gali koi apni na shahar apna koi kahan din bitaate kahaan raat karte gali koi apni na shahar apna koi kahan din bitaate kahaan raat karte na milta agar maikada to bataao kahan zindagi se mulaaqaat karte gali koi apni na shahar apna koi kahan din bitaate kahaan raat karte masaain the kuchh is kadar zindagi ke masaain the kuchh is kadar zindagi ke kabhi zakhm bhi gin nahin paaye apne kabhi zakhm bhi gin nahin paaye apne tamanna thi apni si milte kisi din kabhi khud se bhi do ghadi baat karte gali koi apni na shahar apna koi kahan din bitaate kahaan raat karte huyi khair nikale jo dairo haram se huyi khair nikale jo dairo haram se thikana diya maikade ki gali ne thikana diya maikade ki gali ne kahaan jaake hum kaatte dhoop ke din kahan khatm hum apni barsaat karte gali koi apni na shahar apna koi kahan din bitaate kahaan raat karte uthaaye huye bojh sa dil pe koi uthaaye huye bojh sa dil pe koi bhatakte rahe shahar ki bheed mein hum bhatakte rahe shahar ki bheed mein
Gali Koi Apni Na Shahar Apna Koi
Pankaj Udhas