har manzil e hayaat se gum kar gaya mujhe mud mud ke raah mein wo tera dekhna mujhe mud mud ke raah mein wo tera dekhna mujhe aaa aa aa kaise khudi ne mauj ko kashti bana diya kaise khudi ne mauj ko kashti bana diya hosh e khuda hai ab na ghum e na khuda mujhe aa aa aa saaqi bane huye hain wo saagar shab e visaal saaqi bane huye hain wo saagar shab e visaal is waqt koi meri qasam dekhta mujhe hairat se tak raha hai jahaan e wafaa mujhe
Hairat Se Tak Raha Hai
Master Madan