raat andheri door kinara koi nahin hai apna sahara kitni badi duniya hai magar is duniya mein hai kaun humara raat andheri door kinara koi nahin hai apna sahara aansu mile humen badle khushi ke ghum hi mila humko badle mein pyaar ke kya thi khata mere malik bata do kaante bane aaj gul ye bahar ke ujada hai ghar le kaun khabar nahin aata nazar qismat ka sitara raat andheri door kinara koi nahin hai apna sahara dhalne laga din jalne laga dil saathi sabhi chal diye mukhde mod ke pyasi nazar hai pyasa jigar hai koi chala dil ko pyasa hi chhod ke raah ruki hai paonv thake hain aas miti nahin himmat hara raat andheri door kinara koi nahin hai apna sahara
Raat Andheri Door Kinara
Talat Mahmood